Namar botal ko zole me dalkar shaher se bahar nikal gaya. Kuchh duri par ek khander tha. Purane shamay me use angrejo ne banaya tha. Andar bahot se namar ke lie kam karne vale admi the. Jo namar ke hisharo pe kam kiya karte the. Namar kala ilam karta tha. Uske aate hi kale kapde vale admiyo ne namar ko gher liya. Namar ne kumurta ko kaid kiya vo botal dikhai. Sab ke chahere par mushkan fel gai.
Sab ke hatho me bhala tha. Or kisi 2 ke hatho me bhale ki nok ki jagah gol sariye ka chakar tha. Namar ne botal ko jamin par feka. Jese kumurta badi hui dono chakar vale admiyo ne zatke se uske gale me chakkar dal diya. Baki ke admiyo ke pas bhale the. Jiski mutth par chandi ka pani chadhaya huaa tha.
Kumurta fir se kaid ho gai. Kumurta ko un admiyo ne bhale chuboe. Jaha bhala lagta vaha vaha kumurta ke badan me dhuaa nikalta or vo jagah jalne lagti. Kumurta dard ke mare janwaro ke jese chikhti. Un kale kaode vale admiyo ko kumurta ko pareshan karne me bahot maja aa raha tha.
Namar ; le aao andar ise.
Vo sare admi kumurta ko jakad kar andar lane lage. Aage ja kar dekha. Sadi hui shakal ki ek or chudel namar ke aage hath jode ghutno par betthi thi.
Chudel ; malik thoda sa to khoon de do. Bahot din se bhukhi hu. Janwar ka khoon hi sahi malik.
Namar us chudel ke gidgidane par khush ho raha tha. Us chudel ki aavaj bhi kisi tep rekodar ke kharab ho jane par jesi aavaj aati he vesi thi. Or shakal to ek dam sadi hui baddi. Kisi budhiya ke jesi thi.
Namar ; fikar mat kar migga. Ye dekh ye nai le aaya hu. Usko bachane iska ashik jarur aaega. Vo inshan he. Tuje uska shikar karna he.
Migga khush ho jati he. Komera achanak akadti he. Par use kale kapde vale admi jakad ke rakhte he.
Kumurta ; sun inshani chudel agar use ek kharoch bhi aai to tera sar tod kar shetan ke kadmo me rakh dungi.
Migga ; are bevkuf ab koi fayada nahi he. Ab yahi malik he hamare. Me to khud jab inshan thi tab malik ki biwi thi. Inhone to muje chudel banaya he.
Migga pedayasi chudel nahi thi. Vo pahele inshan thi. Kali shaktiyo ki puja kar ke vo dayan bani or fir dhire dhire ek chudel mada pishaj me tabdil ho gai. Kumurta ko dakke de kar aage lejaya gaya. Or ek lohe ki khurshi par bettha diya. Aas pas bahot sare kale kapde vale log the. Sab ke hatho me chandi ke hathiyar. Kurshi par bittha kar kumurta ke balo ko katne lage.
Kumurta ka chahera pura safed pad gaya tha. Kumurta ko janjiro se jakda gaya. Tabhi namar bola.
Namar ; ye koi inshani chudel nahi he. Ye inshani chudel he. Ise pani me bandho varna garmi inse jyada bardas nahi hoti.
Kumurta ko ek esi jagah bandha gaya jisme pani tha. Komera ko janjiro me jakad kar bandh diya gaya.
Namar ek ruabi chal me kumera ke gol gol ghumne laga.
Namar ; tumhe.... Malum he me tumhara kya karunga???
Kumurta apne bandhe hue hatho ko ek bar zatakti he. Or sar it thati he.
Kumurta ; bol tuje kya chahiye. Rupya pesa dhan dolat sab dungi.
Namar jor jor se hasne laga.
Namar ; tuje kya lagta he. Ye sara kachra pane ke lie mene tuje pakda he. Me tujse vivah karunga. Bache peda karunga. Or jo kuwari aulad hogi uski bali dekar siddhi hasil karunga. Navjat sisu ki bali pa kar shetan khush hoga. Or muje anmol kali sakti dega. Me raj karunga. Ha ha ha.
