- 2,484
- 31,684
- 189
UPDATE 33
Jab raj sabhi ke paas aata hai toh Abhay sabhi ko Anubis se introduce karata hai aur jab Abhay raj ki taraf dekhkar uske baremein batata hai toh anubis raj ko dekhta hai..
Anubis-toh vo tum hi ho jiske baremein yeh aur prince baat kar rahe the…..aur mein ne yeh bhi suna hai ke tumne hi sabhi elf planet ke logon ko bachaya hai……mujhe ab tak laga tha ke hoga koi lekin aaj tumhara kaarnama dekh bhi liya…..sach mein tum mere soch se bhi pare nikl…
Raj Abhay ki taraf dekh kar ek smile deta hai….
Raj-mujhe nahi pata ke isne aur Aditya ne aap se kya kaha hoga lekin aap jitna soch rahe mein utna bhi bada toph nahi hu…..
Raj ki yeh saadgi dekh kar Anubis bhi khush ho jata hai…agala ek aur din vo sabhi waha ruk jaate hai taaki eskales ya koi aur na aa jaye phir se…
Raj aur baki sabhi apane planet lout aate hai aur apne apne ghar ki taraf chale jaate hai…..agale din raj waha jo hua vo bata deta hai rajsabha mein…. sabhi dost ab capital mein tehelte hue nikalte hai ke aage kuch dekh kar thode chouk se jaate hai unhe toh pehle jo samne tha uspe yakeen hi nahi ho raha tha….
Abhi unke samne Gael ek ladki ke saath kuch duri par chal raha tha aur dono ne ek dusre ka haath bhi pakda hua tha….phir kya tha sabhi nikale un dono ke piche piche……
Thodi der baad Gael aur vo ladaki capital ke thodi bahar ki taraf aate hai jaha ek chota sa taalab tha…
Wahi yeh sabhi bh un dono ke piche piche waha tak aa gaye….asal mein Gael ko malum ho gaya tha ke yeh sabhi uska picha kar rahe hai par usne yeh jataaya nahi vo toh us ladki ke saath baat kiye jaa raha tha…
Gael-bahar aao sabhi mein janta hu tum sabhi mera picha kar rahe ho….
Yeh sunke sabhi bahar aate hai….yeh dekh kar vo ladki jo Gael ke saath thi vo uske piche thodi cheep si jaati hai…
Gael-toh tum sabhi yeh bataoge ke aise mera picha kyo kiya jaa raha tha…?
Pehle kisi ko kya bole yeh samajh nahi aa raha tha phir fraeya ne aage aake pucha…
Fraeya-bhai yeh koun hai aap ke saath…?
Gael sabhi ki taraf ek baar dekhta haia ur us ladki ko apane piche se haath pakad kar apne baju mein laata hai..
Gael-yeh……yeh meri dost hai………meri premika hai……yeh vo hai jiske saath mein aage ki puri zindagi bitana chahta hu…..ab shayad mein se sabhi ke sawalon ke jawaab de diye hai kyo…
Yeh kehte waqt Gael ke face par ek smile thi…..pehle toh sabhi shock the ke kaise Gael ne ek saans mein sab kuch bata diya wahi us ladki ko ab aur bhi sharam aa rahi thi…..
Raj-mujhe lagta hai ke hame kisi ke khas palon ke bich nahi aana chahiye chalo sabhi chalte hai……
Aditya aur Abhay-abhi toh ham jaa rahe hai lekin baad mein hame sab kuch jananaa hai….
Yeh keh ke sabhi waha se chale aate hai….
Kuch der baad jab Gael palace aaya tab sabhi ne usse gher liya aur usse sab kuch batane ko bol rahe the usne bhi sab kuch batana thik samjha ur Gael ne bataya ke kais evo us ladki se ek din aise hi us taalab ke paas ghumte hue mila aur baad mein vo dono aise hi milne lage aur ek din us ladki ne hi samne se apne pyaar ka izhaar Gael se kiya…..vo toh usse pehle din se shayad chahne laga tha is liye usne bhi haan kardi……
Sham ko sabhi apne apne ghar chale jaate hai lekin raj ka man aaj kahi lag nahi raha tha jab se usne gael aur us ladki ko taalab ke paas dekha tha usse bhi Roshni ke saath kuch akele mein waqt guzarna tha aur issi baat se uske aankhon se neend bhi gayab thi usne aapne kaksh ke khidki se barah ki taraf dekha aaj raat mein bhi aasman pura saaf tha chand aur sare tare dikh rahe the….
