Introduction:-
Ye kahani hai ek punjabi ghar (Ludhiana ) ki hai, kahani ke main characters hai:-
Anmolpreet Singh(Age 52) - ye ek 6 feet ke fit businessmen hai.. Dikhne me bhi kafi handsome type hai inki 4 Santan hai
Amandeep Kaur :- Ye Anmolpreet ki wife hai or unki death 5 years pehle cancer se ho gayi thi
Fateh Singh ( Age 27) :- Anmol or Amandeep ka sabse bada ladka (height 5.9" feet)
Dikhne me kafi smart hai ye ek company me job krte hai
Nimrat Kaur (Age 24) :- Inki shadi Fateh Singh se 6 month pehle hi hui thi jo ki ek love marriage thi.. ye dono ek shadi me mile the fir Ek dusre ke karib aa gaye or inki shadi ho gai
Ye dikhne me bahut sundar hai Baki cheeze kahani ke aage pta chalega kyuki abhi bas introduction ho rhaa ha
Sukhdeep (Age :- 26) :- Ye dusra ladka hai or ye bhi job kr rha h ek company me.. iske liye bhi Anmolpreet or Amandeep ladki dekh rhe h shadi krne k liye
Nupur (Age 22 ):-Ye ghar ki ekloti ladki hai jo ki abhi college me pdhai kr rhi hai dikhne me kafi Sundar hai.. apni mummy pr gai hai
Ye bas introduction tha story next update se start hogi