• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Samrat the adventure beginsDragon 🐉🐲 holder (completed)

Hero tera

Active Member
1,099
3,118
144
kal ke chacha- beta ab tum sab kuchh dekh sakte ho or in sabhi shakti ka bhi use kar sakte ho lekin ab tumhe raja ke bete ko dhundh kar marna hoga eklauta wwahin hain jo humsabka ka raste ka kata hian

nargis- thik hain main use dhundh kar jarur mar dalunga ab main jata hun

ab agge……

subhah ki pahli kiran ek nayi umang ke sath suru hoti hain sabhi log uth jate hain lekin milki Samrat ko gale laga soyi huyi thi or wahin Samrat bhi use gale lage huye the kafi maksat ke bad jhina or Laila milkar dono ko uthate hain or fresh ho khana kha kar nikal jate hian abhi wo log kuchh dur hi chale the ki kalin achanak ruk kar bolta hian

kalin- welcome to shek duniya …..ab yahan se hum sabhi ko paidal hi chalna hoga or haan sabhi dhyan se sun le ye duniya ek mayavi bhi hain koi bhi kisi bhi kimat pr ekdusra ka sath nhi chhodna or nhi kahin jana jahan bhi jana sath hi jana ek bar chhut gya to samjho maut

ye batein sun sabhi ekpal ke liye dar jate hain apne dar pr kabu kar Samrat ki sena age badhti hain or or shek duniya me jaise hi enter karte hain to unka swagt ek kafi khatam na hone wala Registan karta hian kalin- is Registan ko maut ka dariya kaha jata hian ise aajtak koi bhi bahar wala bina sahi siddha ko jane par nhi kar sakta or yahan pr ekpal ke liye koi ruk gya to use maut milti hain isliye kosis karna ki koi bhi ekpal ke liye na ruke sabhi – kya

kima ke dost ko dost1 ,dost2,dost3 ,dost4
dost1- mujhe nhi jana is maut ke duniya me main jaa rha hun wapas
dost3- tumne sahi kaha jan rhi to dobara jarur milenge
dost4- mujhe to apne rajye pr raja banakar rajye karna hain main marna nhi chahta boss main kahta hun ap bhi chalo humare sath
kima gusse – kya bak rhe ho tumsab is Registan mamuli se Registan se dar gye chupchap chalo
dost3- boss jinda rhenge to na challenge yahan to bina ruke chalte rhna hain jabtak is Registan ko par na kar le

kima gusse – to

dost2- boss hume maf karna main jaa rha hun ….itna bol wo pichhe ki or bhane lagta hian

kalin- ruk jayo wapas aa jayo tumne is Registan me chale ho mat jayo warna ……nhiiiiiiiiiii

sabhi – aaaaaaaaaaaa…..nhiiiiiiiiiii chilate huye
sabhi apne ek dost ki maut apne ankho ke samne dekh rone lagte hain lekin wo kya kar sakte hain wo ruk bhi nhi sakte chalte huye rone lagte hain
kya huya tha ki jaise dost2 pichhe ki or bhaga to abhi wo char kadam hi badhye honge ki achanak uske pairon ke samne ek khayai aa jati hain wo jabtak kuchh samjh pata wo charotaraf se khayai se ghir jata hain or achanak uske pairon ke niche ki ret bhi gyab ho jati hain or wo usme sama jata hain ye itna bhayav tha ki sabki chikh nikal jati hain or rone lagte hian )Dost3- kalin kya ab humsab nhi wapas jaa sakte

Kalin- sorry lekin ye sach hain agr tum wapas jana chahoge bhi to nhi jaa sakte jabtak tumhe is desh kka raja jane ki izzazat nhi de deta mujhe maaf karna maine pahle nhi bataya

Kima- sale kalin ke aulad pahle bata dete to mera ek dost aaj jinda hota

Samrat – tum kalin ko kyun dosh de rhe ho usne to pahle hi sab bata diya tha

Kima- tu to chup kar kamine ye sab tere waajah se hi ho rha hain ek bar yahan se nikal jane do tab dekhata hun tujhe nali ka kida

