• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Rishta

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Update 96

Aditya jaise hi Ira Madam se milne gaya tu uski halat dekhkar usse bahut dukh hua. Vo apane dukh ko bhul gaya aur usne Doctor se milkar usse vanha se discharge karwaya aur uski dekhbhal karne ke liye kucch din ki chhutti lekar uske sath rehkar usko aaram panhuchne laga.

Aditya Ira Madam ka dhyaan rakhne ke liye uske ghar par hi rehne laga.

Ira Madam ko ab se Main Ira likhungi.

Ira ke ghar par rakhkar Aditya uska har tarah se khyaal rakhne laga. Usne din raat ek karke usko depression se kafi had tak bahar nikal chuka tha.

Ira ke sath rehte hue aise kai mauke aaye the jab Aditya ki ungaliyon ne Uske naram naram sharir ka saparash kiya tha. Chahe ye anjane me hua ho lekin iss saparash ne donon ke dilon me ek chingari tu laga hi di thi.

Iss chingari ke lagte hi donon ka man karta tha ki donon sath baithe aur jayada se jayada waqt gujarate hue ek dusre ki najdikiyoun ka bharpur aanand uthaye.

Iss sab me kai baar aise mauke bhi aate jab Ira aur Aditya kucch beeti baton ko yaad karte hue uddass ho jate. Donon ki uddasi agar dekha jaye tu ek jaisi thi lekin usme bhi ek algav tha.

Ira ko tu apane Pati ki yaad aa jati thi aur uski aankhon mein aansu aa jate the. Aditya uske aasuon ko apane hathon se ponch kar usse santavna dene lagta. Aisa karne me Aditya ki ungaliyon ka saparash Ira ke chehre par uski uddasi ko kam kar deta tha. Itna hi nahin usse apane man me kucch aisa hone lagta tha jaise ki Aditya uske har dard ki dawa ho. Uska man karta tha ki Aditya uske chehre ko chhue aur mehsoos kare lekin vo aisa nahin kar pati thi.

Aditya ki uddasi ka karan Sandhya thi. Vo uddasi ke sath sath dar ko bhi mehsoos karta tha. Usse ye dar tha ki pata nahin uske sath kya hua hoga. Vo apane ko iss sab ke liye doshi manta tha aur usse lagta tha ki vo usse jane se rok sakta tha. Ira uske dukh me usse himmat na harne ki baat karti thi aur vo apane chehre par feeki si muskharhat le aata tha.

Aditya ye isliye karta tha taki Ira ko dukh na panhuche. Ira apane hath ko uske hath par rakh deti thi. Aditya ko pehle tu bada ajib lagta tha lekin ab dheere dheere usse iski aadat hone lagi thi. Itna hi nahin vo tu iss saparash ke nashe me kho jata tha. Aisa hi chalta raha aur un donon ki najdikiyan badhne lagi.

Do hafte beetne ke baad Aditya ne vaapis jane ke liye kaha tu Ira uddass ho gayi.

Aditya ne usse kaha ki uski chhutiyan khatam ho gayi hain aur usse jana tu padega hi na.

Ira ne usse kaha ki 'Ab yanhi rah jao aur job chhodkar uska kaam sambhal le'

Aditya uske chehre ko dekhkar sochane laga ki ye kya keh diya. Ek baar tu usse laga ki baat tu theek hai lekin agale hi pal uske dimagh ne koi aisa sandesh bheja jisse Aditya ne usse kaha 'Abhi tu mujhe jana hoga aur iss bare me agar ham baad me baat karen tu jayada accha hoga'

Aditya ki baat sunkar Ira ekdam se Aditya ke gale lag gayi aur usse kehne lagi 'Main fir se akeli ho jaungi aur ab tumhare bina kucch bhi accha nahi lagega'

Aditya bhi apane hathon ko uski peeth par lejakar uski peeth ko sehalate hue kehne laga 'Jana tu padega hi, lekin ye vaada hai ki roj baat karunga. Ab apana khyaal rakhna aur kisi chiz ki jarurat ho tu call kar lena'

Itna kehkar Aditya Ira se alag hua aur vanha se nikal gaya. Halanki jab Ira uske gale lagi thi tu uske sharir ki garmi ne ek baar uske nirnay ko hila diya tha, lekin vo iss mohpash se nikal aaya tha aur apane gantavya ki taraf chal pada tha.