Kumurta ; teri ye hasrat kabhi puri nahi ho sakti.
Vahi raziya ki ankhe khuli. Pura ghar chamak raha tha. Zadu pochha sab kam pahele se ho rakha tha. Pas me ek dari par bahot sare pakwan the. Raziya hamesha subah nah dho kar Kuchh rukha sukha khati thi. Par nind khulte hi samane bahot tarah tarah ka khana dekh kar bina muh dhoe hi khane par tut padi.
Raziya ; (smaile) ahhh murga..
Raziya ne ek murge ki tangdi utthai or khane lagi. Bahot swadist tha. Tabhi rasoi se lina bahar aai. Or muskurate hue raziya ko dekhne lagi. Raziya ki najar bhi lina par gai to raziya use dekh kar muskurane lagi.
Lina ; (smaile) or khao tumhe rani ki tarah rakhungi.
Raziya khadi hui or lina ke pas ja kar lina ko gale laga leti he. Jese vo uski bahen ho.
Raziya ; (smaile) aaj tumhe kishi navjawan ka khoon pilaungi.
Lina mushkurati he. Raziya fir bache kuche pashuo ko lekar kisi ko rizane or apni hawas mitane ke irade se nadi ki taraf chali gai. Apne balo ko bandhkar vo nadi ki taraf dekhne lagi.
Raziya sirf ek saree me hi thi. Vo pani me utri or nahane lagi. Aaj use dekhne koi bhi nahi aaya. Raziya naha dho kar apna ghada bharti he or ghar ki taraf apni mastani kamar matkate chal padi. Vo jese gav me pahochi use kuchh bheed dikhai di. Raziya us bheed ki taraf jane lagi. Thoda karib pahochi to kamli gav ki bhudhi aurat tipu ki maa ke rone ki aavaj aai. Raziya bheed ko hata kar vaha pahochi. Tipu ki maa bahot fut fut kar ro rahi thi.
Uski stithi bahot daya janak thi.
Kammo ; (rote hue) hy mera ek hi beta tha. Sali chudel ne mar diya. Are uski khud ki aulad mare to pata chale. Koi maa hoti to mera dard samazti.
Kammo ka rona dekh kar raziya ka dill betth gaya. Pas me hi tipu ki lash padi thi. Puri sukhi or kali pad gai thi. Sharir me bilkul bhi khoon nahi bacha tha. Raziya kabhi tipu ki lash ko dekhti kabhi uski maa ko rota huaa dekhti. Raziya ne apni ankhe band kar li to use rat vala kissa yaad aane kaga. Tipu ko lina ghasit kar andar rasoi me leja rahi thi or vo raziya ko bachane ke lie chilla raha tha.
Chachi bachao chachi...
Lekin raziya to uski halat pe has rahi thi. Raziya vaha se hat gai. Vo bheed se bahar aai. Use sar me joro ka dard hone laga. Use pata to chal gaya ye sab lina ka kiya he or vo uske vash me he. Lina ne dhima ko ese kai ilaj karte dekha tha. Vo ek khet me gai. Or haldi ki gatth ukhadne lagi. Achanak raziya ke sar me joro ka dard suru ho gaya. Vo dard raziya sahe bhi nahi pa rahi thi. Raziya jan chuki thi ye sab lina hi raziya ko rokne ke lie kar rahi he.
Par jese tese raziya ne haldi ki 2 ghatth ukhadi or hath me lekar chal padi. Raziya ko dard ki vajah se chala bhi nahi ja raha tha. Vo jese tese ghar tak pahochi. Uske ghar ke bahar lehsuno ki mala tangi hui thi. Raziya ne use khich kar tod di. Or darwaje par jor se hath mara. Lina samne khadi thi.
Lina ; (gusse me) mat karo mene tumhe koi nukshan nahi pahochaya he.
