• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAFAR - MERI BEHNO KI TRISHNA

6,739
15,298
189
Nice update..
thanks a lot bro...
 
  • Like
Reactions: Tiger 786
6,739
15,298
189
  • Like
Reactions: Tiger 786
6,739
15,298
189
Nice update
thanks a lot bro...
 
  • Like
Reactions: Tiger 786
6,739
15,298
189
UPDATE 115

Sham ko thik 7 baje manav divya ke ghar pahuch jata hai. Shalini darwaja kholti hai aur muskurate hue manav ka swagat karti hai. Mehak ki friend hone ki wajah se manav shalini ko bhi didi keh ke bulata hai.

Manav...hello didi kaisi ho aap.

Shalini...muskurate hue..main thik hun. Yahin darwaje par hi haal chal puchhoge ya ander bhi aaoge.

Manav...haan di. Keh kar wo ander chala jata hai. Shalini use sofe par bitha kar khud samne baith jaati hai.

Shalini...to janab aaj meri behan ke saath date par ja rahe hain..

Manav uski baat sunkar sharma jata hai. Uske saath pehle kisi ladki ne itni khulke baat nahi ki thi. Use sharmata hua dekh shalini hansne lagti hai aur bolti hai.

Shalini...arey manav tum to ladkiyon se bhi jyada sharmagte ho. Kya hua tumhe. Date hi to bola hai.

Manav...arey di. Bas aise hi. Pehle kabhi is tarah se baat nahi ki na. Isliye bas.

Shalini...aur yeh mujhe di kehna chhod do. Ek taraf to meri behan ko date par le ja rahe ho aur doosri taraf mujhe di bol rahe ho.

Manav...to kya hua di. Aapko to main shuru se di hi keh ke bulata hun na.

Shalini...hanste hue...pehle aur baat thi. Ab tum aur divya close ho. Isliye mujhe shalini hi bola karo.

Manav...waise yeh sunkar use bahut achha laga ke shalini ne yeh bola hai ke tum aur divya bahut close ho….fir wo bolta hai...jaisa aapko thik lage di...mera matlab hai shalini.

Shalini uski baat sunkar fir se hans deti hai aur bolti hai...tumhe is roop mein pehli baar dekh rahi hun manav. Warna tum to kafi gusse mein rehte the.

Manav… wo wala manav mar chuka hai shalini ji. Ab waisa fir kabhi nahi hoga.

Shalini...dhire se fusfusate hue...yahi sahi rahega divya ke liye..

Manav...kuchh kaha aapne.

Shalini nahi to...itne mein dekhte hain ke divya aa gayi thi ready hoke. To shalini ki baat aayi gayi ho gayi.

Manav use dekhta hi reh gaya. Divya ne golden color ka one piece pehna hua tha. Usne accessories bhi khub pehni thi aaj. Aur makeup to puchho mat. Wakai usne sajne mein kafi time lagaya tha aaj. High heel sandals pehne the unka color bhi golden tha.

Dekhne mein hi lag raha tha ke wo date ke liye ready hui hai. Manav to use dekhta hi reh gaya. Manav ko ektak dekhta dekh shalini hansne lagi aur use tokte hue boli.

Shalini...arey chinta na karo manav. Yeh sirf tumhare liye hi ready hui hai aur kisi ke liye nahi. Ise abhi le jao aur jitna dekhna hai dekh lena...kehkar shalini...hahahahaha karke khub hansne lagi.

Manav ab jaise hosh mein aya aur shalini ki baat sunkar jhemp gaya. Udhar ek aur kand ho gaya jisse manav hil ke hi reh gaya. Divya manav ke nazdik aayi aur apni baju manav ki baju mein dalte hue boli.

Divya...chalen...bas itna hi boli...manav ko to aise mehsus ho raha tha mano kuchh chamatkar hua ho aur koi jadu sa chal raha ho.

Fir wo dono ghar se bahar nikle aur gadi tak gaye. Manav ne khud aage badh kar divya ke liye gadi ka darwaja khola. Divya bade hi khas andaz se gaadi ki agli sear mein sama gayi. Dekhne mein hi lag raha tha ke wo manav ko special feel karwana chahti thi. Bhala jiski gf itni smart aur itni khubsurat ho aur is tarah se dress up hoke nikli ho jaise ke koi model ho, to dekhne wala rashk nahi karega kya aur isse manav ki hi shan badhni thi ke yeh ladki uske saath hai.