Udhar Mohanlal ke jane ke baad Ruchika kafi der tak Diya ko chhedti rahi ki America me kya kya hua tha.

Diya Ruchika ki baat sunkar kai baar un dinon ko yaad karke usme kho jati thi, lekin vo Ruchika ko kya bataye. Vo chahe kitna bhi Ruchika ki nazron me Mohanlal ki patni ho, lekin yeh bhi sacchai hai ki koi bhi Patni apane Pati ko dusre ke sath dekhkar khush nahi hoti.

Iss baat ko dhyaan me rakhkar Diya usse idhar udhar ki baatein karke uska dil behlati rahi. Fir usse dawai khilakar sula diya.

Uske sone ke baad Diya ki aankhon me neend kanha thi. Ruchika ne uske dil ke taron ko chhed diya tha aur vo America ke un lamhon ko yaad karne lagi.

Usse yaad aane lage vo pal jab dance karne ke baad Mohanlal aur Diya dinner karne lage. Dinner karte waqt donon sath sath aaye the, lekin ladies apana ek group banakar alag baith gayi aur gents alag.

Vo sab Dinner karte hue baatcheet karne me mashgul the, lekin Diya aur Mohanlal ke beech tu kucch aur hi chal raha tha. Vo donon ek dusre ko tirchi nazron se beech beech me nihar rahe the. Kai baar aisa hota ki donon ki nazre aapas me takra jati, tab sharam ki vajah se apani nazron ko churane lagte. Uss waqt tu apani nazron ko hata lete lekin dil me halachal machane ki vajah se fir se ek dusre ko niharane lagte. Aisa kai baar hua ki unki nazron ka takrav hua aur har baar apani nazre hatane ya jhukane ka paryas karte lekin donon ko hi pata tha ki kya chal raha hai. Dil me ek meethi si chubhan ho rahi thi aur ek dusre ki taraf khichav ko mehsoos kake fir se niharane lagte.

Donon ko samajh nahi aa raha tha ki ye kya ho raha hai? Kya ye physical attraction hai, manasik khichav hai, ya ek dusre ke sath waqt beetane ki chahat hai ya kucch aur.

Jab dinner khatam hua tu sab logon ko ek group photo khichvane ke liye couples ko sath sath Khade hona tha. Jab Mohanlal aur Diya khade hue tu vo donon sath sath tu Khade hue lekin iss tarah se jaise sath khade hone me sharam mehsoos ho rahi ho.

Jab dusre couples ne unhe iss tarah dekha tu vo kehne lage 'kya aap donon aapas me pyaar nahi karte?'

Mohanlal 'nahin nahin ham tu bahut pyaar karte hain, aap aisa kyoun pucch rahe hain'

Unme se ek couple ne unhe kaha ki aap donon tu aise khade hain jaise ki aap ek na hokar do ho ya aap donon me koi ladai hai.
Group photo me hame iss tarah khade hona hai, jisme ham donon do na hokar balki ek hain' ye kehkar uss couple ne sikhaya ki kaise khade hona hai. Baki couples bhi vaise hi aakar khade ho gaye. Mohanlal aur Diya ke paas koi chara nahi tha kyounki waqt un donon ko paas lane me laga hua tha.

Khade hone ke liye mahila ko aage khade hona tha aur purush ko mahila ke peeche khada hokar apane hath aage lakar usse aalingan me lena tha.

Mohanlal ne jab ye dekha tu usse bada hi ajib lagne laga. Diya ne aankhon ke ishare se yeh sab karne ke liye apani swikriti de di.

