• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 120 81.6%
  • Good

    Votes: 27 18.4%

  • Total voters
    147

Jonty

Active Member
856
1,496
123
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 56

"Is baat ki aap fikar mat kijiye. Amit se talaak ke papers par sign karwane ka kaam main kar duga. Aap bas apni beti se is bare me baat kar lijiye." Inspector ne ye kaha to dakshina ne haan me sir hilaya.

Uske baad dakahina inspector ke cabin se nikal kar waapas hospital ki taraf chal padi. Uske man me vichaaro ki aandhiya si chalne lagi thi. Wo sare raaste inspector ke bare me hi sochti rahi aur fir haospital pahuch gayi. Usne mujhe bhi is bare me sab kuch bataya to sun kar main bhi buri tarah hairaan rah gaya tha. Dakshina se maine kaha ki inspector kahi hamse koi game to nahi khel raha.? Meri is baat se dakshina ne kaha ki ho sakta hai. Hame uske liye uske bare me janna hoga aur uske ghar ja kar uske mata pita se bhi milna padega. Agar inspector sahi hai to samjho ki wo duniya ka sach me ek ajooba insaan hai. Magar usse pahle kiran se bhi is bare me baat karni hogi. Kyo ki uski razamandi se hi kuch ho sakta hai.

Ab aage padhiye....
Abhi main aur dakshina baate hi kar rahe the ki tabhi dakshina ka mobile baja. Dakshina ne apne mini parsh se mobile nikaal kar dekha to pata chala ki savita ka call tha. Usne call pick karke savita se baat ki. Savita use bata rahi thi ki meri maa hospital aane ke liye taiyaar hain. Savita ki is baat se dakshina ne usse kaha ki unhe ab yaha aane ki zarurat nahi hai kyo ki mujhe hospital se discharge kar ke dakshina ghar la rahi hai.

Dakshina ki is baat ko sun kar savita ne udhar meri maa ko ye baat batayi. Shayad maa savita ke paas hi thi aur unhone hi ne dakshina ko call lagwaya tha savita se. Kher jab savita ne dakshina ki ye baat bataayi to maa khush ho gayi aur fir savita se kahalwaya ki thik hai wo ghar par mere aane ka intzar karengi.

Savita se baat karne ke baad dakshina ne call cut ki aur mobile ko waapas parsh me rakh diya. Uske baad wo mujhe bata kar doctor se milne chali gayi. Uske jane ke baad main in saari baato ke bare me sochne laga. Mere man me inspector vikram ki wo baate chal rahi thi jo usne kiran se shadi karne ke sambandh me dakshina se kahi thi.

Main is baat ko hajam nahi kar pa raha tha ki kiran ke bare me itna kuch jaanne ke baad bhi inspector usse shadi karne ki baat kah raha tha aur itna hi nahi balke wo iske liye bhi taiyaar tha ki kiran apni jismaani zarurato ke liye kuch bhi karne ke liye azaad hai. Usne apne bare me jo sad love story aur mata pita ki baate bataayi thi un baato ko asaani se hajam kar lena bhi mere bas ka nahi tha. Is duniya me aisa kaun mard hoga jo itna sangeen kaam karne ki koovat rakhta ho.?

Main kafi der tak inspector ke bare me yahi sab sochta raha. Maine aur dakshina ne ye sahi faisla kiya tha ki inspector ke bare me bariki se pata lagaya jaye....uske baad hi is shadi ke bare me kiran se baat ki jaye. Waise agar kiran ki marzi nahi hogi to kisi bhi haal me ham uski shadi inspector se nahi karenge. Bhale hi ye inspector kisi farishte se kam kyo na ho.

Kafi der baad dakshina kamre me aayi. Uske sath doctor aur ek nursh bhi thi. Shayad dakshina ne doctor se saari baate kar li thi. Doctor ne mujhse kuch zaruri baate ki aur fir wo chala gaya. Kuch der baad hospital ke hi do teen karmchari aaye aur mujhe bed se utha kar stretcher par lita kar kamre se le jane lage. Main bhi samajh gaya ki ye log mujhe ghar le ja rahe hain. Is baat se main bhi man hi man thoda khush hua.

