SAAJAN
UPDATE- 299 (B)
Geeta—aur to aur yaha do teen bar bahut tez roshni paida ho gayi thi...jisse hum kuch dekh hi nahi paye..akhir uss roshni ka kya raaz hai... ? kaha se aayi thi vo roshni aur phir gayab kaha ho gayi... ?
Chanchal—mujhe to priyadarshini par hi doubt ho raha hai... ?
Mitaly—lekin sab ki ankhe to uss roshni ki vajah se to band ho chuki thi phir vo bechari kaise batayegi ki iss roshni ka raaz kya hai... ?
Raj—(priyadarshini ki taraf dekh kar)—kyon ki….priyadarshini koi sadharan ladki nahi hai…
Naina—sadharan ladki nahi hai, iska kya matlab hai…?
Ab aage…..
Raj—Priyadarshini ek dev kanya hai…swargadhipati devraj ki putri aur dev lok ki rajkumari hai vo jabki mrinal ek yaksh kanya hai…ye priyadarshini aur mrinal ka asli roop nahi hai…vo roshni priyadarshini ke asli roop ki thi..jise dekh pana kisi normal insan ke bas ki baat nahi hai…
Meri baat ne sab ko buri tarah se chounka diya…ye jan kar ki ek dev kanya unke beech itne dino se rah rahi hai, sab ka hairan hona lazimi hi tha..kisi ko bhi iss baat par yakin karna mushkil ho raha tha..
Sab (shocked)—kyaaaaa….priyadarshini …dev…kanya..haiiii….? vo sach much ki devi hai….?
Veer (hairan)—yaar ye kaisi bahki bahki baate kar raha hai…? Priyadarshini ka main maan sakta hu lekin ye mrinal, ye ek yaksha kanya hai..? ho hi nahi sakta, ye to 500 saal ki purani khoon pine wali chudail hai..bilkul chudail..
Mrinal (ghurte huye)—ye chota balatkari..!..kya kaha…main chudail hu…? Ruk abhi tujhe batati hu…
Priyadarshini—mrinal, shant ho ja bahan..
Mamta—priyadarshini dev kanya…?
Mrinal—haan..meri sakhi dev kanya hai..aur raj ki hone wali biwi bhi..
Sab (shocked)—kyaaaaa…..?
Divya—haan, priyadarshini bhi saajan se prem karti hai aur unke liye hi swarg chhod kar yaha sadharan ladki ki bhanti rah rahi hain..
Sab ankhe phade priyadarshini ko dekhne me lag gaye…unke liye ye baat kisi ajoobe se kam nahi thi ki ek dev kanya unke samne pratyaksh khadi hai..
Sandhya (mann me)—ye to sab gadbad hi hota ja raha hai…iss priyadarshini ko koi devta nahi mila jo ye bhi yaha mere saajan ke piche daudi chali aayi…? janhavi ko to main maar dungi lekin ye to dev kanya hai…iske paas to bahut shaktiya hongi..iski to roshni se hi meri ankhe band ho jati hain…iske liye kuch alag hi sochna padega..
Sandhya hi nahi, balki ruchi, chanchal, diksha, neha, mitaly, chandni, vidhi, avni, soniya, naina, mala, shikha aur inke sath sath kuch aur bhi thi jo iss sabse khush nahi thi…unhe apne vo sapne jo unhone apne dil me sanjoye huye the, vo khak me milte huye dikhayi de rahe the…magar phir bhi vo chup the, unke mann me uthal puthal mach chuki thi…
Mamta (chintit)—raj beta..lekin ek dev kanya ki shadi ek manav se…ye kaise sambhav hai…? Kya devta iss rishte ko maan lenge..?
Mrinal—kyo sambhav nahi hai..jarur hai…priyadarshini ka saajan ke liye prem koi naya nahi hai…balki kayi sadiyo purana hai…jane kitni sadiyo se bechari saajan ki talash me dar dar bhatak rahi hai…uske liye saajan ke roop me pati ka chayan swayam aadi shakti mata gouri ne kiya hai…(phir mrinal ne priyadarshini ke saajan prem ki kahani shuru se le kar ab tak ki bata dali.)
Mamta—kyaaaa….?
Divya—ye sach hai maa..
Kajal—hame kshama karna devi…hum agyan vash aap ko pahchan nahi sake..
