- 178
- 137
- 43
Update 38
Sonu ready hokar jab ata hain tab janu sonu ko najar ka tika laga kar apne ahthon se chiken khilati hain sonu janu k khub tarif karta hain phir sonu bhi janu ko apne hathon se khilata hain dono ek dusre ko khilate huye bed pr so jate hain
Ab agge………
Idher libri adhi rat ko namika grah pahunch jati hain or rajye me maujud har ghar ko todne lagti hain logon me hahakar machne lagta hain sabhi idher udher chilate huye bhag rhe the
Libri- or chilayo mujhe chilana bahut pasand hain dekho mera chilana
Libri ki awaj kisi super sonic kit rh hain sabhi ke kan ke parde fat jaye aisa hai tabhi Samrat ek aag ka gola libri pr chhodta hain jisase libri ka dhyan Samrat ki or jata hain
Libri- oh aa hi gye tum Samrat tumhara hi intezar tha
Samrat- oh to tumhe is bar kisne bheja hain nakasur ya nargis oh main to bhul hi gya tumhara yar kal bhi to jinda ho chuka hoga
Libri hasti huyi- kar lo bacche majak marne se pahle kyunki ye tumhari akhiri majak hogi lo sambhal meri awaj ko
Libri jaise hi apna muh kholti hain usme se saikod teer nikal kar Samrat ki or tezi se jaa rhe hain Samrat apne gravitation force or air force se un teer ko hawa me rok deta hain or ek ishare se un teeron ko ek ghar ka rup de deta hain jise dekh libri bahut khush hoti hain
Libri- wah pahli bar kisine mere hathiyar se aisi nayab kala ka pradarshan kiya ho main bahut khush huyi lekin ab aisa nhi hoga
Is bar jab libri apna muh kholti hain usme se najane kitne kankal hathon me talwar liye Samrat ki or badh jate hain abhi wo Samrat tak pahunchte ki pichhe se gaja apne sena ke sath un akraman kar deta hain
Libri- bacche mujhe achha nhi lag rha ki tum niche or main upper hawa me barabari ka mukbala nhi lag rha aa jao upper hawa me
Samrat – jaisi tumhari ichha
Samrat apni ankhe band karta hain to Samrat ke chhati se muh kholta huya dragon ka sir jo sirf aag ka hain dheere dheere niklta huya Samrat ke sarir charotrf lapet leta hian or Samrat ko apne upper baitha leta hain ab dragon pahle jaisa nhi dikh rha ab usase bhi kayi guna takatwar or darawana dikh rha jitna darwana dikh rha utna hi sunder bhi dikh rha hain dragaon jab bhi sans leta hain uske nak se aag ki lapte niklti uske pith pr ab pahle se hi kayi bade bade ubhar najar ane lage uske body pe jagah jagah aag jal rhi hain dragon me sabse khubsurat uski punch dikh rhi hain jisme aag jal to rhi hain lekin wo aag lal hain Samrat phir apni ankhe band karta hain to is bar uske daye hath me brahmand ka sabse shaktishali ‘THE GARJANA SWORD’ hain us sword ke muh pr simbha ka dahdata huya chehra hain or ab sword jo pahle sidhi thi ab kisi Bijli ke akar kit rh ho gyi hain sword ke kinare aag hi aag hain Samrat apne dragon ko ishara karta hain or dragon Samrat ko lekar upper hawa me pahunch jata hain
Samrat ke upper ate hi libri kal ke diye huye locket ka istemal kar deti hain Samrat ke upper jisase Samrat khud ko kamjor mahsus karne lagta hain dragon ki aag bhi kam hone lagti hian talwar me se to na ke barabar aag nikal rhi hain isi ka faida utha kar libri apne supersonic awaj nikalti hain jisase Samrat siddha niche jaa girta hain or behosh ho jata hain
Libri hasti huyi- Samrat itne me hi har gye main phiir kal aungi intezar karna
