• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 122 81.9%
  • Good

    Votes: 27 18.1%

  • Total voters
    149

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,656
37,294
219
Well said bhaya....
You are absolutely right and sorry ki main apni story me aisa kuch bhi daalne me kamyab nahi hua jisse ki aapko padhne me achha bhi lag sake aur dilchashp bhi....
Maine story ko bewaja lamba kiya iske liye bhi sorry yara. Ye bhi aapne sach kaha ki mere paas iske aage likhne ke liye ab kuch nahi hai. So agar aap mere upar meharbani karna chahe to ye bata kar kar sakte hain ki ab main is story me aage kya aur kaise likhu.???

Aapki meharbani ka intzar rahega bhaya....
PanditG..... Readers se aap tareef expect karte ho.... Lekin hamse sirf kamiyan hi nikali jati hain....
To disappoint mat raho.... Jaise bhi hain waise hi accept kar lo....

Aur hame fir se ek aur mauka do.... Kahani mein dhoondh-dhoondh kar kamiya nikalne ka :D intzar agle update ka
 
466
728
108

Pandit bhai aap ka yeh story mujhe bohot achha laga hey, pechle ek hapte se kaam ke bich main pad pad ke aaj sab updates par dala maine, sandaar story hey aapki bhai, aur main chahata hu jitna jaldi ho sake aap is story ko restart karie, aur ek baat bhai, aap ke story ka almost 11.8 lacks viewers hey, kuch viewers ka bad/negative comments ke chelte aap itna good readers ka dil mat torie bhai, jaldi se is story ko restart karie please.
 
Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144

Bilkul bhaya....
Jab tak aap log mujhe meri kamiya nahi dikhayege tab tak bhal kaise mujhe pata chalega ki meri writing aur samajh me kaha kami hai. Readers jab apne review me story ki kamiya batate hain tabhi writer ko pata chalta hai aur fir wo apni us kami ko sudharta hai. Ek tarah se ise is tarah bhi samjha ja sakta hai ki readers hi writers ko taraash taraash kar ek din use ek achha writer banate hain. Agar readers writers ko khush karne ke liye sirf uski tareef hi karege to usse koi bhi writer ek achha writer nahi ban sakega....

Is liye bhaya main to chaahta hu ki har reader review de aur apne review me writer ki kamiya bhi bataye jisse wo apni kami ko sudharte huye aur bhi behtar likh sake....

Yaha to zyadatar readers awesome update likh kar gayab ho jate hain aur jo sach me behtareen review dete hain wo to bas like maar ke hi nikal jate hain. Review tabhi dete hain jab unka review dene ka bahut hi zyada man karta hai jaise Aap aur firefox420 bhaya....

Firefox bhaya ke bare me mujhe alag alag jagaho par unke review se hi pata chala hai ki wo kisi bhi writer ka aur uski story ka aisa operation karte hain jaise writer ne kisi ka katla kar diya ho aur wo us hatya ki investigation kar rahe ho hahaha. Anyway mera to abhi operation nahi kiya unhone magar main chaahta hu ki wo story par apna review de, fir chahe jaisa bhi review de....

Kamdev bhaya khoob kamiya nikaliye magar review to dete rahiye. Like maar ke gayab hone wala kaam aapko shobha nahi deta.... :D
 
Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
Pandit bhai aap ka yeh story mujhe bohot achha laga hey, pechle ek hapte se kaam ke bich main pad pad ke aaj sab updates par dala maine, sandaar story hey aapki bhai, aur main chahata hu jitna jaldi ho sake aap is story ko restart karie, aur ek baat bhai, aap ke story ka almost 11.8 lacks viewers hey, kuch viewers ka bad/negative comments ke chelte aap itna good readers ka dil mat torie bhai, jaldi se is story ko restart karie please.
Bhaya main kisi ka dil nahi tod raha....
Aisa hota hai ki ham jaisa chaahte hain waisa nahi hota aur shayad yahi wo baat hoti hai jiski vajah se gadbad hone lagta hai. Ummidein har koi rakhta hai aur jab apni ummid ke anusaar result nahi nikalta to sab thoda dukhi aur niraash hote hain. Bas itni si hi baat hai....