Raziya ne lehsuno ki mala lina ke aage kar di. Lina jese dar gai ho vo pichhe ho gai. Raziya lina se bilkul nahi dari. Lina ke bal lina ke chagere par aa gae. Balo ke bich uski ankh ekdam samne dikh rahi thi.
Raziya lina ke samne aage badhne lagi. Lina bhag kar rasoi me ghus gai. Or darwaja band kar diya. Raziya ne Darwje par jor lagaya to thoda sa khul gaya. Lina ne raziya ko darane ke lie apna bhayanak chahera banaya.
Ek bar to raziya ruk gai par fir usne vapas uske samne lehsuno ki mala aage kar di. Lina ek dam se pichhe ho gai. Raziya rasoi ke andar ghusi. Andar jorawar ki lash ulti latki hui thi or uska khoon niche ek bade patile me tap tap gir raha tha. Lina ne vapas roop badal ke masum ladki ban gai. Or rone jesi surat bana kar raziya ki taraf rote hue aai. Vo esi acting karti ke jan ne ke bavjud daya aa jae.
Lina ; (rote hue) mene tumhare lie kya nahi kiya. Akhir tum mere sath esa kyo kar rahi ho.
Lina jese hi nazdik aai raziya ne fir lahesun ki mala uski taraf kar di. Lina pichhe ko gir gai.
Raziya ; (gusse me) bahot khel liya tune mera istemak kar ke ab tere jal me nahi fasungi.
Lina ; (rote hue) esa mat karo me tumhare hath jodti hu. Me to tumhare pati ki hi gulam hu na.
Raziya ; ye natak ab band kar me janti hu is mashumiyat ke pichhe kitna bhayanak chahera chhupa huaa he.
Lina ek dam se rona chhod kar hasne lagi.
Lina ; (bhayanak hasi) is mala se tu muje mar degi. Yaad rakh me teri nahi tere pati ki gulam hu.
Lina aage aane lagi. Vo chahti thi dar se raziya lahesun ki mala fek de. Vo lahesun se na darne ki acting kar ne lagi. Par jab raziya ne ek zatke se lahesun ki mala aage ki to lina ek dam se chila kar pichhe hat gai.
Raziya ; ab aai na kabu me.
Lina ne raziya par fir jor lagaya raziya ko ek dam se sar me tez dard huaa. Raziya ne silbate ka patthar utthaya or lina ki taraf mala kar ke nikalne lagi. Raziya rasoi se bahar aai or darwaje par mala fasa di. Ab lina andar se nikak nahi sakti thi. Chhat se nikalti to dhup se mar jati or darwaje par lahesun ki jan leva gandh.
Raziya ne apne pati ki sari pusteni kitab nikali. Usme se ek kitab jo us din raziya ne dhima ko padhte dekha tha. vahi kitab nikali or chitra dekhne lagi. Raziya ko haldi ki gatth or lahesun ko milana samaz aaya. Sar dard ko sahete hue ghade se pani lekar silbate se kut ke raziya ne haldi or lahesun ka pani banaya. Ek hi zatke me vo pi gai. Raziya ne jese pani piya use kali kali vomit hui. Jese muh se dizal nikala ho. Vomit me kale kale bichhu bhi nikale. Vo bichhu chal kar razoi ke andar darwaje ke niche jane lage. Raziya ne baki pani bhi piya or fir vomit hui. Andar se bahot sare bichhu uske pet me se nikle. Raziya ka sar dard khatam ho gaya. Or vo jamin par betth gai.
Raziya ki ankhe lal ho gai or use chakkar aane lage.
Dhima ko hassh tab aaya jab din ka ujala ho gaya. Pura muh khoon sukh jane se lal or Kala. Muh pe makhiya bhi bilak rahi thi. Use sar me bahot dard bhi ho raha tha. Dhima ne ghum ke dekha uska bora jisme chandi thi vo vahi pada huaa he. Dhima ne us taraf rukh kiya jaha rat me vo haddpamp se pani pi raha tha. Or uski biwi use chhed rahi thi. Hadpamp ke niche sar rakh kar usne apna sar dhoya. Aas pas kuchh dukane thi. Sab use hi dekh rahe the. Dhima ek dukan ke pas gaya or dukandar se puchha.