Mohanlal jaise hi Diya ke peeche gaya tu vo Diya ke sharir se uthane wali sugandh aur perfume ki sugandh ke mishrit swarup ko sungh kar nashe me jane laga. Mohanlal jaise hi peeche se Diya ke najdik aakar uski peeth par Mohanlal ki chhati ka saparash mila tu Diya ke man me tarange uthane lagi. Donon ek dusre ki taraf aakarshit tu pehle hi ho chuke the.

Ab iss pyaar bhare mahaul me donon ke aakarshan me waqt ki jarurat ki vajah se badhava mil raha tha. Mohanlal ki chhati ne jaise hi Diya ki ardhnagan peeth ko chua tu uske dil me rakat ka sanchar badhne laga. Usne apane aap ko niyantran me rakhte hue jaise hi apane hathon ko Diya ke pait ki taraf le jane laga tu donon ki halat kharab hone lagi, lekin waqt ki najakat ko dhyaan me rakhte hue apane hathon ko aage le gaya. Aisa karne par uski bajuoun ke neeche Diya ke urojon ka dabana swabhavik tha.

Diya ko jaise hi apane urojon par Mohanlal ki bajuoun ka ehsaas hua tu uske sharir me rakat parvah ek dam se badh gaya aur dil ki dhadkan tej ho gayi. Usne jaldi se apane hathon ko Mohanlal ke hathon par rakhkar unhe tham liya.

Ab Mohanlal Diya ke sharir ke aur najdik ho gaya jisse Diya ke nitambon ne Mohanlal ki tangon ke upari bhagh ko chua jisse Mohanlal ki bhi dhadkan badh gayi aur pehli baar usse ehsaas hua ki vo Diya ke sath iss tarah se usse aalingan me liye hue hai. Vo uchit anuchit ke fer me padne laga.

Tabhi kisi ne Mohanlal ko pukara, lekin vo tu apane khayalon me gum tha tu Diya ne awaaz ki disha me gardan ghumai lekin Mohanlal tu seedha hi dekh raha tha. Jaise hi Diya ne gardan ghumai tu uske naram naram hothon ne Mohanlal ke galon ko saparash kiya. Aisa hote hi Mohanlal ki tandra tuti, lekin ab kya ho sakta tha jo hona tha vo tu ho hi gaya tha.

Mohanlal ne jaise hi gardan Diya ki taraf ghumai tu Diya ke honton ne uske galon par puri tarah se ragadte hue ek line bana di aur donon ke hothon ne bas halka sa ek dusre ke hothon ko saparash kiya hi tha ki......
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Lugta hay Kay Sandheya koo is baat kaa pata chulgaya hay yaa pher woo sumjh gai hay Kay Mohanlal kaa ub uss kee life Main kerdar khatam huu chuka hay or abb woo ask new life suru kurnay jaa rahi hay iss leya woo Adi pay apni paker mzboot kurna cahty hay iss leya woo Adi ke G. F bunay pay itna zorr laga rahi hay Kay kuray baychari sari zindagi hee aak khoof main guzari hay let see AMITA JI QASAM SAY AAKAAK AKHSUR JASAY DIL PAY LIKTY HUU KYA JADOO HAY AAP MAIN KUMBHKT MARY TUU ZABAN HEE GUNG HUUJATY HAY AAP KAY SAMNAY ZAHUN JASAY KUCH SOCHTA HEE NAHI YEA AAP KAA JALALHAY HAZOOR 😍😍😍😍😍💝💖💖💗💟
Aap bilkul sahi samajh rahe hain.
Jaise jaise aage padhenge, sab pata chal jayega.
Dhanyavad
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
What a story?
Looks super fantastic.

In first update, it is full of suspense, seduction and many more.

Ruchika is not calling Mohanlal Dad or Papa, why?

Let's see
First of all welcome to the Thread.

You have praised so much, I am speechless.

With regards to your query, your answer lies in the next few updates and hope you would have gone through it by now.

Thanks and stay connected
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Superb writing skills,

Each and every word of the update is well thought.

