- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & SupportingNice update bro keep rocking
Stay tuned with us
Today's upadate is on Page.....538
Thanks for Reading & SupportingNice update bro keep rocking
Thanks for Reading & SupportingNice update
Thanks for Reading & SupportingMind Blowing update
Shabdo ke chayan karne me apki adbhut pratibha ko darshata hai ye update
Aisi Premgatha kahi nahi milegi
Har update apne aap me atulniya hai
Ruchi ne akhir izhar kar hi diya
Raj ne ye achcha kiya ki realty ruchi ko bata di
Shayari hamesha ki tarah Lajawab
Izhar aur Romance ki place aur style sabse nirali aur different
I Like it
Priyadarshini ka character dino din dil me utarta ja raha h
Virah vedna ka behad adbhut charitra chitran kiya h
Thats Fantastic writing skill
Mrinal ka to jawab nahi
Jabardast turn le rahi hai story
Raj ko paridhi ka pata chal gaya
Kya priyadarshini pahchan payegi saajan ko
interesting mod h
Over all Unbelieveable update
Thanks for Reading & SupportingApki story bahut hi master class level ki hai
Tabhi apki dono stories top par hain Kyon ki apki writing skill bejod h
Story me koi kami nahi h
Har cheez bilkul perfect h
Chahe vo story ki speed ho ya koi incident sab bemisal h
Story vahi padhne me achchi lagti h jisme thahrav ho
Aap aise hi likhte raho dear
Hum hamesha apki story k sath h
Thanks for Reading & Supportingwow super duper update bhai bahot Jabardast likh rahe ho
एक एक बात इतनी डिटेल में लिखी गयी है जैसे कहानी न होकर जैसे सब कुछ असलियत में घटित हो रा हो।
आपकी मेहनत और imagination ने इस कहानी में चार चाँद लगा दिए।
मज़ा आ गया। आगे पढ़ने के लिए बेसब्री से इन्तेजार।
Keep going
We will wait for next update.....
![]()
Thanks for Reading & SupportingSuper update
Bahut dino ke baad apne khas ruchi ke liye ek special update likha hai.
Raj ne Ruchi ko prakirti ke adbhut jagah le gaya.
Jahan ruchi dekhkar khush ho gayi.
Aakhir ruchi ne apne pyar ka ijhaar kar diya.
Raj ne use sabhi reality bata diya.
Or dono ke bich pahli kiss jabardast thi.
Udher priyadarshni apne sajjan ki virah me jal rhi hai.
Nirmal uska kahna hi kya vo
Uska naak par gussa rahat hai.
Dono adrishya hokar paridhi par najar rakh rahi hai.
Raj ko paridhi ke hospital se call aa gaya.
Thanks for Reading & SupportingAnokhi , Energetics , Super Lovly , Great & Special Updates Bhai
Waiting.........
Thanks for Reading & SupportingDost wo jis ne aex ki demand kari hai wo uski apni raye hain uska apna nazaria aap logo rai suno magar accept wo hi karo jo story ke plot se match khata ho otherwise padne walo ka janam sidh adhikar hain farmayishi program chalana but manna ya na manna apka hain aur really 8 9 hrs sirf hum logo ki wajah sai kharch kar daily really hat's off to you. Humay comment likhne me sochta padta hain. Aur ek 3000 words ka update really bohat hain. I appreciate your dedication boss. Baqi next update ka wait rahega specially what happen with priyadarshni.
Thanks for Reading & SupportingMast Update Bhai .
Waiting For Next
Thanks for Reading & SupportingWaiting for next update bhai