Awesome update anand bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
aakhir kar raj ne un janjiro ke tilism ko tod hi diya,
kangana ka role bilkul heart touching tha,
tilism ka itna shandaar jaal bichhaya tha aapne ki rom rom me romanch ki lahar daud gayi hai,
uss sadhu par to shuru se hi daubt tha,
tilism ko todne wale scene ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai,
kangana uss tilism ki chabhi me badal gayi hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update bhai