Priyadarshini—ye aap kya kar rahi hai…aisa mat kijiye…hath to mujhe jodne chahiye aap sab ke samne…main to ek yachak ban ke aap ke samne apne saajan prem ki bhiksha mangne aayi hu…iss samay aap sab mere liye daata hain aur main sirf ek yachak.. ek bhikh maangne aayi prem ki bhikharin…(mamta ke samne jhuk kar)..maa ji, mujhe bhi apne charno ki sewa karne ka sukh pradan kar dijiye.. mera jeevan dhanya ho jayega..
Mrinal—vaise saajan aur divya ne meri sakhi ke prem prastav ko swikar kar liya hai…
Sandhya (mann me)—ye divya bhi kitni murkh hai..! khud hi priyadarshini ko apni soutan banne ki swikriti de kar apne pair me kulhadi maar rahi hai..
Priyadarshini—mrinal, bhale hi saajan aur divya ne mere prem ko swikar kar liya ho kintu mata pita ke ashirwad ke bina koi bhi dampatya jeevan kabhi safal nahi hota….mata pita ka ashirwad, eshwar ke ashirwad se bhi badh kar hai sakhi..bade hi durbhagya shali hote hain vo log jo apne mata pita ka tiraskar kar ke unke ashirwad aur marzi ke bina hi apna jeevan shuru karte hain…itihas gawah hai ki mata pita ke ashirwad ke bagair prem me andhe ho kar kiye gaye vivah aaj tak safal nahi huye..unn nav yuvak yuvatiyo ka andha prem hi unke liye jeevan bhar ka abhishap ban jata hai..isliye maa ji, main aap ke aage prem ki bhiksha mangti hu…
Priyadarshini ki baato ne sabhi ke dilo ko chhu liya…main khud bhi uski iss mahan soch ke aage nat-mastak ho gaya..uska kahna poornataya satya bhi tha
Mamta (gale lagate huye)—main kya kahu…beti tumne to mera muh hi band kar diya…tum sach much me devi ho beti..ek dev kanya mere ghar ki laxmi bane, isse bade saubhagya ki baat aur kya ho sakti hai mere liye…tumhare bahu ban kar aane se mera ghar bhi pavitra ho jayega..dev aur manav ke prem milan ka ek anutha itihas jagat me nirmit ho jayega..kintu kya tumhare pita iss sambandh ke liye taiyar honge…?
Raj—maa, dev lok me priyadarshini ka swayamvar hone wala hai…jo swayamvar ki sharto ko poora karega, uske sath hi priyadarshini ka vivah hoga..
Veer—lekin swayamvar me to tumhe bulaya hi nahi gaya hai phir…?
Priyadarshini—rajkumari ko apne swayamvar me apni taraf se teen logo ko swayamvar me aamantrit karne ka adhikar hota hai.. main apne ussi adhikar ka prayog karungi..
Raj—mil gaya jawab..ab mujhe nikalna chahiye..payal didi ko laane ke liye..
Mamta—hum sab tere sath chalenge..
Raj—nahi maa, aap sab yahi rukoge…yaha ab koi khatra nahi hai…rajlaxmi sabko mahal me le jaao.
Rajlaxmi—theek hai saajan
Koi yaha rukne ko taiyar hi nahi thi..badi mushkil se samjhane ke baad rajlaxmi ke sath mahal jane ko ready huyi..maine priyadarshini ko sab ka dhyan rakhne ko bol diya.
Divya (mann me)—saajan, apne sath sandhya ko le jao…usko thoda khushi mil jayegi..
Raj (mann me)—ok..darling
Raj—sandhya, chalogi mere sath….?
Sandhya—main kya karungi…(mann me)..jana to chahti hu lekin raj ke jate hi mujhe iss janhavi ko bhi to thikane lagana hai..
Raj—theek hai, main phir divya ko sath me le jata hu..
Sandhya (turant)—nahi..nahi…divya ki kya jarurat hai, main chalti hu tumhare sath..(mann me)..iss janhavi se baad me nipat lungi..
Avni—lekin payal ko dhoodoge kaha….?
Raj—aage ke tilism ka rasta iss gufa se ho kar hi gujarta hai, isliye iske andar hi jana hoga..
Veer—lekin tumhe to vo tilismi kamal mil chuka hai na, to phir ye tilism tod kyo nahi dete…?
