U - 1
Hayat Ansari ne apne ghar se kafi dur banglore me padhai ke liye dakhila apne abbu se zidd kar ke karwaya tha, yun ko hayat ka khandan kafi strict aur mahzabi tha, lekin hayat ko padhai ko full scholarship mila hua tha, aur logo ke kafi samjhane pe hayat ke kafi kade abbu ne haar maan li, aur hayat ka dakhila karwa diya..
Hayat ek kafi masum aur dil se achchi ladaki thi, wo ghar ki sabse choti thi, iswajah se use kafi sambhal ke rakha gaya tha, hayat 19 saal ki ho gayi thi aur use jinsi mamlat kya hote hain use kuch nahi malum tha, Hayat ke alawa ghar me uski do ammi, aur 4 bhai aur 3 behane thi, aur wo sabhi us se bade the, hayat ek pardapos aur mhzbi ladaki thi, aur aisi uski pakiza zindagi chal rahi thi,
waqt aagaya, aur hayat apne abbu aur apne bhai ke sath collage ke liye kanpur station se train pakad liya, ye hayat ke liye pehali dafa tha railgadi ka sawari karane ke liye, hayat duniya ki bheed dekh andar se ghabra si gayi thi, lekin wo dati rahi, wo aage ki padhai karana chahti thi, aur yahi soch usne alh ko yaad kiya aur gadi ka intezaar karane lagi,
hayat ka khandan bhale bada tha, lekin wo gareeb khandan tha, yahi nahi rail gadi me unlogo ne sleeper ka ticket katwaya tha, wo bhi bade muskil se, railgadi aayi, aur hayat apne abbu aur bhai ke sath gadi me chadh gayi, aur kuch der me rail chal di, aur kanpur sahar dekhate dekhate hayat ke nazaro se oojahl ho gaya, aur khet khalihan sirf dikhane lage, hayat andar hi andar kafi excited bhi thi, aur use kafi maza aa raha tha, apne pehale safar pe, raat kafi thi aur safar lamba tha, aur hayat kha pii, upar wale birth pe sone chali gayi,
agle din hayat ki nind subah ke lalima me tuti, gadi kisi station pe ruki hui thi, aur bogi me andhera tha, hayat dubara sone ki kosis ki lekin use nind nahi aaya, aur use pesab bhi aa raha tha, aur wo haule se niche utar jaati hai, aur train ke bathroom me jaati hai, aur andar ka haal dekh use ulti aa jaati hai, hayat ek ek kar sare bathroom check karati hai, sare ke sare aise hi haal me the, hayat ko samajh nahi aa raha tha ki wo kya kare, aur use pressure bhi aaya hua tha, aur isi me hayat ko train ke dibbe ke samane ek public toilet dikhata hai, aur hayat ab bina kuch samjhe jaane dibbe se utar jaati hai, aur daud ke bathroom ki taraf jaati hai, wo train se thoda saaf tha, aur hayat jhat se apne parade ko utar baith hagane lagati hai, aur hayat ko thoda rahat milata hai, hayat hagane ke baad aaram se dhone ka soch hi rahi thi ki train ka tez awaz aata hai, aur hayat darr jaati hai, use lagata hai jaise uska train khul gaya hai, ab hayat ko kuch samajh nahi aata hai, lekin train chutana, hayat apne gaand ko bina dhoye, salwar niche kar bina parade ke train ki aur bhagati hai, aur isi tezi me uska pair fansata hai aur uska salwar niche ho jata hai, aur wo uske sath wo dhadam se daudate waqt gir jaati hai, aur train aage badh jata hai, aur hayat rone lagati hai, uska dimag kaam karana band kar deta hai, aur uske aankhon se pani bina ruke bahe jaa rahe the, aur wo aadhi nangi ek anjaan train station pe bina gaand dhoye padi hui thi, aur uska train aage badha jaa raha tha, hayat ke liye ye kisi bude sapane jaisa lag raha tha, lekin tabhi gaadi samane ruk jata hai, hayat itne me apna salwar kheench upar kar liya tha, lekin wo abhi bhi zamin pe padi hui thi, train se ek aadmi utarata hai, aur wo hayat ke paas aata hai, aur use pakad apne god me utha leta hai, aur hayat ko train me le chala jata hai, hayat us se chipak roye jaa rahi thi, wo aadmi hayat ko ac1 wale bogi me jata hai, jiska wo guard tha,
us guard ne hayat ko kanpur station pe dekha tha, bhale use uski surat nahi malum thi, lekin use wo hijab yaad tha, aur clearance dete hue hayat ke bhag ke aate hue, aur girate hue usne dekh liya tha, aur isi wajah se usne chain pull kar hayat ko bachcha liya,
