Bahut bahut shukriya
बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
बहुत बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
बहुत बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
Hamesha ki Tarah Bahut Hi Khubsurat Aur Shaandar Update.....
Haule - Haule Ho Jauega..
.Pyaar...!!
Dhire dhire dono mein Pyaar ki Atkheliyan Panap Rahi hai.....
Aur Iss Dhire dhire ka Apna Aoag hi Maza aur Nasha hai...
Waiting For Next...
बहुत बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
Anuj ji
Yeh kahani bilkul original hai aur kanhi se bhi Copy Paste nahi hain.
Aap se nivedan hain ki Pathkon ko kripya na bhatkayen aur agar aap kehte hain kanhi se copy paste hai tu main usse padhungi aur aap se aur baki sabhi pathko se nivedan hai ki yeh kahani abhi ke abhi band kar dungi aur aaj ke baad kabhi koi kahani nahi likhungi.
Yeh kahani sirf aur sirf meri hai jo ki bilkul original hai.
Agar aap prove na kar sake tu aap se itni hi kamna hai ki aap aise comments ke liye maafi mange.
Dhanyawad
Dear Friends,
Don't get confused by such comments, it's only to harras and humiliate me with charges which stand nowhere.
I would request all of you to find such story anywhere and let me know. Its a promise that I would stop writing now onwards and would never write and if it's not there then also let me know.
Please don't malign the image of Original Writers.
Thanks so much

Amita I trust your writing skills and very much sure that this story is your exclusive and original story and nobody can divert my opinion towards your writing skills at least
Kisi reader ki baat ko dil se lagane ki jarurat nahi hai. Reader na jaane kitni kahaniyan padte hai. Kabhi kabhi etefak se story ka koi bhag kisi dusri story se mila hua ho sakta hai aur is se reader ko bhi galatfahmi ho sakti hai. Magar story aapki hai to aapko hatas hone ki jarurat nahi hai. Kyoki story pad kar reader ki galatfahmi khud hi door ho jayegi. Waise bhi unke comments se yahi samajh me aa raha hai ki, unhe ye story kisi story se milti julti lag rahi hai. Aisa hona koi badi baat nahi hai. Lekin sabke likhne ka tarika alag hota hai aur mere hisab se aapke likhne ka apna tarika hai aur use koi copy nahi kar sakta hai. Isliye in fijul ki baton par dhyan na de aur story ko aage badaye. Aapko reader ka samarthan aise hi milta rahega aur aapki story ko pad kar anuj bhai ki galatfahmi bhi khud ba khud door ho jayegi.![]()