Raj—aisa karne se payal didi jis kisi ki qaid me hongi, tilism tootne ke baad vo azad ho jayega aur payal didi ko le kar iss tilism se bahar nikal jayega..aur agar nahi bhi le gaya tab bhi bahar nikalne ke baad dusro ko nuksan pahuchayega, isliye uska ant bhi jaruri hai, iss tilism ke andar hi…
Main sandhya ko le kar uss surang me ek bar phir se ghus gaya…uss gufa ke andar aate hi ek bar phir se vahi ghatnaye dubara hone lagi..kintu main inse pahle hi nikal chuka tha isliye bina kisi pareshani ke aage badhta gaya.
Sandhya—raj, mujhse shadi kab karoge….?
Raj—tum jab kaho..main to kahta hu ki chalo direct suhag rat hi mana lete hain ..
Sandhya—haan aur phir mujhe apne bachche ki maa bana kar chhod dena, phir se yahi karna chahte ho na…?
Raj—chinta kyo karti ho meri jaan..ab ki bar to main bachcho ki line laga dunga…
Sandhya—raj, mujhse shadi karoge na…?
Raj—hmmm…tum to meri zindagi ka ek atoot hissa ho sandhya…tumhe kaise bhul sakta hu…chalo ek kissi do..
Maine sandhya ko khich kar uske hotho ko chumne laga..usne koi prati rodh nahi kiya balki iss kiss me mera poora sath diya.. uske hotho ka jaam pite huye mere hath uski chuchiyo tak pahuch kar unhe dabate huye unka maan mardan karne lage…sandhya madhone hone lagi..ek sunsan jagah par sandhya ko la kar niche lita diya aur uske har ek ang se khelne laga.
Sandhya—raj, I Love You…main tumhe bahut pyar karti hu..
Main tab tak sandhya ko uske gupt ango ko sahlate chumte huye payar karta raha jab tak ki vo skhalait ho kar nidhal nahi pad gayi..kuch der sustane ke baad hum aage ke safar ke liye nikal pade…sandhya ke chehre par ab khushi ki jhalak saaf taur par dikh rahi thi.
Hum chalte huye ek jungle me pahuch gaye..lekin ab yaha se pata nahi chal raha tha ki manzil kis disha me hai, kis taraf jana chahiye….? Phir bhi kuch soch kar ek disha me chalne lage..chalte chalte jab hum uss jungle se bahar nikle to vaha saanpo ke fufkarne ki awaze aane lagi…maine chounk kar dekha to vaha par anginat saanp nazar aaye.
Vah khaufnak aur lambe naag hawa me udte huye hamari taraf jhapte aur jab tak hum sambhal pate unhone hum dono ke sharir se buri tarah lipat gaye…unki pakad itni majbut thi ki hum hil dul tak nahi pa rahe the.
Main unke upar kisi tarah ka shakti prayog karna nahi chahta tha isliye sandhya ko bhi shant rahne ka ishara kiya…vo hame le kar ek disha me udne lage…main bhi hairan tha ki ye hame dasne ki bajaye kaha liye ja rahe hain…? main dekhna chahta tha ki vo hame le kar kaha jate hain…?
Ye soch kar hame khud ko nago ke raham par chhod diya aur ye soch kar chup rahe ki shayad vah naag hame kisi khas jagah par le jana chahte hain..agar nago ka irada maar dene ka hota to jungle ke bahar hi vo hame dasne ki koshish karte...hamara vajan utha kar kahi le jane ki murkhata nahi karte..
Udne wale naag hamare sharir ko apni giraft me liye tezi se udne lage..raat ka andhera hone se pahle hi vo hame le kar pahadi par bane ek mahal me urae gaye....aur phir hame uss mahal me chhod kar aise gayab ho gaye jaise ki vo kabhi the hi nahi..abhi main unn nago ke gayab hone par hairan tha ki tabhi uss mahal ke ek kamre se ek budhiya bahar nikli..
Uss budhiya ne kaale kapde pahne huye the aur uski shakal itni bhayanak thi ki agar din ke samay koi bachcha use dekh leta to uski dil ki dhadkan band ho jati...vah koi chudail nazar aa rahi thi...
"Tumhara swagat hai, saajan." Bahar aate hi usne apni phate baans jaisi awaz me mushkurate huye kaha..
