Anand bhai kya update diya hein aapne,
Manana pade ga end ke ku6 plot mein hi esa rahsya diya ki mein kya jitne bhi readers hein sab aakhe gadaaye bethe hein ki kab agla update aayega,
Ab yeh seema chachi ka gift or woh dusra gift or laxmiji ko jo call aaya woh, kya hoga aage? soch ke hi dil ghabhra raha hein,
Mujhe lagta hein ki agle ku6 update mein bahot hi dhamakedaar honewala hein.....!
Agle update ka besabri ka intjaar rahe ga...