Jhina gusse me- sale apna muh band kar nhi to yahin chhod kar chalunga phir apne mummy ko yaad karte huye rote rhana ….mummy mummy mujhe bacha lo …hahhahaha

Kima- bol le beta akhir bolega bhi kyun akhir tu to ek bandar hi hain tere g****** jo khujali hoti hogi …hahahha….upps sorry tu to akela hi nhi ye to tere sabhi sage sabandhiyon me bhi hoti hain achha ek bat batana tum log salon sambandh khujalate huye banate ho kya

Kima or uske dost- hahhahahaaa…..

Samrat gusse – kima chup ho jaa warna

Kima- warna kya be tum era kuchh bhi nhi ukhad sakta

Milki guusee- shup karo sabke sab warna jante hi ho main kya kar sakti hun chup ho jayo sab ke sab

Kima dant piste huye- aaj bach gye lekin age se nhi bach payoge

Jhina or Samrat- haan dekh lenge

Uske bad sabhi ek dusre ko bina dekhe chupchap age badhne lagte hain ….subhah se sham tak koi bhi bina ruke bhuke pyase chalte rhte hain jiske karan sabki halat kharab ho jati hian

Dost1- ab mujhse nhi chala jaa rha

Kalin- chalte rho varna tumne pahle hi dekha hoga tumhare dost ke sath kya huya

Dost1- lekin nhi chala jaa rha plz agr main or chalta rha to behosh ho jaunga

Jhina- abe suna nhi kalin ne kya kaha chalte rho varna maut ke gale laga lo

Abhi jhina ne yahi kaha hoga ki dost1 behosh hho jata hain ye dekh dost2 uski madad ke liye jaise hi hath age badhata hain ki wahan ki ret dhasne lagti hain jise dekh kalin bolta hain

Kalin- nhi dost2 wahan se bhago or sabhi tezi se bhago nhi to mare jayoge sabke sab

Ye sun sabhi bhagne lagte hain lekin samrat wahin ruk dost1 ko apne khande pr utha use lekar bhagne lagta hian jaise jaise sabhi bhag rhe the waise hi pichhe ki sabhi ret hatane lagti hain uski speed ko dekh sabhi chilate huye bhag rhe the …..bachao bachao …….

Kalin- wo dekho wo rha jamin jaldi se or tez bhago nhi to sabke sab mare jayeng

hatane lagti hain uski speed ko dekh sabhi chilate huye bhag rhe the …..bachao bachao …….

Kalin- wo dekho wo rha jamin jaldi se or tez bhago nhi to sabke sab mare jayenge

Sabhi log bhagte huye jamin pr pahunch kar plt kar dekhte hain jaise plt kar dekhte hain to pate hain ki Samrat dost1 ko apne khande pr le bhagta huya aa rha tha or uske sath uske pichhe Samrat ki maut mtlb ret pichhe ki ret dhansti jaaa rhi thi jaise jaise Samrat apna pair hata rha tha wahan ki ret dhansti jaa rhi thi

Jhina- or tez bhag samratttt or tez

Laila- or tez Samrat

Milki- Samrat tez bhago or tez bhago ret tumhare kafi karib hain jaldi karo

Jhina Samrat ki halat ko dekh leta hian wo bahut thak huya lag rha tha jhina apna kadam jaise hi bahdane wala tha Samrat ki madad ke liye ki kalin use rok deta hian

Kalin- nhi jhina aisa mat karo warna yahan ki ret bhi dhans jayegi bas duya karo ki jaldi hi Samrat yahan pahunch jaye

