Amazing update
Uday to raj aur chandni ko jinda yaha sabke paas dekh kar chounk gaya
Usne kisko marne ka plan banaya hai...chanchal ya chandni...?
Maa bhi theek ho gayi
But Paridhi ko kya hua...?
Pahle jaise flashback aur present sath me lekar chalo na....vo best idea tha
waiting next one