• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest RAKSHASH

Alok

Well-Known Member
12,000
29,033
258
Behtreen update riya singh....

Ab dev aur Niharika ko puri sacchai jankar apna rishta sahi lagega aur vishwas bhi hoga ki yeh niyati ka sach hai jo hona hi tha....
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

S M H R

TERE DAR PE SANAM CHALE AYE HUM
1,140
2,463
158
UPDATE-45

Satavik dhayan lagaye baitha tha, ye wahi gufa thi jaha bhairav tha,
Waha ke log jo kab se bhairav ke bahar aane ka intejar kar rhe the, wo sabhi satavik ke samne baithe hue the, fir saatvik ne aankhe kholi,
Budha aadmi- maharaj kya hua, humare raja ab tak nhi jage, aur kitna samay lagega,
Satavik- bas kuch samay aur, jaldi hi ye jagne wale hain, inke liye bhojan ka intejam karo, ye hajaro salo se bhooke hain,
Aadmi- ab humara jeevan badlane wala h,
Phele satavik ne apni ungali ko thoda sa kata aur usme se thoda sa khoon nikal kr bhairav ke muh me dala fir usne thoda jal liya aur bhairav ke shareer per dalne laga, jal ke chette lagte hi bhairav ne ek jor dar hunkar bhari, jisse puri gufa gunj uthi, sab aadmi khushi se uchal pade,
Aur tabhi bhairav ne aankhe khol di, jasie hi usne aankhe kholi tabhi uttar disha me us guffa ke muh per se baraf girne lagi, aasman me kale badal cha gaye the, bijali kadkadane lagi, bada hi bhayanak najara ho gaya tha, bade bade gyani gahbra gaye the, ye bahut hi ashubh sanket the,
Idhar raja bhairav us tabut me se utha, jaise hi wo utha uska shareer ki har ek haddi kadkadane lagi, jaise wo sab aapas me jud gai ho, tabhi udhar baraf ko hatah kr gufa me se kuch log bahar aaye, aur jor jor se thaka mar kr hasne lage,
Puri prathvi per ashubh sanket aane lage the, kuch bhayank hone wala tha, aur aisa hi kuch bhomik ji aur dev bhi mhesus kr rhe the, dev ke shareer me baichaini ho rhi thi,
Raja banne ke baad raat me pura pariwar sath me baitha hua tha, sabhi ek sath bhojan kr rhe the, lekin dev baichain tha use pasina aa rha tha, niharika bhi kuch baichain si thi, dutt bhi idhar udhar ghum rha tha,
Revati- dev kya hua tum kuch pareshan se lag rhe ho,
Riva- ha tujhe to paseena bhi bahut aa rha h, kya baat h,
Sabhi khana chod kr dev ke pas aa gai,
Dev- pata nhi kuch achha nhi lag rha, aisa lag rha h jaise kuch bahut bura hone wala h,
Tabhi ek senik aaya,
Senik- maharaj rajguru bhomik ji aaye hain,
Niharika- is samay,
Dev- kuch hua h, kuch bura hua h,
Niharika- unhe ander le aao sabha kaksh me,
Senik chala gaya,
Sabhi log waha aa gaye,
Dev- guru ji kya hua, aap is samay, sab thik to h na
Bhomik ji- wo jag gaya h, ye sanket bata rhe hain ki wo jag chukka h,
Rajveer- agar wo jag gaya h to bahut badi vipda aane wali h,
Niharika- aap log kiski baat kar rhe hain, aisa kon h jisse aap itna ghabraye hue hain,
Bhomik ji- raja bhairav, ek vinash kari yodha,
Dev- guru ji kya wo sach me itna shaktishali h ki puri duniya ko hara de, aur agar wo hajaro saal se jinda h to mahabharat kaal me kaise bacha rha,
Bhomik ji- agar hume usse ladna h to uske bare me sab kuch janna hoga, uske bare me humare purvaj jante the, unhone jo kitabo me likha h aur maine jo apni vidya se jana h wo sab main tumhe batata hu,
