• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy RAKSHAK-THE SPECTRE

Yes or No

  • Yes

    Votes: 116 96.7%
  • No

    Votes: 4 3.3%
  • Other

    Votes: 5 4.2%

  • Total voters
    120
  • Poll closed .

Rohit1988

Well-Known Member
2,265
7,209
158
Update 30

Mist Basin.

Ek level 6 magician ko uske chupi hui jagah se kaise bahar nikaala jaa sakta hai ?

Hera kafi time se is sab ke baremei soch rahi thi lekin abhi bhi uske mind mei kuch bhi nahi aa raha tha.

Ek level 6 magician jo khud ko capture hone se bacha raha hai vo apne tracks ko is tarah se chupa sakta hai jinhe dhundna almost impossible tha. Hera sure thi ke aise is pure human continent mei sirf kuch hi log the jo aisa kar sakte the.

Wahi Raj bhi kaafi saari situations ke baremei soch raha tha.

Ek ke baad ek uske mind mei ideas aate jaa rahe the. Saath hi vo har ek possible situation ke baremei soch raha tha ke Bell ko bhagna hua toh vo kis tarah se bhag sakta hai.

Bell ek old person tha, toh vo paidal bhaag nahi sakta tha. Uske yaha se bhaagne ke sirf 2 options the. Ek magic aur dusra tha carriage se.

Lekin kya ek level 6 magician chup kar bhagne ke liye magic ka use karega ?

Agar vo aisa karta hai toh ek possible method thi academy ka portal tower. Lekin portal tower se khud ko transport karna kaafi coastally tha. Is liye kisi badi emergence jaise Maharaj Shekhar, Senapati Dipak aur Dean gaye the border par Beast Humans se milne ke liye waise time par hi portal ka use kiya jata tha. Even Bell ne portal tower ka access hua toh bhi usne portal tower ko use kiya hai iska record ban jaayega aur saath mei usse kaha par transport kiya gaya gaya hai iske bhi traces mil sakte the. Yeh possibility uske chupne ki jagah ko expose kar sakti thi. Jo uske liye ek bad choice ho jaati.

Ek aur baat Raj expect kar raha tha ke Bell ko yeh pata hi nahi hai ki Dean academy mei nahi hai.

Iska reason bhi simple tha. Dean ke actions ko confidential rakhna tha. Unke academy mei naa hone ki baad unke favourite student ko bhi pata nahi thi. Aise mei ek old Bell ko kaise pata hoti ?

Is sab ka ek hi meaning tha ke Bell Dean ki powers se dar raha tha aur vo aisa escape route bilkul bhi choose nahi karna chahega jisse Dean ka attention easily uski taraf jaa sake. Agar Hera Bell ke magic ko detect nahi kar paati hai toh iska yeh meaning nahi hain aa ke Dean jo ek level 7 magician hai vo Bell ke magic ko detect nahi kar payenge. Iska meaning tha ke Bell magic ko use kar ke bhag nahi sakta tha.

Kuch pal ke liye Raj ne apni aankho ko close kiya aur waise hi usne kaha.

Raj-Bell King Lane se kisi carriage mei jaa raha hoga. Hame uske piche jana chahiye.

Yeh keh kar Raj ne apni aankho ko open kiya.

Ek pal ke liye Hera Raj ki baat se surprise ho gayi thi. Is liye nahi ke vo confuse thi, nahi Hera kaafi smart thi aur Raj ke sirf is baat se hi usne Raj ke mind mei jo possibility thi uska pata lag aliya tha.

Raj ki baat sunkar Aditya ne kaha.

Raj-Thik hai tum sabhi aage badho mein yaha par stationed kiye hue kuch Mage Warriors ko apne saath lekar aata hu. Is sab se ham zyada area ko cover kar payenge.

Is par Hera ne kaha.

Hera-Of course ab mein samajh gayi. Ham Bell ke piche jaate hai aur Aditya tum jaldi se Mage Warriors ko lekar hamare piche aao.

Issi ke saath Raj, Roshni, Riya aur Ekant yeh sabhi Hera ke saath Bell ke piche chale gaye aur Aditya ne Abhay ko apne saath liya aur vo dono paas ke Mage Warriors ki team ko bulane ke liye chale gaye.

