Mohanlal ka thappad marna yha samajh ke pare hai kyu ki is wakyat ke liy doshi agr beti h to bap bhi hai. Aise hi bap ke samne nangi hone nhi ja rhi ruchika usme to sah mohanlal bhi hai.fir yha pr thappd marna apne pita rupi pad ka durupyog hua na.
Har vyakti ki samjh apani jagah hai.
Jo aapko samajh aa raha hai aapne usko prastut kar diya, lekin har vyakti ki soch aapki soch se mail khaye, kabhi ho nahi sakta.
Dusri baat koi bhi Rishta bahut hi jatil hota hai chahe vo do abhinn dosto ke beech hi kyoun na ho.
Yanha tu baap beti hain jo Pati Patni bane hain, kehne ko tu dinon hi doshi hain lekin koi bhi doshi nahi hai. Iss Rishte ki jatilata ko prastut karne ka kathin karye maine apane hath me liya hai aur isme koi do rai nahi hain ki main jo bhi likhungi vo har pathak ko pasand aayega aisi meri aasha bhi nahi hai. Iske kai karan hote hain, har vyakti ka najariya uske aaspas ka mahol, uski shiksha, uska anubhav aur sabse badi baat uski soch par nirbhar karta hai.
Ek ghar me rehne wale do vayakityoun jinki parvarish ek jaisi ho, tab bhi unke vyavhaar me farak hota hai tu aap ne kaise maan liya ki aap jo soch rakhte hain vo sabki ho sakti hai.
Isliye vinati hai ki apane comments iss tarah se dijiye ki kisi ka dil na dukhe.
Dhanyawad