Manav use ek bahut hi alishan hotel mein leke gaya khane ke liye. Wo aaj ki sham ko yadgaar banana chahta tha. Isliye usne special cabin book kiya un dono ke liye.

Yeh ek bahut hi famous chain ka 5 star hotel tha. Jiske restaurant mein bahut jyada bhid to nahi rehti thi par haan shehar ki sabhi prasidh hastiyon ko wahan dekha ja sakta tha.

Jab manav divya ko lekar us restaurant mein enger hua to sabhi ki nazren anayas hi un dono ki or chali gayi. Ya yun kahen ke divya ki or chali gayi. Aur waisa hi hua jaisa expected tha. Sab log manav ki kismat par rashk kar rahe the.

Manav aur divya ek cabin mein chale jaate hain jise manav ne specially unki date ke liye book kiya tha. Divya ko bahut special feel ho raha hota hai. Manav uska har baat mein kitna khyal rakh raha tha.

Wo dono pehle amne samne baith jaate hain. Thodi der idhar udhar ki baten hoti hain. Fir itne mein cabin ka darwaja knock hota hai. Yeh waiter tha. Manav use ander aane ko bolta hai. Waiter darwaja kholta hai aur puchhta hai.

Waiter...Sir, kya laun aap logon ke liye.

Manav...muskurate hue...bhai jo madam kahengi wahi ayega. Meri bhi wahi choice hai.

Divya...confuse hokar...main kya bataun manav tum hi bol do na please. Jo bhi chahiye.

Manav….okay veg or non-veg?

Divya...aaj to veg hi chalega..

Manav waiter ko do sabji aur ek daal ka order de deta hai. Saath mein rayta, salid aur papad bhi. Divya soch mein pad jaati hai ke itna kuchh khayega kaun?

Thodi hi der mein khana aa jaata hai. Dono khane khane lag jaate hain aur divya baat start karti hai.

Divya...manav ab office mein sach mein bahut achha lag raha hai. Uncle ki wajah se.

Manav...achha hai na. Waise yeh sab tumhari wajah se hi to hua hai divya. Thanks a lot.

Divya...yaar isme thanks ki kya baat hai. Tum to baar baar mujhe sharminda kar rahe ho. Itna kuchh to maine kiya bhi nahi.

Manav...tumne jo kiya hai wo tumhe nahi pata. Main jaanta hun ke wo kitna important kaam tha. Tumne ek family ko bacha liya aur iske liye main tumhara hamesha ke liye ehsaanmand rahunga.

Divya...arey ehsaan kaisa. Ya to dost mat bolo.

Manav...sirf dost hi hain ham divya? Manav usse kuchh aur expect kar raha tha shayad.

Divya...to tumhe kya lagta hai ke ham dono kya hain. Waise to divya samajh rahi thi ke manav ka kehne ka kya matlab hai wo to just use khinch rahi thi. Aur doosri baat wo pehle manav ke muh se sunna chahti thi.

Manav...ham dono...ham dono...jab usne do baar yeh repeat kiya to divya boli.

Divya..yeh kya tum repeat karke ek hi cassette chalaye ja rahe ho manav. Jo bolna hai bol do. Aisa pratit ho raha tha mano divya bhi uske muh se kuchh sunna chahti hai.

Manav… mujhe to lagta hai ke hame dosti se aage badhna chahiye...manav ne bahut hi jhijhakte hue yeh sab kaha.

Divya...matlab? Divya ne bahut hi sankshipt sa uttar diya.

Manav.... Matlab ke mujhe lagta hai hame apne rishte ko aage badhana chahiye...manav ne himmat karke bol hi diya. Par wo dar raha tha ke kahin divya uski baat ka bura na maan jaye.

Divya...tumhe sirf lagta hai ya sach mein hame aage badhna chahiye...pata nahi yeh comment tha ya divya maze le rahi thi manav se. Usne to ball poori tarah se manav ke paale mein fenk di thi.