Mage Warriors ko yeh sabhi is liye saath le rahe the kyo ki Bell after all ek level 6 ka magician tha. Uske spells ki intensity kitni ho sakti hai iska pata kisi ko bhi nahi tha.

Aise mei unke paas zyada help hone se unhe easy feel ho sakta tha.

Magicians ke saath battle karte time jiski spell casting mei speed sab se fast hogi wahi winner ban sakta tha. Yeh important nahi tha ke tum kitne impressive spells ko cast kar sakte ho. Agar tumahre opponent ke paas tum se kam spell hai par uski speed kisi machine gun ki tarah hai toh tum definitely haar sakte ho.

Raj ko is baat mei confident tha ke agar vo sahi time par Bell tak pohoch jaate hai toh vo sabhi milkar usse capture kar sakte hai.

Sabhi jaldi hi Magic Academy se bahar aa gaye. Kyo ki abhi afternoon ka time tha is liye sabhi apne apne tower ke andar the. Is wajah se bahar zyada koi nahi tha.

Hera ne Bell ke saath hone wali battle ke baremei socha aur ek jagah ruk kar usne apne fingers ko snap kiya.

Uske fingers ko snap karte hi uski body glow hone lag gayi aur uske jo cloths pehne the vo change ho kar ek tarah ke battle suit mei change ho gaye.

Jab usne palat kar Raj aur bakiyo ko dekha toh vo sabhi ready the.

Raj ke saath sabhi ne apne apne aura ko release kar diya.

Par Raj ka aura baki sabhi se kaafi dense tha aur saath hi almost uska aura baki sabhi ke aura ko piche push kar raha tha.

Hera bhi kaafi shock thi ke Raj ka aura itna dense tha. Even uska khud ka aura tak piche push ho raha tha.

Lekin abhi in sabhi baato ke baremei sochne ke liye time nahi tha.

Sabhi speed se move hote hue Magic Academy se bahar nikal kar King Lane ki taraf chal pade the.

Bahar aane se pehle Hera ne gateman se pucha tha ke koi carriage kuch der pehle academy se bahar gaya hai kya jispar usne kaha tha ke ek carriage east ki taraf kuch der pehle gaya hai.

Jaise hi Hera ne yeh suna vo kaafi speed se move hote hue sabhi ke saath aage badh gayi uske piche piche Raj aur uske friends bhi aa rahe the.

Aisi situation ke liye Hera ne ek letter pehle hi likh kar rakha hua tha aur usne vo letter gateman ko de kar Dean ko post karne karne ke liye kaha.

Yeh letter is liye tha ke agar Bell ke piche jaane par unhe kuch bhi ho jaata hai toh academy ko unke baremei pata rahega aur vo jaldi se help bhej sake.

Hera, Raj aur baki sabhi aaspas ke gharo ke upar se jump karte hue aage badh rahe the.

Raj yahi soch raha tha ke Bell east ki taraf kyo jaa raha hai.

Nahi agar Bell aise hi east ki taraf jaata hai toh vo capture ho sakta tha. Raj yahi soch raha tha ke agar Bell ki jagah hota toh vo south ki taraf jaata. Jaha par Free Trade Confederation hai. Kyo ki waha par kaafi saari small countries hai aur unke apne apne laws hai jo ek dusre se interfere nahi karte hai. Confederation independent thi par vo kaafi chaotic thi aur kaafi perfect jagah thi Bell ko chupne ke liye. Bell ko waha par chupne ke liye koi bhi problem nahi ho sakti thi.

Hera aur baki sabhi sirf gateman ki baat par hi depend nahi reh sakte the.

Tabhi Hera ne ek spell ko cast kiya.

Magic Trails.

Yeh ek level 4 ki spell thi jo environment mei jo magic ke traces the unhe detct kar sakti thi. Even us magic traces ko bhi detect kar sakti thi jo hardly trace ho sakta hai.

Is spell ke cast hote hi Hera aur baki sabhi ke samne jo road tha vo shine hone lag gaya tha. Yeh light King Lane se hote hue kaafi aage jaa rahi thi.

Hera is light ko dekh kar khush ho gayi thi. Usne Raj aur baki sabhi ko dekhte hue kaha.