Rajveer- usme kuch kahani mujhe bhi pata h, main bhi aapke sath sath batata rahunga,
Sabhi bhomik ji ke samne baith gaye,
Bhomik ji ne bolna shuru kiya,
Ye kahani shuru hui thi hajaro saal phele, jab jab yug pariwartan hota h to sabse jyada nuksan manavta aur sabhytao ko hota h, kyoki naye yug ko shuru karne ke liye parmatma ko purani reetiyo ko khatam karna hota h, to hamesha ek vinash hota h jisse dharti ke jeene wale log bhi khatam ho jate hain, aur fir koi aisa aata h jo nai duniya ka nirmaan karta h, aur apni reetiya sikhata h, aise hi jab yug pariwartan hua to bahut se shakti shali rajao ne apna varchasav failana shuru kiya, unhi me se dakshin disha me ek tha raja bhairav, kaha jata h ki wo janam se hi divya tha, uske pita ek devta the aur uski maa ek rishi putri thi, wo devta dharti per aaye to rishi putri ki sunderta per samohit ho gaye aur apni shaktiyo se us kanya ko apne vash me kiya aur uske sath sambhog kiya, aur us ladki ko garbh thahar gaya, ladki ke pita ne ladki ko swikar karne se mana kar diya aur apne aashram se nikal diya, wo ladki jungalo me bhatakti rhi, us ladki ko ek rakshash jati ke pariwar ne apne pas rakh liya, aur matra 7 mah me hi usne ek bachhe ko janam de diya, janam dene ke baad hi wo ladki mar gai, fir us bache ka palan poshan usi pariwar ne kiya, wo bachha bada hi shakti shali hua, lekin uske ander na hi kisi ke parti daya thi na hi samman tha, usne apni takat ke bal per ek rajay per kabja kar liya, aur waha ka raja ban gaya,
Fir usne baki rajyo ko bhi jitna shuru kr diya, wo akela hi kisi bhi sena ke liye kafi hota tha, sabhi rajyo me uski dheshat failne lagi thi, aur jaldi hi usne lagbhga aadhe bharat versh per raaj kr liya tha, uske ander ahnkar bhara hua tha, duniya ki har kimti chij wo apne pas rakhna chahta tha, sabhi gyani logo ko usne apne pas rakh liya tha, uske samne jab bhi koi sunder aurat aati wo use apne mahal me uthwa leta, aur fir wo kabhi mahal se bahar nhi aati thi,
Uske rajay per koi humla nhi karta tha, isliye parja bahari humlo se surakshit thi lekin wo khud puri parja ke liye khatra tha, uske ander chakrawarti samrath banne ki ichha jagne lagi, kyoki uske pas sansar ki sabse badi sena thi, to usne asavmegh yagy karne ka faisla kiya, usne apne ashavmeg yagy ka ghoda chod diya, jyadatar rajao ne uske samne haar maan li, jinhone nhi mani unhe bhairav ne hara diya, lekin uttar disha me ek chote se rajay me ek mahatma ne ke aasram me wo ghoda pahuch gaya, jab raja ke log waha pahuche to unhone mhatma ka apmaan kiya aur ghoda le jane lage,
Mhatma- lagta h tumhe apni shakti per kuch jyada hi abhimaan ho gaya h,
Senik- ye raja bhairav ka ghoda h, ise bade bade raja nhi pakad sake, aur tum ek rishi hokr humara ghoda pakad liya,
Mhatma- hum to sadhu hain, hum kisi raja ya kisi rajay ko nhi mante, puri prathvi humara ghar h, bas parmatma humare raja hain,
Senik- humare raja hi tumse baat karenge,
Senik mhatma ko pakad kr bhairav ke pas le gaye, bhairav ka pandal kuch duri per thi laga hua tha,
Senik- maharaj is sadhu ne humara ghoda pakda hua tha, humne manga to hume gyan dene laga.
