Update 43: Thakur kaa ant….almost…
Agli Subah…
Raju agli subah jaldi hi uth jaata hai aur fresh ho kar Kaamya ko phone karta hai to Kaamya kehti hai ki Thakur to apne kaam se nikal gaya hai..
Raju bhi fatafat khandhar ki taraf jaata hai..jab woh khandhahar pahuncta hai to use aaj Thakur dikhai nahi deta..lekin uske aadmi dikhte hai jo apne hathiyaar (bandook, chaaku aur kuch aisi hi cheezein) ko theek kar ke check kar rahe the ki sab kaam kar rahe hai yaa nahi..
Raju yeh sab dekh kar samajh jaata hai ki kuch to gadbad hone waala hai..lekin kya..kab aur kahan..use pata nahi tha..aur isi wajah se woh bhi thoda pareshaan ho jaata hai..lekin thoda saiyyam rakhte hue woh wahin reh kar yeh dekhna chahta tha ki aage woh log kya karne waale hai..aaj bhi uska wahi haal tha ki woh andar kaa nazaara to dekh sakta tha..lekin unki baatein Raju ko sunai nahi de rahi thi..
Andar khandhahar mein..
Ek aadmi..doosre se…theek se dekh le be..is baar jaise Thakur ne kaha tha..koi gadbad nahi hona chahiye..chaaku ko dhaar karna hai to kar lo..kal bahut kaam aane waala hai..
Doosra aadmi pehle waale se…haan..theek hai..dekh lete hai..jab hum unko pakad ke laayenge to Thakur ke baad hum bhi tabiyat se unko chodenge…kya maal hai yaar sab ke sab…bas..ek baar neeche aa jaaye..phir to patak patak ko chodunga..aur aisa kehte hue woh aadmi apne lund ko masal raha tha..jo ki un auraton ko yaad kar ke uska lund khada ho gaya tha..
Woh aadmi jab yeh baat bolta hai to baaki log bhi zor ke haste hai aur haan mein sar hilaate hai…
Bahar Raju ko yeh samajh nahi aa raha tha ki andar ke log kis baat pe has rahe hai aur kiski haami de rahe hai..Raju bahut frustrate ho jaata hai aur bahut koshish karta hai ki unki baatein sun sake..lekin phir bhi kaamyaab nahi hota to thoda maayus ho kar wahin reh jaata hai..
Andar ke log aise hi baatein karte hue apna kaam karte hai aur dopahar ko nikalne ko hote hai..
Raju dekh leta hai aur Raju sochta hai ki un logon kaa peecha karega aur pata karne ki koshish karega…yeh soch kar Raju apne sar pe ek gamcha daal ke apna chehra thoda dhak leta hai taaki unko pata naa chale…aur jab woh log bahar nikalte hai to unka peecha karta hai..
Woh log gaanv aakar paidal chalte hue ek chai ki tapri ke taraf jaate hai chai peene ke liye…aur Raju bhi unka peecha karta hai..aur unke bahut nazdeek bagal mein aa kar unke saath chalta hai ekdum jaise aam log bheed mein thoda nazdeek chalte hai..
Ek aadmi dheere se (doosre se)..chal..chai peekar kal raat ki taiyyari karte hai aur phir kal shaam ko milte hai..
Doosra..theek hai..thakur ne bhi yehi kaha ki aaj apni taiyyari kar ke ghar nikal jaao aur kal hi milna…
Itne mein dono chai ki dukaan pe aakar chai peene lagte hai aur Raju bhi apna chehra chupa kar chai peene lagta hai..
Raju unki baatein sun leta hai lekin yeh nahi jaan paata ki kal raat ko kya hone waala hai..lekin Raju ko andesha ho jaata hai ki woh log kis baare mein baat kar rahe hai..
Phir sab log wahan se chai peekar nikal jaate hai aur Raju bhi apne ghar ki taraf nikal jaata hai..kuch sochte hue..ki woh jo soch raha hai..woh sahi hai yaa galat..
Thakur…
Thakur aaj acche mood mein tha..use poora yakeen tha ki kal ke din uske aadmi Raju ko maar kar uske ghar ki auraton ko uske saamne le aayenge aur phir woh unki zameen hadap sakta hai…
Isi khushi mein Thakur ek randi ke paas jaata hai aur use thok kar daaru peekar apne ghar chala jaata hai ekdum nashe ki haalat mein..