Hera-Bell ne kisi bhi tarah ke concealment spell ko use nahi kiya hai apne aap ko hide karne ke liye.

Yeh light aur kuch nahi balki Mana tha jo body se release hota tha.

Hera aur Raj ke saath uske friends bhi us taraf badh gaye jiss direction mei light trails jaa rahi thi. Kuch 20 minutes ke baad vo road 2 roads mei divide ho raha tha. Un dono roads par sign lage hue the. Jo right mei tha uspar Spring City ka naam likha hua tha. Wahi left mei jo road tha uske sign par Mist Basin likha hua tha.

Lekin light trails Spring City ki taraf nahi balki vo North mei Mist Basin ki taraf gaye hue the.

Raj yeh sab dekh kar surprise nahi hua tha. Unke paas ab tak jo information thi usse dekhte hue sab kuch complete sense bana rahe the. Lekin Raj ne yeh expect nahi kiya tha ke yeh sab surprise ho jayegi.

Usne light trails ko dekhte hue kaha.

Hera-Yeh kya ho raha hai ? Toh kya Bell forest se aane wali Dark Energy se connected hai ?

Hera kaafi time se is Dark Energy ke source ko dhundne ki koshish kar rahi thi aur issi bich usse yeh pata chala tha ke Dark Energy ke traces forest ke north direction se aa rahe hai.

Hera ki baat sunkar sabhi us direction mei chale gaye jo unhe Mist Basin ki taraf lekar jaa raha tha. Lekin Mist Basin mei jhadiya kaafi dense thi aur saath mei vo ek white fog se ghira hua area tha. Is sab ki wajah se waha par kuch bhi clearly dikh nahi sakta tha. Yeh ek ideal condition thi kisi ko bhi ambush karne ke liye. Bell shayad in sabhi ke satah directly battle nahi karna chahta tha. Upar se us jagah par uske kuch saathi bh chupe hue ho sakte the. Is condition mei ek level 6 magician ke saath battle karne ka meaning tha yeh ek deadly mission ho sakta hai. Kyo ki aisi jagah par sab kuch Bell ke favour mei work kar raha tha.

Agar vo bina kisi plan ke andar jaate hai toh unki death certain thi.

Abhi vo aage badh hi rahe the ke tabhi Hera ne kaha.

Hera-Hame Bell ke piche jaana hi hoga. Mujhe yaha ke surface ke niche kuch badi chiz feel ho rahi hai. Ham Bell ko hamare haato se jaane nahi de sakte hai.

Hera yeh baat kisi bhi hesitation ke bina keh rahi thi.

Tabhi Raj ne usse dekhte hue kaha.

Raj-Professor Hera kya ham Aditya aur Abhay ke aane tak wait kar sakte hai after all vo apne saath kuch Mage Warriors ko lekar aa rahe hai.

Is par Hera kuch der sochne lagi thi aur usne kaha.

Hera-Nahi, agar ham abhi wait karte hai toh definitely Bell hamare haato se nikal sakta hai. At least ham us jagah par jaa kar usse observe kar sakte hai . Taaki ham aage ka plan kar sake. Agar ham kuch kaafi dangerous sense karte hai toh ham retreat kar lenge.

Hera in sabhi dangers ko kaafi achhe se janti thi. Usne decision sab kuch soch kar hi liya tha.

Raj aur uske friends bhi is sab ke baremei kuch pal sochte hai aur sabhi ek saath apne sir ko haan mei hilate hai.

Fantastic update
 
Mahendra Baranwal

Active Member
997
2,824
138

Awesome fantastic
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,096
218

Superb update
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,768
17,818
189

Awesomeness awesome updates
 
Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,684
189
 
Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,684
189
Update 10-10:30 tak aayega

PEACE ✌️😎.
 
Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,684
189
Update 31

The Puny Opponents.

Apni low geographical position aur jhadiyo ki overgrowth ki wajah se Mist Basin hamesha hi ek white fog mei cover rehta tha.. Waise toh yeh white fog puri tarah se harmless tha par vo visibility ko greatly effect karta tha. Is wajah se Mist Basin kisi ke liye bhi ek achha hiding spot tha.

