Ab aage .....
Hum dono ghamaasan chudaai ke baad so gaye. Subah jab rita ka husband utha aur hume us nangi halat mein dekhkar baukhla gaya aur gusse mein chillate hue mujhe aur rita ko jagaya. Jaise hi hum neend se jaage rita ne apni halat dekh apne aap ko paas pade apne kapdo se dhak diya aur saara ilzam mujhpe laga diya.
Rita husband jiska naam Danny tha.
Danny - tumne meri biwi ki izzat pe haath dala kamine main tumhe nahi chodunga. Main abhi sab ko bulata hoon aur tumhare ghar tak ye baat jayegi. Tumne plan karke mujhe pilaya aur usme neend ki goli daalkar mujhe sula diya. Phir tumne meri biwi ko jyada nasha karwake uska hosh khone ke baad tumne ye sab kiya. Main police case karunga aur tumpe balatkaar ka case chalega ab saari umar jail mein chakki peesna.
Uska itna kehte hi meri toh gaand phat gayi. Main rone laga aur unse gidgadane laga. Maafi mangte hue mujhe pata nahi maine aisa kuch nahi kiya. Mujhe khud pata nahi yeh sab kaise ho gaya. Mujhpe nasha haawi ho gaya tha. Mera aisa koi irada nahi tha.
Wahi dusri taraf Rita ro rahi thi. Woh bhi apne pati ka saath dete hue mujhe bhi yehi lagta hai jo apne kaha. In jaiso ko toh faasi pe chadwana chahiye. Main isse nahi chodungi. Tumne humara galat fayda uthaya hain. Humne tumhe apna samjha tumne toh humare ghar mein humari izzat pe haath dal diya.
Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha. Main maafi mang raha tha aur buri tarah ro raha tha.
Vikash ne apna phone uthaya aur usme video record kiya tha jo usne phone neeche rakhte waqt on kiya tha. Usne woh video mujhe dikhate hue.
Mere paas saboot bhi hai ab tumhe koi nahi bacha sakta. Tumhara phone do
Usne mera phone wahan table se uthaya aur mere ghar call laga diya. Call laga kar woh wahan se bahar balcony mein chala gaya. Uske jaate hi main rita ke paairo mein girkar maafi mangte hue unhe mujhe bachane ko kaha.
Woh nakhra dhikate hue - nahi tumhe jarur saaza milni chahiye. Main tumhe nahi bachungi. Waise bhi main kyon tumhe bachau.
Main rote hue. Aap dono please mujhe maaf kare jaise aap log kahenge main waisa hi karunga. Please mere ghar tak ya aur kisiko is baare mat bato. Mujhe hosh nahi tha. Maine aisa sab jaan much kar nahi kiya. Meri zindagi barbaad ho jayegi.
Tabhi vikash call pe baat karte hue andhar aaya aur mujhe phone pe baat karne ko kaha. Maine inkar kiya toh usne mujhe daraate hue mujhe baat karne ko kaha.
Maine phone pe baat ki toh mere pitaji ne mujhe pehle bahut danta. Main sorry kehte hue rone laga. Tabhi unhone poocha. Beta isme itna darne ki kya baat hai. Koi baat nahi aagli baar gaadi thoda dhyan se chalana aur apni tabiyat ka dhyan rakhna kehkar unhone call cut kar diya. Mujhe samajh nahi aa raha tha aakhir unhone aisa kyon kaha aur vikash ne unse kya baat ki.
Baat karte waqt Rita wahan se uth kar apne kapdo ke saath bathroom chali gayi. Vikash ne usse fresh hokar apni halat thik karke aane ko kaha.
Call cut hote hi. Vikash - Maine tumhare gharwalo ko abhi tak kuch nahi bataya. Main nahi chahta ki unko koi parshaani ho tumhari iss harkat ki wajah se. Main iss baat ko yahin khatam kar dunga. Agar tum meri baat mano toh.
Aap dono jaisa kahoge main waise karunga. Please mujhe bach lo.
Usne mujhe bhi ready hone ko kaha. Maine bhi apne aap ko thik kiya aur woh dono bhi ready ho gaye. Vikash ne mujhe aur Rita dono ko apne saath car mein baithkar saath chalne ko kaha. Hum dono uske saath baith gaye aur hum car lekar wahan se chal diye.