Bai main Raj ke present ke hisab se raj raj ka hi humshakal ke ander hai....raj ka sirf atma hi present body me hai....ager injection raj ko bachpan me diya geya hai to wo bimari to raj ka uss body ke sath khatam hona chahiye.....mujhe medical ke baare pata nhi fir bhi keh raha hu....ager kuch din pehle ik behen ki shadi me geya tha na waha jaakar bhi ye possible nhi kyu ki raj to pehle se hi aisa hai.....or mujhe lagta hai pushpa bua ye baat janti hogi tabhi wo raj ko aisa banaya....aisa nhi bhi ho sackta hai....mujhe pata hai iske baare me details nhi bata sackte to main ye nhi bataunga ki mujhe sab kuch bataiye.... mujhe bach ye bataiye ki wo bimari raj ka hi ya raj ke humshakal ka hai.....ager aap yaha bata chahte hai to pm me bhi bata sackte hai.....thank you