Samrat khud ko bahut kamjor samjhane lagta hain or jamin ki usase distance karob 10 meter rh gya tha Samrat khud ko maut ke karib dekh apni ankhe band kar leta hain or god ko yaa dkar apni ankhe kholta hain or god ka nam le chhalang laga deta hain jaise hi wo chhalang lagata hain ki wahan ki sari ret dhans jati hain are ye kya …..samrat ke chhalang lagate hi wo hawa se bhi halaka mahsus karta hain or kisi gubara kit rh apne ap me feel karta hain jaise hi Samrat dost1 ke sath jamin pr land karta hian to sabhi use gher lete hain or uske prati apni fikarmand jahir karte hain or dost1 ki jaan bachane ke liye sabhi uska dhanyawad karta hain siwaye kima ko chhod kar

Samrat – kalin ye sab ho kya rha hain jaisa tumne bataya tha ki is ret ka koi end nhi hain agr sahi rasta nhi pta to

Kalin- haan

Samrat- haan to iska mtlb tum pahle bhi yahan aa chuke ho or main kaise khud ko halka feel kar rha tha jab chhalang lagaya tha

Kalin- ji haan main kalin is shek duniya ka Rajkumar hun or main……………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………….( pichhle update me maine jo bataya wahin yahan bataya gya hain )……………………………………………..or tum khud halka isliye mahsus kar paa rhe the kyunki wo dekho upper asman me us tare ke karan uski pahli Roshni is ret pr maujud kisi bhi jiv pr padti hain to wo ek kapde se bhi halka ho jata hian lekin jaise hi wo jiv is ret ke bahar ayega wo wapas normal ho jayega

paa rhe the kyunki wo dekho upper asman me us tare ke karan uski pahli Roshni is ret pr maujud kisi bhi jiv pr padti hain to wo ek kapde se bhi halka ho jata hian lekin jaise hi wo jiv is ret ke bahar ayega wo wapas normal ho jayega

Samrat or sabhi log kalin ki sacchai jan dang rha jate hain siwaye milki ke kyunki wo pahle se hi janti hain

Jhina- to sala ye ek Rajkumar hain

Kalin- haan

Samrat- to ab hume kya karna chahiye or Rajkumari trisha kahan ho sakti hain

Kalin- wo mujhe nhi pta agr use Rajkumari pasand aa gya to uske pta nhi kar kya baithe isliye humare pass jyada smaye nhi hain abhi to ye ek matr namuna tha abhi to hume na jane kitne mushkilon ka samna karna pade

Kima- to iska mtlb abhi or bhi khatra hoga

Kalin – abhi to kuchh bhi nhi isase bhi na jane kitn ekhatre honge

Samrat- hume mahal pahunchne me kitna or samye lagega

Kalin- karib 2 din or 2 rat lag jaye ye ek mayavi duniya hain asal me hum sab ek hi jagah ghum rhe hain or afsos main to kya koi bhi is maya ko nhi tod sakta kyunki ye maya us tare ke karan hi ho paa rha hain jo asaman me dikh rha hain

Jhina- to ab kya karna chahiye

Kalin- ab rat ho chuki hain or age jungle hain or is jungle me pta nhi konse kya chiz ho ye main nhi kah sakta

Kima- kyun tum to yahan ke Rajkumar Ho tumeh pata hona chahiye
 
Hero tera

Active Member
1,099
3,118
144
Kalin- haan lekin ye maya hamesha badati rhti hain ye jo tum Registan dekh rhe ho ye badal jayegi ek mahine bad or na jane kahan hogi or baki ke bhi surksha hamesha badlte rhte hain isliye main accurate to nhi kah sakta ki age jungle hi ho …..islye kah rha hun rat me saafar karna khatarnak hoga aaj hum sabhi yahin rukenge or waise bhi thand hone wali hain

Is bat sabhi apna sahmati jatate huye kha pikar kal ke hi trh so jate hai lekin milki Samrat ke sath hi soti hain or jhina Laila ke sath is bat pr kisi ko aitraz nhi hota sone jane se pahle dost1 samrat ke pass akar jan bachane ke liye uska shukriya ada karta hain or uske bad so jata hain