Bhairav- mhatma aapko ghoda pakdne ki kya aawshyakta pad gai, aap to sadhu hain, apni tapshya kijiye,
Mhatma- humare aashram me aane wala har jeev humare liye athiti h, aur tumhara ghoda humare aashram me aa gaya to wo humara athithi ho gaya, humne to bas uska satkar kiya tha,
Senik- maharaj ye sadhu aapko apna raja nhi manta,
Bhairav- kyo mhatma aako mujhe raja manne me koi samshya h,
Mhatma- tum is dharti ke chote se bhag per kabja karke khud ko uska raja bolte ho,lekin hum tapshvi hain, hum to sirf parmatma ko apna raja mante hain,
Bhairav- parmatma ne mujhe hi bheja h is dharti per raaj karne ke liye, mere pita ek devta the,
Mhatma- main janta hu tumhare pita kon the, aur unhone tumhe sirf logo ke liye niyam bana kr unhe jeena sikhane ke liye bheja h, aur tum khud ko unka malik samjhne lage ho,
Bhairav- tumhe apni mratyu ka dar nhi h,
Mhatma- mratyu se kya darna, wo to ek din sabko aani hi h, tum kab tak is dharti per raaj karoge, ek din mratyu tumhari bhi hogi, kab tak is shareer me takat rhegi, ye shareer nasht ho jayega, fir kis par raaj karoge,
Bhairav- main nhi marunga, mujhe koi nhi hara sakta, main devta ki santan hu, mujhe koi nhi maar sakta, is dharti ke liye main hi bhagwaan hu, ye puri dharti meri hi puja kiya karegi,
Mhatma- jise koi nhi marta wo khud mar jata h, lekin marta jarur h, is dharti ko jeet kr kya hasil karoge agar jeet sakte ho to mrtyu ko jeet kr dikhao, tab ye sansar tumhe asli raja manega, agar mrtyu ko nhi jeet sakte to sirf logo ke sewak ban kr rho, jisne mrtyu ko jeeta h wahi bhagwaan khelaya h, bhagwaan banne ke liye khud ko tyagna padta h,
Bhairav gusse me aag babula ho gaya, kisi ne sach hi kaha h jab vinash hona hota h to sabse phele insan ki budhi har li jati h, bhairav ne gusse me talwar nikali aur us mhatma ki garden kaat di,
Lekin ek chamtkar ho gaya, garden katne ke baad bhi mhatma ki aankhe khuli thi, sir hawa me ruk gaya tha, aur mhatma ka kata hua sir bhi bolne laga,
Mhatma- murakh tujhe kya lagta h tumne mujhe maar diya, hum to tapshvi hain, hum apni mratyu apni marji se hasil karte hain, tere jaisa murakh hume nhi mar sakta, lekin tune ek sadhu ki hatya karke apne liye jo paap kamaya h wo tu bhugtega, main to chala parmatma ki sharan me lekin tu sari jindagi raja bana rhega lekin kahi raaj nhi kar payega,
Itna bol kr mhatma ne aankhe band kr li aur unka shareer wahi bhasam ho gaya,
Bhairav bokhla sa gaya, usne tapasviyo ke chamatkar sune the lekin aaj khud apni aankho dekh liye, wo turant apne rajay me wapas lt aaya aur usne apne rajay ke sabhi gyani aur rishiyo ko bulwa liya,
Bhairav ne sari ghatna unhe batai, ab jitne bhi gyani the wo to samjh gaye ki raja ne bada paap kr diya h, lekin sach bolne ki himmat kisi me nhi thi,
Bhairav- aap log mujhe bataiye us sadhu ne wo sab kaise kiya,
Ek rishi bole- maharaj jo sidh mhatma hote hain unhe apni mrtyu per kabu ho jata h, wo jab chahe apni marji se apna shareer chod sakte hain, aur jab tak chahe jinda reh sakte hain,
Bhairav- main devta ka putra hu to mere ander ye shakti honi chahiye, kya meri mrtyu ho sakti h,
Is baat per sab chup ho gaye,
Bhairav- aap log bina jhijhak boliye,
Dusra rishi- maharaj is dharti per job hi janma h uski mrtyu nishchit h, aap devta ke putra hain lekin janme is dharti per hain, aur jab wo devta is dharti per aaye the tab wo khud ek insan ke roop me the,
Bhairav- to mujhe tareeka batao ki main kaise amar ban sakta hu, apni mrtyu ko kaise hara sakta hu,
Rishi- maharaj kewal pramatma ki tapshya karke hi ye vrdan paya ja sakta h, lekin amrta ka vardaan aaj tak kisi ko nhi mila,
Kuch rishi bhairav ke khas hua karte the, jiska naam tha kapil,
Rishi kapil- maharaj agar mangne wale ki ichha aur jeed pakki ho to parmatma bhi kuch nhi kr sakte,