Raj—tum koun ho aur ye naag hame yaha le kar kyo aaye hain.... ?
Budhiya—mera naam jadugarini albeli hai...mere hi adesh par vo udne wale mere gulam naag tumhe yaha le kar aaye hain.
Sandhya (ghurte huye)—achcha to tum jadugarini ho... ?
Albeli—tumne theek suna…aur mujhse bada jadugar iss samay poori duniya me nahi hai..
Raj—lekin tumne mujhe yaha kyo bulaya hai….? Kya maine tumhe koi taklif pahuchayi hai…?
Albeli—ye baat nahi hai saajan…tum to bahut nek dil aur pyare insan ho…dusro ki bhalayi ki khatir hamesha taklife uthate phirte ho….main apne jadui darpan me tumhe barabar dekha karti thi..aaj bhi tum iss tilism se dusro ko chhudane ke liye bhatak rahe ho…tumhe jis ladki ki talash hai, vo ladki mere hi paas hai…tumhe payal chahiye thi isliye maine apne gulam nago ko adesh de kar tumhe yaha bulwa liya…taaki apni ek shart ke badle tumhe payal se milwa saku…iss tarah se tum bhatakne se bach jaoge aur meri bhi chinta door ho jayegi…
Sandhya (hairan)—ohhh..to payal tumhare paas hai….aur tumhari shart kya hai…?
Albeli (mushkura kar)—shart ye hai ki saajan ko saato aas maan se sundar meri beti se shadi karni hogi…meri beti se vivah karne ke baad main tumhe payal sounp dungi..
Uski baat sunte hi jaha main chounk gaya vahi sandhya ke tan badan me aag lag gayi…uski ankhe gusse se lal hone lagi..jab ki ye dekh kar albeli mushkuraye ja rahi thi.
Sandhya (gusse se)—teri himmat kaise huyi itni ghatiya baat sochne ki…? Tere tukde tukde kar ke kutto ko khila dungi..
Albeli (jor se)—apni hadh me rah kar baat kar ladki...agar payal chahiye to meri baat manni hi padegi saajan ko..
Raj—tumne bada hi ajib tarika istemal kiya hai…agar tum sidhi tarah se mujhe paigam bhej deti, tab bhi main aa jata..
A;beli—iske alawa dusra koi rasta nahi tha kyon ki ho sakta tha ki meri beti se shadi ki baat sun kar tum aane se inkaar kar dete..
Raj—aur agar ab bhi main tumhari beti se vivah karne se mana kar du to tum phir kya karogi….?
Albeli (gurrate huye)—tum aisa nahi kar sakte saajan...tumhe har haal me meri beti swapn sundari se shadi karni hi hogi..
Sandhya (gusse me)—tere baap ka raaz hai jo saajan teri beti se shadi karega... ? tum dono maa beti ki abhi main aisi taisi karti hu..
Raj—sandhya, shant meri jaan, shant ho jao...(kuch soch kar)..achcha jadugarini ji, tumhari beti kaha hai... ? uski shakal to mujhe dikhao..main bhi to dekhu ki kitni sundar hai vo jiski sundarta ki tum itni tarif kar rahi ho... ?
Sandhya (ghur kar)—rajjj
Albeli—iss samay to vah kahi gayi huyi hai...subah tak aa jayegi..tab tak tum araam karo…aao mere sath..main tumhe tumhara kamra dikha du...meri beti jaisi sundar ladki tumhe kahi nahi milegi..
Ye kah kar vo jadugarini ek kamre ki taraf chal di..main bhi kuch sochte huye sandhya ka hath pakad kar jabardasti uske piche chalne laga...sandhya ka to mood hi kharab ho gaya tha...uske sath main ek kamre me aa gaya jaha par ek shandar bed bichha hua tha..
Albeli (chetavani dete huye)—kaan khol kar sun lo saajan, agar tumne yaha se bhagne ki koshish ki to mout ke muh me pahuch jaoge...iss mahal me poori raat udne wale nago ka pahra rahta hai..jaise hi tum kamre se bahar nikaloge, vo naag tumhe das lenge aur tum parlok sidhar jaoge...aur haan, iss ladki ko bhi samjha dena aur isse door hi rahna...ab tumhare upar sirf meri beti ka haq hai..samajh gaye..
