• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Saba ek housewife aur uska gaon

Please vote your favourite character


  • Total voters
    70

Tiger jk

New Member
72
61
18
Mai jab wapas aayi to dekha wo doodh wala normal khada tha..usne aaj ek paint aur shirt pahni hui thi jo ki kafi gandi thi..maine usse doodh liya aur kaha ki kal se 9baje tak aana..

Usne ji malkin kaha aur chala gaya..maine doodh kar bartan uthaya niche se aur jaise use utha kar khadi hui to meri nazar farsh par gayi jis par safed safed kuch tha aur wo b chamak raha tha..maine gaur nahi kiya aur jaise hi mudi ki mera ek pair aage pada jahan par b wo safed chiz thi..main nange pair thi..aur fir jab dusra kadam badha kar fir wahi pair rakha to mere talwe me kuch chipchipa pan tha..mera ek dhyan gaya ki ye virya hai..lekin rahman so rahe the aur unhone kabhi aisi harkat ki nahi..to mjhe laga ye kuch aur hai aur kitchen me aakar doodh khaulne ko rkh kar pair dhulne chali gayi..fir maine doodh khaula kar nahaya ..aur ek white suit pahan liya andar matching bra..suit ke aage chest par green colour ke flower bane the..aur green salwar b thi..

Baal bhige hone ki wajah se maine use piche karke ek clip lagaya aur dupatta le kar rahman ko jagaya..aur humne chai pi..tabhi rahman bahar chale gaye tahalne aur mai khana banane ki tayyari karne lagi..tabhi bell baji..maine bahar ja kar gate khola to kaki thi..maine unhe andar bulaya aur chai pucha to unhone mana kar diya..fir idhar udhar ki baat hone lagi..tabhi mjhe yaad aya ki sabzi to hai nahi..to maine kaki ko chalne ko kaha sath me..

Wo ready ho gayi. Maine naqab uthaya pahanne ke liye to unhone kaha ki aise hi chalo yahan jyada abadi nahi hai..aur sab hi aise rahte hai..

Mai aur kaki wahi.pass ke market me gaye..to dekha sab dukan par ek do customer the..aur wahan ke logon ki nazar mjh par fir rahi thi..maine jab gaur se dekha to wahan ki sabhi ladki aur aurtien ka colour ya sawla tha ya fir black .jisse sabhi mjhe ghoor rahe the..mere husn ko..mjhe b garv mahsus ho raha tha ki mai itni khubsurat hu ki is gaon me aur koi nahi..

Jab mai wahin ek dukan par sabzi lene pahuchi to..maine dukandar ko dekha to meri ankhe fati ki fati rah gayi..kyunki ye koi aur nahi balki subah wala banda tha jo ki mjhe do teen din pahle raat me mila tha..
Mera dil dhadakne laga ki kahin wo pahchan na le .

Uska dhyan dusre customer par tha abhi usne mjhe dekha nahi tha..tabhi kaki ne kaha bolo beti kya lena hai..kaki ki awaz sunte hi us ladke ka dhyan meri taraf gaya jab usne mjhe dekha to..sunn sa ho gaya mere husn me kho sa gaya..maine sabzi batayi to wo dene laga..mjhe uski harkat se pata ho gaya ki wo mjhe pahchan nahi paya..maiine sabzi li aur wapas jane lagi..tabhi pata nahi mjhe kya hua to maine piche palat kar dekha. To wo abhi b mjhe hi dekh raha tha.. uski lalchayi nazro ko dekh kar mjhe hasi aane lagi..aur maine jaldi se sir ghuma liya..

Mai aur kaki ghar pahuch gaye aur maine aur kaki ne mil kar khana banaya aur kha kar baithe aram hi kar rahe the ki bell baji..kaki uthi darwaza kholne ke liye to maine mana kar diya aur kaha ki mai kholti hu..

Aur mai uth kar darwaza kholne gayi to dekha kaka the.. maine unhe andar aane ka rasta diya..aur isi bich mjhse wo nazar bacha kar ek nazar mere urooj ko dekha aur andar aa kar kaki ke bagal me baith gaye..

Maine darwaza lock kiya aur fir wahin lawn me ja kar kaka se chai ka pucha to mana kar diya..aur fir mai apni jagah kaka kaki ke samne ek sofe par baith gayi aur baat karne lagi..

Isi bich mera dupatta sarak gaya ek kandhe se..mai baat karne me kaki se itna bz thi ki mjhe dhyan hi nahi raha..

Maine baat karte hue kaka ki taraf dekha to unka chehra ke rang ude hue the..unhone mjhe dekhta dekh mjhse baat karne lage..aur maine notice kiya ki akhir kaka ki nazar kahan thi..to maine dekha ki mera dupatta gira hua hai..aur mera ek bharibharkam urooj suit me qaid apna aakar jahir kar raha tha..

Mai fir kaki se baat karte hue sochne lagi..to isliye kaka ka rang uda hua hai..mjhe b maza aa raha tha..ki mai itni khubsurat hu..ki koi b dekhta hai bas dekhta rah jata hai..maine dupatta nahi sahi kiya..maine baat karte hue fir kaka ko dekha to unke mathe se pasina nikal raha tha .mjhe unki halat par taras aa gaya aur maine unhe jyada pareshan na karte hue maine apna dupatta thik kar liya..

Aur kuch der baad dono chale gaye..

(Mere sath ye sab pahli baar ho raha tha mai kabhi aise mahaul me nahi padti thi..ki ek insan ki tadap kya hoti hai hawas kya hoti hai isliye mjhe ye sab bada maza de raha tha..mai gaon ke sabhi logon ko keeda makauda samajh rahi thi is waqt jo kisi pari ko dekh kar ankhe fade dekhte rahte hai...udhar kaka b gaon me meri tarah kisi ko na dekhte hue pahli baar mere ek gore sudol ko suit me kaid dekh pasine choot gaye..upar se mere geele baal....jabki gaon me bahut si aurtien dupatta nahi leti thi..lekin unke figure me aisi baat aisa rang nahi tha..mai is gaon me ek hoor ki tarah thi...jisse sabhi ki nazar mjh par thi..jo ki mjhe samajh aa gaya tha)

Fir thodi der baad rahman aaye aur unhone ek buri khabar sunayi ki city me lockdown lag gaya hai ...maine unhe un mayus hota dekh kaha ki ab kya kiya ja sakta hai...intezar karo


Fir maine unko khana diya aur aise hi din beet gaya..fir dusre din mai uthi chai pi aur kuch der baad doodh wala aaya to maine dekha ek ladka doodh liye khada tha wo nahi tha to maine usse pucha to bataya ki wo uske bauji hai aaj khet me fasal kaat rahe hai..

Maine usse doodh liya aur chala gaya..

Thodi der baad rahman ne uth kar nashta kiya aur bahar chale gaye.. kuch der baad. Aunty aa gayi aur unhone sath me Milkar aaj fir khana banwaya..aur mjhe kal dawat ka yaad rakha kar chali gayi..aaj kaka nahi aaye the..

Udhar kuldip kuch aur plan gadh raha tha jo ki saba nahi janti thi use bas kal ka intezar tha...isliye wo aaj aaya b nahi tha..
ab kaka kya plan krne wale he
 
Top