Aapko likha hua pasand nhi aaya kya,
Abhi aapne kaise faisla kar liya ki dev ki shakti kam h ya jyada, agar sari kahani sare raaj ek hi update me khol dungi to kahani bhi 1 hi update me khatam ho jayegi, kahani bahut choti hoti h bas uska Safar lamba hota h, warna har kahani me itna hi hota h ki hero ne dushman ko maar diya aur kahani khatam,
Dev ke safar ka maja lijiye aage bahut kuch hona h, abhi tak asali dushman aaya hi nhi h kahani me,
Aur dev raja banna nhi chahta lekin kismet kya chahti h ye to aage pata chalega