To understand I had to read twice.
Great going
Thanks for liking and appreciating to this extent.
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Superb writing again, but I have questions

1.How Ruchika and Mohanlal are behaving, it doesn't look normal and no one is noticing

2. How they became close to each other

3. Why Sandhya is unaware of it

4. Why Mohanlal becomes jealous of Aditya
You have raised the queries, which are very much appropriate at the time of writing this particular update.

But the story has gone far ahead and all these queries have been well answered through the contents of this story.


Keep reading and you would know answers to all your queries.

Thanks
 
10,279
43,161
258
Update 96

Aditya jaise hi Ira Madam se milne gaya tu uski halat dekhkar usse bahut dukh hua. Vo apane dukh ko bhul gaya aur usne Doctor se milkar usse vanha se discharge karwaya aur uski dekhbhal karne ke liye kucch din ki chhutti lekar uske sath rehkar usko aaram panhuchne laga.

Aditya Ira Madam ka dhyaan rakhne ke liye uske ghar par hi rehne laga.

Ira Madam ko ab se Main Ira likhungi.

Ira ke ghar par rakhkar Aditya uska har tarah se khyaal rakhne laga. Usne din raat ek karke usko depression se kafi had tak bahar nikal chuka tha.

Ira ke sath rehte hue aise kai mauke aaye the jab Aditya ki ungaliyon ne Uske naram naram sharir ka saparash kiya tha. Chahe ye anjane me hua ho lekin iss saparash ne donon ke dilon me ek chingari tu laga hi di thi.

Iss chingari ke lagte hi donon ka man karta tha ki donon sath baithe aur jayada se jayada waqt gujarate hue ek dusre ki najdikiyoun ka bharpur aanand uthaye.

Iss sab me kai baar aise mauke bhi aate jab Ira aur Aditya kucch beeti baton ko yaad karte hue uddass ho jate. Donon ki uddasi agar dekha jaye tu ek jaisi thi lekin usme bhi ek algav tha.

Ira ko tu apane Pati ki yaad aa jati thi aur uski aankhon mein aansu aa jate the. Aditya uske aasuon ko apane hathon se ponch kar usse santavna dene lagta. Aisa karne me Aditya ki ungaliyon ka saparash Ira ke chehre par uski uddasi ko kam kar deta tha. Itna hi nahin usse apane man me kucch aisa hone lagta tha jaise ki Aditya uske har dard ki dawa ho. Uska man karta tha ki Aditya uske chehre ko chhue aur mehsoos kare lekin vo aisa nahin kar pati thi.

Aditya ki uddasi ka karan Sandhya thi. Vo uddasi ke sath sath dar ko bhi mehsoos karta tha. Usse ye dar tha ki pata nahin uske sath kya hua hoga. Vo apane ko iss sab ke liye doshi manta tha aur usse lagta tha ki vo usse jane se rok sakta tha. Ira uske dukh me usse himmat na harne ki baat karti thi aur vo apane chehre par feeki si muskharhat le aata tha.

Aditya ye isliye karta tha taki Ira ko dukh na panhuche. Ira apane hath ko uske hath par rakh deti thi. Aditya ko pehle tu bada ajib lagta tha lekin ab dheere dheere usse iski aadat hone lagi thi. Itna hi nahin vo tu iss saparash ke nashe me kho jata tha. Aisa hi chalta raha aur un donon ki najdikiyan badhne lagi.

Do hafte beetne ke baad Aditya ne vaapis jane ke liye kaha tu Ira uddass ho gayi.

Aditya ne usse kaha ki uski chhutiyan khatam ho gayi hain aur usse jana tu padega hi na.