City ke humters yaa phir Mage Warriors bhi Mist Basin ke andar zyada area mei nahi gaye hue the. Agar koi bhi enemy us area mei enter karta toh har tarah ke mission ko stop kiya jata tha.

Yeh jagah kaafi mysterious aur dangerous thi.

Ek carriage slowly ek narrow path se aage badhte jaa raha tha. Jaise jaise carriage forest mei aage badh raha tha waise waise path aur bhi narrow hota jaa raha tha.

Jab carriage ek crater se cross hua tab uske wheel ka ek axel loose ho kar nikal gaya. Is wajah se vo carriage wahi par ruk gaya ttha.

“My lord ab ham aage nahi badh sakte hai.”

Yeh baat coachman ne aage jo fog tha usse dekhte hue kahi thi. Vo fog aage itna dense hote jaa raha tha ke us coachman ko kuch bhi pata nahi chal paa raha tha kea age slop hai yaa phir pothole. Ab tak ke journey mei sirf ek hi wheel niklaa hai yahi sab se badi baat thi.

Lekin us coachman ko yeh pata nahi tha ke aaj uska aakhri din hai.

Tabhi carriage mei se ek dark green light beam apne raaste mei jo bhi aa raha tha usse ignore karte hue aage badh gayi. Is sinister beam ke effect mei carriage aur uske aaspas ke 15ft ka area absolutely clear ho gaya tha.

Agle hi pal vo coachman, carriage aur vo horses disintegrate ho gaye lekin isse pehle ke vo puri tarah se dust ban kar ud jaate unhe dekh kar aisa lag raha tha jaise unke liye time ruk sa gaya ho.

Us jagah par sirf ek hi living being khada tha jisne ek dark green colour ka cloak pehna hua tha. Saath hi uske haat mei ek white crystal laga hua ek silver staff tha aur usse dekh kar pata chal raha tha ke vo ek magician hai.

Yeh koi aur nahi balki magician Bell hi tha.

Bell ke face par apne samne jo hua usse dekh kar ek painful look tha. Usne us jagah jaha par kuch der pehle carriage khada tha usse dekh kar kaha.

“Mujhe maaf karna mere dost.”

Kuch der baad us white crystal ke tip par ek thick white miasma form hua. Bell ne apne staff ko aage kiya aur us mist ne kuch hi der mei ek face ka shape liya.

“Mujhe apne master ke paas lekar chalo.”

Bell jab yeh keh raha tha tab uske aawaz kaafi week thi. Bell ab old ho gaya tha aur death ki shadow apne paas aate hue vo har pal feel kar paa raha tha. Issi wajah se Bell ne apne lifespan ko badhane ke liye Dark Magic ko use karne ka decision liya tha.

Bell ka knowledge Dark Magic mei fundamental level par tha. Lekin apne research mei usse Dark Magic kaafi fascinating laga tha.

Exactly kaha jaaye toh Bell ko is sab ke baremei ek person se pata chala tha. Bell ke comparison us person ka knowledge Dark Magic mei kaafi zyada tha, specially undead magic mei. Is liye vo Bell ke liye ek mentor ki tarah tha. Issi wajah se Bell ki Dark Magic mei growth bhi kaafi badh gayi thi.

Kuch der pehle jo green light beam cast hui thi vo ek forbidden magic “Shattering” spell thi. Yeh ek level 3 ki spell thi par ismei Dark Magic ke use hone ki wajah se kisi bhi ordinary elemental spell se kaafi zyada offensive power thi.

Vo white face Bell ko raasta dikhane lag gaya aur Bell bhi uske piche piche chala gaya. Vo face kaafi fast travel kar raha tha, itna fast ke Bell ko khud ke upar levitation spell ko cast karna pada tha taaki vo us face ke speed ko match kar sake.

Kuch 19 miles travel karne ke baad vo thick forest slowly open hota chala gaya aur ab samne ek huge open jagah dikhne lagi thi. Waha par ek small lake tha jismei jaafi ajeeb sa black water tha jisse dekh kar aisa lag raha tha ke vo koi hell ka gate ho. Us lake ke side par ek giant rock tha jo 90ft se zyada wide th aur long bhi. Ussi rock par ek black Mage Tower khada tha jo pure forest se bhi zyada heighted dikh raha tha.

