- 28,992
- 64,869
- 173
Thanks Raja bhai for Reading & Supporting.Awesome update
Stay with us.
Today's update is on page.....1828
Thanks Raja bhai for Reading & Supporting.Awesome update
Thanks aman bhai for Reading & Supporting.awesome update anand bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
Sadhna ko abhi tak apni family ke baare mein aadha kahani pata chal gaya hai,
vo diary padhne ke baad bhi khud ko sadhna hi samajh rahi hai,
vahi vo ladki to sadhna ki moohboli bahan chinky nikli aur kaun log hai jo usase sadhna ke baare mein poochh rahe the,
dekhte hain ab aage kya hota hai,
Waiting for next update
Thanks sanju for Reading & Supporting.Mast update bhai to itna bada flashback hai ab to lag raha hai ki black star abhay hii hai aur is diary ka writer kon hai jo sab kuch janta hai dekhte hai aage kya hota hai
Thanks arjun bhai for Reading & Supporting.Awesome fabulous update
Kya hua chinky ke sath
Keep posting
Thanks Prince babu ji for Reading & Supporting.Maja a gya Bhai ab kahani main Maja a Raha hai but Bhai Sheetal abhi bhi confuse hin hai
Thanks aks bhai for Reading & Supporting.Bohot hi sandaar jabardast update bhai
Thanks Rbcl bhai for Reading & Supporting.Bohat hi dhamaka daar update tha par shayad asli maja aage ke update maine aayega.. Aur ye pehle maalti phir raj aake dairy ke raaz pata chalne se rik liya ab to chinky ke aane ke baad shayad hi sheetal wo dairy phir se padhe..... Dekhte hai.. Kya seen banta hai.. Ab to sheetal ke dil maine bhi dairy ke chakar maine pyar panapne laga hai par dekhne wali baat ye hogi ki aage chal ke sheetal kya karti hai... Raj ko apna bhai hi samajhti hai ya pyar.. Par shadhna ka halat dekhte banega uss time.........
Thanks for Reading & Supporting.बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई
Thanks amtul bhai for Reading & Supporting.Wah kya jabardast update diya he. Twist bhi bada khatarnak diya he lekin abhi adha he. Aapne likha tha ki raj ko apne dada ki jaydaad ke bare me sab pata chal gya tha lekin is raaz ke khulne se pehle to kabhi bhi raj ne is baat ka jikar kisi se bhi nahi kiya tha. Dusari baat aapne bataya ki raj akela nahi paida nahi hua tha, balki judwa hue the jisame se ek gayab ho gya tha. Lekin wo dusra bachha ladka tha ya ladki. Aur wo gayab hua ladka kahi wohi dusare gao wala to nahi jiske baap ko lakwa pada hua he. Naam yaad nahi aa raha he. Sayad usaki biwi bhi usi hospital me hogi. Aur ye chinkii ko wo log kyu maar rahe the. Bahut saare sawal he. Khair kuch sawalo ke jawab to sayad jab asli sheetal dairy padhegi tabhi khul jayenge.
Waiting 4 next update