Itna bol libri wahan se gyab ho jati hain Samrat ke niche girte hi dragon bhi niche girkar behosh ho jata hain gaja Samrat ko kandhe pr utha raajmahal pahunch jata hain jahan trisha or milki Samrat ki aisi halat dekh rone lagti hain gaja dono ko sabkuchh bata deta hain trisha or milki kisi trh Samrat ko hosh lane me kamyab ho jati han tabhi whan indradev ate hain indradev ko dekh kar milki or trisha unke gale lag jati hain or rone lagti hain kyunki Samrat ko hosh to aa chuka tha lekin wo hil nhi paa rha tha
Indradev- beti ro mat use kuchh nhi huya hain wo thik hain bas kamjor hain
Trisha- lekin ye kaise ho sakta hain nanaji
Indradev- beti libri ke pass ek locket hain jo Samrat ke energy ko block kar de rhi hain jisase ye apni takat nhi use kar paa rha tum fikar mat karo thode der bad ye bilkul thik ho jayega
Kuchh der wahan rhne ke bad indradev wpas chale jate hain puri rat jag kar milki or trisha Samrat ki seva karti rhti hain subhah hote hi libri raajmahal ke pass akar
Libri- Samrat kidher ho aajayo mujhse ladne kidher ho mere bacche dekho tumhari pyari dushman tumhara intezar itni kadi dhup me kar rhi hain ab yun tarsao varna
Samrat ye awaj sun uth kar jaise hi jane wala hota hain ki milki use rok kar
Milki- mat jayo wo phir tumhe kamjor kar degi bet utu kyun nhi kuchh bolti rok na inhe
Trisha- haan Samrat ruk jayo na tumhare jagah humdono chale jayenge
Samrat – nhi main tumdono ko khatre me nhi dal sakta agr tumko kuchh ho gya to main jinda nhi rah paunga ek mard ka hak hota hain wo apni patni apni family or apni praja ki Raksha kare mujhe chodo jane do
Dono- nhi hum tumhe jane nhi denge
Libri- Samrat agr tum mere 3 ginane tak nhi aye to main tumhare sabhi praja ko kha jaungi
Samrat – chhodo mere hath
Dono- nhi hum nhi chhodenge tumhe
Samrat – to thik hain mujhe maaf karna
Samrat apne ankho se aag ka ghera bana usme trisha or milki ko kaid kar deta hain or nikal jata hain bahar libri se ladne
Dono chilate huye ruk jayo Samrat mat jayo bolte huye rone lagti hain
Samrat bahar nikal apne dragon pr swar ho jata hain pahle se bhi jyada josh ke sath
Libri- wah Samrat meri ginti suru hone se pahle hi tum aa gye or wo bhi pahle se Jayda josh ke sath lekin afsos ye tumhari akhiri din hoga or josh hoga suno namika grah ke logon main tumhare raja Samrat ko marne wali hun hahhahahhahahahhahaaaaa unka aaj akhiri din hain hahahhahaaaa apne raja ka akhiri darshan kar lo ahahahahahhaaa
Samarat- ab batein bhi karogi ya yudh bhi karna hain
Libri- jaisi tumhari ichha sochi thi ki tumhari praja ek bar tumhara darshan kar le lekin dekho wo to apne ghar se bhi bahar nhi nikal rhe khair chhodo
Libri isi ke sath apne mh se agg nikalti hain jise Samrat apne talwar se rok leta hain
Libri- baut khub Samrat lekin is bar nhi bachoge
Libri apne gale me pahane locket ko hath lagane wali thi ki samarat kin ajar us pr pad jati hain or Samrat apna kayi clone bana kar gyab ho jata hain kayi clone ko samne dekh kar libri apne muh se kayi teer nikalti hain or har clone pr chhodne lagti hain wo har clone ko dekhne me wayast thi ki Samrat pichhe se apne akar ko bada kar libri ko pichhe se pakar leta hain or use utha kar niche fenk deta hain libri uth kar action karti Samrat phir gyab ho jata hain jaise hi libri khadi hoti hain Samrat phir pichhe se akar libri ko ek lat uske pith pr jadta hain or gyab ho jata hain libri phir uthati hain or apne muh se hazaro teer Samrat ke upper chhod deti hain wo teer Samrat tak pahunchte Samrat gyab ho kar libri ke pichhe palatane se pahle ek lapad uske gal pr jad deta hain or uske gale se locket chin tod deta hain or gyab ho jata hain
Libri gusse me- himmat hain to samne akar lado Samrat