Bhairav- kya aisa sambhav h,
Kapil- ha maharaj ye sambhav h, is dharti per 4 chiranjeevi hain, aur jitna ithas maien padha h aur bhi ho sakte the agar wo apna vardaan mangne me galti na karte,
Bhairav- mujhe kya karna h,
Kapil- main aapko batata hu kya karna h, bas aap tapshya shuru kijiye, aap devta ke putra hain aapse parmatma jaldi khush ho jayenge,
Bhairav ke man me amar hone ki ichha jag uthi aur wo usi din tapshaya ke liye nikal gaya, aur usne ghor tapshaya shuru kr di, bahut versho tak usne tapsha ki jisse parmatma ne use darshan de hi diye,
Parmatma- aankhe kholo vatas, tumhari tapshya safal hui apna var mango,
Bhairav- bhagwan mujhe amarta chahiye,
Parmatma- ye vardaan sambhav nhi h, kuch aur mang lo,
Bhairav- nhi mujhe bas amarta chahiye, iske alawa aur kuch nhi chahiye,
Parmatma- ye sambhav nhi h,
Bhairav gusse me aa gaya- agar aap amarta nhi de sakte to fir aap yaha aaye hi kyo ho chale jao,
Parmatma- jaisi tumhari ichha, itna bol kr bhagwaan chale gaye,
Unke jaate hi bhairav ko ahsas hua ki usne kya murakhta kar di h, lekin ab to der ho chuki thi,
Lekin wo fir se tapshya per baith gaya aur tridev me se dusre dev ki tapshya karne laga, uski tapshya se wo bhi parshann hue aur use darshan diye,
Bhagwaan- var mango putra
Bhairav- bhagwaan mujhe aparta chahiye,
Bhagwaan- ye sambhav nhi h putra,
Bhairav – mujhe sirf amarta chahiye, agar aap sachhe bhagwaan h to mujhe amrta dijiye
Bhagwaan- ye vardaan dena mere hath me nhi h, ye sansar ke niyamo ke virudh h, tu kuch aur mang lo,
Bhairav- agar aisa h main aap dono bhagwano se ek sath var mangunga,
Bhagwaan- uske liye tumhe ghor tap karna hoga,
Bhairav fir se tapshaya karne lag gaya, aur usne is bar tridevo me se do devo ko parsann kar liya, aur dono bhagwaan ek sath dharti per aaye,
Bhairav- maine jo tapshya ki h aisi tapshya aaj se phele kisi ne nhi ki hogi, isliye mujhe var bhi aisa chahiye jo kisi ko nhi mila hoga,
Bhagwaan- tum amrta ke alawa jo chaho mang sakte ho,
Aur tab bhairav ne vardaan manga, aur bhagwaan wo vardaan dekr chale gaye,
Aur tab ek naya shetan bana jiska naam tha bhairav,
Bhomik ji- ye h bhairav
Rajveer- usne tin bar bhagwaan ko dharti per bula liya tha, aur jab jab bhagwaan dharti per aaye tab tab uska ek ansh dharti me sama gaya, kyoki do bar wo bina vardaan diye lot gaye the, to unka ansh dharti me ek urja ban kr ruk gaya, aur jab dono bhagwaan ek sath aaye to itni urja utpann hui ki fir se ek ansh yahi reh gaya, is trha se tin shaktiya bani, aur tino alag alag disha me dharti me sama gai,
Dev- lekin wo vardan kyat ha, kya use amar hone ka vardan mila, kyoki mujhe jitni jankari h us hisab se kabhi kisi ko amrta ka vardaan nhi mila h,
Bhomik ji- usne vardan aisa manga ki mrtyu ke sabhi raste band se ho gaye the,
Dev- fir wo itne samay se kaid me kaise tha, jab wo itna shakti shali ho gaya to use roka kisne,
Bhomik ji- uski murakhta ne,
Niharika- matlab,
Bhomik ji- usne tridevo me se do devo ko parsann to kar liya, lekin wo bhul gaya ki tino dev milkr hi sharshti ko chalate hain, to tisre dev ka bhi yogdaan jaruri tha, kaha jata h ki usne vardaan me sab kuch mang liya lekin apni murkhta me amrta mange ke chakkar me wo asli chij manga bhul gaya,
Dev- wo kya
Bhomik ji- apna shareer, uske vardaan ka to jikar nhi h lekin itna pata h ki wo mar to nhi sakta tha lekin uska shareer shadharan shareer ki trha budha ho jayega, jab bhagwaan wapas gaye to use bata kr gaye ki tumne laba jeevan to mang liya lekin shareer nhi mang paye, aur jab tisre dev dharti per avtar lenge to unke avtar lete hi tumhara shareer ki aayu badhne lagegi aur tum puri trha vradh ho jaoge tum maroge nhi lekin tum itne vradh ho jaoge ki tumhara shareer tumhara sath hi nhi dega, aur bhagwaan jo avtar lenge unke samne koi vardaan koi aashirvaad karya nhi karega, unk ajanam hi sansar me logo ko mile vardano ko nasht karna h, agar tum unke samne aaye to koi nhi bacha payega,
