riya singh dear waise update aaj ka badhiya tha par Dev ko shaap mil gaya usey prem hua toh woh bhi kho gaya kahin yeh shaap , prem ka milna aur kho jana aur aakhir mein yeh pratiyogita kahin woh pehli kadiyan toh nahin jo Dev ko rakshas banayengi aur saath hi saath Sattvik bhi ek tantrik ban gaya
Kya Dev yeh pratiyogita jeet payega kya use uska pyar waapas milega? Kya Kasturi lautegi uske paas waapis
Kya bhanwar Singh ka khatma khud Dev ke hathon hoga? Aise aur bhi kayi sawal hain jinke jawab ab janne hain