Adhi rat ko koi Samrat ke pass akar uske mathe pr kiss karta hain uske kiss karte hi Samrat ke honthon pr muskan fail jati hian Samrat ki muskan ko dekh kar wo anjan shaks ke bhi hontho pr muskan tair jati hain tabhi milki jag jati hain

Milki- tum yaha kya kar rhi ho agr Samrat jag jayega ya koi or to sara pplan bekar ho jayega trisha

Trisha- nhi didi maine apni parchhai yahan bheji hain agr koi dekh bhi lega to wo parchhai hi samjhega mujhe …..lekin manana padega didi apko ap hamesha mujhe pahchan janti ho

Milki haste huye- betu tum meri bacchi ho or meri ekmatr Saheli bhi main tumhe nhi pahchanungi to or kon pahchanega achha tu abhi kaha ho

Trisha- didi main abhi kalin k eek gupt kamre me hun

Milki- tu wahan kyun ho oor kaise pahunchi wahan humse pahle

trisha haste huye- didi wo jojo sir ne ek rasta sidhhe wahan us kamre se jod diya taki Samrat ko koi sanka na ho

milki- agr wo shaitan tujhe pakar liya to

trisha- didi wo mujhe nhi dekh payega kyunki use us kamre ke bare me nhi pta

milki- thik hain sambhal kar rhana wahan

trisha – thik hain didi ab main chalti hun warna koi jag jayega

milki- kya kalin ko is plan ke bare me nhi pta

trisha- nhi didi use kuchh bhi nhi pta warna wo sab kuchh bata deta wo jhut nhi bol pata is sab mamlo me….thik hain didi chalti hun…… haste huye…..jayda chipko nhi unse hahahhahhaaaa…

milki chidhte huye- badmash ruk tujhe batati hun hamesha mera majak uda deti hain

trisha- achha mujhe marogi kaise main to yahan hun hi nhi hahhahaa……

tabhi Samrat ke kuhkuhane ki awaj ati hai

trisha majak karte huye- wo dekho kaise wo nind me apko pkar rhe hain jyada chipka nhi wo mere hain

milki- to kya huya wo mere jija bhi hain waise bhi Sali or jija ke bich chlata hain ye sab or tune suna nhi hain ki adha dhan Sali ka jija ka hi hota hian

trisha- haan to us dhan ko abhi luta mat dena

milki- abhi udayun ya bad me auccchhhhh……

trisha – hahhahaaa….

Milki ko apni glti ka ahsas hote hi wo apna chehra chhupa leti hain or trisha haste huye wapas chali jati hain

trisha man me- didi mujhe pta hain ap bhi Samrat ko pyar karte hain lekin wo sapna kahin sach na ho jaye nhi nhi aisa nhi ho sakta wo ek matr sapna ……….. sapna hi hain hain

milki Samrat ko gale laga man me – pta nhi kab aap mujhe Kabul karenge mujhe pta hain aap betu se bahut pyar karta hian betu mujhse koi bhi bat nhi chhupati hain us din ( Halloween ki duniya jab Laila ke khul gyi thi ) jab main apko dant kar rote huye wahan se chali gyi thi to betu ne hi mujhe bataya ki aap usase bahut pyar karte hian us waqt jii kiya ki ye dharti fat jaye or main usme sama jaun us din main khub royi ebtu ne mujhe kaise bhi kar sambhala tha lekin us din jab apke nana ji ( indradev) ne betu ko hi apni bahu kaha to main khud ko na sambhal payi or main suicide karne wali thi ki betu ne mujhe rok kar sambhala or apne is plan me mujhe bhi samil kiya or apke najdik an eke liye kayi batein batayi pta nhi main apko pane me kamyab ho paungi kin hi