Dhima ; yaha lohar ki dukan kaha he??
Dukandar ne bataya.
Dukandar ; vo dukan he par uske pas koi jata nahi he. Aage bajar me badhiya dukan he.
Dhima ; sukriya.
Dhima jese hi muda dukandar bola.
Dukandar ; are aap ko chot lagi he aap pahele aspatal chale jaiye vo raha abhi khula bhi he.
Dhima ; ji nahi muje bahot kam he.
Dhima batai us lohar ki dukan ki taraf chalne laga. Dukandar ne use fir toka.
Dukandar ; vo kam ki chije nahi banata vo galat logo ka saman banata he.
Dhima kuchh sune bina us lohar ki dukan ki taraf badhne laga. Vo dukan ke bahar khada ho kar dukan ko dekhne laga. Pakki par purani dukan. Bahar se to chhoti dikh rahi thi.
Dukan khuli thi par koi dikhai nahi de raha tha. Dhima andar gaya. Andar tarah tarah ke chaku, khanajar bane latke hue the. Vo dukan jyadatar poket mar chor uchake saman kharida karte he.
Dhima ne dekha ek 6.5 fut ka ek admi mota hatta katta muh me sigaret takriban dhima ki hi umar ka tha. Dhima ne use aavaj di.
Dhima ; bhai shab poo bhai shab.
Lohar muda or dhima ki or dekhte hue bola.
Lohar ; kon aa gaya sala jo muje itni ijat se bula raha he.
Lohar dhima ke pas aaya.
Lohar ; kaho kya chahiye chaku chhuri, khanjar , kulhadi.
Dhima ; sab ek ek magar lohe par chandi ki parat chaddhani he. Ye lo chabdi.
Lohar hasne laga.
Lohar ; tu pagal to nahi ho gaya he.
Dhima ; jitna chandi me diya hu. Uska aadha sona dunga. Kam kab tak ho jaega.
Lohar ; tu meri firki to nahi le raha dekh pahele me Mumbai ka dada tha. Shabpati ki to yahi tapka dunga.
Dhima ; nahi nahi me zutth nahi bol raha. Sach kah raha hu. Me tumhe sona pakka dunga.
Lohar ; thik he sham ko aa jana.
Dhima dukan se bahar nikal ne laga. Lohar ne use fir toka.
Lohar ; ek bat batao kya karoge in hathiyaro pe chandi laga kar.
Dhima pichhe muda or jos ruab me bola.
Dhima ; rat ko chimkadad marenge.
Lohar soch me pad gaya. Dhima bahar nikala or vapas jane ka sadhan talash ne laga. Use pata tha use kya karna he. Dhima ne vapas jane ke lie dekha. Ek bus rojana time tha. Dhima usme betth gaya. Dhima ke pas ab bhi pese nahi the. Us se tikat lene ko kaha to dhima kuchh bol nahi paya. Dhima ko dhakka de kar bus se utar diya. Bus chal padi. Dhima bus ko jate dekha. Achanak dhima bhaga or bus ke pichhe sidiyo pe latak kar bus ke upar chadh gaya.
Rat bhar pishajo ke balatkar se bella behosh ho gai. Uski maa to mar chuki thi. Pura khoon sukh gaya tha. Mukhiya ki mout ki vajah se padosi ghar khana pani puchh ne gae. Logo ne jese hi darwaja band dekha log soch me pad gae. Logo ne darwaja dhakel ne ki kosia ki. Par vo andar se babd tha. Bahar se aavaj dene par bhi darwaja nahi khula to logo ne dhakka diya or darwajq khul gaya. Andar logo ne dekha savita ki lash puri nangi padi hui thi or pura sharir kala pad gaya tha. Abdar aae to dekha bella bhi puri nangi chadar me lipti behosh thi. Logo ne dono ko utthane ki kosis ki. Bella ko to hosh aaya par savitri kabhi nahi utthi.
