SAAJAN
UPDATE*162
Ek Amar Prem Gatha Continues……..
Heera mani apne ahankar ke chalte shikari ke bichhaye gaye jaal me phans gaya tha….shikari usko anya pakshiyo ke sath pinjre me band kar ke apne sath lekar ja hi raha tha ki heera mani ki manushya ki awaz me madad ki pukar sun kar kisi ne shakri ka marg rok diya
Shikari—koun ho tum….aur mera rasta kyo roka hai…samne aao……?
Y……A……M……R……A……J
Shikari—arey koun Yamraj…….main khud Yamraj hu…hahahahaha….himmat hai to samne aao
Tabhi ek yuvak ghode me sawar uske samne aa gaya……jiska chehra dekhte hi shikari apni jagah par khade huye thar thar kampne laga…aur uske pairo me gir kar gid gidane laga
Shikari (gid gidate huye)—mujhe kshama kar dijiye Yuvraj……main apni bhool ki mafi mangta hu
“Tumne ye jante huye bhi ki hamare rajya me jeev hatya karna apradh hai, in bebas pakshiyo ko pakadne ka dussahas kiya, tumhari bhul mafi ke kabil nahi hai, tumne ye sab jaan bujh kar kiya hai’’ Yuvraj ne kaha
Shikari (hath jod kar)—meri jaan bakhsh dijiye…..Yuvraj Ratnesh
Heera mani—ye mafi ke layak nahi hai…ise maar do…isne aaj tak na jane kitne nirdosh janwaro ki hatya ki hai… hame bhi apahij kar diya pankh tod kar
Shikari—mujhe maf kar do…yuvraj…galti ho gayi
Yuvraj (Ratnesh)—theek hai…..mai tumhe maf kar deta hu…..kintu apahij bana kar……sainiko
Tabhi vaha Ratnesh ki baat sun kar bahut se sainik aa gaye…..sab ke hatho me Talwar thi….aate hi unhone jhuk kar pranam kiya
Ratnesh—is shikari ke dono pair kaat kar bandi grah me daal do…..jaise ko taisa…
Sainik us shikari ko pakad ke ghasit le gaye…ro ro ro kar chhod dene ko kahta raha….heera mani ko chhod kar baki pakshiyo ko bhi mahal bhijwa diya
Heera mani—apka bahut bahut dhanyawad Yuvraj…..aapne meri jaan bacha kar mujh par bahut bada upkar kiya hai
Ratnesh—koun ho tum….? Aur itna achche tarike se hamari bhasa kaise bol lete ho….?
Heera mani—mera naam heera mani hai…….bas apne ahankar aur lalach ke karan aaj is halat ko pahuch gaya
Ratnesh—badi achchi bate karte ho……chalo mahal chalte hain….jab tak tumhare naye pankh nahi aa jate tum vaha surakshit rahoge
Heera mani—apke raj me koi billi to nahi hai…yuvraj….karan ki main apne bachav me ud bhi nahi sakta
Ratnesh—billiya to bahut hain lekin ratnesh ke kisi dost par hamla karne ki unki himmat nahi
Heera mani—aapne mujhe dost kaha…..?
Ratnesh—kyo kya tumhe meri dosti manzur nahi……?
Heera mani—aisa na kahe yuvraj…..ye to mera saubhagya hai….aap sach me bahut udar dil ke hain
Heera mani yuvraj ratnesh ke sath Jambu dwip ke ayodhya nagri me aa gaya….heera mani ko yuvraj ke kaksh me hi pinjre me rakha gaya
Ratnesh ne uska bada dhyan rakha….heera mani bhi ratnesh se bahut prabhavit hua…..lekin use ye dekh kar achraj huwa ki vaha mahal me chuha, billi aur baki pakshi sab ek sath bade se pinjre me rahte the aur apas me un sabme achchi khasi mitrata thi…ye dekh kar usne ek din dusre pakshi se pucha
Heera mani—dost yaha tumhe in shikari janwaro ke sath rakha jata hai…jo hamare liye sabse bade dushman hain tumhe unse darr nahi lagta….?
Pakshi—kaisa darr….?, hum sab yuvraj ratnesh ke dost hain isliye ye bhi hamare dost huye…..