Manav…sahi kahun to main chahta hun ke hamara rishta aage badhe...manav ekdam se bol gaya. Divya main tumhe chahne laga hun. Bolo tumhe is baare mein kya kehna hai. Manav ab jo bhi bol raha tha dil se bol raha tha. Divya ke kaano mein yeh shabd ghantiyon jaise baj rahe the. Har insaan ki life mein koi na koi aata hai aur uski khushkismati hoti hai agar wo insaan uski pasand ka ho. Manav jab se badla hai divya ko wo pasand aane laga tha aur aaj jab manav ne yeh sab bol diya, pehle to use yakin hi nahi ho raha tha fir agle hi pal jab use samajh mein aaya ke manav to use sidha sidha propose kar raha hai. Uski gardan sharm se jhuk gayi. Chehre par ek muskan si aa gayi. Man prafullit ho gaya. Hridya pyar se bhar gaya. Use us wakt lag raha tha ke wo dunia ki sabse kismat wali ladki hai.

Wo yahi sab soche ja rahi thi aur gardan uski jhuki hui thi. Manav use chup chup dekh ke ek baar to ghabra gaya aur bola.

Manav...arey lagta hai maine kuchh galat baat keh di divya...agar tumhe sahi nahi laga to main tumse maafi mangta hun. Manav hath jodne lagta hai.

Itne mein divya jo ke apne khyalon mein khoyi thi use jab hosh aata hai ke manav usse maafi mang raha hai to use bada dukh sa laga aur wo uske jude hue hathon ko tham ke bolti hai.

Divya...pagal ho manav..maafi kyun maang rahe ho. Maine kab kaha ke mujhe galat kaha tumne. Darasal yeh itna achanak hua ke main apna hosh hi bhul gayi. Tumhe to pata hai na ke yeh sab jeevan mein ek hi baar hona hai. Isliye mujhe kuchh soojha nahi.

Manav...fir bhi mujhe pehle puchhna chahiye tha...manav fir se safai dene lagta hai.

Divya...oho manav pehle meri baat to sun lo. Aur yeh puchhna kisliye hota hai. Tumne apne dil ki baat keh di. Ab mujhe bhi to apne dil ki baat kehne do...kehkar divya thodi der ke liye chup ho gayi….

Manav...haan bolo na please kya hai tumhare man mein. Main sunne ko bekrar hun.

Divya...achha to janab bahut bekrar hain. Divya ko ab masti sujh rahi thi...to suniye...mujhe bhi aap bahut pasand ho. Main khud chahti thi ke aap mujhe yeh sab bolo.

Manav ki khushi ka thikana nahi raha. Waise bhi divya ne abhi tak uske hathon ko thama hua tha. Use bhi vishvas nahi ho raha tha ke divya ne use haan bol di hai. Wo bahut hi hadbadahat mein bolta hai.

Manav...oh thank you, thank you divya...sach mein main bahut khush hun balke main bahut khushnasib hun. Thank you yaar. Tumne mere proposal ko accept kar liya..manav bolta hi ja raha tha.

Divya...muskurate hue...arey bas bas manav. Itna jyada thank you bolne ki jarurat nahi hai. Yeh koi ektarfa pyar nahi hai. Ham dono hi ek doosre ko chahne lage hain. Aur dhire dhire ham aage badhenge taki ham ek doosre ko aur achhe se jaan saken.

Manav….haan divya. Sach mein tum bahut achhi ho. Main tumhe pakar bahut khush hun.

Divya...main bhi tumhe pakar bahut khush hun manav...usne itna hi bola tha ke fir se knock hua. Shayad waiter dubara aaya tha. Divya ne hadbada ke ekdam se manav ke hath chhode.

Manav...come in…

Waiter ne darwaja khola aur bola...sir aur kuchh chahiye.

Manav...divya ki or dekhte hue puchhta hai...divya bolo aur kya mangwana hai…

Divya...mera to bas ho gaya. Bas kuchh sweets mein dekh lo.

Manav...bolo kya chahiye..

Divya...bhaiya do chocolate pastry le aana…

Manav...le aao bhai jo madam ne bola hai..

Waiter..okay sir. Okay madam bol ke chala jaata hai. Waiter ke jaane ke baad manav fir se divya se mukhatib ho jaata hai aur bolta hai.

