Rohan008
Active Member
- 883
- 2,604
- 158
SAAJAN
UPDATE * 151
Paridhi—koi hai hamare ghar me jo hamari khushiyo ka dushman hai…..na jane vo kyo tumhe maarna chahta tha… maine vo injection se to tumhe bacha liya lekin hamesha mann me darr laga rahta tha ki kahi vo tumko kisi tarah ka nuksan na pahuchaye
Mai hamesha tum par nazar rakhne lagi….halanki payal ke hote koi kuch nahi kar sakta tha…phir bhi mai alert rahti thi tabhi tumhe bahar bhej diya gaya
Mai—mujhe abhi wale hadse ke baad ki kahani janni hai…pahle ka mujhe malum hai
Paridhi—us din tumhare sath jo hua usse mai toot gayi thi….ghar me mera mann nahi laga to mai company tour ka bahana kar ke nikal gayi…vahi office me hi meri tabiyat bahut jyada kharab ho gayi…aur main vahi behosh hokar gir padi….jab hosh aaya to khud ko vaishno devi ke paas wale hospital me paya baki to tumhe malum hi hai
Mai—aap yaha se vaha kaise pahuchi…? Agar aap yaha nahi thi to phir antim sanskar kiska hua hai... ?
Paridhi (shocked)—kyaaaaaa….? Antim sanskar…magar kiska…? mai to abhi zinda hu
Mai—matlab apko yaha ke office me behosh hone ke baad kuch bhi yaad nahi hai….?
Paridhi—nahi…..
Mai—apki diary se kuch page gayab the…kya wo aapne phade the…..?
Paridhi—mai page kyo phadungi vo bhi apni hi diary ke…?
Mai—ye bhi sahi hai....apki almirah me ek locket bhi tha...uske bare me janti hain kuch.... ?
Paridhi—koun sa locket…? Vaha sirf diary bhar thi aur kuch bhi nahi
Mai—hhuunnnn……iska matlab jo koi bhi hai bahut planning se khel raha hai
Paridhi—maine kayi baar uski talash ki kayi baar raat me uska picha karne ki koshish ki lekin koi surag nahi mila……lekin haa…ek baat hai vo jo bhi hai ek baar mai raat ke andhere me usse takra gayi thi lekin mujhe dhakka dekar vo gayab ho gaya magar uski ek cheez mere pakad me aa gayi jo maine bahut sambhal kar rakhi hai
Mai (utsukta se)—kya…? Kaha hai vo cheez….?
Paridhi—mere bed par jo pillow hai uske andar
Mai—theek hai mai dekh lunga
Paridhi—raj...do char din mere paas ruk jao...vaise bhi isse adhik mere paas samay bhi nahi hai
Mai—apki diary me ek baat aur bhi likhi huyi thi....kya vo sach hai.... ?
Paridhi—vo…vo…chhod un baato ko
Mai—kya aap sach me..... ?
Paridhi—ab un sab ke liye waqt nahi rah gaya hai
Mai—to theek hai kal ka intazar karna…
Paridhi—tum ja rahe ho….?
Mai—ha…aaj payal didi ke sath thoda bahar jana hai…kal mai phir aunga
Mrinal—hum bhi chale
Mai—ha…tum vaha nurse ki haisiyat se rahogi….tumhari saheli bhi vaha rah sakti hai…
Mrinal—theek hai…chaliye
Mai—ek baat dhyan rakhna ghar me kisi ko paridhi didi ke bare me kuch bhi pata nahi chalna chahiye..aur na hi mere vaha jane ka jikra hi karna
Mrinal—to hum kya batayenge apke ghar me kisi ne pucha to…?
