Update-20
Saniya ke abbu aur Keshav mama ki umar me sirf 3 sal ka fark tha suresh kaka saniya ke abbu se 3 sal chota tha …
Saniya bablu aur saniya ki maa bed ke karib pahuche saniya uske abbu aur kaka ki taraf dekhte hue kaha
Saniya.kaise ho abbu
Saniya ke abbu…thik hu khwamkha tumlogo ko takleef di
Saniya ..abbu kaisi bate kar rahe ho aap hum nahi to kaun aayega fir
Saniya ke abbu kuch nahi kahte magar kaka kahta hai..
Kaka.dekhiye bhai sahab hum paraye nahi hai theek hai aap ka haq hai hum par ..
Saniya ke abbu muskurate hue..shukriya bhai suresh
Saniya ke abbu ki muskurahat dekh saniya khush ho jati hai ..
Kuch hi der me nurse aakar kahti hai 1 ghante bad surgery hai inki inko ready karke opration thaeter le jana hoga ..
2 ghnate bad saniya ke abbu ki successful sergery ho jati hai…saniya ki maa saniya uparwale ka shukriya karte hai opration thaeter se gents genral ward me shift karne lagte hai to kaka mana karta hai aur mehnaga deluxe room leta hai saniya to puri tarah kaka par fida ho rahi thi kaka is insaniyat par
Sham ko kaka ne kaha ..
Kaka aap log ghar jaye mai rukunga inke sath rat me.
Saniya ki maa ..nahi aap mehman hai mai rukungi..
Kaka ne sabke liye hospital canteen se khana mangaya ..sabne khana khaya
kaka ne zabardasti saniya ki maa aur saniya ko ghar bheja bablu bhi sath gaya kaka ruk gaya hospital me..
Saniya bablu aur saniya ki maa ghar pahuche kuch der yaha waha ki bate hue saniya ki maa thaki thi to unki aankh lag gayi bablu bhi kuch der me so gaya magar saniya ki aankho me nind nahi thi ..
Saniya ko bahot gussa aa raha tha altaf par wo itna laparwah ho gaya tha ki subha se ek call nahi kiya tha saniya ko …jitna gussa altaf par tha usse kahi jyada suresh kaka par pyar aa raha tha usko ..
Saniya ne bhi altaf ko call nahi kiya gusse me…
Saniya soch rahi thi ki mujhe kaka par gussa aata tha ki wo apni wasna bhujate hai meri majburi ka fayda uthakar magar aesa nahi hai ..unhone to mujhe pa liya meri jawani ko lut chuke hai wo to fir mere maa baap ki madad kyu ki …
Shayad mai galat thi kaka chahte to tal sakte the 1 lakh nahi dete magar kaka ne insaniyat dikha kar mujhe apna karzdar bana diya zindagi bhar ke liye …
Aaj pahli baar saniya ne kaka aur uske sex ke bare me bed par socha ki kaka ne kaise kaise usko liya tha …
kabhi kitchen me ............................
kabhi bedroom me .........................
kabhi bedroom me.............
ye sab soch soch kar saniya ke jism me ek zhurzhuri si ho jati hai ab uski majburi nahi uska dil kaka ki taraf jhukta ja raha tha............
Yaha altaf dopahar se hi kaka ke ghar me party kar raha tha ..altaf ne sanjay aur Keshav mama ko party me invite kiya tha usko to Khushi ho rahi thi kaka saniya bablu ghar par nahi hai aur wo jald na aaye to accha hai …
Nashe ki halat me altaf ko yad bhi nahi raha ki saniya ko call kare ..
Subha jald hi saniya kaka aur suke abbu ke liye breakfast lekar pahuchi saniya ne bablu aur suki maa ko ghar par hi rukne ko kaha bablu chota hai isliye uske jyada der hospital me rukana theek nahi hoga …isliye saniya ne dono ko ghar par hi roka.
Saniya hospital pahuchi deluxe room me jaha uske abbu the us room me gayi andar jate hi usne dekha uske abbu soye hue hai karib me ek chair par kaka bhi soye hue hai baithe baithe hi..
Saniya ko kaka par bada pyar aaya ki kaka kitni takleef utha rahe hai sirf mere liye …
Saniya kaka ke karib jakar kaha .
Saniya ..kaka uthiye nashta layi hu kar lijiye .