Manav...lagta hai tumhe chocolate pastry pasand hai.

Divya...bahut...aur main apni har khushi isi ke saath celebrate karti hun.

Manav muskurane lagta hai. Fir wo ishare se divya ke dono hath mangta hai. Abki baar manav ne divya ke hath tham liye the. Divya ne bhi koi aitraz nahi kiya balke wo to bahut khush nazar aa rahi thi.

Manav...to iska matlab tum khush ho...bolne ke baad khud hi sochne lagta hai ke kaisa behuda sawal puchh liya.

Divya...arey khush nahi hungi kya...mujhe itna achha saathi jo mil gaya. Bolkar divya ki gardan apne aap hi jhuk gayi.

Manav...mujhe bhi. Main sach mein khushnasib hun ke mujhe tum mili. Manav ne yeh bolte hue divya ke hath chum liye. Divya ke gaal to sharm ke maare laal ho gaye.

Use pehli baar kisi ne is tarah se chuma tha. Uska sar jhuka hi reh gaya. Usse na to manav ki or dekha ja raha tha aur na hi kuchh bola ja raha tha.

Abhi to wo is baat se hi nahi ubhar paayi thi ke itne mein apne aap hi darwaja khul gaya. Divya ne jab upar ki or dekha to waiter khada tha. Har baar wo darwaja knock karke aata tha is baar wo bina knock kiye hi ander ghus aya.

Khair usne bhi dekha ke wo dono pyar bhare manzar mein pahuche hue the to usne bahut jyada feel kiya aur bola.

waiter...I am exteremely sorry Sir, Ma’am. Mujhe darwaja knock karke aana chahiye tha. Main bas yeh laate hue flow mein aa gaya aur bina knock kiye hi darwaja khol baitha.

Pehle to manav ko us par gussa aaya tha. Par fir usne socha ke iski bhi kya galti hai. Aisa kisi se bhi ho sakta hai to usne socha ke is baat ko khatam hi karna thik hai to wo bola.

Manav...arey koi baat nahi bhai. Mind mat karo. Hamne bura nahi mana.

Waiter...fir bhi sir, galti to hai meri. Wo bechara bahut jyada sharminda ho raha tha.

Manav...koi baat nahi hai yaar. Aage se khyal rakhna bas.

Waiter...wo to rakhunga hi sir..achha aur to nahi chahiye kuchh aapko.

Manav...abhi ke liye bas itna hi. Agar jarurat hogi to bell baja dunga.

Waiter...okay sir bol ke nikal jata hai aur darwaja band kar deta hai. Uske baad dono normal ho jaate hain. Divya un dono pastries ko jod deti hai. Aur chammach ko chaku bana ke manav ko bolti hai katne ke liye. Manav uth ke uske paas pahuch jata hai aur uski chair ki baju pe baith jaata hai. Aur wo chammach pakad leta hai. Ab dono ne chammach pakda tha katne ke liye.

Divya...ham dono ki nayi life ki starting ke naam.

Manav...bilkul hamari nayi life ke naam...bol ke dono ne wo kaat diya. Divya ne pehle usko manav ko khilaya. Fir usi chammach se manav ne divya ko khilaya..ab jhutha sacha kuchh nahi tha. Dono ek hi chammach se bari bari wo pastries kha rahe the.

To is tarah se officially dono ki life start ho gayi thi.

===OOO===
 
6,739
15,298
189
Dosto update daal diya hai...comments karke batao kaisa laga...
 
  • Like
Reactions: Tiger 786

FallenAngel

Active Member
1,260
4,020
143

Chalo apne lallu ram msnav ko bhi sahi jeevan sathi mil hi gya bas aise hi ache se chalta rahe
 
Indumatiyadav91

New Member
12
28
3
thanks a lot Indu...definitely he will be one day.. par aapko bhi thoda hint dena padega na yaar tabhi to wo aage badhega

Mene hint tho kya bohat kiya aur dikhaya fir koi farak nahi pada. Bhai ko itna kuch dikhaya ki mera bhap bhi muje chod deta uske bad.
 
park

Well-Known Member
11,786
14,034
228

Nice and superb update..
 
  • Like
Reactions: manikmittalme07
Top