Kaamya Thakur ki dekh kar use sahara dene ki koshish karti hai lekin Thakur uski parwaah naa karte hue Kaamya ko dhakel kar ludakhta hua apne kamre mein jaakar bistar pe gir jaata hai aur so jaata hai..
Kaamya Mala se..dekhna kaise daaru peekar so gaya hai…maine use thoda madat karne ki koshish ki..lekin mujhe bhi dhakel diya..
Mala: yeh ab sudhrega nahi..iska kuch nahi kar sakte…
Aur aise hi thoda baat kar ke woh dono bhi apna kaam kar ke so jaate hai..
Doosre din..
Doosre din bhi sab normal hi rehta hai..kisiko koi shak yaa gadbad nahi lagta…sab apni apni yojna ke bare mein sochte hue waqt bitaate hai..
Thakur – yeh soch ke ki aaj uski saalon ki tamanna poori ho jaayegi…Raju ki maut aur uski zameen pe kabza..
Thakur ke aadmi – yeh sochte hue ki Raju ko maar kar uski auraton ko Thakur ke paas le jaayenge aur phir jab unhe mauka milega to unhe chod kar apni bhook mitaayenge..
Raju – pata nahi woh kya soch raha tha..aur apne khet mein baitha hua tha..
Raat ko…
Raat ko kareeb 10 baje ke baad jab gaanv mein sab so jaate hai..thakur ke aadmi apne hathiyaar, etc lekar Raju ki ghar nikal jaate hai…raasta aur gaanv poora sunsaan tha..
Jab woh log Raju ke ghar ke nazdeek jaate hai to paate hai ki ghar ki sab khidkiyaan, darwaaze sab band hai (ho ki har ghar kaa yehi haal tha…)..sab lights bhi bujhi hui thi aur ekdum andhera…aadmiyon ko yahi lagta hai ki ghar mein sab so rahe hai…
Ek aadmi ek sariya nikal kar darwaaza todne ki koshish karta hai lekin ho nahi pata..lekin bahut koshish ke baad aur badi mushkil se darwaaza todta hai aur ghar mein sab log jaate hai bina koi aawaaz kiye..jaise Thakur ne unhe bataaya tha..zyaada shor sharaba naa karne kaa..un aadmiyon ne socha tha ki woh log chupke se auraton kaa mooh daba kar unhe ghar se le jaayenge..taki koi aawaaz naa kar sake..ghar mein ghus kar sab kuch sannata saa rehta hai..woh log ek kamre mein jaate hai jo poora andhera tha…aadmi torch jala kar dekhta hai to us kamre mein koi nahi rehta…unko lagta hai ki sab doosre kamre mein honge…lekin ek ek karke jab sab kamre dhoondhte hai to woh log paate hai ki poora ghar khaali hai…
Woh log gusse mein aakar ghar ki sab lights jala dete hai aur poora ghar khaali paa kar gusse mein ghar ko tehas nehas kar dete hai…ghar kaa poora satyanaash karte hai aur Raju ko gaali dete hai..kyunki unhe dar aur maaloom tha ki kal subha unki shaamat aane waali hai jab Thakur ko pata chalega ki woh log khaali laut aaye hai aur Raju ko nahi maar sake aur naa hi us ghar ki auraton ko uske paas le jaa sake…
Woh log kaafi der tak Raju ke ghar mein rehte hai lekin jab wahan koi nahi aata to woh log aadhi raat ko chupke se nikal jaate hai…aur thodi door Raju wahan khada ho kar unko dekhte hue hasta rehta hai…
Agli subah..
Agli subah Thakur aaj jaldi hi nikal jaata hai (roz ke muqaable) aur pahuch jaata hai khadhahar ..yeh soch ke ki aaj uski jeet hone waali hai…
Thakur ne apne aadmi se bol rakha tha ki un auraton ko utha kar unko khandhahar mein baandh ke rakhne ko…
Thakur jab wahan jaata hai to paata hai ki wahan bhi sannata hai…koi nahi rehta wahan par…
Thakur aag baboola ho jaata hai aur gusse se chillata hai…kahan hai sab madarchod..kahan mar gaye…
Thakur ki kadak aawaz se uske aadmi chupke se uske saamne aakar sar jhukaaye khade rehte hai..
Thakur: kya hua saalon?? Tum sab akele hi ho..kahan hai woh sab aurat?
