• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAND

Status
Not open for further replies.

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,869
173
Bhai maja aa gaya kasam se..
Jitna intejar kiya utna hi mitha fal mila kul mila kar ek perfect update.
Bas bhai ek baat samajh nahi aa rahi ek taraf toh sheetal raj se dur jane ka soch rahi hai aur dusri taraf bo usse shaadi karne bhi ja rahi hai.
Aur ek baat dekha jaye toh raj mar hi chuka hai ye jo hai technically raghu hi hai but ye baat us phine bale ko kese pata chali.
Raj mar chuka hai ya jinda hai, ye baat kisi ko pata nahi hai..ye to sirf blind game khela gaya hai...kyon ki vo avinash, apni family, aur raghu ki family wale sabhi apna apna samajh rahe hain...iss aarop se vo apne aap ko teen me se koi ek hi ko sabit kar payega..matlab baki do family ki nazar me gir jayega...shayad yahi plan ho...? Jaha tak sheetal ke shadi karne ki baat hai to usko pata hai ki uski life kitni bachi hai, aise me vo raj ki biwi ke roop me marne ka soch rahi hai...ye uski last wish hai.
 
Last edited:

Azagar Dada

Active Member
911
4,080
123
लो भाई एक और सस्पेंस। आखिर ब्लैक स्टार ने धमाका kar ही दिया। भाई ऐसे ही मजेदार अपडेट देते रहो। धन्यवाद
 

Fighter

THE CREATER OF DEVIL FIGHTERS
11,643
25,623
259
Thanks for Reading & Supporting.
Bhaiyo, Janamdin Kahani ke Hero Raj ka tha, Anand ka nahi.
Aur na to main kahani ka hero hu aur na hi mera naam raj hai.
Mera Janamdin to 1st July ko ayega.

Main apni kisi kahani me khud ko as a hero kabhi represent nahi karta, aisa isliye kyon ki agar aapne khud ko as a hero pesh kar diya to phir aap khud ko hero ki jagah mahsoos karne lagte hain jiske chalte koi negative comment aapko hurt kar sakta hai aur koi negative comment aapse bardast nahi hota, views, reviews kam aaye to bhi hurt hota hai.. jiske karan vo kahani beech me hi chhod kar chale jate hain..jabki khud ko as a hero pesh na karne par aisa kuch bhi feel nahi hota hai.
Aur ye maine unn sabhi writers ki stories ko dekh kar samjha hai jinhone apni kahani me khud ko as a hero represent kiya hai..
Isliye main apni kahani me apne reader's me se hi kisi na kisi ko hero ke kirdar me rakhta hu.
Stay with us.

Today's update is on page.....2424

Great Bro
 

Sakal

Member
288
901
93
bahot hi badhiya update anand bhai.......ghar ke bhedi ka abhi tk pata nahi chala....lagta hai uska waqt aa gaya hai....ab shayad action start hoga :evillaugh:
 
Status
Not open for further replies.
Top