Kaka hadbada kar utha samne saniya ko dekh kar muskura diya ..kaka saniya se bat to bahot karna chahta tha magar ye jagah thik nahi thi isliye chup raha …
Kaka ne breakfast kiya …breakfast karke kaka muskurata hua bahar gaya saniya bhi kaka ko dekh muskurai..
Kaka ke bahar jane ke bad saniya ne uske abbu ko nind se uthaya unko breakfast karaya ..
Saniya ke abbu ne suresh kaka ki bahot tarif ki
Saniya ke abbu.beti altaf se kahna is aadmi ka sath kabhi na chode bahot imandar aur saccha insan hai ye mere liye rat bhar jaga raha koi apna bhi nahi karta itna to aaj ki duniya me itna nek aur imandar insan kaha milta hai
Saniya kaka ki tarif sunti ja rahi thi…
kuch der bad kaka bahar se aaya saniya kaka aur saniya ke abbu ne yaha waha ki kuch bate ki kaka ne saniya ke abbu ki or dekhte hue kaha.
Kaka.such kahu bhai sahab aaj aap mile ek bhai mil gaya accha laga aapsemilke
Saniya ke abbu.bhai mere mu ki bat cheen li aapne ..
Is bat se 3 no muskurane lage ..sham hue kaka canteen me chai bolne ko gaya saniya bhi piche piche aayi ..saniya ne kaka se kaha
Saniya.kaka aap bahot takleef utha rahe ho hamare liye aap ke kam bhi nuksan ho raha hoga aap jana chaho to ..saniya itna hi kah payi thi ki kaka ne kaha…
Kaka.saniya beti tum kyu nahi samajhti tum mera pariwar ho tumse juda har insan ab mera bhi hai pata nahi ye kya hai magar mai tumko udas rota pareshan nahi dekh sakta aaj ke bad agar aese paraye jaisi bat ki to fir naraz hokar chala jaonga..
Saniya ghabrate hue..nahi nahi kaka mera wo matlab nahi tha aap sath ho to mujhe bhi himmat milti hai lagta hai ki mai safe hu ek sans me saniya kah gayi kuch had tak sharma bhi gayi..
Kaka muskurate hue.to fir mera ye faisla hai ki tumhare aabu ko discharge milne ke bad hum jayenge hamare jane ke bad kaun hai unko dekhne wala ..kaka ki bat sunkar saniya bhi emotional ho gayi ..
Saniya.kaka zindagi bhar mai aapki karzdar rahungi..
Kaka.chalo badi badi bate banana chodo aur tumhare aabu ke liye coffie le aate hai ..kaka ki bat se dono muskura diye ..
Aese hi 4 din bit gaye kaka ne saniya ke abbu ki bahot seva ki unke sath hi rahe unke sath hospital me ruka…
Saniya har din kaka ke karib ja rahi thi pata nahi magar ab kaka ko na dekho to usko bhi bechaini jaise hone lagti …
Aur 2 din bad saniya ke abbu ko hospital se discharge mila …kaka ki car me unko ghar le aaye…
Kaka ghar chodkar car lekar bahar chalr gaye saniya ,saniya ke maa baap pareshan ho gaye ki kaka kaha chale gaye bablu ne bhi pucha kaka kaha gaye..
Kaka kuch der bad kuch carry bags le aaye ghar me saniya ne pucha ..kya hai kaka isme
Kaka.beti tumhare abbu ghar aa gaye hai ab hum ko jana hoga abbu ko 2 mahine ka rest hai isliye 2 mahine ka rashan laya hu car ki dikki me kuch bori hai use bhi le aata hu …saniya ki aankhe num ho gayi itna to saniya ne bhi nahi socha tha uske maa baap ke liye jitna kaka ne socha …
Kaka bori le aaya ghar me …kuch hi der bad kaka kaha saniya ki tayyari kare nikalna hoga ..
Saniya ke maa baap ko laga ye sab altaf ne kiya unhone bahot dua di altaf ko ..saniya ko bura laga ki jis altaf ki yaha tarif ho rahi hai uske asli hero asli haqdar to kaka hai…..