Mai—vo sab mai khud bata dunga
Mrinal—theek hai
Mai paridhi didi ko samjha kar vaha se dono ko sath le bahar nikal gaya….bahar aakar maine veer ko call kiya….thodi hi der me veer aa gaya
Mai—veer in dono ko ghar drop kar dena yaar...ye nurse hain...inhe kaam ki jarurat thi to vahi rah lengi
Veer (dhire se)—abe...pahle se kam thi kya..jo aur pakad laya...payal didi tujhe kachcha kha jayengi
Mai (dhire se)—isliye to tere sath bhej raha hu beta
Veer—kyaaa…?
Mrinal—ha…ha…mai bahut badi naras hu….aur ye itti badi dotghar
Mai—dotghar nahi…doctar….doctor…doctor
Mrinal—ha...ha...docdhar
Veer (haste huye)—kaha se pakad laya isko.... ?
Mrinal—kispar has raha hai... ? daant tod dungi samjha
Veer (muh me hath rakh mann me)—baap re...khatarnak hai ye to....isse bach ke rahna padega lagta hai
Mai—ye mera dost hai veer ...aap dono iske sath chali jao...
Veer (mann me)—kaha mujhe is phulan devi ke sath phansa diya
Mai—veer le jao inko ghar
Veer (raste me)—vaise tum dono ka koi naam bhi hai ki nahi.... ?
Mrinal—hai bilkul hai..jarur hai..kyo nahi hoga naam...mera naam mrinal aur meri sakhi ka naam priyadarshini
Veer—bahut sundar naam hai
Mrinal—aur nahi to kya...jab hum sundar hain to hamare naam bhi sundar hi honge na
Veer—ice-cream khana hai kya….?
Mrinal—khana hai khana hai…?..kaha hai….?
Veer—chalo aao
Dono veer ke sath restaurent me chali gayi….veer ne ice-cream ka order diya…tabhi vaha kuch manchale baithe ladko ne jaise hi dono ko dekha to comment paas karne lage
Ek—kya mast item hai….
Dusra—inka balatkar karne me bahut maza ayega
Vo lagatar comment karte ja rahe the….akhir veer ka dimag kharab hua aur vo uth kar unke paas pahuch gaya… aur sidhe ek ladke ko utha kar deewar par de mara
Veer—bahut jyada juban chalti hai teri..kyo…tadddaaaakkkkk
Apne sathi ki pitayi hote dekh ek ladka jo comment kar raha tha aage badha lekin veer ne ek laat uski chhati me jad diya jisse vo phisalte huye kafi dur ja gira…..baki jo bache the vo veer ko pahchante the isliye chup chap vaha se khisak gaye
Mrinal—dekha sakhi ek aur shabd mil gaya mujhe…lagta hai dharti vasi chamatkar karne ko balatkar karna kahte hain
Priyadarshini—kahi teri is shabdakosh ki jankari ke chakkar me lene ke dene na pad jaye
Veer—bhag gaye sab….lo ice-cream bhi aa gayi
Mrinal (khate huye)—ye to sach much bahut swadishta hai…..
Sab ice-cream khane ke baad ghar aa gaye….jaha sabhi nasta kar rahe the…veer ke sath me do do ladkiyo ko dekh kar sab chounk gaye
Avni—bhaiya ye sab kya chal raha hai….?
Veer—kuch nahi...bas vo
Mrinal (beech me hi)—kya chal raha hai matlab.... ? fuck chal raha hai hamare beech….kyo veer ji…?
Jaise hi mrinal ke muh se ye sabne suna to unka poora khana farrr karke muh ke bahar aa gaya…to kuch ke gale me hi atak gaya…
Veer (sar me hath rakh dhire se)—satyanash ho tera
Mamta (shocked)—kyaaaa……?
Veer—nahi..nahii…
Mrinal—ha…ye to bahut bade balatkari purush bhi hain….aaj inhone hamare samne hi balatkar kiya hai…..bahut balatkari hain ye
Ruchi (jor se)—veerrrr…..ye sab kya hai..... ?
Veer (mann me)—beda gark ho tera......raj ab main samjha tune mujhe kyo bheja iske sath....aisi taisi karwa di isne
Payal (jor se)—veer...jawab do...koun hain ye ladkiya.... ? kyo lekar aaye ho inko..... ?