Yaha ki sabse badi problem yahi hai ki story to bahut se readers padhte hain, fir chaahe wo silent readers ho ya wo jo saaf dikhte hain magar jab baat comment ki aati hai tab sab gayab. Purane writers ki stories chahe jaisi bhi ho aur chaahe un stories maheeno koi update na aaye magar tab bhi bahut se readers un stories par waiting waiting ki line lagate rahte hain but new writers ke sath aisa nahi hota. Wo agar daily update bhi de to us story par gine chune comment hi dikhege wo bhi aise comment jo "Awesome update" wale hote hain. Mera sawaal ye hai ki support ki sabse zyada zarurat old writers ko hoti hai ya new writers ko.???

Yara update se related aap jaisa bhi review dena chahe dijiye...par dijiye to sahi. Main ye nahi kahta ki aap mujhe khush rakhne ke liye awesome update likho, balki dil se kahta hu ki wo likho jo aapko samajh me aaye magar likho to. Aakhir writer ko bhi to samajh aaye ki usme kaha par kya kamiya hain. Jab aap kuch bataoge hi nahi to wo achha kaise likhega.???

Anyway sorry bhaya, lagta hai ki main bhavnaao me bah kar zyada hi bole ja raha hu. Rahi baat update dene ki to koshish karuga ki jald hi story ko restart kar saku aur update de saku....
 
Last edited:

deryadil

Member
234
848
93
B
Well said bhaya....
You are absolutely right and sorry ki main apni story me aisa kuch bhi daalne me kamyab nahi hua jisse ki aapko padhne me achha bhi lag sake aur dilchashp bhi....
Maine story ko bewaja lamba kiya iske liye bhi sorry yara. Ye bhi aapne sach kaha ki mere paas iske aage likhne ke liye ab kuch nahi hai. So agar aap mere upar meharbani karna chahe to ye bata kar kar sakte hain ki ab main is story me aage kya aur kaise likhu.???

Aapki meharbani ka intzar rahega bhaya....
Bahi gusa wali baat nehi story app kee hai muje komjo laga bol deya goa sai stoey agy jati jesi chachi jethani wala scene hero ko itna kamzro ker deya woh ek surpanch or us kambarwey betay sai darta hai or ma bhen komlaye ker bagh jaya hai matlab dikshani ka ameer hona hero ka liye koi fiyda wali baat nehi dikshani kee beti eke shadi hero ka sath hony xhahiye thee rachna or kiran he rwal herions thee lekin app naye inspector or us ka scene dal deya diskshani ka creacror komsassu maa dala ja sakta tha lekin us ka futhure bhee clear nehi keya m we in ya nehi bol raha story ka plot acha nehi tha plot acha tha lekin tum naye us ko itna kincha hai bahi keye perna ka maza hatam ho gaya tum is mein or kuch bhute dal sakty they ager hero lerny mein taqat war nehi tu brain ka istmal kerta jaha per surpanch ko sirf ek aurat kee waja sai maar peri waha per sari aurto ko usmka khilaf kerta jise sai naye ziyati kee thee jab goa wala us ko martey tu maar he dyte ya nehi tha woh bach jata lekin kahani bhute agy bar gaye hai app ke khani hai app zayda bwhter jantey joo keya kerna hai
 
Bhaya sabse pahle to main ye bata du ki mujhe ye dekh kar behad khushi huyi ki aapne wo sab yaha par khule dil se bayaan kiya jo aapne man me story se related aaya. Main yahi to chaahta hu ki readers sirf writer ko khush karne ke liye "Awesome update" likh kar apna farz ada na kare balki wo khul kar apne review me wo sab likhe jo unhe update padh kar lagta hai. Aakhir writer ko bhi to samajh aana chahiye ki usne kaha par kya kami ki....

Ab aate hain aapke un vichaar ya sawaalo par jo aapne yaha par rakhe hain. Aapne kaha ki chachi jethani ka scene create karne se story kamzor pad gayi aur itna hi nahi aise kayi jagaho par aise scene create kiye gaye jaha par hero kamzor dikha. Ye baat bilkul sahi hai bhaya. Khair aapki in baato ke bare me main bas yahi kahuga ki main is story ko waastvikta se jod kar likhna chaahta tha naa ki wo sab dikhana chaahta tha jo vaastavikta se hat kar ho....