Is mage tower ka architecture Magic Academy ke mage tower se kaafi different tha. Is mage tower ko ferocious beasts ke statues se heavily decorate kiya hua tha. Jaise howling wolfs, scorpions, aur venomous snakes. Is mage tower ke hare l floor par aise 6 statues bane hue the.

Bell yeh dekh kar ek pal ke liye dar gaya tha. Even ek strong level 6 magician ki soul ki strength possess karne ke baad bhi vo khud ko Dark Magic mei ek beginner manta tha.

Vo white face Bell ko us narrow path par guide karte hue us mage tower ke entrance tak lekar aa gaya tha. Bell ke waha pohochte hi us mage tower ka gate open hua aur uske piche ek black hood pehna hua magician khada tha aur uske aaspas 2 green flames dance karte hue ud rahi thi. Dekhne se aisa lag raha tha ke vo Bell ko hi waha par expect kar raha tha.

“Bell mein ne jitna socha tha tum usse bhi pehle aa gaye.”

Yeh baat us black hood pehne hue person ne kahi thi.

Wahi Bell apni saanso ko control karne mei laga hua tha. Uski yeh condition hi bata rahi thi ke vo ab kaafi old hota jaa raha hai aur uske andar ab pehle jaisi baat nahi rahi. Even magic use karne ke baad bhi isk journey ne uske bod par kaafi toll dala hua tha.

“Shade mera secret sab ko pata chal gaya hai. Upar se mera time bhi jaise end hone aaya hai, please mujhe bhi Realm of Eternal Life mei le chalo.”

Yeh keh kar Bell phir se zor zor se saans lene laga.

“Tumhara secret pata chal gaya hai ? means tum abhi bhaag rahe ho. Kya tum sure ho ke tumhare piche koi nahi aa raha hai.”

Shade is baat se bilkul bhi khush nahi tha. After all vo abhi bhi Swarndesh mei tha aur easily danger ko expose ho sakta tha.

Is par Bell ne halke se kaha.

“Mein ne jaan bhuj kar unhe yaha laya hai. Unmei se ek level 4-5 ki battle mage hai aur uske saath kuch students hai. Shayad sirf wahi hai jinhe mere baremei pata hai. Is mage tower ka use kar ke tum unhe easily maar sakte ho yeh toh tumhare liye kaafi easy hai. Un sabhi ko maar do aur hamara yeh secret kisi ko bhi pata nahi chal payega.”

Bell kaafi sharp minded person tha. Jab Derris khud se academy se bahar gaya tha tabhi se Bell academy mei aane jaane walo par nazar rakhe hue tha. Jab usne dekha ke Raj injured Derris ko lekar Hera ke saath Dean ke mage tower ki taraf jaa raha hai tab usse pata chal gaya tha ke uske yaha se nikalne ka time aa gaya hai.

Bell ko even yeh bhi pata tha ke Dean Magic Academy mei nahi hai. Upar se Magic Academy mei aur bhi level 6 magicians aur Mage Warriors the. Is liye vo sirf waha se bhaag hi sakta tha.

Waise toh Bell south mei hi jana chahta tha par jab usse pata chala ke ek level 4-5 battle mage aur kuch students uska picha kar rahe hai toh usne apne mind ko change kar liya.

“Level 4-5 battle mage aur kuch students ? tumhe hamare opponent ke exact strength ke baremei batana hoga.”

Shade ko uncertainty ke saath deal karna bilkul bhi pasand nahi tha.

“Inmei se jisne Derris ko injured kiya hai vo shayad 18-19 years ka hai. Usne shayad Flame Blast ko use kiya tha Derris ke against battle karte hue. Par mujhe doubt hai ke usne kisi magic item ka use kiya hoga itni strong spell ko cast karne ke liye. Iska matlab vo ek level 4 magician se bhi weak hai aur baki sabhi students bhi uske hi level ke aaspas hai. Is liye tumhe zyada sochne ki zarurat nahi hai, kyo ?”

Bell ne Raj aur uske friends ko kabhi bhi ek major problem ki perspective se nahi dekha tha.

Bell ne apne life ke 50 years diye the magic research karne ke liye. Uske paas kaafi saari supreme skills the. Upar se uske paas battle experience bhi jo uski age ke life experience se hi aata tha. Is liye Bell apne grandson ki age ke ladke se dar jata hai toh yeh sach mei kaafi strange baat ho sakti thi.

