- 28,992
- 64,869
- 173
Thanks Bili bhai for Reading & Supporting."anandsngh12, Bhhaiya yh kya tanu change horhi hy prr raj abhi tk Jo b kr rha hy wo badly k liay kr rha hy tanu ko raj sy pyar horha hy hope k raj ko ayhsaas hojay oor woo Jo b kry os mn pyar b ho nh sirf badla
Aakhir Black star ny card show kr hi diay k wo kya chata hy raj sy oor yh b btadiya k sheetal oor sadhna osky pass hyn matlb woo langra sala Black star hi oor sheetal oor sadhna dono ko alg story suna rha hy oor jhaa mujhy lgta hy woo larkiya osi jangal mn hyn jhaa raj ny sand ko hraya tha oor whaa k burchoda b hy ab yh baat Black star janta hy k nhi yh nhi pta
1 baat raaj ko thakuayn ka kysy pta chla boht kuch saaf hona baki hy ??????
Aisa aapko kyo laga bhai ki raj jo kar raha hai vo badle ki bhavna se kar raha hai..?
Agar aisa hota to vah ai jaan jokhim me daal kar tanu ko do bar kyo bachata..?
Abhi tak kahani me raj ne kisi ke bhi sath jabardasti nahi ki, warna tanu kab ki uske niche hoti..thakurain ko chhod kar.
Tanu ke sath bhi vo pyar se hi pesh ayega, aap nishchint rahe..jor jabardasti wala pyar mujhe khud bhi pasand nahi hai.
Black star ki ulti ginti ab start ho gayi hai.
Ek kahawat hai ki Jo jyada hoshiyar hota hai, vo apni hoshiyari me hi mara jata hai..yahi black star ke sath hoga.
Jungle me kya hua, iss baare me black star kuch nahi janta..jungle ek gahra rahasya hai abhi tak.uske andar kayi hairan karne wale raaz dafan hain.
Today's update is on page...2912
for 2900 pages