Veer—dekho sab log galat samajh rahe ho....darasal me ye dono...
Mrinal (jaldi hi)—mai batati hu…..mai naras hu mera naam mrinal hai aur ye meri sakhi hai priyadarshini...ye doc..jharrr hai
Veer (mann me)—kaha doob ke mar jau main….pata nahi ye kaha ki paidaish hain…behtar yahi hoga ki mai yaha se khisak lu nahi to bachi kuchi izzat bhi ye loot legi
Sarita—inhe yaha kyo laye ho…..?
Veer—vo mousi…
Mrinal (beech me)—nahi….nahi….ye hame nahi laye hain balki inke dost ne hame yaha rahne ko kaha hai aur inke sath bheja hai
Payal (chounk kar)—kyaaa …raj ne bheja hai….?
Mrinal—ha..ha..raj ne bheja hai
Veer (haste huye mann me)—lo beta tu bhi gaya ab
Payal (gusse me)—raj kaha hai..... ?
Veer—office gaya hai
Payal—aane do ....batati use bhi aaj....bahut bigad gya hai
Veer ke jate hi main paridhi didi ki baato ke bare me sochne laga……ki vo yaha se kaise vaishno devi pahuchi jabki unko kuch pata hi nahi hai iske vishay me….main kafi der sochta raha phir ghar lout aaya….mujhe to malum hi nahi tha ki yaha to kuch aur hi natak chal raha hai….mere andar ghuste hi sab mujh par chadh baithe
Payal—kab se chal raha hai ye sab..... ?
Mai—kya chal raha hai... ?
Sandhya—in dono ladkiyo ke sath tumhara kya chakkar hai….?
Mai—chakkar….?
Meera—ha…chakkar
Mitali—bata jaldi
Mai—veer ne bataya nahi kya.... ?
Mrinal—maine sab bata diya hai
Mai—kya bata diya hai..... ?
Payal—tu mujhse baat kar...chal sidhe room me….phir teri khabar leti hu aaj
Mai (dhire se)—abe kya lafda hai.... ? kya bata diya isne....jo sab itne garam hain…?
Veer (dhire se)—kaha ke chidiya ghar se isko pakad ke laya hai…..(phir veer ne poori baat batayi)
Poori baat sun kar to mere bhi hosh ud gaye….aisa to maine bhi nahi socha tha….mai apna dimag jaldi jaldi doudane laga jisse isse bacha ja sake
Payal—vaha khade hokar kya khusar fusar kar raha hai…chal andar room me jaldi
Mai—didi aap aur divya ready ho jao hum ghumne chalte hain
Payal—pahle tu room me chal
Marta kya na karta...jana pada unke sath room me…jaha vo meri koi baat sunne ko hi taiyar nahi thi….jab maine apni kasam di tab kahi jakar unhone mujhe bolne ka mouka diya
Mai—inhe main yaha isliye laya hu kyo ki dono bechari bahut garib hain…unka koi nahi hain
Payal—to sab ladkiyo ko jinka koi nahi hai lakar bitha le apne ghar me…..aur vo fuck kyo kiye usko
Mai—didi actually vo crack mind hai thoda…..kuch ka kuch bolti hai….uski bato par dhyan mat do
Payal—nahi…tu aaj kal bahut jhuth bolta hai….ab mai samjhi tu aaj raat bhar inke sath muh kala kar raha tha isliye ghar nahi aaya raat me
Mai—agar apko mujh par bharosa nahi hai to jane do phir
Payal—tujhe jo karna hai mere sath kar le...par yaha vaha muh mat maar
Mai—didi….iske aage kuch mat kahna ab
Payal—to aisa kaam hi kyo karta hai ki mujhe kahna pade
Mai—ghumne chalna hai ya nahi warna mai divya ko lekar jau
Payal—kaha jana hai.... ?
Mai—apke pichle janam me
Payal—kyaaa matlab..... ?