Ek aadmi thoda hichkhichaate hu…sahab jaisa aapne kaha tha..hum sab kal raat ko uske ghar gaye the..maarne ke liye..lekin ghar to poora khaali tha..us ghar mein koi nahi tha..
Thakur jab yeh baat sunta hai to aur bhi gussa ho jaata hai aur us aadmi ko gusse mein laat maarta hua gaali deta hai…saale tum se ek kaam bhi nahi hota…us ghar ki itni dinon se nigraani kar rahe the…sab wahin the..to achanak sab kaise gayab ho gaye?
Aadmi: pata nahi sahab…ghar kaa kona kona dhoondha..lekin koi nahi mila..hum ghar mein 2 ghante the..ki shayad woh log bahar gaye honge..agar aagaye to unhe utha laayenge…lekin koi nahi aaya..to hum laut aaye..
Thakur ab bhi gusse mein tha…aur unko gaaliyan de raha tha…jab use apni haar nazar aa rahi thi to woh Ajay ko phone karta hai..
Thakur: sun Ajay…aur phir use sab bataata hai..
Ajay: ok chachu..mujhe ek hafte kaa time do…main hi wahan aata hoon aur phir uska kaam tamam karta hoon..tab tak aap log aisa koi kaam mat karo ki logon ko shak ho jaaye..
Thakur Ajay ki baat maan to leta hai lekin phir bhi bahut gusse mein hota hai..aur phir waise hi gusse mein ghar ke liye nikal jaata hai yeh sochte hue ki aakhir usse galti kahan ho gayi hai....
<Flashback>
Pichle din pehle Raju jab apne khet jaata hai aur raaste mein sochta hai ki kahin naa kahin Thakur ke aadmi use nuksaan pahuchaane waale hai…use aur uske pariwaar ko..
Raju ko itna to samajh aata hai ki baat ab bahut serious hai aur woh koi risk nahi lena chahte tha..
Khet mein kuch der reh kar ghar pahunch kar Raju sab ko bula kar ikkattha karta hai..lekin us waqt Aaru aur Sudha bahar gayi hui thi..
Raju ko itna serious dekh kar Ratna ko bhi dar lagta hai aur jaldi hi Sudha aur Aaru ko bhi bula leti hai…
Jab sab aa jaate hai to Raju kehta hai..
Raju: pehli baat…aap sab ko mujh pe kitna bharosa hai?
Sab: yeh kaisa sawaal hai..tum to ab humaare pati ho..
Raju: phir bhi..
Ratna: yeh kya baat kar rahe ho beta?
Raju: to suno..main jo keh raha hoon..dhyaan se suno..aur main jaisa kehta hoon waise hi karo..
Aaru: kya kehna chaa rahe ho aap?
Raju: ho sakta hai (main shayad galat bhi ho sakta hoon..lekin abhi poora pakka nahi hai)..Thakur ke aadmi hum par humla kar sakte hai..mujhe aisa lag raha hai..do din se unka peecha kar raha hoon…woh log apne hatiyaar ko theek kar rahe the..mujhe shaq hai lekin poora yakeen nahi hai..
Raju ki yeh baat sun kar sab kaa dil zoron se dhadakne lagta hai..
Sandhya: aisa kyun lagta hai aapko…aur Thakur hum pe humla kyun karwaayega?
Raju: kaha tha na..uski nazar tum sab par hai aur humaare zameen pe bhi hai..aur 2-3 din se dekh raha hoon ke uske aadmi humaare ghar pe nigraani nahi kar rahe hai..
Raju: to Suno…tum sab log hafta 10 din ke liye saamaan baandh lo aur Rani ke ghar chale jaao..
Jaisa tum sab ko pata hai…Rani ab pet se hai..aur main koi risk nahi lena chahta..main nahi chahte ki koi is pariwaar ko nuksaan pahunchaaye..
Ratna: woh to theek hai beta…humaare saath tum bhi chalo..
Raju: nahi maa..main nahi jaa sakta..mujhe dekhna hai ki Thakur kya karta hai..agar mein bhi tum logon ke saath aa gaya to Thakur kya kar raha hai ..mujhe pata nahi chalega..
Sudha: aisi baat hai to hum mein se koi tumhaare saath rahega..
Raju: nahi…
Sudha: phir bhi…jab sudha yeh baat kehti hai to Raju usko pakad kar apne honth uske honton pe rakh kar ek kiss karte hue…uski baat ko kaat-te hue nahi to nahi…isiliye maine tum sab se poocha tha..ki mujh par kitna bharosa karte ho..