Hospital se baahar aaye to maine dekha baahar ek ambulance khadi thi. Kuch hi der me mujhe ambulance ke andar saavdhani se shift kar diya un logo ne. Dakshina doctor se kuch baate kar rahi thi. Kuch der baad dakshina bhi ambulance ke andar mere paas aa kar sheet par baith gayi. Uske baad ambulance ghar ki taraf chal padi.

Main ghar jane ki baat se andar se khush bhi tha aur thoda ghabraya hua bhi. Ghabraya hua is liye kyo ki ab mera kusum didi se saamna hoga. Mere man me kayi sare sawaal ubhar rahe the. Main soch raha tha ki kya hoga us wakt jab kusum didi mere saamne aayengi.? Kya wo mujhe dekh kar mujhse lipat jayengi ya hamesha ki tarah apne jazbaato ko daba lengi.?

Mera bahut dil kar raha tha ki jab main kusum didi se milu to wo sab kuch bhool kar mujhse lipat jaye. Taaki mere bekaraar dil ko sukoon mil jaye. Main chaahta tha ki jab bhi meri unse mulakaat ho to wo mujhse khul kar kahe ki wo mujhe pyaar karti hain. Mere dil ki to yahi hasrat thi magar mujhe bharosa nahi tha ki mere dil ki ye hasrat is tarah se puri hogi.

Sare raaste main inhi sab baato ke bare me sochta raha. Dakahina se meri koi baat nahi huyi. Kyo ki hospital ke do aadmi bhi mere is taraf baithe huye the. Magar main janta tha ki dakshina ke man me bhi kayi saari baate chal rahi hongi. Wo bhi soch rahi hogi ki ab wo meri family ke beech kaise khud ko adjust kare ya kaise wo jab chaahe mere ghar aa sakegi.?

Aakhir kuch samay baad ambulance mere ghar ke saamne aa kar ruki. Hospital ke jo karmchari aaye the sath me unhone mujhe savdhani se ambulance se nikala. Ghar ke baahar jo steel ka gate tha wahi par meri maa meri bahne aur rachna
khadi thi. Magar kusum didi unke beech nahi thi. Ye dekh kar pata nahi kyo mera man udaas sa ho gaya. Man hi man maine iske liye bhagwan ko kosa bhi magar jo nahi hua uska kya kar sakta tha main.?

Kuch hi der me mujhe ghar ke andar laaya gaya. Ground flor par hi ek kamre me mujhe shift kar diya gaya. Meri maa aur dono judwa bahno ki aankhe nam thi. Rachna bhi ka bhi yahi haal tha. Kamre me bed par mujhe litane ke baad hospital ke karmchari chale gaye. Doctor ne dakshina se kaha tha ki wo ek nursh ko rozana bhejenge mera check up karne ke liye.

Kamre me meri family ka har koi maujood tha sivaaay kusum didi ke. Maa mere paas hi baith kar meri taraf dekh rahi thi. Meri dono bahne bhi mere ek taraf se mujhse sat kar baith gayi thi. Jabke rachna kamre se baahar chali gayi thi. Shayad sabke liye jal pani lane ke liye.

"Maine doctor se baat ki hai. Usne bataya hai ki fikar karne ki koi baat nahi hai. Bas time time se dawa daru karne ki zarurat hai. Pandrah bees din ke andar vicky fir se chalne firne lagega." Dakshina ne ye kaha to maa ne uski taraf dekhte huye kaha.

"Aapne is haal me hamari bahut madad ki hai bahan ji. Main aapki jeewan bhar ahsaan mand rahugi. Aaj ke wakt me koi apna bhi itna kuch nahi karta." Maa ne nam aankho se ye kaha to dakshina ne kaha.