Heera mani—wakayi yuvraj bahut achche hain aur kya kya khubiya hain yuvraj me….? Tum kab se yaha ho…?
Pakshi—main to ayodhya me tab se hu jab yuvraj paida bhi nahi huye the….lekin mahal me mujhe yuvraj hi laye hain
Heera mani—mujhe yuvraj ke bare me aur kuch batao….?
Pakshi—yuvraj ratnesh ke jaisa veer, parakrami aaj ki tarikh me is dharti par shayad hi koyi dusra ho….badi se badi sena par vo akele hi bhari hain…
Heera mani—kya yuvraj itne parakrami hain….?
Pakshi—unki veerta ka andaza isse hi lagaya ja sakta hai ki jiske guru swayam bhagwan Ved Vyas aur Parashuram ho unka shishya kaisa hoga…
Heera mani—mujhe yuvraj ke bare me aur janne ki bahut jigyasa ho rahi hai mann me…kripya mujhe shuru se unke bare me batao
Pakshi—theek hai to suno….
Dhanya hai vo rajya, dhanya hai vo janni jisne aise mahaveer ko janam diya…..jab yuvraj ka janam hua tha tab poore rajya me raat me bhi din ke saman prakash phail gaya tha…aisa lag raha tha jaise madhya ratri me hi suryoday ho gaya ho
Ayodhya me khushiya manayi jane lagi….maharaj veerbhadra aur maharani prabhavati behad khush huye yuvraj ke janam se….phir unka naam karan hua
Kulguru—maharaj….apka ye putra bhagwan surya dev ka vardan hai….suryavansh ke liye….ye ek anmol ratan hai…ye ratnaraj hai….isliye hum is balak ka naam Ratnesh rakhte hain….iske mathe par janam se hi surya ka nishan hai to iske surya ke saman tejashvi hone ka sanket de raha hai..iske paida hote hi poore jambu dwip me raat me hi jo adbhut surya ka prakash phail gaya tha vo isi nishan se nikalne wali kirno ka tez tha
Kulguru—ye balak aage chal kar itihas ki dharohar banega….iski bhagya rekha badi vichitra hai….jise hum khud bhi nahi samajh pa rahe hain
Maharani—koyi sankat to nahi hai mere putra par kulguru
Kulguru—aap nishchint rahe….ye har sankat ka samna karne me saksham hoga
Heera mani pakshi ke mukh se Yuvraj Ratnesh ki aisi prashansa sun kar mantra mugdh ho gaya….aage us pakshi ne yuvraj ke vishay me kya bataya use kuch sunayi hi nahi diya kyon ki vo khud hi kisi gahri soch me doob gaya tha
Heera mani (mann me)—Yuvraj Ratnesh har tarah se hamari Rajkumari Padmini ke yogya hain….Padmini ke janak ke samay me bhi aisa hi prakash hua tha….sundarta me dharti lok me koyi uski barabari nahi kar sakta….agar Yuvraj aur Rajkumari ka vivah ho jaye to dono ki jodi khub jamegi ‘’Divya Ratan’’…adbhut jodi hogi dono ki….mujhe koyi na koyi upay karna hi hoga dono ko milane ke liye
Idhar Yuvraj roj ki bhanti shaam ko sena ka avlokan karne ke baad jungle ke raste se mahal lout rahe the ki tabhi uske kano me kisi ladki ke cheekhne ki awaz sunayi di
‘’Bachaaooooo……Bachaaooooooo’’
INTERVAL
Dankal—hahahaha…..ab tu to gaya….mere jahar se hi teri mrityu honi likhi hai….hahahaha
Dankal ke daant hath me gadne se mujhe tez dard hua aur main vahi gir gaya….dankal khushi me chhalta raha aur phir mere paas aakar khada ho gaya
Dankal—hahahaha…ab main tujhe khaunga….tu kuch nahi banega….marr gaya….hahahaha
Dankal khushi me jhumte huye kuch der tak mere sharir ke charo taraf chakkar lagata raha….phir apne bade bade daant bahar nikal kar meri gardan me ghusa diye aur tabhi
Dankal—aaaaaaahhhhhhh…..nahi ye nahi ho sakta….tu jinda kaise ho gaya
Hua ye ki jaise hi dankal ne meri gardan me daant gadaye aur mujhe sidha kiya vaise hi uski chhati me jor ki laat padi jiise vo udte huye dur jakar gira
Dankal—tu khada kaise ho gaya…..lekin jyada der tak nahi khada rah payega…..mere katne se tu bhi bhediya ban jayega ab….hahahahaha
Raj—mere bare me jaan leta to achcha hota….Raj naam hai mera…aur Raj Ek Raaz hai…..chandan ke ped me saamp ke kaatne se jahar nahi phail jata murkh
Dankal (shocked)—tu bhediya kyo nahi bana abhi tak…..?