Rani: bharosa to hai lekin…
Raju phir se Rani ki taraf dekh kar..tera bhi mooh band kar doon kya??
Rani uski baat samajh jaati hai…aur apni aakhen neeche kar leti hai..
Raju: to jaldi se sab taiyyar ho jaao..
Phir sab jaldi se fatafat taiyyar ho jaate hai…aur jaane ko ready rehte hai..
Ratna: beta..mujhe bahut dar lag raha hai..
Raju: mujh par bharosa rakho maa..kuch nahi hoga..
Sab dukhi man se jaane ko hote hai..to Raju yeh dekh kar sab ko ek ek kar ke sab ke saamne sab ke honton pe ek gehra chumban karta hai aur besharmi se kehta hai..mera yeh kiss tum sab ko meri yaad dilaayegi aur geela bhi karti rahegi…
Raju jab yeh baat kehta hai to sab ke chehre pe muskaan aa jaati hai…aur Ratna se kehta hai..apne hone waale pota aur uski maa kaa acche se khayal rakhna..
Ratna: Ratna haan mein sir hila deti hai aur kehti hai ki woh unko roz phone karte rahega aur apna haal chaal bataata rahega….
Raju bhi is baat ko maan jaata hai…..aur Raju unko ko bus mein bitha ke Rani ke gaanv ki taraf bhej deta hai..aur reh jaata hai akela Raju…
Is tarah se Raju kaa ghar khaali rehta hai..
<End of flashback>
Back to Thakur..
Jab woh ghar jaata hai to Kaamya use kal raat ko peene ke baare mein poochna chahti thi..
Lekin Thakur kaa paara chadha hua tha..jab Kaamya use baat karna chahti thi..to gusse mein woh Kaamya ko bahut maarta hai…laat bhi maarta hai..kaamya shor karti hai to Mala daud kar Kaamya ko bachaati hai aur Thakur ko bhi gusse se poochti hai ki woh Kaamya ko kyun maar raha hai..
Thakur: chup kar….agar tu beech mein aayegi to tujhe bhi maaroonga..aur phir Kaamya ko maarne ki koshish karta hai..
Mala Kaamya ko bacha leti hai..aur gusse se aur Thakur ko bhi gaali dete hue Kaamya ko wahan se le jaati hai aur kehti hai Thakur se…1-2 din main Kaamya ko yahan se le jaaongi…
Thakur aur gussa ho jaata hai aur Mala ko maarne ke liye aage badhta hai to Mala jaldi se bahar aakar darwaaza bahar se band kar deti hai aur Thakur darwaaze ko peeth-ta reh jaata hai..
Bahar aa kar Kaamya rote hue Mala ke gale lag jaati hai aur Thakur se bachaane ke liye uska dhanyawaad karti hai aur phir waise ho rote hue Raju ko phone karti hai aur Raju ko sab bataati hai…
Raju ko pehle se hi sab pata tha..lekin woh kuch nahi kehta uske baare mein aur Kaamya se itna hi kehta hai ki jab itne din Thakur ke zulm saha hai to 3-4 din aur intezaar kar le…woh kuch haal nikaalega Thakur ke baare mein..
Raju ko bhi ab lagta hai ki paani sar ke upar se nikal raha hai aur jaldi hi Thakur kaa kuch karna padega…
Thakur kaa routine…
Raju kuch sochta hai aur phir se chupke se Thakur kaa peecha karta hai aur jaan-na chahta ki Thakur apna din kahan aur kaise bitaata hai…
3-4 din tak Raju Thakur kaa peecha karta hai aur dekhta hai ki Thakur sham ko ghar aate waqt ek jagah rukta hai..aur 30-40 min tak woh ek jagah apni gaadi rok kar andar jungle mein jaata hai…aur phir bahar aakar apne ghar ke liye nikal jaata hai…
Pehle din Raju ko samajh nahi aata ki Thakur jungle mein kya kar raha hai..
Doosre din jab Thakur jungle mein jaata hai to Raju bhi chupke se bina kisi ko dikhe woh bhi jungle ke andar jaata hai kareeb 400-500 mts aur dekhta hai ki wahan par ek jagah par baith ke Thakur mast daaru peeta hai sukoon se…aur phir wapas 30-45 mis baad bahar aakar ghar ke liye nikal jaata hai..
