Aapne samay nikal kar comment kiya main aapka aabhari hu aur aapko kshama mangne ki koi jarurat nahi hai.2
200-250 kahaniyan padhta hu............... update padhkar kabhi kisi par to kabhi kisi par comment kar deta hu
rojana kam se kam 50-60 updates to padhta hi hu.................kitne comment likhu
isliye kshama chahta hu....itne din tak comment na dene ke liye
Aap jab theek samjho comment karna, mujhe iss baat ki hi khushi hai ki aapko ye kahani pasand a rahi hai
Dhanyawad.