Namar kumutra ko bhogne ki taiyari kar raha tha. Kumutra ke bal namar ke pas the. Na chahte hue bhi use uski bat man ni padegi. Namar apni hawas mitane ke lie kumutra ko taiyar rahene ka,adesh de chuka tha. Vo aaya or dekha kumutra pau me janjiro se bandhi hui he or use rizane ke lie dayniya chahera banae ek janwar bandha ho vesi acting kar rahi thi.
Kumutra ; sss me bahot sundar hu. Tum muje zel nahi paoge.
Namar hasta he. Or bola.
Namar ; vo to tuje me bata dunga kon kis ko,zelta he. Chal khadi ho ja.
Kumutra khadi nahi ho rahi thi. Namar jor se chila kar bola.
Namar ; mene kaha khadi ho ja.
Kumutra jor se chilati he or uski avaj bhi badal gai.
Kumutra ; josh me to ye le.
Kumutra puri nangi asman me hath kar ke khadi ho gai. Uske chila kar khade hote hi ashman me chimkadaro ka bada zud chi chi kar ke gol gol ghumne lage.
Kumutra ke sharir ki banavat dekh kar bamar ke rongte khade ho gae. Bahot hi jabardast or sundar banavat thi kumutra ki. Namar kumutra ko gardan se pakadta he or zatke,se zukata he. Uske pichhe aa kar apni dhoti ki gatth khol deta he. Or dono tango ke bich kumutra ki sundar chut pe topa ragad kar bola.
Namar ; ssss sali tu to bahot shakti shali chudel he. Sach batana tu kisi kabile ki rani he na. Ssss tuje pa kar tera zund bhi mere hisharo pe nachega sss.
Namar ne jor se zatka diya. Or pura land abdar utar diya. Namar ne andar dalte hi ek ajib se sukun se apni ankhe band kar li or ashaman ki taraf apna sar uttha liya. Use ek minit bhi nahi huaa usne chila kar apna land bahar nikala. uska land khoon khoon jese kisi janwar ne chaba liya ho vesa khoon khoon ho gaya.
Namar ; aaaaaa...... Aaaaaaa sali haramjadi tune bataya kyo nahi tu pet se he.
Kumutra uski halat dekh kar jor jor se hasne lagi.
Kumutra ; achha huaa na. Mere bacho ko bahar aane se pahele khoon mil gaya. Ha ha ha.
Namar ka,aadha land kumutra ke pet me pal rahe bacho ne chaba liya tha. Namar uske,aadhe land ko pakad ke andar bhagne laga. Kumutra ko namar ki,dhasha dekh kar bahot maja aa raha tha.
Dhima bus ke upar chadh ke gav ke akhri gav tak pahoch gaya. Aage ka rasta use pedal hi tay karna tha. Dhima bus se utar kar jungle ki taraf chalne laga. Jungle ko to vo achhe se janta hi tha. Use kese bhi kumutra ke zund tak pahochna tha. Vo usi ped ki taraf chal diya jaha usne kumutra se shadi ki thi. Us wakt bahot se chudeli bache the. Jo chhote the. Jiska kumutra khayal rakhti thi. Dhima usi ped ki talash me andar tak ghus gaya. Ghane pedo ki chhav me dhup ka namo nishan nahi tha.
Panchhiyo or kido ki kal kal ki aavaje. Umas or bahot garmi bhi thi. Dhima andar tak ghus gaya. Andar use kuchh aurato ke hasne ki madhur aavaj aane lagi. Dhima janta tha esi jagah par jo aurate milegi vo kon hogi. Bas use dar ye tha ki kahi kumutra ki jagaj koi or chudelo ka kabila se na samna ho. Dhima ko teen bahot sundar aurate dikhi. Jo puri nangi thi. gaheno or singar kiye vo aurate dhima ko hi dekh rahi thi.
Vo teeno ese dhima ke pas khilkhiati bhag kar aai jese sari uski biwiya ho. Teeno ne use baho me lekar bola.
Chudel 1 ; (smaile) musafit rasta bhul gae na. Fikar mat karo tum sahi jagah aae ho.