"Isme ahsaan wali koi baat nahi hai. Maine aapse kaha tha na ki vicky mera bhi kuch to lagta hi hai. Waise bhi pichhle paanch saalo se ye hamare sath hi tha to ek tarah se ye mere pariwar ka hi sadasya tha. Maine kabhi ise gair nahi mana. Agar mana hota to ye sab karne ka sawaal hi nahi uthta. Kher chhodiye is baat ko. Main ye kah rahi hu ki agar aapko aitraaz na ho to kya main har roz vicky ko dekhne aa sakti hu yaha.?" Dakshina ne jane kya soch kar ye kaha to maa ne kaha.

"Aisa kyo kahti hain bahan ji.? Main to ye kahti hu ki ye aapka hi ghar hai aur aap hamare sath hi yaha par rahe. Ab main bhi aapko apna hi samajhti hu." Maa ne ye kaha to unki ye baat sun kar main man hi man hairaan hua jabke dakshina ne muskurate huye kaha.

"Aapne ye kah diya yahi bahut badi baat hai mere liye. Mujhe bahut achha laga ki aap mujhe apna samajhti hain. Ab mujhe bhi yaha aane me koi sankoch nahi hoga." Dakshina ne ye kaha to maa ne bhi muskurate huye kaha.

"Ji bilkul, apno se kis baat ka sankoch.?" Maa ne ye kaha to dakshina ne kaha.
"Achha kya kusum se aapne baat ki.?" Dakshina ne kuch sochte huye ye kaha to maa ne kaha.

"Haan main usse mili hu aur usse baat bhi ki hai maine. Wakt aur halaat aise ban gaye the ki mere man me apni hi beti ke liye nafrat bhar gayi thi. Magar ab aisi koi baat nahi hai. Main janti hu ki wo kis haal se guzar rahi thi. Maine usse aaj kaha bhi ki wo waapas ghar chale magar usne kaha ki wo kuch din aapke yaha hi rahegi. Jab use pata chala vicky ghar aa raha hai to usne meri taraf aas bhari nazro se dekha tha. Main janti thi ki wo vicky se milna chaahti hai. Is liye maine use kah diya ki wo vicky se mile aur jo bhi use achha lage kare." Maa ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Chaliye ye achha kiya aapne. Use dekh kar mujhe ye samajh aaya hai ki wo bahut masoom hai aur gambheer bhi." Dakshina ne ye kaha to maa ne kaha.

"Haan wo shuru se hi aisi thi. Mujhse kah rahi thi aaj ki agar mujhe bura na lage to wo vicky ka har tarah se khayaal rakhe. Main janti hu wo apni galtiyo ko kisi tarah se sudharna chaahti hai aur sabse apni narazgi bhi khatam karna chahti hai." Maa ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Abhi uske man me apradh bojh hai. Magar ye pakki baat hai ki ab uske man me aisi waisi koi baat nahi hai." Dakshina ne ye kaha to maa ne kaha.
"Haan main janti hu aur isi liye maine usse kaha ki use jo thik lage wo kare." Maa ne ye kaha to dakshina ne haan me sir hilaya aur fir meri taraf dekhne lagi.

Main dono ki baate sun raha tha aur didi ke bare me bhi soche ja raha tha. Tabhi rachna kamre me aayi aur dakshina se naaste ke liye kahne lagi. Uski baat sun kar maa ne bhi dakshina se naaste ke liye kaha to dakshina khush ho kar unke sath jane lagi. Maa ne jate samay meri dono judwa bahno se kaha ki wo mujhe zyada pareshaan na kare. Un logo ke jane ke baad meri dono judwa bahne mere seene se chhupak kar subakne lagi. Maine apne dono hath upar kar liye the.

"Kya hua tum dono ro kyo rahi ho.?" Maine muskurate huye ye kaha to pooja ne usi haalat me kaha.
"Agar aapko kuch ho jata to hamara kya hota.?" Pooja ne ye kaha to main ye sun kar hairaan hua ki pooja ne mujhe 'Aap' kaha. Jabke dono mujhe 'Tum' hi kahti thi. Mujhe samajh na aaya ki ye kya hai.?

"Aree kaise kuch ho jata mujhe.? Jiski itni pyaari bahne ho aur wo mujhe itna pyar karti ho to bhala kaise kuch ho jata mujhe.?" Maine ye kaha to dono ne seedha baithte huye kaha.