Wahi Shade ne yeh sunkar ek gehri saans chodi.

Kisi bhi Mage yaa phir Mage Warrior ke liye uska age ek indicator ki tarah tha. Even agar koi Mage yaa phir Mage Warrior apne early age mei hi high level par pohoch bhi jata hai toh bhi usse ek experience Mage yaa phir Mage Warrior jitni respect jo usse weak bhi ho sakta hai vo nahi mil sakti thi.

Ek old magician ke paas uske experience ki wajah se kaafi supreme skills ho sakte the. Aagar 2 same age ke mages ek dusre ke saath battle karne lag gaye toh jiska experience battles mei sab se zyada hoga uske jitney ke chances zyada the.

Shade ne Bell ko dekha aur kaha.

“Well ab jab baat aisi hai toh jaldi andar aa jao. Mein ne pehle hi sab kuch ready kar ke rakha hua hai. Tum jaldi hi immortality paa sakte ho.”

Yeh keh kar Shade Bell ko mage tower ke andar lekar gaya.

Bell ek gehri saans li aur apne humanity ko jaise bye keh kar us sinister mage tower ke andar chala gaya.

Andar ke haal mei saaman naa ke barabar tha. Jo chize us hall ke andar sab se pehle nazar mei aati thi vo tha ek pond jiske andar ek grease liquid tha aur uske andar se bubbles nikal rahe the. Jaise hi vo bubbles burst hote unke andar se ek dark green miasma release hota tha.

“Yeh hai Pool of Immortality. Iske essence ko absorb karne ke baad tum eternal life ko paa sakte ho. Is sab ke bich tum ek deep sleep state mei honge aur tum defenceless ho jaoge. Par tumhe zyada sochne ki zarurat nahi hai. Tumhare piche lage hue us battle mage aur uske students ko mein dekhta hu.”

Shade Bell ko us pond ke work ke baremei explain kar raha tha.

Wahi Bell ab apni ki hui is choice ke baremei sochne laga tha. Vo pond definitely curse magic se cast kiya hua tha. Kya Bell sach mei apne 50 years ke sabhi kaamo ko aise hi bye kehna chahta tha ?

Lekin tabhi vo phir se weak feel karne lag gaya. Last ke kuch weeks se yeh kaafi zyada hone lag gaya tha.

“Mere paas koi bhi choice nahi hai. Bhagwan mere is paap ke liye mujhe maaf karna.”

Yeh keh kar jaise hi Bell us pond ke andar gaya waise hi usmei aur bhi bubbles banne lag gaye.

Pond mei jo liquid tha vo abhi bhi kaafi calm tha. Shade samne aa kar us pond ko guard karne lag gaya. Even uske aaspas dance karne wali vo 2 green flames bhi kahi par gayab ho gayi.

Kuch der baad phir se us pond mei bubbles banna start hue. Wahi us mage tower ke aaspas ek peculiar movement hone lag gayi thi.

Suddenly Shade ki aankho mei ek green glow aaane lag gaya aur uski aankho mei se wahi dancing green flames nikal kar bahar aayi.

“Yeh kisi living being ki scent hai. Yeh sabhi soch rahe hai ke jaise aaye the waise hi yaha se jaa payenge. Par aisa kabhi nahi hoga.”

Yeh baat Shade ne apne aap se kahi thi.

Is mage tower ki help se Shade apne spell casting ki range ko 6000fts tak badha sakta tha. Wahi mage tower ke aaspas ka 300fts ka area uske absolute territory ko show karta tha.

Agar koi us boundary ko cross karne ki bhul karta hai toh Shade usse dar kya hota hai yeh dikha sakta tha.
 
Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
9,547
62,502
204
Shandaar update bell ne itna bada risk liye h aur black magic mai khud ko involve karke immortality pana chahta h par aisa karne se ab tak ke uske karam usai narak he leke jayenge ...par ye kya bell sabko jaan bhuj ke basin mai laya h matlb ab fight jabardast hone wali h .....aur deepak dean sabki entry hone ke chances bi h ... Bahut he shandaar update jay bhai ...
 
Top