Raj—bewaqoof…tujhse kisne kah diya ki kisi ke kaatne se vidhata ka diya sharir badal jayega….chal ab tera time khatam
Dankal—hahaha…tu mujhe marega…..ek bhediya manav ko…hahahaha…ab dekh meri shakti aur bacha khud ko
Dankal mere upar ek ke baad kayi tarah ke shakti prahar karta raha….lekin uski sabhi shaktiya mujhse takrane hi tez visfot ke sath apna dum tod deti…mai chup chap ek jagah khade hokar mushkurata raha
Dankal (hairan)—ye kaise ho sakta hai……tujhe itni khatarnak se khatarnak shaktiyo se bhi koyi nuksan kyo nahi ho raha hai….? Koun hai tu…lagta hai tu bahut bada mayavi hai…
Raj—maine to tujhe pahle hi kaha tha mere bare me jaan leta to achcha hota....ab meri bari vaar karne ki
Dankal—hahaha….tere paas bhala shaktiya kaha se ayegi…….?
Raj—chhheeee…..tere liye aur shakti…? tere liye to sirf laat hai……aise…
Dankal—aaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh……marrrrrrrgayyyyyyyyyyaaaaaaa
Aur phir sab kuch shant ho gaya……maine use niche patak kar use pair se daba diya……mera pair uski chhati phadte huye aar paar nikal gaya…….rah gayi to vaha uski akhiri cheekh
Udhar paridhi ko bar bar vo rakshas pareshan karne me lage huye the….aur paridhi dard se chilla rahi thi…lekin un par koyi asar nahi ho raha tha uske chillane ka
Paridhi (rote huye)—aahhhhh….mujhe chhod…do….jane do…..mujhe
Ek rakshas—hahahahaha…….tujhe chhod denge to hum kaha jayenge…hahahaha….maro isko aur..jab tak ki ye kuch batati nahi
Paridhi (rote huye)—main kitni baar kahu ki main us locket ke bare me kuch nahi janti…..maine nahi dekha vo locket
2ra rakshas—iske sath balatkar karna padega lagta hai ab….tabhi batayegi ye
Paridhi (rote huye)—nahiii….nahiii….aisa mat karo….
3ra rakshas—tum sahi kahte ho.......bahut dino se kisi manav stri ki yoni ka bhog nahi kiya hai.....aaj iski yoni ka bhog karte hain.....hahahahaha.....chalo litao isko niche
Paridhi (jor se rote chillate)—nahiiiii.....nahiiiii...mujhe jane dooooo......bhagwan meri izzat bacha le.....ya izzat lutne se pahle mujhe mout de de....nahiiiiiiiii
Paridhi chillati rahi ...unse chhutne ki koshish karti rahi lekin uska virodh un balshali rakshaso ke aage na ke barabar tha.....do rakshaso ne use niche jabardasti lita diya aur uske hath pair apni shaktiyo se nishkriya kar diye ab vo poori tarah se asahay ho chuki thi....hath pair bhi nahi kaam kar rahe the.....bas ro sakti thi apni kismat par to vahi kar rahi thi
Ek rakshas—chaattttkkkkk...hahahaha...aur royegi....ro..... chatttaaakkkk ...... hihihihihihahahaahhahaha
Paridhi chillati rahi aur vo use thappad marta gaya jab tak ki vo behosh nahi ho gayi...akhir kab tak uski maar jhel pati bechari.....dusra rakshas jaise hi uske hotho ko chumne ke liye jhuka tabhi uske muh par jor se kisi ne laat mari jisse vo jalti huyi aag me gir kar tadapne aur cheekhne laga
1st rakshas—kisne kiya ye...... ? koun hai yaha…..? samne aa jao nahi to bemout mare jaoge.... ? koun hai..... ?