Yaha par aisi stories ka chalan hai jisme hero ya to superhero hota hai ya fir itna taakatwar hota hai ki uske saamne bade se bada soorma bhi do pal me paani bharta nazar aata hai. Jabki waastavik life me kya aisa possible hai.???

Ham jis duniya me rahte hain waha waisa kuch bhi nahi hota jo sirf aur sirf hamari ichchha se ya hamare sochne se ho jaye. Life me achhe aur bure daur ka aana jana laga rahta hai. Koi zaruri nahi ki har insaan apni life me waisa hi hero nazar aaye jaisa hero yaha ki har stories me dikhaya jata hai....

Hamari life me bahut se aise halaat aate hain jaha par ham bebas aur lachaar bhi ho jate hain aur saamne wala ham par bahut zyada bhari pad jata hai. Main is kahani ko usi waastavkita ko base bana kar likhne ki koshish kar raha hu bhaya. Ab aap ye kahenge ki agar ye story waastavikta ko base bana kar hi likhi ja rahi hai to aisa bhala kaha hota hai ki apne hi bhai bahan ke bich aisa rishta ban jaye aur fir unki aapas me shadi bhi ho jaye to bhaya aisa bhi hota hai. Yakeen na ho to kamdev99008 bhaya se puchh lo. Unki ek story hai "Moksh- Trishna se tushti tak". Ye story unki aap beeti hai. Is story me aapko is baat ka pramaad mil jayega....

Bhaya aapne apne vichaar rakhe isse mujhe sach me bahut khushi huyi kyo ki aapne khul kar apne man ki baat kahi hai, aapke vichaaro ya sawaalo ka yahi answer hai ki main story ko waastavik jeewan se jod kar likh raha hu. Main wo nahi dikhana chaahta jo waastawik jeewan me possible hi na ho. Zindagi insaan ko kaha se kaha le jati hai ye aap bhi achhi tarah se jante hain. Dakshina ke damaad wala kissa aur fir inspector wala kissa usi ka ek chhota sa hissa hai jo ye dikha raha hai ki hamari zindagi me aise bhi mod aate hain aur aisa bhi ho jata hai jiski hamne kabhi ummid bhi nahi ki hoti....

And bhaya story abhi complete nahi huyi hai, abhi to bahut kuch baaki hai. Gaav ka kissa fir se shuru hoga aur shahar wala kissa bhi chalta rahega. Is liye abhi ye bhi mat soch lijiye ki ye hona chahiye tha ya fir ye nahi hona chahiye tha....

pandit ji...........dard ka ahsas wo hi kar pata hai............jise dard hota hai..............dusre ke dard ko to sirf suna hi ja sakta hai...............
so no need to justify anything..................

all needed is .................just continuation............and no one will criticize ......................

ya dil ki suno duniyawalo ya mujhko abhi chup rahne do
mein gam ko khushi kaise kah du, jo kahte hain unko kahne do
 
Pandit gee app kee sub baaton ka ek jawab kjani ka taluq kise bhee reality sai koi taluq nehi hota ager us ka reality sai hai koi lena dena tu woh khani nehi kahi jaye gee atma gatta kahin kahi jaye gee ya us ko history bola jaye ga chachi jetani ka scene meim maza dalney kee baat kee thee ya nehi kaha tha woh chreator kyu daley tu bahi kahani ko khani bena ker likh ru zayda maza hai real life hum bhee jantey hai kitna dard hai ager hum dard he logo mein banty gaye tu sari duniya dhuki ho jaye gee or jo badlo hum chahyy hai woh kabhi nehi aya ga janab tu kahani mein motivation honi chahiye or hero ka matlab ya nehi jo 10 bando sai takea jaye hero apny brain sai bhee kafi kuch ker sakta hai lariye keye begair reality mein bhee or khani mein bhee anyways app kee apni soch hai
 
VIKRANT

Active Member
1,486
3,377
159
Bhaya sabse pahle to main ye bata du ki mujhe ye dekh kar behad khushi huyi ki aapne wo sab yaha par khule dil se bayaan kiya jo aapne man me story se related aaya. Main yahi to chaahta hu ki readers sirf writer ko khush karne ke liye "Awesome update" likh kar apna farz ada na kare balki wo khul kar apne review me wo sab likhe jo unhe update padh kar lagta hai. Aakhir writer ko bhi to samajh aana chahiye ki usne kaha par kya kami ki....

