Imranali sha
Member
- 168
- 280
- 63
Lekin bro sadhna jis ghr mein rehti thi udar jo bnda ullu ka pinjra day gya nokrani ko i think chumpa nam tha us ka wo admi lngra bhi tha us us k kpron pr b to staar thy. Khair daikhty hain k agy kia hota hy ye to waqat r ap he bta skty hain meray naqis akal mein jo bat i wo ap say poochi. .Aap ka sawal to sahi hai lekin uss video me vo langda admi kafi door tha..matlab ye ki video usse kafi door se shoot ki gayi thi..dusri sabse badi baat ki uss samay vah phate chithde kapdo me tha..inn do reasons se ye clear karna behad mushkil tha ki uske kapdo me star bane huye the ya nahi...?
Bahr haal ap bht kamal ka likhty hain maza aa jata hy parh k