Uske pratiuttar me vaha ek bhayanak awaz goonji jise sunkar sabhi ki ruh tak tharra uthi
Y......A......M......R......A......J
3ra rakshas—kkkkouunnnn Yaamraaaj......samneeee aaaoooo....abhi ....tumhe......cheer phadddd ke hum....khaaa...jayengeee
Sabhi rakshas is bhayanak awaz ko sun kar apne charo taraf ghum ghum kar dekhne lage.....magar vaha to kahi koyi dikhayi nahi de raha tha
Aur phir achanak se pahle rakshas ke aage ek bhayanak chehra aa gaya.....jise dekhte hi vo dus kadam piche kud gaya.......uski darr se buri halat ho gayi
1st rakshas—bachaaaaooooooo......koun ho.tummmmmm…..aisa to…koyi jeev maine…aaj tak nahi dekha.......
Pahle rakshas ki cheekh sunkar sabhi uski taraf bhage lekin yamraj par nazar padte hi unki bhi aage piche dono taraf se gili ho gayi
3ra rakshas—sab ek sath apni apni shaktiyo ka prahar karo is par..abhi .mar jayega....nahi to ye hame maar dega...jaldi karo
Uski baat sun kar sab apni apni shaktiyo se Yamraj ke upar prahar karne lage....lekin koyi bhi shakti uske paas jane se pahle hi aadhe raste se hi vapis lout jati thi
Ye dekh kar sab ke andar aur bhi dahshat bhar gayi.....sab idhar udhar bhagne lage lekin tabhi Yamraj ke sharir se hazaro hath nikal aaye aur vo badhne lage
Sab rakshaso ki halat kharab ho gayi.....bachaaooo....bachaooo....chillate huye vo bhagne ki koshish karne...lekin is afra tafri me ek dusre se hi takra kar gir padte
Yamraj—hahahahahahaha......B..h..a..g...o.........k..a..h..a......t..a..k......... b..h..a..g..o..g..e........hahahahahahahahahaha
Aur phir yamraj ke un hatho ne sab rakshaso ko pakad ke ghasit liya...apni taraf......aur bade bade nakhuno se unko cheerna phadna chalu kar diya......
Har taraf un rakshaso ki cheekhe goonjne lagi......usne kisi ki ankhe nikal li to kisi ka kaleja cheer ke nikal liya to kisi ke dono pairo ko cheer diya...kuch samay me hi vaha sirf un rakshaso ke tukde pade the.....is bhayanak kritya ke baad vaha Yamraj ki hasi ka thahaka goonjne laga
Yamraj—hahahahahahahaha......bujdil.....mujhse bach ke bhagte hain..hahahahaha
‘’Mout Se Bhi Bhala Koyi Bacha Hai Aaj Tak’’
Mai paridhi didi ki talash karte huye vaha tak aa gaya...kayi adrishya shaktiyo ne mera marg rokne ki koshish ki lekin unme itna dum nahi tha ki mera rasta jyada der rok sake
Main jaise hi andar pahucha to vaha har taraf lasho ke dher lage huye the.....vahi niche paridhi didi behosh padi thi.....unki halat dekh kar meri ankhe bhar aayi.....main bhag kar unke paas gaya aur hosh me lane ki koshish karne laga
Raj—didi utho....didi
Lekin jab unhe hosh nahi aaya to maine apna hath unke sar par rakh diya....mere hatho se ek green roshni nikal kar unke andar chali gayi aur agle hi pal unhe hosh aane laga
Paridhi (chillate huye)—nahhhhiiiiiii......mujheee.... chhhoodddddd.... dooooooo
Raj—didi....mai hu...daro mat
Meri awaz sun kar vo chounk gayi....aur apni ankhe khol di......jaise hi unki nazar mere upar gayi to vo jor se chilla kar mere sine se lipat kar rone lagi
Paridhi (chillate huye)—saajannnnnnnnnn.....apni minakshi ko chhod kar tum kaha chale gaye the
Raj (shocked)—minakshi......... ?
Idhar ghar me subah me bathroom ka scene......