Ab aate hain aapke un vichaar ya sawaalo par jo aapne yaha par rakhe hain. Aapne kaha ki chachi jethani ka scene create karne se story kamzor pad gayi aur itna hi nahi aise kayi jagaho par aise scene create kiye gaye jaha par hero kamzor dikha. Ye baat bilkul sahi hai bhaya. Khair aapki in baato ke bare me main bas yahi kahuga ki main is story ko waastvikta se jod kar likhna chaahta tha naa ki wo sab dikhana chaahta tha jo vaastavikta se hat kar ho....

Yaha par aisi stories ka chalan hai jisme hero ya to superhero hota hai ya fir itna taakatwar hota hai ki uske saamne bade se bada soorma bhi do pal me paani bharta nazar aata hai. Jabki waastavik life me kya aisa possible hai.???

Ham jis duniya me rahte hain waha waisa kuch bhi nahi hota jo sirf aur sirf hamari ichchha se ya hamare sochne se ho jaye. Life me achhe aur bure daur ka aana jana laga rahta hai. Koi zaruri nahi ki har insaan apni life me waisa hi hero nazar aaye jaisa hero yaha ki har stories me dikhaya jata hai....

Hamari life me bahut se aise halaat aate hain jaha par ham bebas aur lachaar bhi ho jate hain aur saamne wala ham par bahut zyada bhari pad jata hai. Main is kahani ko usi waastavkita ko base bana kar likhne ki koshish kar raha hu bhaya. Ab aap ye kahenge ki agar ye story waastavikta ko base bana kar hi likhi ja rahi hai to aisa bhala kaha hota hai ki apne hi bhai bahan ke bich aisa rishta ban jaye aur fir unki aapas me shadi bhi ho jaye to bhaya aisa bhi hota hai. Yakeen na ho to kamdev99008 bhaya se puchh lo. Unki ek story hai "Moksh- Trishna se tushti tak". Ye story unki aap beeti hai. Is story me aapko is baat ka pramaad mil jayega....

Bhaya aapne apne vichaar rakhe isse mujhe sach me bahut khushi huyi kyo ki aapne khul kar apne man ki baat kahi hai, aapke vichaaro ya sawaalo ka yahi answer hai ki main story ko waastavik jeewan se jod kar likh raha hu. Main wo nahi dikhana chaahta jo waastawik jeewan me possible hi na ho. Zindagi insaan ko kaha se kaha le jati hai ye aap bhi achhi tarah se jante hain. Dakshina ke damaad wala kissa aur fir inspector wala kissa usi ka ek chhota sa hissa hai jo ye dikha raha hai ki hamari zindagi me aise bhi mod aate hain aur aisa bhi ho jata hai jiski hamne kabhi ummid bhi nahi ki hoti....

And bhaya story abhi complete nahi huyi hai, abhi to bahut kuch baaki hai. Gaav ka kissa fir se shuru hoga aur shahar wala kissa bhi chalta rahega. Is liye abhi ye bhi mat soch lijiye ki ye hona chahiye tha ya fir ye nahi hona chahiye tha....

Pandit bro readers ko apne vichar rakhne dijiye. Is maamle me baat ko lamba karne ka koi fayda nahi hai. Aapki story amazing hai so aapko only story par focus karna chahiye. :)

Agle update ka intjar hai. So do your work and just Ignore all the negative comments or points. :pray:
 
Last edited:

firefox420

Well-Known Member
3,371
13,848
143
Bhaya sabse pahle to main ye bata du ki mujhe ye dekh kar behad khushi huyi ki aapne wo sab yaha par khule dil se bayaan kiya jo aapne man me story se related aaya. Main yahi to chaahta hu ki readers sirf writer ko khush karne ke liye "Awesome update" likh kar apna farz ada na kare balki wo khul kar apne review me wo sab likhe jo unhe update padh kar lagta hai. Aakhir writer ko bhi to samajh aana chahiye ki usne kaha par kya kami ki....

