Superb updateUpdate 28
Coast of Underestimating Opponent.
Raj abhi bhi Derris ko dekh raha tha ke kaise usse khud ko khada rakhne ke liye bhi kaafi koshish karne pad rahi hai.
Raj ne usse dekhte hue pucha.
Raj-Derris tumhare master sach mei Dark Magic ke saath kuch kar rahe hai, kyo ?
Yeh sunkar Derris ne kaha.
“Agar yeh baat sach bhi hui toh kya hua. Master Bell IMMORTAL hone ke liye koi raasta dhund rahe hai. Is sab mei unhone kisi ko bhi harm nahi kiya hua hai aise mei unhe punishment kyo milegi ?”
Derris marna nahi chahta tha par uski halat se usse pata chal gaya tha ke usse bachaya nahi jaa sakta tha. Yeh sab sochne ki wajah se vo zor zor se chikhne lag gaya.
Wahi Raj ne usse dekhte hue kaha.
Raj-Tum sure ho ke yeh sab kuch harmless hai. Abhi kuch der pehle hi tumne mujh par aur mere coachman par Storm of Daggers ko cast kiya tha. Aagr mei sahi time par apne barrier ko release nahi karta toh tum mujhe toh maar nahi paate lekin vo coachman zarur mar sakta tha. Vo bhi kisi aurat ka pati hai, kisi bachhe ka baap hai aur kisi baap ka beta hai. Kya pata vo apne family ko support karne wala sole pillar ho. Kya tumne yeh socha ke aaj agar vo yahi par maara jata toh uske baad uske family ka kya hota ?
Is par Derris ne Raj ko dekhte hue kaha.
“Toh kya hua agar vo mere spell se mar bhi jata toh ? Waise bhi vo ek ordinary person hai.”
Raj Derris ki baato ko sunkar gussa ho raha tha.
Par Raj ne apne gusse ko apne control mei kiya aur Derris ko dekhte hue usne kaha.
Raj-Toh kyo na tumhare master Bell sabhi ke samne aa kar accept kar le ke vo Dark Magic par research kar rahe hai aur khud ko explain kare ke vo immortal kyo hona chahate hai. Agar aisa ho paya toh Magic World mei ek revolution aa sakta hai. New ideas ke liye door open ho sakte hai. Aise chup chup kar Dark Magic par research karne ki kya zarurat hai.
Raj ne ek baar Derris ke face par aane wale expressions ko dekha aur phir aage kaha.
Raj-Well tumhe pata hai ke tumahre master Bell aisa kyo nahi kar rahe hai. Kyo ki unhe bhi pata hai ke yeh sab kuch galat hai aur saatth hi East Cove Magic Academy ke rules ke against hai. Tum yeh maano yaa naa maano par tumhare master Bell galat hai.
Raj ki in sabhi baato ko sunkar Derris ko kaafi gussa aa gaya tha. Usne apne body ke andar Mana ko ek jagah par concentrate kiya aur vo khud ke saath Raj ko is Mana blast kar ke khatm kar dena chahta tha. Lekin jaise hi Derris Mana blast ko activate karne wala tha waise hi Raj suddenly kaafi speed ke saath uske samne aaya aur usne ek kaafi powerful punch Derris ke pet mei maara aur ussi ke saath apne Mana se Derris ke Mana Base ko hi destroy kar diya.
Wahi is punch se Derris behosh ho gaya tha.
Derris ko capture karne ke baad Raj yahi soch raha tha ke vo Derris ko capture karne ke baad directly Derris ko Magic Academy le kar chala jaaye. Lekin kuch der apne mind ko calm karne ke baad usne socha ke yeh karna sahi nahi hoga.
Agar vo aisa karta toh sabhi ko Bell aur Derris ke baremei pata chal jata. Is sab ke wajah se Magic Academy ki image kharab ho sakti thi.
Derris ko investigation ke liye le kar jana kaafi zaruri tha. Par uske upar aise hi openly allegations nahi laga sakte the. Magic Academy ka ek level 6 Senior Magician aur uska personal student Dark Magic par research kar rahe the. Agar yeh baat bahar pata chal gayi toh yeh baat itne years mei East Cove Magic Academy ne jo naam aur image kamayi thi vo ek pal mei hi destroy ho jaati.