Mai—vo sab chhodo..jaldi se ready ho jao...mai tab tak divya ko bhi bol du
Payal—theek hai
Mai payal didi ke room se nikal kar divya ke room me aa gaya....jaha vo already taiyar ho gayi thi....maine payal didi ke aate hi maa ko bata kar ghumne ka bol nikal gaya....jane se pahle mrinal aur priyadarshini ke rahne ka intazam karwa diya..
Ghar se kafi dur city ke bahar ek sunsan jagah par pahuch kar maine apni gadi rok di....jisse divya ko to koi farak nahi pada lekin didi sawal par sawal karne lagi
Payal—yaha kyo rok diya sun san jagah me.... ?
Mai—aaj apko apne raj ki asli pahchan malum karane ke liye
Payal—kaisi pahchan….?
Mai—abhi pata chal jayega
Maine ankhe band kar ke kisi ko yaad kiya ki tabhi vaha Unicorn hamare samne prakat ho gaya...didi to ye dekhte hi ashcharya me doob gayi...philhal abhi to ye unke liye ye kisi chamatkar se kam nahi tha
Payal (mann me)—kaisa chamatkar hai ye...kitna adbhut ghoda hai....raj ne jadu karna kab sikha.... ?
Unicorn—pranam malik
Payal (hairat se ankhe phade)—ye ghoda bolta bhi hai…
Mai—aao unicorn…aaj hame phir usi jagah Ratna ke paas le chalo
Divya—vo maya naam ki aurat ke paas hain
Payal (shocked)—koun maya....koun ratna.... ? mujhe bhi to kuch bata raj …ye sab kya hai….?
Mai—aap pahuchte hi sab khud hi jaan jaogi
Unicorn—aaiye malik
Maine apne samne divya ko aur piche didi ko baitha liya .....hamare baithate hi unicorn vaha se adrishya ho gaya aur sidhe dusre grah me maya ke ghar ke samne prakat hua
Sab vaha jama ho gaye....har kisi ke mann me ashcharya ki seema nahi thi mujhe aur divya ko vaha jinda dekh kar... kuch der baad maya bhi bahar aa gayi shor sun kar
Jab usne bhi hame dekha to uska bhi muh khula ka khula rah gaya.....use bhi apni ankho par yakin karna mushkil ho gaya tha
Mai—kya aap hi maya hain.... ?
Maya (haklate huye)—haaannn....t u m......s a a j a nnnn.....ho na aur ye div yaaaa...
Mai—ji ha….mai hi saajan hu…aur ye divya hai…..kya aap ratna ko bula dengi….?
Maya (shock)—ratna…….? Par vo to tumhare sath me hi hai na piche
Mai—ji ye ratna to hai kintu uska agla janam….apke paas pichle janam wali ratna thi jab vo apko hamari kahani bata rahi thi
Maya—kyaaa……? Ye agle janam ki hai…bilkul vaisi hi shakal…
Payal—raj..ye kya bol rahi hai…mujhe bahut ghabrahat ho rahi hai yaha….kaha lekar aa gaya hai…ye mujhe ratna kyo kah rahi hai….?
Divya—vo apke pichle janam ka naam hai didi
Payal—pichla janam…….?
Maya—saajan…us bechari ko bacha lo….usne bahut intazar kiya hai tumhara…bade dukh jhele hain..tumhari ek jhalak dekhne ke liye
Mai—aap ratna ko bulao to pahle
Maya—ratna…yaha nahi hai
Mai—yaha nahi hai…..? kya matlab….?
Maya—vo Trikal ke kabze me hai
Mai—kyaaaaaaa……? Trikaaaaallllllllll
Bhai koi shaq nhi q ye best story chak rhi hSAAJAN

Ye alag bulandiyo ko chuegi
Bht hi sundar update
Mrinal is superb fun
Payal didi k reaction ka intzaar
Ratna ka sabse zyada intzaar
Brilliant update
Keep rocking bhai