Ab aate hain aapke un vichaar ya sawaalo par jo aapne yaha par rakhe hain. Aapne kaha ki chachi jethani ka scene create karne se story kamzor pad gayi aur itna hi nahi aise kayi jagaho par aise scene create kiye gaye jaha par hero kamzor dikha. Ye baat bilkul sahi hai bhaya. Khair aapki in baato ke bare me main bas yahi kahuga ki main is story ko waastvikta se jod kar likhna chaahta tha naa ki wo sab dikhana chaahta tha jo vaastavikta se hat kar ho....

Yaha par aisi stories ka chalan hai jisme hero ya to superhero hota hai ya fir itna taakatwar hota hai ki uske saamne bade se bada soorma bhi do pal me paani bharta nazar aata hai. Jabki waastavik life me kya aisa possible hai.???

Ham jis duniya me rahte hain waha waisa kuch bhi nahi hota jo sirf aur sirf hamari ichchha se ya hamare sochne se ho jaye. Life me achhe aur bure daur ka aana jana laga rahta hai. Koi zaruri nahi ki har insaan apni life me waisa hi hero nazar aaye jaisa hero yaha ki har stories me dikhaya jata hai....

Hamari life me bahut se aise halaat aate hain jaha par ham bebas aur lachaar bhi ho jate hain aur saamne wala ham par bahut zyada bhari pad jata hai. Main is kahani ko usi waastavkita ko base bana kar likhne ki koshish kar raha hu bhaya. Ab aap ye kahenge ki agar ye story waastavikta ko base bana kar hi likhi ja rahi hai to aisa bhala kaha hota hai ki apne hi bhai bahan ke bich aisa rishta ban jaye aur fir unki aapas me shadi bhi ho jaye to bhaya aisa bhi hota hai. Yakeen na ho to kamdev99008 bhaya se puchh lo. Unki ek story hai "Moksh- Trishna se tushti tak". Ye story unki aap beeti hai. Is story me aapko is baat ka pramaad mil jayega....

Bhaya aapne apne vichaar rakhe isse mujhe sach me bahut khushi huyi kyo ki aapne khul kar apne man ki baat kahi hai, aapke vichaaro ya sawaalo ka yahi answer hai ki main story ko waastavik jeewan se jod kar likh raha hu. Main wo nahi dikhana chaahta jo waastawik jeewan me possible hi na ho. Zindagi insaan ko kaha se kaha le jati hai ye aap bhi achhi tarah se jante hain. Dakshina ke damaad wala kissa aur fir inspector wala kissa usi ka ek chhota sa hissa hai jo ye dikha raha hai ki hamari zindagi me aise bhi mod aate hain aur aisa bhi ho jata hai jiski hamne kabhi ummid bhi nahi ki hoti....

And bhaya story abhi complete nahi huyi hai, abhi to bahut kuch baaki hai. Gaav ka kissa fir se shuru hoga aur shahar wala kissa bhi chalta rahega. Is liye abhi ye bhi mat soch lijiye ki ye hona chahiye tha ya fir ye nahi hona chahiye tha....

pandit ji...........dard ka ahsas wo hi kar pata hai............jise dard hota hai..............dusre ke dard ko to sirf suna hi ja sakta hai...............
so no need to justify anything..................

all needed is .................just continuation............and no one will criticize ......................

ya dil ki suno duniyawalo ya mujhko abhi chup rahne do
mein gam ko khushi kaise kah du, jo kahte hain unko kahne do

haan - haan pandit ji bilkul sahi pakde hai .. ye kamdev99008 bhiya he hai saari fasaad ki jaad .. inhone he failayi hui hai aarajakta aur dushwariya saari duniya mein ...

ye he hai sabse bade culprit .. aakhir apne bhi inka chupa hua chehra pehchan he liya .. waha moksh mein bhi inhone apne aap sharafat ka chola pehna hua hai aur apne bhai ko badnaam kara diya .. sab ke saamne .. ye he hai asli vibikshan ... :tease3:

Maha aghori .. maha pakhandi .. maha vinashi .. maha kilsau khoon fuku mahaatma ...
 
Top