Main diksha ko dekhe ja raha tha tabhi vo palat gayi aur apne samne mujhe dekhte hi uski halat kharab ho gayi aur iske sath hi uske hatho me pakdi huyi cheez chhut kar niche gir gayi
Meri nazar jaise hi niche girne wali cheez par gayi to mujhe thoda jhatka sa laga kyon vo cheez aur kuch nahi balki meri hi photo thi jise vo baar baar apni choot par ghis rahi thi
Mujhe jaise hi achanak hosh aaya ki mai is samay kaha hu aur kya kar raha tha abhi to mann me thoda glani hone lagi….glani ka bhav mann me aate hi main vapis jane ke liye palat gaya
Raj—sorry….darwaja band kar liya karo
Main abhi darwaje tak hi pahucha tha ki mujhe piche se diksha ki dhire se bolne ki awaz aayi
Diksha (dhire se)—bhaiya….pls..sorry.......but......Bhaiya……I…Love….You ……very much
Raj (bina mude)—ye bakwas band karo……aur padhayi me dhyan do….tum meri chhoti bahan ho ..aisa socha bhi kaise tumne
Diksha—bhaiya….Mahak bhi to apki chhoti bahan hai…aur vo bhi sagi…..mujhe pata hai …aap hi uske saajan ho…. Agar ek bahan ko aap pyar de sakte ho to dusri ko kyo nahi…..?
Raj—ye koi mazak nahi hai diksha…
‘’Pyar Karna Koi Khel Nahi Hai Bachcho Ka
Isme Tel Nikal Jata Hai Achchhe Achchho Ka’’
Main bina piche mude tezi se vaha se nikal gaya....aur apne room me akar fresh hua.....nasta karne ke baad main divya ke room me jakar kuch der pyar bhari bate ki….
Raj—aaj ready rahna....tumhe Guru maa se milaunga
Divya—unse milne ko to mai kab se bechain hu
Raj—theek hai aaj raat me chalenge...unse milne
Divya—theek hai....main intazar karungi
Main uske baad veer ke sath ghumne nikal gaya…..sab ko college ke liye ready hone ko bol kar…..iske baad sabhi haal me baith kar meri photo ki album dekhne lage….tabhi mrinal ke sath priyadarshini bhi vaha aa gayi
Album dekhte huye priyadarshini ki nazar ek photo par achanak se chali gayi to usne us photo ke bare me pucha to ruchi didi ne usko bata diya ki vo mere bachpan ki photo hai
Ruchi ki baat sun kar priyadarshini ko apni koi sudh hi nahi rah gayi….prem ki jo tadap uske andar sadiyo se chal rahi thi aaj usi tadap ne use uske saajan ke karib pahucha diya tha
Ruchi—priyadarshini….kya..hua….tum theek to ho na….?
Lekin priyadarshini ne ruchi ki kisi baat ka koi jawab nahi diya….ya sach kaha jaye to vo is samay kuch kahne aur sunne ki avashtha me hi nahi thi
Achanak hi uski kali kajrari ankhe chhalak aayi….uske naino se pani kisi megh varsha ki bhanti barasne laga aur uske kapdo ko bhigote huye niche jamin me girne laga kintu usko in sab ka hosh hi kaha tha
Jaha sab usko aise rote huye dekh kar bahut hairan ho rahe the to vahi priyadarshini apne saajan ke prem me poori tarah se kho chuki thi…uske kano me kisi ke kuch bhi bolne ki awaz nahi ja rahi thi
Ankho me se anshuo ki dhaar lagi huyi thi….ye anshu khushi ke the ya gum ke iska andaza to sirf priyadarshini hi bata sakti thi ya phir divya bin kuch kahe in anshuo ka matlab samajh sakti thi kintu vo apne room me thi
Mamta—beti priyadarshini…kya hua…..kyo ro rahi ho….?
Priyadarshini—(koi jawab nahi)…
Mrinal ne jaise hi piche mud ke dekha ki uski saheli ro rahi hai to turant doud kar uske paas aa gayi aur use hilane dulane lagi lekin koi farak nahi
Mrinal—priyadarshini….kya hua….tum ro kyo rahi ho…..? kisi ne kuch kaha kya….? Bata mujhe ...abhi uski gardan kaat ke yahi phek dungi...bata...meri bahan....kya hua tujhe.... ? dekh tujhe aise rote dekh mujhe bahut ghabrahat ho rahi hai
Priyadarshini—(koi jawab nahi)
Mrinal (rote huye jor se)—kisne kya kaha hai meri sakhi ko……? Agar use kuch bhi….h..u…a……..to…..main ek ek ki gardan kaat dungi……..priyadarshini bol tujhe kya hua…….?