Itna kah kar vo vaha se chali gayi...aur main bed par baith kar sochne laga jabki sandhya gusse se aag babula huyi ja rahi thi..use agar maine roka nahi hota to iss jadugarini ka kaam tamam vo kab ka kar chuki hoti..
Sandhya (gusse me)—rajj, tumne mujhe roka kyo... ? uss kutiya ki itni mazaal ki mere samne vo tumhe maarne ki baat kare aur kisi aur se shadi... ? uss randi ki khal khich lungi main..
Raj—janta hu...maar to main bhi use sakta tha lekin isse hamare yaha aane ka maqsad to adhura hi rah jata na...ye mat bhulo ki hum yaha payal didi ko lene aaye hain jo ki uske kabze me hain...use aar dene se payal didi ka pata hame kabhi nahi chal payega.. samajh me aayi baat...isliye jab tak hame payal didi mil nahi jati ya unka pata nahi chal jata ki vo kaha par hain aur kaisi halat me hain..tab tak hame uss budhiya ki baate sunni hi padengi..
Sandhya (ghur kar)—to kya tum, iske liye uski beti se shadi kar loge... ? ya phir vo bahut sundar hai, ye sunte hi tumhare muh se laar tapakne lagi….? Dekh lena, main maar dungi dono ko..
Raj—tumhi batao ki kya karna chahiye... ? vo apni beti ki shadi mujhse karna chahti hai..inkar karne par vo payal didi ke sath na jane kya vyavhar kare... ?
Main albeli se bhaybheet nahi tha kintu mujhe ye sandeh avashya tha ki kahi vo payal didi ko koi nuksan na pahuchaye...sochte sochte mujhe neend aane lagi aur theek ussi samay kamre me ek bahut bade azgar ne pravesh kiya..uske sir par do thali rakhi huyi thi jis par khana tha.
"Khana kha lo saajan." Azgar ne insani awaz me kaha..
Raj (chounk kar)—tum koun ho.... ?
Azgar—main jadugarini ka ek gulam jinn hu..
Maine uske sir se thali utha li..azgar uske baad vaha se chala gaya…maine apne sath sandhya ko bhi khana khilaya warna vo to khane ke mood me hi nahi thi...khana khane ke baad hum dono bistar me let kar ek dusre ki baho me lipat kar so gaye.
Subah jab utha to samne nasta ki thali rakhi huyi thi..nasta karne ke baad maine ghumne ki soch se jaise hi kamre se bahar kadam rakhne ko hua to jamin par rengte huye kayi saanp tezi se meri taraf badhne lage.
Main turant darwaje se hat gaya aur vapis aa kar palang par baith gaya..tabhi jadugarini albeli vaha par aa gayi..usko dekhte hi sandhya ka muh phir se phulne laga.
Albeli—saajan, meri beti aa gayi hai…aao, main tumhe usse milati hu..lekin yaad rakhna, agar tumne uske samne vivah se inkaar kiya to uss bechari ka dil toot jayega aur phir main tum teeno ko tadpa tadpa kar maar dalungi..
Main aur sandhya uske sath kamre se bahar nikle to iss bar unn nago ne hame nahi roka…albeli hame sath le kar ek darwaje ke paas pahuch kar ruk gayi..phir usne kamre ka darwaja khola aur andar chali gayi..hum dono bhi uske piche piche andar aa gaye.
Samne hi ek sundar palang ke upar koi surkh lal kapdo me lipta hua baitha tha…main samajh gaya ki yahi jadugarini albeli ki beti swapnn sundari hogi..
Albeli (mushkurate huye)—aage badh kar meri beti ke chehre se kapda hata do saajan aur dekho ki meri beti sach me chaand ka tukda hai ki nahi…? Lekin kahi nazar na laga dena meri phool si sundar beti ko..
Raj—tum khud hi uska chehra dikha do..
Albeli—nahi, tum khud hi dekh lo…sharmaao mat…vaise bhi vo to ab tumhari dulhan banne wali hai…
Raj—theek hai..
Vivash ho kar mujhe hi aage badhna pada…maine jadugarini albeli ki beti swapann sundari ke chehre se jaise hi vo surkh lal kapda hataya vaise hi baukhala kar kayi kadam piche hat gaya..
