- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & SupportingBohot hi sandaar update bhai.........amazing one..........!
Stay tuned with us
Today's update is on Page.....538
Thanks for Reading & SupportingBohot hi sandaar update bhai.........amazing one..........!
Thanks for Reading & Supportingsuperb update
dimag me sawalo ne uljha rakha hai
aakhir paridhi ki diary paridhi ke room se gayab hoke chanchal ke pass kyu use room ki woh do ankho wala bande ne rakh di
aur wo banda raj ke liye khatra hai ya phir raj ka subhchintak..
Priyadarshini ko akhir uske sajan ke darshan hogye
superb update
Thanks for Reading & SupportingAwesome update
Payal ko koi task de diya hai
Vidhya ko sahi rasta bataya hai raj ne
Vo abhi bhi apni sachchayi ko samne aane dena nahi chahti
Ab bhi sab se apni itni badi galti ko chhupana chahti hai
Raj ko bhi usne khud se kuch nahi bataya hai
Mujhe to vidhya ki vafadari par abhi bhi doubt hai
Chanchal ke ghar diary aur locket ka milna hairat ki baat hai
Kisne inhe paridhi ke room se nikal kar vaha rakha
Yaha ghar me paridhi ke room se koi saman nikalna to samajh aa sakta hai bcoz koi ghar ka hi member hoga lekin vahi sabse badi baat sochne wali ye hai ki usne chanchal ke ghar se kaise locket nikala aur phir yaha se vaha bhi kar diya
Matlab koi aisa hai jise dono ghar me aane jane me rok tok nahi hai aur chanchal bhi usko janto hai tabhi to use uske ghar ki har rakhi cheez ki jankari hai.......kahi vidhya hi to nahi.....?
Chanchal aur vidhya dono hi meri nazar me inka character ab bhi doubtful hai
Ab dekhte hain priyadarshini raj ko pahchan pati hai ya nahi....?
Wonderful update
Thanks for Reading & Supportingwtng nxt
Thanks for Reading & SupportingFantastic update... Your language is notably clean... Keep it up dude...
Thanks for Reading & Supportingwah bhai bohat hi zabardast update.
payal ko aik kaam sonp diya aur ye kon hai jo paridhi ki dairy ko chanchal ki almaari ma raki hai mujhe to aisa lagta hai ye sandhya ka hi kaam hai.
Thanks for Reading & Supportingsuperbb update bro...
Thanks for Reading & SupportingShandar update
Payal raj ko akele nhi jane dena chahti thi.
Lakin raj ne use apni kasam dekar mana liya
Raj ne apne plan ke liye payal ko koi kaam batya.
Payal n kah rahi thi .
Lakin raj ne use mana liya.
Vidya modi ko raj ne maf kar diya.
Lakin use apna gunah ghar walo ko batne ke liye kaha.
Raj jane se pahle chanchal se mila.
Vo locket chanchal ke yahan milna
Aisa koi hai jo raj par najar rakhe hue or dono ghar me aasani se ja sake.
Priyadarshini raj ko dekhte hi pahachan pati hai ya nahi.
Thanks for Reading & SupportingVery nice and fantastic update