Itna bolkr bhagwaan chale gaye,
Lekin bahirav ke man me ek aisa dar baitha gaye jisse wo kabhi ubhar nhi paya,
Tapshya puri karke jab bahirav aaya to usne dharti per bahut aatank machaya, wo jaha jata sab nasht kar deta, uska ahankar sir per chadh gaya tha, usne ek faisla kar liya ki aane wale samay me is dharti per bas uski santane hongi, har aurat ke ander uske putra hone chahiye, isliye wo roj kisi na kisi aurat ke sath baatkar karne laga, duniya ki har sunder aurat uske mahal me kaid hone lagi thi, uska atyachar is kadar badh gaya tha ki charo taraf hahakar machne laga tha, usne sabhi usne sabhi vaishalya band karwa diye aur niyam banaya ki koi bhi aurat kisi mard ke sath sambandh nhi banayegi, shadiyo per rok laga di,
Ab bhairav aur kapil dono milkr atyachar karne lage, kapil bhairav ka sabse kahs ban chukka tha, jo kapil bolta bhairav waisa hi karta, tab bhairav ke rajay ke baki gyaniyo ne sansar ko bachane ka ek tareeka socha aur unhone dharti ke sabhi rishi mhatamo ke sath yojna banai aur sab jagah khabar failwani shuru kr di ki dharti per atyachar badh rha h, isliye bhagwaan avtar lene wale hain,
Ye khabar bhairav tak bhi pahuch gai, ab tak bhairav ki umar bahut dheere dheere badh rhi thi, lekin jaise hi use pata chala ki bhagwaan avtar lene wale hain to wo ghabra gaya, aur uske ander ek dar baith gaya, aur us dar ki wajah se use lagne laga ki uski umar teji se badh rhi h,usne kapil ko bheja taki wo aane wali shamshya se chutkara pa sake, kapil ne tantra vidya ka sahala lena shuru kr diya, aur kapil tantra vidya ki tapshya karne laga, idhar bhairav ka dar badhta jar ha tha tab usne isse bachne ka upay socha, aur sabhi rishi mhatamao ko bulwa liya,
Ye sabse achha moka tha, sabhi mahatmao ne use salah di ki jab tak bhagwaan ka yug beet nhi jata aap ek ghor neendra me chale jao, isse aapki umar bhi yahi ruk jayegi aur aap bahgwaan ke smane bhi nhi aayenge, aur hum mantro se bandh denge taki koi aapko khoj na sake,
Bhairav ne hami bhar li, tab mahatmao ne yagy shuru kr diya, aur bhairav ko ek gheri neend me bhej diya, bhairav ke neend me jate hi, unhone use ek tabut me band karke ek gufa me chupa diya, aur us gufa ko band kr diya, aur bhairav ki neendra ko is trha bandh diya ki jab tak tantra aur mantra dono ki shakti rakhne wala insan yaha aakr inhe jagayega tab tak iski neend nhi khulegi,
Aur mahatmao ne apni puri shakti laga di use bandhne me, aur unhone apne puri urja ka tyag kar diya, waha senkdo mhatmao ne apna tyag kar diya, aur unse ek urja nikli aur dharti me sama gai,
Dev- lekin usse ye shaktiya kaise judi hui hain,
Rajveer- wo kapil ek bada tantrik bankr ja wapas aaya to use pata chala yaha kya hua, tab usne apni tantra vidya se bhairav ko khojna shuru kiya, usne bhairav ki urja ko khoj liya lekin wo us pahad ke ander ki gufa ka rasta nhi khol saka, tab usne bhairav ke khas yodhao ko us pahad ki suraksha me laga diya, aur khud aur vidya pane chala gaya taki gufa khol sake,
Bhomik ji- lekin wo nakamyab rha aur hajaro varsh beet gaye, kapil ne apni tantra vidya aage batni shuru kr di, aur har baar phele se shakti shali tantrik teyar hota gaya, kapil to mar gaya lekin uski di hui tatra vidya pidhi dar pidhi aage badhti rhi, sirf bhairav ko jinda karne ke liye,
Is bich me bhagwaan ka yug aaya aur dharti per mahavinash hua, bhagwaan ne un sabhi logo ka ant karwa diya jinse aane wale samay me khatra ho sakta tha, lekin bahirav usem bach gaya, tab bhagwaan ne us samay yudh se bache kuch yodhao ko bulaya aur bhairav ke bare me bataya, aur unhone hi bhawanpura ko baswaya taki yaha jo shakti aai thi uski suraksha ki ja sake, bhagwaan ne btaya ki bhairav ki neendra sirf mantro sirf mantro ne nhi bandhi h, uski neendra in tino shaktiyo se band chuki h, jab tak ye shakti jagrit nhi hongi tab tak won hi uthega, isliye in shaktiyo ko hamesha chupi rhene dena,