Kyon ki uss ghoonghat ke piche ek bahut bhayanak chehra tha…ladki ekdam koyla ki bhanti kali thi…uske muh ke dono hoth gayab the..sirf bade bade daant hi dikhayi de rahe the…naak kati huyi thi..aur ankho ki putliya aur bhounhe thi hi nahi..itna bhayanak chehra din ke samay bhi agar koi jinda admi dekh le to usko heart attack aa jaye…
A;beli (haste huye)—dekha, hai na meri beti sabse sundar….aisi sundar ladki tumne kahi nahi dekhi hogi…bade kismat wale ho tum jo main apni beti ki shadi tumse kar rahi hu…
"Maa, saajan, mujhe dekh kar darr kyo gaye…? Kya main sundar nahi hu…?" uss ladki ne apni gardan utha kar uss jadugarini ki taraf dekhte huye kaha.
Albeli (aage badh kar uske sir me hath pherte huye)—nahi beti…ye dara nahi hai balki tumhari khubsurti dekh kar chakit ho gaya hai..saajan se achcha to koi ho hi nahi sakta isliye to maine tumse vivah karne ke liye isko bahut door se yaha bulaya hai..
Jadugarini albeli use samjhane lagi…aur main dono ko ghur ghur kar dekhne laga jabki sandhya uss jadugarini ko kha jane wali nazro se dekhe ja rahi thi..meri ye samajh me nahi aa raha tha ki iss albeli ko main pagal samjhu ya phir murkh…?
Albeli—beti, saajan bahut achcha insan hai…ye tumhe chhod kar ab kahi nahi jayega…maine iska poora intazam kar rakha hai.. mere gulam naag isko mahal se bahar nikalne hi nahi denge..
Sandhya (chilla kar)—band kar apni ye bakwas..
Albeli (ghur kar dekhte huye)—saajan, tum meri beti se vivah karoge…?
Sandhya (beech me hi)—(gusse me jor se)..teri iss badsurat ladki se shadi karne ka sawal hi paida nahi hota..
Ye sinte hi vo ladki rone lagi..jisse jadugarini albeli ko bhi gussa aa gaya sandhya ka jawab sun kar..usne gusse se ek bar sandhya ki taraf dekha aur phir mere paas aa gayi.
Albeli (gusse me)—maine tumhe mana kiya tha na ki dil todne wali baat mat karna lekin tum maane nahi..
Sandhya (gusse me)—usse kya baat karti hai..mujhse baat kar…hame pata nahi tha ki teri beti itni badsurat hogi…na jane kaha se pakad kar iss badsurat ko tumne apni beti bana liya hai..
Albeli (chillate huye)—bas bahut ho gaya..aage ek shabd nahi…apni juban ko lagam do ladki…main abhi tumhara intazam karti hu…
Itna kahne ke baad usne jor se tali bajayi aur phir vaha 50 udne wale naag aa gaye…albeli iss samay behad gusse me thi..yahi haal sandhya ka bhi tha…inn dono ke jhagde me mera payal didi ko dhoondne ka plan khatayi me padta dikhne laga tha.
Albeli (gusse me)—inn dono ko le ja kar kamre me band kar do…main abhi aa kar sabse pahle iss kambakht ladki ko saza dungi…saare fasad ki jad yahi hai..
Udne wale nago ne uska adesh milte hi hame apni giraft me le liya aur darwaje ki taraf khichne lage…sandhya ne unhe maarne ki koshish ki lekin maine ishare se usko rok diya…uske gulam nago ne hame ussi kamre me la kar chhod diya jaha hamne raat bitayi thi aur phir vo vaha se chale gaye..jabki dusre kamre me albeli abhi bhi apni beti ko santvana dete huye samjha rahi thi..
Albeli—tum chinta na karo beti…tumhara vivah to main saajan se hi karaungi…uski kya majaal ki vo tumse vivah na kare..meri jara si saza use tumse shadi karne ke liye majbur kar degi…aur vaise bhi uski bahan payal bhi to mere kabze me hai jise vo mere marne ke baad hi uss tak pahuch sakta hai..aur mujhe maarna kisi ke liye mumkin nahi hai..