Ab toh raj ko nahi raha jaa raha tha vo apne kaksh se bahar aata hai aura pane maa baba ke kaksh ki taraf jaake andar jahkta hai aur dekhta hai ke uske maa baba gehri neend mein soye hue hai toh vo apane ghar ke chat pe aata hai raat hone ke kaaran hawa mein thand thi…
Raj apne aap ko Roshni ke kaksh mein teleposrt karta ha aur dekhta hai ke Roshni bhi soyi nahi thi balki apane kaksh ke khidki se bahar aasam mein dekh rahi thi raj dabe paav uske piche jaata hai aur piche usse apani baahon mein leta hai par Roshni choukti nahi hai usse toh jaise malum tha ke raj aanewala hai…
Raj-are tum chouki nahi…..
Roshni-mein kyo choukungi mujhe maalum tha tum aaoge..
Raj-aur yeh kaise bhala…?
Roshni-hamara shareer bhale alag alag ho lekin yeh jo dil hai na vo toh ek hi hai na..
Yeh keh ke Roshni raj ki taraf palati hai tabhi uske chehre pe chand ki Chandni girti hai us halki chand ki Roshni mein uska chehra ek alag hi apani Roshni faila raha tha raj toh bolna hi bhul gaya aur Roshni ke chehre mein kho gaya wahi Roshni bhi raj ki neeli aankhon mein kho gayi dono aise hi khade the ke ek hawa ka jhoka aata hai aur Roshni ke chere pe uske baalon ko laata hai jisse raj apani ungali se baju hatata hai….
Abhi Roshni raj ki aankhon mein dekh hi rahi thi ke usse thand si lagti hai… issi liye vo aaju baju dekhti hai toh paati hai ke vo ussi taalab ke paas hai jaha vo subaha the tab vo samajh jaati hai ke raj ne hi usse yaha laya hai taake dono kuch pal saath mein bita sake….
Dono hi ek dusre ka haath pakad ke taalab ke baju se chalne lagte hai…chalte hue vo ek bade se patthar ke paas aate hai aur uspar baith jaate hai……saamne taalab mein chand aur taaron ka pratibimb dikh raha tha raj aur Roshni usse dekhte hue baate karne lagte hai…. Aise hi dono raat bhar baate karte rahe…
Wahi jab jeager ne khud ko aur eskales ko portal se teleport kiya toh dono hi arindam ke samne gir gaye abhi arindam ki aankhe band thi lekin unke aate hi vo apni aankhe holta hai uske aankhe kholte hi uske aankhon se ek black energy ray nikalti hai aur jake jeager aur eskales ko lagti hai jisse un dono ke ghaav bhar jaate hai lekin jeager abhi thoda shock mein tha kyo ki uska jo ek haath cut gaya tha vo wapas nahi aata aur vo hairani se arindam ko dekhta hai…
Arindam uske dekhne ka matlab samajh jata hai aur bolta hai…
Arindam-tum dono ne bhi mujhe niraash kar diya hai tum dono itne powerful hoke bhi ek beast aur kuch bachhon se haar gaye ab tum dono mein se koi ek hi zinda reh sakta hai aur ab yeh tum dono ko tay karna hai ke koun zinda rahega…
Yeh bol ke arindam phir se aankhe band karta hai jab vo aankhe band karta hai tab jeager eskales ki tarf aur vo uski taraf dekh raha tha abhi eskales uspe war karne hi wala tha ke tabhi jeager itani speed se move karta hai keusse pata bhi nahi chalta jeager ne eskales ka dil hi ek jhatke mein nikal liya tha aur eskales bas dekhta hua reh jaata hai…
Jeager bhi usse dekhte hue hi uska dil waise hi uske samne kha jaata hai jaise hi vo uska dil puri tarah se kha jata hai waise hi usko ek jhatka lagta hai aur uska kata hua haath wapas aane pagta hai tab tak waha eskales mar chuka tha jab jeager ka haath wapas aa jata hai tab vo uske body par rakhta hai aur uske andar jitni bhi negative energy thi usse apane andar le leta hai…