- 42
- 145
- 33
Update - 7
Kya main mar gaya hun, mere aankh aise lag rahe the jaise kisi ne jakad liya ho, mera sarir mere kosis ke bawjood hilane ka naam nahi le raha tha, aur mujhe aisa lag raha tha jaise kahin koso dur koi roo raha ho,
"hai all** kahan hun main"
Main puri taqat se apna hath hilane ki kosis karane laga, lekin mujhe koi success nahi mil rahi thi, lekin maine jab puri taqat lagai aur all** ka naam liya to meri ek hath thoda sa hila...
Main itne der me thak gaya tha, aur adhere ne mujhe dubara gher liya....
.
.
.
Mera sir dukh raha tha, aur mere charo aur safedi tha, ye safedi aspatal ke diwaron ki thi, jiska mujhe ahsas ho raha tha, main aspatal ke bed pe baitha hua tha, aur kisi ke aane ka intezaar kar raha tha, ek chaunkane aur rone ki awaz mujhe sunai deti hai, aur meri nazar darwaze pe khadi meri ammi pe gayi, jinke hanth se tiffin zamin pe gir gaya, aur wo tezi se mere se aa ke lipat gayi....
"m m m..... mera beta aa gaya, sukhran all**, mujhe pura yakin tha ki mera dua nahi tutega"
ammi mujhe pakad roye jaa rahi thi, aur main unke kandhe pakad liye, aur mere aankh me bhi paani aa gaya, aur main ammi ke sine ke aaram me kho gaya, kuch der me mere abbu bhi piche piche aaye aur mujhe dekh wo khud tut kar rone lage, maine apne zindagi me apne abbu ko kabhi rote nahi dekha tha, aur unhe ye haal me dekh mujhe kya hua tha yaad aane laga, meri behan bhi kamare me thi jo mujhse lipti hui thi, aur main kafi gam ke ghula hua tha, meri wajah se mere family ko kafi pareshani hui thi, aur iske liye main kafi jyada pachtawa mehsus kar raha tha...
Main aspatal me kareeb ek mahine aur raha aur phir main apne ghar aa gaya.....
Mera sharir kamzor tha iswajah se mera sara khyal meri ammi rakh rahi thi, aur mera abbu mujhse us incident ke baare me kuch baat karana chal raha tha lekin ammi bar bar rok de rahi thi, main bhi kya batata ki ek raand ko pehli dafa chodane gaya, aur goli sine pe kha liya, aur mera bike bhi chori ho gaya tha, main apne kamare me din bhar pada rahata kyunki main kafi kamzod ho gaya tha...
Dheere dheere mere ammi ke dekh bhal se main sahi hone laga....