Payal—ye….tamiz se baat kar….samjhi…..warna mujhse bura koyi nahi hoga……aur kisi ne kuch nahi kaha hai use….aaya samajh me
Haal me shor gul ki awaz sun kar tabhi divya apne room se bahar nikal aayi…..bahar nikalte hi uski nazar sab ke upar se hote huye priyadarshini par gayi to uske pair vahi ruk gaye…..priyadarshini ki ankho se bahte lagatar anshuo ko dekh kar divya ko samajhte der nahi lagi ki ye dil ka mamla hai…kyon ki vo khud na jane kitni hi baar aise mouko se gujar chuki hai
Sabke baar baar hilane dulane ke kafi der baad priyadarshini ko kuch hosh aaya to vo rote huye apne kamre me bhag gayi…..sadiyo se milan ke intazar me thame anshu akhir aaj phoot hi pade….usne saajan ki tasveer ko nikal kar use chumne lagi
Priyadarshini (rote huye)—‘’jiske liye main sadiyo se tadap rahi hu….jisse milne ke liye main na jane kitne hazaro saalo se yaha se vaha bhatak rahi hu…..jiska pata lagane ke liye dar dar ki thokre khati phirti rahi main aaj tak…itne dino se apne usi saajan ke paas rah kar bhi nahi pahchan saki use…..lanat hai mujh par
Mujhe bada guman tha khud par ki ek bar dekhte hi pahchan lungi lekin kya kami rah gayi thi mere pyar me…. Itne paas hokar bhi tadapti rahi jaise pani bina machhli ki tarah...kitna tadpaya aapne saajan mujhko
Lekin akhir maine dhoond hi liya apne saajan ko...maa apko koti koti pranam……aapne mujhe paridhi ke dwara jo rasta dikhaya tha main use samajh hi nahi saki thi’’
Priyadarshini ko aise rote dekh sabhi fikar mand ho gaye the ….uske room me jate hi sab uske paas jane ko huye hi the ki divya ne unhe rok diya
Divya—unhe is samay akela chhod dijiye….kuch samay baad vo bilkul theek ho jayengi…..
Mrinal—nahi…main use akele nahi chhod sakti…..
Priyadarshini rote huye saajan ki tasveer se bate kiye ja rahi thi aur usko chumti ja rahi thi….uske dil ki khushi ka andaza is samay nahi lagaya ja sakta….usi samay mrinal divya ke mana karne ke baad bhi aa gayi aur use rote dekh kar phir se tadap uthi
Mrinal (rote huye)—tujhe achanak kya ho gaya hai…? Kahi sach much yaha in paglo ne tujhe bhi to pagal nahi kar diya..?
Priyadarshini—aaj mai jeet gayi sakhi…….main jeet gayi……haan mai pagal ho gayi hu……aaj mujhe mat roko……aaj mujhe ho jane do pagal….aaj mere saajan me mujhe kho jane do
‘’Main dekhun jis or sakhi ri, saamane mere saanwariya
Prem ne jogan mujh ko banaaya
Tan ko funka, man ko jalaaya
Prem ke dukh men dub gaya dil jaise jal men gaagariya
Duniya kahati mujh ko diwaani
Koi na samajhe prem ki baani
Saajan saajan ratate ratate, ab to ho gayi baanwariya’’
Tabhi main bhi veer ke sath haweli lout aaya…..sab ko aise pareshan dekh main bhi chintit ho gaya
Raj—kya baat hai maa….aap pareshan kyo ho….?
Ruchi—betu vo baat ye hai ki…..(phir didi ne mujhe bataya ki kya hua hai)
Raj—theek hai…main jakar priyadarshini ko dekhta hu
idhar mrinal usse bar bar puchti rahi ki rone ki vajah kya hai lekin priyadarshini to aaj jaise kisi alag hi dhun me thi tabhi main uske room me enter hua aur tabhi……
( Current Update Size : 3552 Words )