Samrat gyab rhte- thik hain jaise tumhari ichha …….samrat samne aa jata hain libri apne hath ko locket ke pass le jati hain lekin locket use wahan na milkar niche jamin pr tuta huya dikhta hain libri gusse me appne supersonic awaj nikalti hain Samrat apna hath age kar us awaj ko wahin rok deta hain libri apni anmol shakti se bani mahashaktishali talwar ko lekar Samrat pr hamla bol deti hain Samrat bhi apne talwar ke sath hamla kar deta hain dono ki talwarein takrane se itni awaj niklti ki pura grah hilane lagta isase Samrat ki praja ko kafi nukashan hota apni praja ka nukashan ko dekhte huye Samrat libri ke sath ud karte huye space me chala ata hain dono space me talwar baji karte kabhi kabhi libri Samrat ke upper meteor fenk deti Samrat un meteor ko apne talwar se tod deta is libri koi or action le pati Samrat apne talwar se libri ka gala kat deta hain ye sab dur khada nakasur ka guptchar dekhta rhta hain wo wahan se gyab hokar nakasur ko bata deta hain
Nargis- bas bahut huya Dadaji main ab jaa rha hun usase ladne
Nakasur- nargis ko rokte huye- nhi beta abhi tum nhi jayo yahan pr kal ko kisi chij ki jarurt pad sakti hain main kisi or ko isase kayi jyada takatwar ko Samrat ko marne ke liye bhejta hun tum jakar apne pitaji ke pass baitho main tabtak dekh leta hun
Nargis kal ke pass jakar hawan me baith jata hain or jo jo kal mang rha hain wo wo saman nargis la kar de rha
Nakasur- caliiiiiiii
Samne ek adhe ghode ke sarir wala shaks khada ho jata hain
Cali- pranam maharaj apne bete ko yaad karne ki koi khas wajah apko pta hi hain agr mujhe bina karan bulayenge to apko maa ke krodh ka samna karna padega
Nakasur- haan beta mujhe pta hain maine tumhe ek khas kam ke liye bulaya hain kal ka dushman Samrat abhi bhi jinda hain main chahta hun ki
Cali- ap chahte hain ki main us balak se ladu ye ap kaise soch bhi sakte hain uske liye to humare gulam hi kafi hain
Nakasur- beta wo dikhne me hi balak hain usne ombey libri andhak jaise jaise khunkhar ko mar giraya
Cali hasta huya- kya pita ji ap unhe khunkhar kahte hain unhe to humare yahan ke chhote bache bhi hara denge lekin apne mujhe yaad kiya to kuchh soch kar hi ap uski chinta na kare main use sambhal lunga ap bhaiya ke sath hawan kund me baith jaye main apna ek admi bhejta hun use marne ke liye
Nakasur- beta jara sambhal ke
Cali- ap uski chinta na kare main dekh lunga ap jaye
Nakasur kal ke sath hawan kund me baith jata hain or cali guptchar ko bulakar Samrat ke bareme sab kuchh puchh leta hain
Cali- kafi interesting banda hain thik hain tum jayo
Cali man me- pitaji ne jaisa bola tha waisa hi nikla lekin mujhe khud usase ladne ke wajaye mujhe apne admiyon ko wahan bhejkar uski pariksha leni chahiye lekin kise bheju shisham ko nhi nhi wo to sala fatu hain jara se me hi dar jata hai Laka haan ye thik rhega wo bahut hi khunkhar hain usko harane me hi mujhe kayi din lag gye the
Cali- lakaaaaa main tumhara malik cali bula rha hun aa jayo
Wahan pre k sadhu ke jaisa dikhne wala bona khada ho jata hain
Laka- boliye Sarkar mujhe yaad kiya
Cali- haan laka mujhe tumhari bahut jarurt hain mere pitaji ka ek dushman hain usne pitaji ke kayi sathiyon ko mar diya main tumhe use khatam karne ke liye bulaya hun tum apni budhimani se use khatam kar dalo
Laka- jo mere malik wo kahan mujhe milega
Cali- wo tumhe namika grah mil jayega uska nam hain Samrat hain or ye dekho …pani me samrat ki chehra ubhar ka rata hain …ye hain wo ise hi tumhe khatam karna hoga
Laka- jo agya Sarkar