"Baate na banaiye ab. Ham dono is baat ke liye aapse naraaz hain." Priya ne ye kaha to main fir se 'Aap' sun kar hairaan hua.
"Ek baat bataao pahle ki tum dono mujhe 'Aap' kyo kah rahi ho.? Pahle to aisa nahi tha na.?" Maine ye kaha to dono ke chehre par surkhi chha gayi. Dono ek dusre ki taraf dekh kar muskuraayi fir pooja ne nazre jhukate huye kaha.

"Bas aise hi. Hame lagta hai ki ab hame aapko 'Tum' nahi kahna chahiye." Pooja ne ye kaha to maine hairaani se kaha.
"Aree magar aisa kyo lagta hai tum dono ko.?" Maine ye kaha to dono ke chehre aur bhi zyada surkh ho gaye. Dono mujhse nazre chura rahi thi. Is baar priya ne nazre jhukaye huye kaha.

"Wo is liye ki ab ham dono bhi rachna didi ki yarah aapki bi..bi..wi...banengi. Is liye hamne socha ki apne pati parmeshwar ko ' Tum' nahi kahna chahiye." Priya ne ye kaha aur jaldi se uth kar kamre se baahar ki taraf tezi se bhaag gayi. Uske jate hi pooja bhi haste huye bhaag gayi. Jabke main dono ke is tarah bhaag jane se hairaan rah gaya.

Badi ajeeb baat thi. Kya kya in dono ke man me bhar gaya tha in kuch dino me. Iska mujhe andaza hi nahi tha. Khair un dono ke jane ke baad ab main akela hi rah gaya tha kamre me. Mere kaano me abhi bhi priya ki baat goonj rahi thi.

Naasta karne ke baad dakshina mujhse milne ke liye ya ye kahu ke mujhe dekhne ke liye ek baar mere kamre me aayi aur fir chali gayi. Kuch der baad maa mere paas aayi aur mere kareeb hi baith gayi.

"Main janti hu ki tu yaha par sabse pahle apni didi ko dekhna chaahta tha aur yakeen maan wo bhi yahi chaahti thi. Maine bhi usse yahi kaha tha ki wo yaha aa jaye magar usne kaha ki wo aana to chaahti hai magar usme tera saamna karne ki himmat nahi hai. Wo bahut ro rahi thi us wakt jab main dakshina ji ke ghar usse milne gayi thi." Maa ne ye sab kaha to main hairaan hua.

"Maine use samjha diya hai beta aur tujhse bhi yahi kah rahi hu ki tu usse aisi koi baat na karna jisse use aisa lage ki usne kitan bura kiya hai tere sath." Maa ne ye kaha to maine hairaani se unki taraf dekhte huye kaha.

"Kamaal hai maa. Iske pahle to aap didi se itna zyada gussa thi ki unki shakal bhi nahi dekhna chaahti thi aur ab unki itni zyada tarafdaari kar rahi hain.?" Maine ye kaha to maa ne meri taraf dekhte huye kaha.

"Tune hi to kaha tha mujhse ki mujhe teri kusum didi se naraz nahi hona chahiye kyo ki is sab me uski koi galti nahi thi." Maa ne ye kaha to maine kaha.

"Chaliye achhi baat hai maa. Mujhe khushi hai ki aap didi se naraaz nahi hain aur ab unki itni zyada fikar kar rahi hain. Kher aap befikar rahiye main didi se aisi waisi koi baat nahi karuga. Aap to janti hain ki main khud ko chaahe jitni bhi taklif de du magar didi ko taklif dene ke bare me soch bhi nahi sakta." Maine ye kaha to maa ne mere chehre ko pyaar se sahlaate huye kaha.

"Bas tu jaldi se thik ho ja beta. Uske baad main badi dhoom dhaam se teri shadi apni betiyo se karugi." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Aur rachna se.???" Maine ye kaha to maa ne muskurate huye kaha.