aise hi sochte huye milki Samrat ko gale laga so jati hain subhah jaldi hi Samrat ki nind khul jati hain or jaise hi wo uthne ki kosis karta hian to wo khud ko milki ke kabje me pata hain milki se chhutne ki kayi kosis karta hian lekin nhi chhut pata hain wo jitna kosis karta milki ki majbuti or badhti jati thak har kar Samrat bhi ankhe band kar sone lagta hian …….are are ye kya milki madam to muskura rhi hain iska mtlb oh nhi milki to jagi huyi hain dekho to ise Samrat Bechara ko tang karti hian

kalin akar sabhi ko jagata hian or agle padav ki or badh niklta hian

abhi kuchh dur hi huye the un sabko chalte ki kalin kahta hain

kalin- dekho ye jangl asal me ye jangal nhi hain

kima- to kya bandaro ka punch hain hahhahhahaa

jhina- dekh kima jyada bandaro ke punchh ke bare me mat bola kar nhi to achha nhi hoga

kima- to kya kar lega bandar ki aulad

Laila- main batata hun ki bandar kya kar sakta hian

Laiila age badh kima ko ek lapad jad deti hain jiski ummid kisi ne nhi kit hi jaise hi kima gusse me Laila ko marne ke liye age badhta hain to Samrat bich me kud padta hain

Samrat- dekh bhai ladki pr hath nhi uthani chahiye

Kima- is Kamini ne mujhe mara hain main ise nhi chhodunga

Samrat- to tune aisa bola hi kyun

Laila gusse me aakar ek or lapad mar deti hain kima ko

Laila- mujhe gali dega ruk tujhe abhi batata hun

Abhi Laila jaise hi marne wali thi ki kima uska hath pakar mod deta hian jisase gusse me akar jhina kima ko ek lat mar deta hian

Jhina- sale ladki pr hath uthata hain

Abhi jhina niche gire kima ko marne wala hi hota hian ki kima ke dost use pakar dhulai suru kar dete hian ye dekh Samrat or Laila bhi jung ke maidan me kud padte hain or apas me ek dusre ko marne lagte hian

Kalin- madam in sab ko roke nhi to ye ped in sab ko kaid kar lega

Milki- kya ped or kaid or main in sab ko kyun rokun jab dekho ladte jhagadte rhte hain

Kalin- plz madam rokiye nhi to sabke sab mare jayenge

Milki kalin ke serious bat ko sun sabko kisi trh rokti hain sabke muh honth fule huye lag rhe the
Milki- kalin ab batao ye kya bol rhe the

Kalin- suno pahle sab ye jangal pedo ka hain or inhe ladai jhagada nhi pasand hain agr lade dobara to sabke sab mare jayenge inse bachane ka or is jangal se bahar niklna ka ek hi tarika hain kisi trh pedo ke sardar ko chunoti de use harana

Kima- wo sardar kahan milega

Kalin- wo to pta nhi agr hum sab yahan ke sainik lakarbhaga ko hara dete hain to sardar khud humsab se ladne ayenge agr hum har gye to

Jhina- har gye to kya kalin

Kalin- agr har gye to hume shek duniya se bahar fenk diya jayega or phir se hume suru se suruat karni padegi

Sab- kya

Laila- yr main thak gyi hun main phir se Registan me nhi chalna chahti

Kalin- sorry Laila agr hum dobara se suru karenge to is bar Registan nhi milega maine phle hi bataya tha ki ye maya alternate hain to pta nhi kab konsa ho isliye bhalai isi me hain ki sab milkar un sainikon se lade lo…..lo wo dekho wo aa rhe hain taiyar ho jayo sab apne hatayar se

Jhina- yr thoda time to dete sab abhi fight is kamine ke wajah se kiye

Kalin- usi ke wajah se to aa rhe hain tum sab ne lad ke inko disturb kar diya wo aa rhe hain hume le jane

Dost1- achhi bat to hain ki hum saradar ke pass jayenge or use chunauti de jangal ko par kar jayenge

Kalin- aisa nhi hoga ye log hume sardar ke pass nhi le jayenge ye log hume jawalamukhi me fenk denge