Upar se dean bhi yahi chahte the ke yeh matter zyada bahar kisi ko pata naa chal sake. Taaki Magic Academy ke image par koi sawal naa khada ho jaaye.
Kuch der sochne ke baad Raj ne Derris par Elemental Healing spell ko cast kiya aur usse zinda rakha.
Waise bhi Derris ab kuch nahi kar sakta tha. After all Raj ne uske Mana Base ko hi destroy kar diya tha.
Is wajah se vo Mana ko manifest hi nahi kar sakta tha.
Raj ne apne haat ko upar utha kar ek small fireball ko upar aasman mei fire kiya.
Yeh signal tha uske coachman ko aane ke liye.
Jab tak Raj ka carriage aata tab tak Raj ne ek earth spell ko cast kiya aaspas ke forest ko jo uske fireball ke blast mei destroy hua tha usse almost pehle jaisa kar diya.
Tabhi Raj ka carriage uske samne aa kar ruk gaya.
Uske andar Raj ne pehle Derris ko dala aur baad bhi khud bhi baith gaya.
Carriage mei baith kar Raj ne apni aankho ko close kiya aur meditate karne lag gaya.
River Town aur capital ke bich ka distance 1 ghante ka tha. Issi bich Derris ko hosh bhi aa gaya.
Yeh sab kuch Elemental Healing ki wajah se hua tha.
Derris ne dekha ke uske haat aur pairo ko rassi se baadh diya hai aur samne sofe jaisi seat par Raj meditate kar raha hai.
Derris ne apna sir utha kar dekha toh usse apne samne Raj dikha aur usse dekh kar Derris kuch shock ho gaya.
Kyo ki Raj ke aaspas ek golden aura bana hua tha. Lekin jab Derris ne us aura ko sense karne ki koshish ki tab vo yeh kar nahi paya.
Is sab ki wajah se Derris kaafi hyper hone lag gaya. Usne jaldi se apni aankho ko close kiya aur apne body ke andar Mana Base ko sense karne ki koshish karne lag gaya. Par usse kahi bhi apna Mana Base feel nahi ho raha tha.
Ab Derris puri tarah se haara hua feel kar raha tha. Usse abhi bhi is baat par trust nahi ho raha tha ke vo ek junior se haar gaya tha.
Derris ne struggle karna rok diya aur dhimi aawaz mei usne Raj se pucha.
“Kis ke kehne par tum aur tumhare sabhi friends mere master ki investigation kar rahe the ?”
Derris ko ab pata tha k evo suicide bhi nahi kar sakta hai.
Ab usse sirf itna pata karna tha ke sach mei is sab ke piche koun hai.
Raj ne jab uski baat suni toh vo hasne laga aur usne kaha.
Raj-Yeh pointless sawal mujhse mat pucho. Jam ham academy pohoch jayenge tab tumhe naturally pata chali hi jayega. Lekin mein ek baat se curious hu. Tumhare character ko dekhte hue tum is sab mei apne master Bell ki help karne ke liye itni jaldi ready kaise hog aye ? Aisi kya baat aa gayi thi ke tumne itne dangerous path par jaane ka decision liya ?
Is par Derris ne kaha.
“Mein sirf apne master ke saath grateful reh raha tha.”
Raj Derris ki yeh baat sunkar phir se hasne laga aur usne usse kaha.
Raj-Yeh nonsense mere saamne mat karo aur sach batao.
Raj ne itne time se Derris ko kaafi achhe se observe kiya hua tha aur usse itna pata chal gaya tha ke Derris apne future ko kaafi value deta hai. Even yeh pata hote hue bhi ke Dark Magic mei research karne par death ki punishment hai is sab ke baad bhi Derris ne apni life ko is sab mei daalne ka risk liya.
Raj ke samne haare hue Derris ne ek gehri saans chodi aur usse dekhte hue kaha.
“Mujhe Scroll of Enlightenment chahiye tha jo Master Bell ke paas hai.”