Har roz Thakur kaa yehi kaam tha…sham ko ghar jaate waqt us jagah par rukna, daaru peena aur ghar ke nikal jaana…
Raju ki kamuk baatein…apni biwiyon se…
Ratna ne jaise kaha tha…Raju roz unko phone karke apna haal chaal bataata tha..lekin yeh nahi ki woh kya kar raha hai…
Raju Aaru se: kya kar rahi ho jaan?
Aaru: kya karoongi…tumhaari bahut yaad aati hai..
Raju: sirf meri?
Aaru: haan..aur nahi to kya?
Raju: ab to khul jaao jaanu…kyun sharmaati ho?
Aaru: sharam to aayegi naa…
Raju: itne dinon se hum ek doosre ko itna jaante hai..phir bhi sharma rahi ho…lagta hai phir se acche se tumhaari sharam door karni padegi..
Aaru: main bhi to yehi chahti hoon ki tum bhi yahan aa jaao aur sharam door kar do…
Raju: theek hai..jaldi hi aata hoon…aur baaki kya kar rahe hai?
Aaru: sab yahin par hai..lo apni doosri biwi se baat karo…aur phone Sudha ko deti hai..
Raju: Sudha se…darling..kya kar rahi ho?
Sudha: kya karoongi…jaise Aaru ne kaha..tumhaari yaad mein tadap rahe hai..
Raju: tadap hi rahe hai yaa aur kuch..shararti andaaz mein..
Sudha: tadap bhi rahe hai aur ekdum geeli bhi ho rahe hai…
Raju: maje lete hue…kya geeli ho rahe hai? Haath paanv yaa aur kuch…
Sudha: chup karo badmaash..tumhe pata nahi kya?
Raju: shararat se..pata nahi..isiliye pooch raha hoon…
Sudha: dheere se…tumne hume besharam bana hi diya hai to suno…hum sab ki chootein ekdum geeli ho rahi hai tumhe yaad kar ke…ab khush….
Raju: zor se haste hue..yeh hui naa baat…chinta mat karo…jab aaonga to tum sab kaa geelapan door kar doonga…
Sudha: kab aa rahe ho? Tumse milne ke liye tadap rahe hai…
Raju: jaldi hi…aur jab aaonga to shayad khush khabar bhi laaonga..
Sudha: kya khabar?
Raju: abhi kuch bata nahi sakta…thoda sabar karo…
Aur aise hi Sandhya se bhi baat karta hai…aur phir call cut kar deta hai..phone cut karne ke baad sab uttejit ho jaate hai aur ek doosre ko apne haathon se thanda karte hai..
Thakur pe waar…
Chouthe din bhi Raju Thakur kaa peecha karta hai aur wahi routine paata hai Thakur kaa..
Isi beech Thakur bhi Ajay ki raah dekhta hai ki woh kab aayega aur kab Raju pe waar karega…bina yeh jaane ki aage kya hone waala hai uske saath..
Raju yeh nischay kar leta hai ki Thakur pe waar karne kaa waqt aa gaya hai aur us raat Raju bhi apni taiyyari kar leta hai….
Agle din Raju us jagah pe pehle hi pahunch jaata hai aur Thakur kaa intezaar karta hai..jab Thakur apni gaadi rok kar jungle ki taraf jaata hai to thoda andar jaane ke baad Raju chupke se peeche se aakar Thakur kaa mooh dabaate hue ek rod se uske right kandhe par zabardast waar karta hai…Thakur ki aawaaz Raju ke haathon mein hi dab jaati hai…instinctively Thakur daahine (right) taraf se mundi ghuma kar peeche dekhne ki koshish karta hai to Raju baayen taraf se Thakur ke saamne aa jaata hai…is waqt Raju apna chehra dhak leta hai aur Thakur use pehchaan nahi paata..
Thakur jab wapas Raju ki taraf saamne dekhta hai to Raju uske gale me phir se haath se waar karta hai…Thakur apna haath gale ko pakad kar girta chala jaata hai aur phir se is baar Raju apne rod se Thakur ghutno pe nishaana laga kar zabardast waar karta hai…thakur par itne humle sehan nahi kar paata aur dard aur peedha ke maare Thakur wahi gir jaata hai….aur kyunki Raju Thakur ke gale mein waar karta hai to Thakur ki aawaaz dab jaati hai aur uski aawaaz nahi nikal paati…
Jab Thakur zameen pe gir raha hota hai to Raju apna mobile nikal kar ek photo le leta hai..