Altaf ne ek week me do bar call karke halchal pucha magar kaka ne har lamha sath diya ..
kuch der bad nikalte waqt kaka ne saniya ke pas 15000 chupke se diye uske ammi abbu se nazre churakar aur saniya ko kaha..
kaka.beti tumhare ammi ko dedo zaroorat padegi
saniya ka dil bhar aaya kaka ki is bat par …saniya ne uski ammi ko 15000 diye aur jane ki izazat li kuch der me wo log shaher ke bahar nikal gaye the saniya ab bar bar kaka ki taraf dekh rahi thi kaka ko laga ki saniya kuch bate karna chayiye jo wo karna chahta tha kaka ne piche mood ke dekha bablu so chuka tha … saniya ne bhi piche mood ke dekha bablu ko
kaka bolne hi wala tha ki saniya bol padi..
saniya.kaka maine aapko galat samjha tha mai aapko shaitan samjhi magar aap to farishta nikle mai kaise utarungi aap ka ye karz kitna kuch kiya hai aapne mere liye..saniya ne himmat jhuta kar kaha
kaka.mere liye bhi tumne bahot kuch kiya hai beti..
saniya..maine kya kiya hai..
kaka.tumne mujhe wo Khushi di jiske liye mai barso tarsa hu ek sukh aurat ka sukh ..
saniya kaka ki bat sunke sharma gayi sharam se uske gal lal padh gaye ..
kaka..mai kab se akela tha mera akelapan tumne dur kiya hai is kaka ki berang zindagi me rang bhar diya tumne aesa kahte hue kaka ne piche dekha bablu soya hua tha..
kaka.tum jaisi khubsurat apsara maine aaj tak nahi dekhi tumne apni khubsurati ka jam jo mujhe pilaya mai zindagi bhar tumhara aehsan mand rahunga..
saniya ki sharam ke mare bura hal hua…
kaka saniya ki tarif kiye ja raha tha saniya bhi sune ja rahi thi…
kaka.bus ek shikayat hai tumse ..
saniya.kaisi shikayat
kaka.bed par bahot sharmati ho mujh se maza nahi aata yahi shikayat hai aur koi nahi aesa kah kar kaka muskura deta hai…
saniya ki to bolti bandh ho gayi thi uska man kar raha tha ki kah de kaka se ki kaka aaj ke bad aapko shikayat ka mauka nahi milega …
magar saniya kah nahi payi uske bad dono me koi bat nahi hue kuch der me unka shaher aa gaya kaka aur saniya ghar ke gate par aaye bablu soya hua tha kaka ne car andar parki ki bablu ko god me liya kaka ne kaka aage aage piche saniya bag lekar ghar ke main door par pahuche andar se hall se hansi ki awaz aa rahi thi kaka ne piche mood ke saniya ko dekha saniya bhi kaka ko dekhne lagi dono soch rahe the aakhir andar kaun log hai wo sochte hue wo andar gaye ..
andar hall ki halat aesi thi kuch bottal padi thi hall me chicken tandoori ke tukde pade the farsh par sofa apnai jagah se hila hua tha dining table ki chair hall me thi cigret ke bhuje hue tukde hall me har jagah the …niche farsh sanjay pada hua has raha tha Keshav mama ek kursi par aur kitchen ke pas altaf khada tha ..
suresh kaka ko dekhne ke bad 3 no logo ki fat gayi
kaka ne godh me soye bablu ko upar le gaya sula kar aaya saniya bhi piche piche upar gayi kaka niche aaya bablu ko room me chodkar saniya bag rakh kar upar sidhiyo se hi niche ka nazara dekhne lagi kaka bahot gusse me niche utra…
sanya aur Keshav mama jaise bhag kar bahar ja hi rahe thi kaka ne kaha
kaka.ruko kaha ja rahe ho
altaf bich me bol pada ..g g wo kaka ..suresh kaka ne gusse se uski taraf hath karke chup rahne ko kaha
kaka.sanjya,Keshav sharam aani chayiye tum logo ko kamino mere ghar ko kya bar samajh rakha hai aaj ke bad aesu harqat to yad rakhna tange tod dunga mere tukdo par pal ke mere sir par baith rahe ho..
sanjay aur Keshav mama dar gaye the
kaka..chalo bhago ab yaha se
dono bhagte hue bahar gaye.
Kaka altaf ki taraf dekhte hue kahta hai..tumse ye ummid na thi altaf tum acche ghar ke insan ho tum kyu bhul jate ho ye sanjya.keshav ye tumhari barabari ke nahi hai ..altaf tum saniya beti bablu ki taraf se bhi laparwah hote ja rahe ho agar dobara aesa hua to soch lena mujh se bura koi na hoga ..
Altaf darte hue niche dekh kar.maf kar do kaka aainda nahi hoga..
Ye sab nazara saniya upar se dekh rahi thi usko Khushi hue altaf ko bhi acche se dat padi isi ki zaroorat thi usko..