Ira ne usse kaha ki 'Ab yanhi rah jao aur job chhodkar uska kaam sambhal le'

Aditya uske chehre ko dekhkar sochane laga ki ye kya keh diya. Ek baar tu usse laga ki baat tu theek hai lekin agale hi pal uske dimagh ne koi aisa sandesh bheja jisse Aditya ne usse kaha 'Abhi tu mujhe jana hoga aur iss bare me agar ham baad me baat karen tu jayada accha hoga'

Aditya ki baat sunkar Ira ekdam se Aditya ke gale lag gayi aur usse kehne lagi 'Main fir se akeli ho jaungi aur ab tumhare bina kucch bhi accha nahi lagega'

Aditya bhi apane hathon ko uski peeth par lejakar uski peeth ko sehalate hue kehne laga 'Jana tu padega hi, lekin ye vaada hai ki roj baat karunga. Ab apana khyaal rakhna aur kisi chiz ki jarurat ho tu call kar lena'

Itna kehkar Aditya Ira se alag hua aur vanha se nikal gaya. Halanki jab Ira uske gale lagi thi tu uske sharir ki garmi ne ek baar uske nirnay ko hila diya tha, lekin vo iss mohpash se nikal aaya tha aur apane gantavya ki taraf chal pada tha.

Udhar Mohanlal ke jane ke baad Ruchika kafi der tak Diya ko chhedti rahi ki America me kya kya hua tha.

Diya Ruchika ki baat sunkar kai baar un dinon ko yaad karke usme kho jati thi, lekin vo Ruchika ko kya bataye. Vo chahe kitna bhi Ruchika ki nazron me Mohanlal ki patni ho, lekin yeh bhi sacchai hai ki koi bhi Patni apane Pati ko dusre ke sath dekhkar khush nahi hoti.

Iss baat ko dhyaan me rakhkar Diya usse idhar udhar ki baatein karke uska dil behlati rahi. Fir usse dawai khilakar sula diya.

Uske sone ke baad Diya ki aankhon me neend kanha thi. Ruchika ne uske dil ke taron ko chhed diya tha aur vo America ke un lamhon ko yaad karne lagi.

Usse yaad aane lage vo pal jab dance karne ke baad Mohanlal aur Diya dinner karne lage. Dinner karte waqt donon sath sath aaye the, lekin ladies apana ek group banakar alag baith gayi aur gents alag.

Vo sab Dinner karte hue baatcheet karne me mashgul the, lekin Diya aur Mohanlal ke beech tu kucch aur hi chal raha tha. Vo donon ek dusre ko tirchi nazron se beech beech me nihar rahe the. Kai baar aisa hota ki donon ki nazre aapas me takra jati, tab sharam ki vajah se apani nazron ko churane lagte. Uss waqt tu apani nazron ko hata lete lekin dil me halachal machane ki vajah se fir se ek dusre ko niharane lagte. Aisa kai baar hua ki unki nazron ka takrav hua aur har baar apani nazre hatane ya jhukane ka paryas karte lekin donon ko hi pata tha ki kya chal raha hai. Dil me ek meethi si chubhan ho rahi thi aur ek dusre ki taraf khichav ko mehsoos kake fir se niharane lagte.

Donon ko samajh nahi aa raha tha ki ye kya ho raha hai? Kya ye physical attraction hai, manasik khichav hai, ya ek dusre ke sath waqt beetane ki chahat hai ya kucch aur.

Jab dinner khatam hua tu sab logon ko ek group photo khichvane ke liye couples ko sath sath Khade hona tha. Jab Mohanlal aur Diya khade hue tu vo donon sath sath tu Khade hue lekin iss tarah se jaise sath khade hone me sharam mehsoos ho rahi ho.

Jab dusre couples ne unhe iss tarah dekha tu vo kehne lage 'kya aap donon aapas me pyaar nahi karte?'

Mohanlal 'nahin nahin ham tu bahut pyaar karte hain, aap aisa kyoun pucch rahe hain'

Unme se ek couple ne unhe kaha ki aap donon tu aise khade hain jaise ki aap ek na hokar do ho ya aap donon me koi ladai hai.
Group photo me hame iss tarah khade hona hai, jisme ham donon do na hokar balki ek hain' ye kehkar uss couple ne sikhaya ki kaise khade hona hai. Baki couples bhi vaise hi aakar khade ho gaye. Mohanlal aur Diya ke paas koi chara nahi tha kyounki waqt un donon ko paas lane me laga hua tha.