Raj ne jab Derris ki yeh baat suni toh vo kuch surprise sa ho gaya.
Usne apne pita se suna tha ke humans ke continent mei 6 Scrolls of Enlightenment hai aur har ek ki quality epic level ki hai. Agar koi in mei se ek ko bhi haasil kar leta hai toh uske sabhi abilities hamesha ke liye boosted ho jaati thi. Saath hi vo person normal speed se kaafi fast Mana ko absorb karne lag jata tha. Wahi agar koi sabhi 6 scrolls ko haasil kar leta hai toh vo sabhi 6 scrolls milkar ek Legendary Scroll ban jaate the.
Us Legendary Scroll ko Apocalypse Scroll bhi kaha jata tha aur usse koi bhi divine powers tak ko haasil kar sakta tha. Saath hi uske aur bhi kayi saare benefits the.
Lekin jab se Raj ko Moonstone aur Fragment of Creation mila tha usse in sabhi chizo ki koi bhi zarurat nahi thi. Raj ko pata tha ke ek certain level par aa kar vo invincible ho sakta hai. Upar se uske paas jo knowledge tha vo kisi bhi tarah se divine knowledge se kam nahi tha.
Lekin Raj ne bhi yeh nahi socha tha ke un 6 scrolls mei se ek scroll uske itne paas hoga.
Sabhi Mage Warriors aur Magicians ke liye vo srolls kisi treasure ki tarah the. Vo scrolls unhe naa sirf pehle se bhi zyada strong bana sakte the balki kisi bhi magician ke liye un scrolls mei jo knowledge tha vo priceless tha.
Agar koi bhi sabhi 6 scrolls ko puri tarah se study kar leta hai toh usse divine knowledge aur wisdom mil sakta tha.
Raj Derris ki baat sunkar shant baith gaya aur kuch sochne lag gaya. Wahi Derris bhi usse aisa baitha hua dekh raha tha lekin vo yeh pata nahi laga paa raha tha ke Raj ke mind mei abhi kya chal raha hai.
Usse lag raha tha ke Raj ko usse aur bhi information chahiye. Is liye usnea age kaha.
“Haan, Mere master ke paas Scroll of Enlightenment hai. Lekin vo incomplete hai, par uske baad bhi usmei jo knowledge hai vo kaafi amazing hai. Mein khud bhi itni kam age mei ek level 4 Magician issi liye ban paya tha.”
Waise toh yeh scrolls sach mei kaafi powerful the par ab jab Raj ke paas Moonstone aur Fragment of Creation jaisi precious chize thi toh usse in scrolls ki zarurat nahi thi aur agar usse unhe dhundna bhi hua toh bhi vo yeh khud kar sakta tha. Is liye usse Derris yaa phir Bell ki help lene ki koi zarurat nahi thi.
Abhi Derris aage kuch kehne hi wala tha ke tabhi Raj ne uspar ek spell cast kar ke usse behosh kar diya.
Jaldi hi Raj ka carriage aa kar Magic Academy ke gate par ruk gaya. Par usne usse andar nahi jaane ke liye kaha.
Gate par jo gateman khada tha vo Raj ko kaafi achhe se janta tha is liye Raj ne ishare se usse apne paas aane ke liye kaha.
Uske paas aane par Raj ne usse kaha.
Raj-Ek kaam karo, jaa kar Professor Hera aur Prince Aditya ko yaha aane ke liye kaho. Yeh kaafi important matter hai.
Yeh sunkar vo gateman jaldi se magic academy ke andar chala gaya.
Bahut he shandaar update akhir derries ne chal chalne mai bahut dair kardi already raj powerfull tha aur ab new experiment karke spells mai aur powerfull ho gaya h isliye derries ko muu ki khani padi aur apna mana ko he khatm karwa liya raj se ....sirf galat admi ka sath dene ki wajah se..... Aur ab as a proof wo acadmy mai bhi ja raha h pata he nahi kya hoga uske sath ....par itna pata h bahut bura hoga uske sath....shandaar update jay bhai ...as usual jaisa apse apekhsa ki jati h ....Update 28

Awesome updatesUpdate 28