hayat kafi dari hui thi aur use apne aap se ghin aa rahi thi, uski halat ek galeez aadmi jaisi thi, aur to aur uska gaand bhi nahi dhula tha, hayat kuch der me apne andhu pochati hai, aur guard se bolati hai, ki use bathroom jana hai, aur guard use ac1 ke bathroom me le jata hai, hayat bathroom ki saaf safai ko dekh chaunk jaati hai, aur ab use honsh aata hai to use ahsas hota hai ki use zara bhi garmi nahi lag rahi thi balki thand lag rahi thi, hayat is saaf bathroom me apne aap ko saaf karati hai, aur phir wapas guard ke paas jake use apne dibbe me le jaane ko bolati hai, guard hayat ko uske dibbe me pahuncha deta hai, aur abhi tak sab log soye hue the, aur hayat jaldi se so jaati hai, aur apne aap ke sath hue is ghatna ko bhulane ki kosis karane lagati hai,
hayat isi tarah baki ka samay kat deti hai, lekin uske chehre ki muskan thodi kam si ho gayi thi, aur uske sath aisa galeez ghatna hone ki wajah se wo andar se kafi darr si gayi thi, lekin is se bhi jyada hayat ko pata chala ki isi train me ek aisi bhi duniya hai, jo uske gareeb duniya se bilkul alag hai, aur hayat ko baar baar usi ki aur dimag jaane lagata hai....
safar khatam ho chuka tha, hayat apne abbu aur bhai ke sath banglore pahunch jaati hai, hayat ko ye sahar bada ajeeb sa lag raha tha, yahan ke logo ko kahin jaane ki jaldi si thi, aur zindagi tez raftar me chal raha tha, hayat pehale ek bus se safar kar apne collage pahunchati hai, aur collage ko dekh uske honsh ud jaate hain, itna bada to usne sochabhi nahi tha, uske sahar kanpur me kuch collage the, lekin IIT ko chorkar sayad hi koi collage bada ho, hayat ye dekh chaunk jaati hai, wahin uske bhai aur abbu office registarar ke paas jaate hain, aur hayat ko office wala samjhane lagata hai ki use 100 per cent scholarship tab tak hi milega jab tak uske number 75% se upar hain, hayat jo khud phadane me tez thi haan me haan mila rahi thi, uska kuch der me dakhila kara diya jata hai,
hayat collage ke campus me ghum rahi thi, wahin uske bhai aur abbu hostel ke bade me pata laga rahe the, hayat ko ye collage bada ajeeb sa lag raha tha, usne kabhi itne tadad me ladake ladaki ek sath nahi dekhe the, aur hayat ek table pe baith jaati hai, hayat ki nazar ek jhadi pe jaati hai jahan se kuch awaz aa rahe the, hayat ke andar janane ka dil kiya ki ye kya ho raha hai,aur hayat haule se uth jaati hai, aur hayat jhadi ke piche dekhati hai, aur uska iman dol jata hai, khadi ke piche ek ladaki aur ladaka ek dusare ko besharmo ki tarah chum rahe the, hayat ye dekh turant bhag khadi hoti hai, aur sidhe apne bhai aur abbu ke paas jaati hai, jo use hi dhundh rahe the, wo use batate hain ki collage ka hostel fee kafi jyada hai aur wo afford nahi kar sakte hain, ye sun hayat ka muh latak jata hai, lekin wo aage badhate hain aur kisi PG me hayat ko teharane ki baat karate hain, jo sasta bhi tha, aur hayat ko achcha khana bhi mil jata, hayat ko uske abbu aur bhai ek all girls pg me dalwa dete hain, aur khud jaane lagate hain, kyunki unka train saam ko hi tha, hayat ko unlogo ne double PG kamare me rakha tha, aur hayat ki room mate abhi collage me hi thi, hayat naha dho kar sone chali jaati hai, kyunki train ki thakaqat uske sarir me kafi tha,
raat ko hayat ko nind khulata hai, wo akeli kamare me thi, aur uska haal ajeeb sa ho raha tha, aur use bhookh lagi hui thi, aur hayat apne kapade ko sahi kar niche khana khane ko chali jaati hai, aur kha kar upar aati hai, lekin isbaar kamare me koi aur bhi tha, ye hayat ki nayi room mate thi, aur hayat use dekh chaunk jaati hai, ye wahi ladaki thi jise us ne dophar me dekha tha, hayat ke samane halke nashe me bistar pe baithi hui thi uski nayi room mate.