Sab – kya

Iske bad koi kuchh bolta ki wo lakarbaghe in pr humla kar dete hain unki Samkhya karib 20 thi or ye log 8 hain sabhi do do sambhal rhe the to wahin kima jhina Samrat or milki teen teen se lad rhe the kalin to bhai upper akash me hain ud rhe hain

Sabhi lad to rhe the lekin koi kisi ko nhi hara paa rha tha kisi ko harte na dekh Samrat bolta hain

Samrat- kalin main inko upper fenkunga tum unhe Registan me fenk dena or sabhi aisa hi karenge

Ye tarkib sun sab apni sahmati jatate hain or eke k kar sab un lakarbhagon ko upper fenkne lagte hain or kalin unko Registan me fenk deta hian lakarbhage apni sankhaya ko ghatate dekh jangal ki or bhagne lagtehain …..aisa dekh sab khush hote hian or ekdusre ko badhai dete hain lekin kalin niche ate ke sath hi bolta han

Kalin- khush na ho jaldi chalo unka pichha karo wohi hume sardar ke pass le jayenge

Sabhi log un sab ka pichha karne lagte hian pichhe karte karte jangal ke bichobich me pahunch jate hain tabhi wo lakarbhage achanak gyab ho jate hian

Kima- ye kya huya wo achanak gyab kaise ho gye

Kalin- thoda wait karo yahin abhi jangal ka sardar ata hi hoga

Abhi kalin ka itna hi bolna huya ki tabhi kisi ki dhahadne ki awaj ati hain jisase pura jangal kamp jata hain dharti hilne lagti hain pede apna ful niche gira mano kisi ka swagt kar rha ho tabhi un fulon pr se chal kar koi koi koi koi bhago sher aa rha hain 20 feet ki height ke sath itne bade sher ko or wo bhi char pairon wale ko dekh sabke hawa tight ho jati hain thuk gale me rh jati hain itne bade sher ko dekh kima ke sathi or Laila behosh ho jate hain ki tabhi

Sher- kisne mere sainikon ko mara

Kalin darte huuye- wo hum shek duniya ke mahal me jana chahte hian

Sher- achha tumhe lagta hian main tum sabko jane dunga

Samrat- lekin hume to jana hain

Sher- jana haint o usase pahle mujhse ladna hoga lekin yaad rhea gr har gye to

Kima- haan haan pta hian ki har gye to hume shek duniya se bahar fenk diya jayega

Sher haste huye – hahhahaaa…….nhi wo purana ye naya main tumsab ko kha jaunga or humare sathi bhi kyun bhailog

Sainik- haaan haan haan haan

Sher- dekha mere sathi bhi bhuke hain badi jor ki bhuk lagi hian you know hahahhahahhaa……are tum to ….kima ki or ishara karte huye ….. tumhare pair itne kamp kyun rhe hain

Kima darte huye- ab itna bologe to dar lagega hi

Sher- chal thik hian main ek option deta hun kisi ek ko mujhse ladna hoga agr jit gya to main tumsab ko chod dunga or agr har gya to main tumsab ko kha jaunga chalo kon ayega mujhse ladne jise bhi ana hain wo age aa jaye

Sabhilog line me khade the abtak sabhi ko hosh aa chuktha or sambhal bhi chuke the sher ki line ko sun koi bhi age badhne ki himakat nhi karta hian

Sher- to aisa nhi manogo ek kam karta hun main khud hi use chun leta hun ……sher age badh sabke hath ko apni jiv se taste kar rha tha jab sher Samrat ke hath ko taste karta hian to use Samrat tasty lagta hian towo Samrat ko chunleta hian or use apne kandhe pr baitha lekar chala jata hian or apne sainik se bolta hian ki sabko lekar aa jayo yudh ke maidan me sainik waisa hi karta hian sabko yudh ke maidan me lejakar pathron pr baitha deta hian
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,708
17,775
189

Nice updates
 
  • Like
Reactions: ashish_1982_in

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,877
188

Fantastic update bhai
 
very nice update bhai
 
Top