- 28,992
- 64,869
- 173
Thanks Sur281 bhai for Reading & Supporting.Bhai raaj to mar chukabtha sar me goli lagne se...par uska bachna b jaruru tha nai to sab aurton or ladkiyo kaa udhar kon karta...
Ab us admi ki baat to jaa raj kaa baap ja black ****.koi b ho sakta ha.
Kamre bare me to black star hi janta hai baki kaa pata nai.jaa fir golu b ho sakta hai.
Usne raaj ko bachaya hai to black hi hoga..q k baki to raaj ko marna chahte hai bahi to use bachana chahta tha agar bo mar gya to uska sapna kaise pura hoga..
Bo raj se uski zindagi k badle us khajane ko pana chahta hai..or uske baad sab khatam...
Baise mera andaja sahi nikla kamre me gupt rasta or time sahi nikla...
Aab ganga kaa raj janna hai uske rangraliyo kaa b..sab baha se dar kar chale jate jaa mare jate par gana.....???
Kaise or Q....?
Bahut bahut dhanyawad bhai iss shandar prati kriya ke liye.
Aapne bahut sateek point pakda hai bhai..isliye aapka andaza bhi sahi nikla.
Today's update is on page....2681