Rajveer- tab se humare purvaj is shakti ka raaj chupate aaye hain, tin pariwao ne ye jimeedari li jisme ek ne raja ka pad samhala to ek ne senapati ka aur tisre ne rajguru ka, aur ye pad aise hi pidhi dar pidhi humare pariwar samhalte aa rhe hain,
Dev- lekin is sabse main kaise juda hua hu,
Bhomik ji- is bare me is kitab me nhi likha agar likha bhi ho to iske panne fate hue hain,
Rajveer- bhagwaan ne jab ye jimmedari tab unhone hi bataya ki humari pidhiyo me tin aise log honge jo in shaktiyo ko jagrit karenge,
Bhomik ji- jaise rajguru ki pidhi se maine aur satavik ne ek sath us shakti ko chua, aur wo shakti jagrit ho gai,
Rajveer- usse phele tumne us shakti ko jagrit kr diya tha jisse wo dono shakti judi hui thi, sabse shakti shali takat jiski suraksha karne ki jimeedari hume di gait hi, dono bhagwano ko mili hui urja se utpann hui shakti, bhagwaan ne kaha tha ki ye shakti sahi hatho me honi chahiye, agar ye galat hatho me gai to vinash ho jayega,
Dev- humar tino pariwaro ko shakti milni thi na, lekin ye to do ko hi mili,
Bhomik- tum dono pariwaro me ho dev raja ke pariwar se bhi aur senapati ke pariwar se bhi,
Rajveer- in shaktiyo ke jagrit hone ke baad vinash bhi hona tey h, isliye in shaktiyo ko chupaya ja rha tha, maharaj surybhan ne jab jyotish se bhavishya dikhwaya to unhe pata chala ki humare hi pariwaro me se ek is rajay ka vinashak hoga, isliye unhone is shakti ke raaj ko aage batane se mana kar diya, aur ye raaj ek kitab me likh kr chupa diya gaya, lekin mere purvajo ne ye raaj aage bataya, jisse mujhe iski jankari hui, lekin bhawar singh ke pita ko is raaj ka pata chal gaya, uske hath wo kitab lag gai thi jo maharaj ki Samadhi me chupai gai thi, unhone ye afwah failwa di ki humari pariwar me bhawar singh wo raja hoga jo amar hoga aur is rajay ko bachayega,
Bhomik ji- ye khali afwah nhi thi, isme sach tha, ek aisa sach jise koi nhi janta tha, lekin mujhe umeed h bhawar singh ko is bare me pata tha, aur is kitab ke panno me wahi likha hoga jise bhawar singh ne ya kisi aur ne faad diya h,
Rajveer- kaisa sach
Bhomik ji- niharika ka sach uske janam ka sach aur usse jude vardaan ka sach,
Niharika- mera sach, kaisa sach rajguru
Bhomik ji- tum koi sadharan kanya nhi ho, tumhara janam us shakti se hua h jo un mhatmao ke balidan se utpann hui thi, tum janam se hi divya ho, aur tumhara pati amratav ki shakti ko prapt karega, aur sirf tum us takat ko janam de sakti thi jo in shakti ko apne ander sama sakta tha, aur wo dev h h jo us shakti ko akele apne ander sama sakta h, warna mere aur satavik ke ander gyan ka bhandar hone ke baad bhi hum us shakti ko nhi she paye the, us shakti ne satavik ko puri trha se bharashth kr diya
aur mujhe kitni tapshaya karni padi is shakti ko kabu karne ke liye, lekin dev ko kuch bhi karna nhi pada, iske shareer ne shakti ko apne ander samman ke sath sama liya, aur wo bhi us shakti ko jisme dono bhagwano ki urja ka ansh samaya hua tha,
Aise hi tisri shakti ko pane ke liye ander 4 log ghuse the, unme se koi akela us shakti ko nhi pa sakta,

Dev- lekin wo shakti mere akele ke ander nhi h guru ji, hum tin the waha,
That's interesting update

Story ab khulne lagi hai
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
44,445
118,912
304
Shaandar update
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Moonfighter

New Member
72
232
33

Superb fantastic fabulous update ❤️ 👌
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top