"Wo bhi ab meri beti hi hai. Isi liye aisa kaha maine." Maa ne ye kaha to main kuch na bola. Asal me mujhe ab bahut ajeeb sa lagne laga tha aur sharam bhi mahsoos ho rahi thi. Main samajh sakta tha ki maa ke liye is baat ko hajam karna kitna mushkil raha hoga ki wo apne hi bete ki shadi apni hi betiyo se karengi aur apni hi aulaad ki maa aur saas dono ban jayengi.

"Kya hua, tu chup kyo ho gaya beta.?" Maa ne shayad mere man ki baat padh li thi is liye ye boli to maine kaha.
"Bas aise hi maa. Shayad kisi ne bhi nahi socha tha ki aane wale samay me aisa kuch hoga. Is baat ko hajam kar pana shayad bahut mushkil hai." Maine ye kaha to maa ne kaha.

"Tere pita ji to chale gaye beta. Magar soch ki itne samay se main bhi is baat ko hajam karne ki koshish hi kar rahi hu. Jab bhi is baat ka khayaal aata hai ki main apne hi bachcho ki maa aur saas dono banugi to mera roya roya ajeeb se ahsaas se khada ho jata hai. Khud par bharosa hi nahi hota ki maine tere pita ji ke kahne par aise rishte ko swikaar kar liya. Agar kisi ko is sabke bare me pata chal jaye to shayad hame is duniya me kahi bhi muh chhupane ke liye jagah na mile." Maa ne ye sab kaha to main kuch bol na saka. Bolta bhi kaise...? Maa jo bhi kah rahi thi wo ek aisa sach tha jise duniya ka koi bhi insaan hajam nahi kar sakta tha.

"Aisa koi din....aisa koi pal nahi hota beta jab is baat ka khayaal mere man me aata na ho. Har wakt...har pal is baat ko hajam karne ki koshish karti hu aur ab to aisa lagne bhi laga hai ki main is baat ko bahut had tak hajam karne me kamyaab ho chuki hu. Dhire dhire shayad baaki bhi hajam kar lugi." Maa ne ye kaha to maine kaha.

"Chhodiye is baat ko maa. Is bare me jitna ham sochenge utna hi shayad ulajhte jayenge." Maine bechaini se baat ko badalne ki garaz se ye kaha to maa ne ek gahri saans li fir kaha.

"Sahi kaha tune. Kher kusum aati hi hogi. Dakshina ji ne kaha tha ki wo ghar jate hi use savita ke sath yaha bhej dengi. Main chaahti hu ki tum dono ek dusre se khul kar baate kar lo." Maa ne uthte huye ye kaha to maine haan me palke jhapka di. Udhar darwaze ke paas pahuch kar maa ruki aur palat kar meri taraf dekhte huye kaha.

"Mujhe lagta hai ki tujhe rachna se bhi khul kar baat kar leni chahiye. Main nahi chaahti ki uske sath kisi bhi tarah ki na-insaafi ho." Maa ne ye kaha aur fir baahar chali gayi. Jabke main unki baato ke bare me sochta raha.

Ye sach tha ki ab tak maine rachna se khul kar is bare me koi baat nahi ki thi. Yaha aane ke baad jab maine socha ki ab sab kuch thik karu to mere sath ye haadsa ho gaya. Mujhe ahsaas tha ki mujhe rachna se baat karni chahiye. Usse kahna chahiye ki wo mere liye koi bojh nahi hai aur na hi wo khud ko aisa kuch samjhe. Balke yahi samjhe ki uske liye mere dil me agar kusum didi ki tarah chaahat nahi hai to unse kam bhi nahi hai. Mujhe yakeen hai ki wo meri is baat se behad khush ho jayegi.

Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....
Ab holi ke baad hi update de paauga....

Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....


:thankyou:
Nice update...
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

Mr. Perfect

"Perfect Man"
1,434
3,733
143
Aapko aur aapke pariwar ko meri taraf se holi ki hardik shubhkamnayen pandit bhai______
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,880
144
HAPPY HOLI BHAI LOG....

Holi-Quotes-GIF.gif
 
Top