Khade hone ke liye mahila ko aage khade hona tha aur purush ko mahila ke peeche khada hokar apane hath aage lakar usse aalingan me lena tha.

Mohanlal ne jab ye dekha tu usse bada hi ajib lagne laga. Diya ne aankhon ke ishare se yeh sab karne ke liye apani swikriti de di.

Mohanlal jaise hi Diya ke peeche gaya tu vo Diya ke sharir se uthane wali sugandh aur perfume ki sugandh ke mishrit swarup ko sungh kar nashe me jane laga. Mohanlal jaise hi peeche se Diya ke najdik aakar uski peeth par Mohanlal ki chhati ka saparash mila tu Diya ke man me tarange uthane lagi. Donon ek dusre ki taraf aakarshit tu pehle hi ho chuke the.

Ab iss pyaar bhare mahaul me donon ke aakarshan me waqt ki jarurat ki vajah se badhava mil raha tha. Mohanlal ki chhati ne jaise hi Diya ki ardhnagan peeth ko chua tu uske dil me rakat ka sanchar badhne laga. Usne apane aap ko niyantran me rakhte hue jaise hi apane hathon ko Diya ke pait ki taraf le jane laga tu donon ki halat kharab hone lagi, lekin waqt ki najakat ko dhyaan me rakhte hue apane hathon ko aage le gaya. Aisa karne par uski bajuoun ke neeche Diya ke urojon ka dabana swabhavik tha.

Diya ko jaise hi apane urojon par Mohanlal ki bajuoun ka ehsaas hua tu uske sharir me rakat parvah ek dam se badh gaya aur dil ki dhadkan tej ho gayi. Usne jaldi se apane hathon ko Mohanlal ke hathon par rakhkar unhe tham liya.

Ab Mohanlal Diya ke sharir ke aur najdik ho gaya jisse Diya ke nitambon ne Mohanlal ki tangon ke upari bhagh ko chua jisse Mohanlal ki bhi dhadkan badh gayi aur pehli baar usse ehsaas hua ki vo Diya ke sath iss tarah se usse aalingan me liye hue hai. Vo uchit anuchit ke fer me padne laga.

Tabhi kisi ne Mohanlal ko pukara, lekin vo tu apane khayalon me gum tha tu Diya ne awaaz ki disha me gardan ghumai lekin Mohanlal tu seedha hi dekh raha tha. Jaise hi Diya ne gardan ghumai tu uske naram naram hothon ne Mohanlal ke galon ko saparash kiya. Aisa hote hi Mohanlal ki tandra tuti, lekin ab kya ho sakta tha jo hona tha vo tu ho hi gaya tha.

Mohanlal ne jaise hi gardan Diya ki taraf ghumai tu Diya ke honton ne uske galon par puri tarah se ragadte hue ek line bana di aur donon ke hothon ne bas halka sa ek dusre ke hothon ko saparash kiya hi tha ki......
इस अपडेट में इरा मैडम और आदित्य के बीच एक दूसरे के प्रति आकर्षण बनना शुरू हो गया ।
और उधर मोहनलाल और दिया के बीच इलू इलू भी होना लगभग तय ही लग रहा है ।
दो अलग-अलग रिश्ते बनते दिख रहे हैं ।

बेहतरीन अपडेट अमिता जी ।
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Superb writing skills.
This update has revealed certain things and few unanswered questions.

It is very much clear that Mohanlal and Ruchika are not only close rather intimate with each other.

But Ruchika is having some problems as she is not supposed to walk rather take rest, why?
Good analysis and you have rightly pointed out.

Your queries are once again relevant and have already been answered in the updates ahead.

Please go through and still if you feel anything would be resolved.

Thanks so much
 
  • Like
Reactions: divyaa and Aakash.
Top