Raju chupke se bina koi aawaaz kiye wahan se nikal jaata hai…aur Thakur bilbilaata hua wahan tadapte hue gir jaata hai..
Bahar Thakur ke aadmi uska intezaar kar rahe hote hai..aur jab 1 ghanta beet jaata hai aur Thakur bahar nahi aata to 2 aadmi darte hue andar jaate hai (Thakur unko pehle hi hidaayat deta hai ki jab woh andar jungle mein ho to koi use pareshaan nahi karega)..
Andar aadmi dekhta hai ki Thakur buri tarah se zakhmi hue padha hai aur dard se tadap raha hai..
Woh aadmi zor se chillate hue baakiyon ko bulaata hai aur Thakur ko jaldi hi hospital lekar jaate hai..aur saath hi uske ghar mein bhi khabar bhijwa dete hai ki Thakur par kisine humla kiya hai..
Kaamya aur Mala bhi jaldi hi hospital pahunch jaate hai aur doctor se pooch-taach karte hai..
Yeh baat poore gaanv mein aag ki taraf fail jaati hai ki Thakur ko kisi ne maara hai aur woh hostpital mein hai..jahan log dikhaawe ke liye afsos jataate hai..wahin sab man mein bahut khush they ki chalo..kisine Thakur ko maar to diya hai…kyunki un sab gaanv waalo ki zameen ke kaagaz Thakur ne hadap liya tha..aur unse paise wasool karke ash karta tha…log jitna bhi apne karz ki bharpai karte..lekin Thakur hamesha kehta tha ki karz poora nahi hua hai…
Doctor Thakur ko jaanch karta hai aur kehta hai ki unko bahut chot aayi hai lekin aage aur kuch nahi keh sakta…unko treatment karne ke baad hi woh kuch bata sakta hai..
Mala aur Kaamya bhi dikhaawa karte hue sab ke saamne pareshaan hone kaa naatak karte hai but man hi man khush hote hai ki aakhir mein unhe Thakur se chutkaara mil sakta hai..kyunki unko bhi andesha tha ki yeh kaam Raju ne hi kiya hoga kar ke...
Wahin Thakur ke aadmi Ajay ko bhi bataate hai ki Thakur pe humla hua hai…
Ajay (uski biwi Kusum aur saas Gauri ke saath) bhi wahan aata hai aur woh bhi doctor se poochta hai..doctor bhi usko wahi jawaab deta hai..
Doctors apne kaam mein lage hote hai to Ajay Thakur ke aadmiyon se milta hai aur unse jaan-ne ki koshish karta hai ki yeh sab kaise hua hai..
Thakur ke aadmi use sab bataate hai…
Doctors Thakur kaa ilaaj karte hai aur theek karne ki koshish karte hai..lekin Raju kaa humla itna ghatak tha doctors bhi zyaada kuch nahi kar paate…
Ek hafte baad..
Doctors Mala, Kaamya aur Ajay ko bula kar kehte hai ki Thakur ki haalat bahut kharab hai…gale pe waar hone se unki aawaaz chali gayi hai…ghutne dono toot gaye hai aur unko lakwa (paralysis) bhi aa gaya hai..woh abhi kuch hi dinon ke mehmaan hai aur hospital mein reh ke koi faayada nahi hai…Doctors ki bahutbehtar hai ki baaki ke din woh ghar pe hi bitaaye…itna kehte hue Doctors bhi apna haath khada kar dete hai..
Ajay ko bhi thoda gussa aata hai lekin doctors ke saamne zyaada kuch nahi kehta…jab woh Thakur ko dekhta hai to use bhi lagta hai ki Doctors sahi keh rahe hai…uski haalat bahut bigdi hui thi…almost adhmara saa pada hua tha…hospital ke bistar pe..
Woh sab bhi doctor kaa kaha maan lete hai aur Thakur ko ghar le aate hai…
Ghar mein laane ke baad Ajay Kaamya se kehta hai ki use bahut zaroori kaam hai aur kusum ko lekar nikal jaata hai..yeh kehte hue ki jaldi hi hafte-10 mein waapas aayega aur usi samay woh shehar ke ek acche doctor se salaah lekar shehar le jaakar uska ilaaj karwaayega…tab tak Thakur ki dekh baal kar ke use thoda accha karne ki koshish kare…
Aage kya hota hai..kya thakur bach paayega..jaante hai agle update mein…thanks for your patience and support…