Kyon ki vo dono bagal wale kamre me thi to uski baate hame bhi kuch hadh tak sunayi de rahi thi…jaise hi payal didi ke baare me maine suna to mera dimag hi chakra gaya…jabki sandhya to gusse me thi to usko kuch sunayi hi nahi diya ..uska dhyan to albeli ko maarne par laga hua tha..
Sandhya—tumhari vajah se main itni baate sun rahi hu warna kab ka use maar kar phenk chuki hoti..
Raj (kuch soch kar)—theek hai ab ki bar kuch kahe to maar dena..
Kuch der tak apni beti ko samjhane ke baad albeli uss room se nikal kar mere kamre ki taraf aane lagi…aur aate hi usne chillana shuru kar diya jisse sandhya to pahle hi taiyar baithi thi…
Albeli (chillate huye)—saajan, akhiri bar puch rahi hu, meri beti se shadi karoge ya nahi…?
Sandhya (jor se)—ek bar me tujhe sunayi nahi deta kya..bahri hai…? Jab maine bol diya ki nahi karehga to nahi karega…
Albeli (gusse me)—saajan ko bhadkane wali tu hi hai…ab tu saza bhugatne ko taiyar ho ja…gulamo, khatam kar do iss gustakh ladki ko..
Agle hi pal vaha saikdo naag prakat ho gaye aur tezi se sandhya ko dasne ke liye badhne lage…ye dekh kar achanak hi sandhya ka roop badalne laga..aur dekhte hi dekhte bhayanak aur bhayanak hota gaya…jise dekhte hi albeli aur baki nago ke rongte khade ho gaye..
Albeli (shocked)—koun ho tum….?
Sandhya—bhayanak awaz me…
Y…..A…..M…..R…..A…..J
Aur phir uski ankho se aag barasne lagi jisse vo naag buri tarah se jalne lage…ye dekh kar albeli ne bhi uske upar apni shaktiyo ka prayog karna chaha lekin usse pahle hi yamraj ke latakte huye baal hawa me udne lage aur unhone albeli ki gardan ko lapet kar niche patak diya.
Albeli chillati rahim cheekhti rahi…uski ankho me darr aur khauf buri tarah se havi hone laga tha…abhi vo kuch samajh pati ki uske baalo ne albeli ke dono pair, aur dono hatho ko abhi apni giraft me le liya aur apni apni taraf khichne lage….jiska natiza ye hua ki albeli ka sharir beech se do tukdo me phat gaya…uski gadan ukhad kar alag ho gayi aur dono hath jism se ukhad gaye..
Jadugarini ke marte hi vaha ek pal ke liye ekdam andhera chha gaya..jab phir se ujala hua to vaha kuch bhi nahi tha…hum dono ke alawa na to koi mahal tha aur na hi vo naag aur jadugarini ka kata phata sharir…
Har vastu gayab ho chuki thi…main aur sandhya pahad ki choti me khade the…aur hamare samne payal didi behosh padi huyi thi…sandhya bhi albeli ke marte hi apne samanya roop me aa chuki thi…maine jaldi se payal didi ke paas ja kar unhe apni god me utha liya aur chumne laga.
Sandhya ne ye dekh kar apna muh dusri taraf ghuma liya…thodi hi der me hosh me aa kar payal didi ne khud ko meri baho me dekh kar mujhse lipat gayi aur rone lagi.
Payal (rote huye)—rajj, tu mujhe chhod kar kaha chala gaya tha…? Tere jane ke baad uss kamine ne ...
Raj—bas main aa gaya hu na didi…ab kuch nahi hoga aap ko…mere hote huye aap ko kuch nahi ho sakta…
"Mere Bas Me Ho To Lahro Ko Itna Haq Bhi Na Du,
Likhu Naam Tera Kinare Pe Aur Lahro Ko Chhune Tak Na Du."
Payal didi mujhse lipat kar mere hotho ko chumne lagi…na jane kab tak hum ek dusre me khoye rahe…hosh aane par main unko le kar sab ke paas aa gaya…payal didi ko jinda dekh kar sab ki jaan me jaan aayi..
Ab maine tilism todne ka faisla kar liya aur sab ko le kar mahal ke uss kamre me aa gaya jaha par maa mahakali ki vishal bhavya pratima thi…maine snan karne ke baad unki aradhna karte huye jaise hi unke ek hath me vo kamal ka phool rakha vaise hi ….
Next :- Last update of this chapter will be paridhi didi special.