Dhima ; are meri bat ....
Chudel 2 ; (smaile) chhodo aao pyas lagi hogi pahele tumhe ham sharbat pilate he.
Chudel ne ek sone ka jug pata nahi kaha se nikala. Dhima ko yaad aaya vahi sharbat jis se madhu mey ka rog ho gaya tha. Dhima ne has kar us jug ko liya or pina suru kar diya. Vo teeno chudele hi he ye dhima ko viswas ho gaya. chudele bhi dhima ko sharbat pita dekh kar khush ho rahi thi.
Chudel 3 ; shabash pio or pio.
Dhima ; muje tumhari rani se milna he.
Chudel chok gai or ek dusre ka muh dekhne lagi.
Chudel 2 ; tum jante ho adam ham kon he.
Dhima ; ha tum teeno chudel ho.
Chudel1 ; fir bhi yaha hamare pas aae.
Chudel 3 ; jarur koi gadbad he ye hame fasane ke lie chara he.
Dhima ; koi tumhe fasane vala nahi he. Me tum sab ki madad lene aaya hu. Pahele ye batao tumhari rani kon he.
Chudel 1; pahele apni pahechan batao.
Dhima ; me kumutra ka pati hu.
Chudel 3 ; matlab tum kahena chahte ho tum kumutra ke jode ho???
Dhima ; ha or use kisi baba ne pakad liya he. Muje tumhari madad chahiye.
Chudel ek dusre ka muh dekhne lagi. Fir chudel 2 chudel 3 se boli.
Chudel 2 ; ise sukhuda ke pas le chalo.
Chudel 3 dhima ko ek pad ke niche surang me le gai. Niche ek rani jesi chudel jiska name sukhuda tha. Uske pas le gai. Udhar or bhi chudel thi. Or unka bhai oomar bhi tha. Unke samne ek hiran mara huaa pada tha. Or vo sare uska khoon pi rahe the. Sukhuda dhima ek inshan ko dekh kar apne hottho pe lage khoon ko chat te hue dhima ko dekhti he.
Sukhuda ; ek inshan adam hamare kabile me jinda. Kya raz he.
Chudel 3 ; iska kahena he ye kumutra ka pati he.
Sukhuda ; Rani ka joda??
Dhima ; muje tumhari madad chahiye.
Sukuda ; chup raho inshan. Tum nashib vale ho jo hamare shamne jinda ho.
Dhima ; me kumutra ka pati hu.
Sukuda ; tum se bad me puchha jaega.
Chudel 3 ; pad se puchho vo sab jante he.
Sari chudel dhima ko lekar usi pad ke niche aa gai jaha dhima ki shadi hui thi. Sari chudel ghutno ke bal kai der ankhe band kiye zumane lagi. Kuchh der bad sukhuda boli.
Sukhuda ; ye sach kahe raha he. Ye hamari rani ka joda he. Ise mere pas le aao.
Raziya ko kuchh der bat hosh aaya. Use mahesus huaa raziya ke sar me ab vo dard nahi he. Pura badan pasina pasina ho rakha tha. Raziya utthi or apne pati ki vo kitab dekhne lagi. Raziya soch me pad gai dhima chandi ki bat kar raha tha. Par chitra me to kuchh patthar jesa kuchh he. Use padhte to aata nahi tha. Raziya ne socha ek dav khelna hoga. Use chabdi ka istemal karna hoga. Par garib ghar me chabdi kaha. Sirf uske pas ek joda payal thi. Or vo koi hathiyar nahi ban sakti thi. Raziya soch me pad gai.
Andar se bhi lina band thi. Or ese ro rahi thi jese kisi mashum ko kaid kar liya ho.
Lina ; (rote hue) akhir mene kya bigada. Apni bahen ki tarah mana. Ghar ka sara kam nokaro ki tarah kiya. Khana khilaya. Or muje hi paraya kar diya. Kya muje vo apna nahi manti. Is se to achha he me mar jau. Aaj ke bad kisi se pyar nahi karungi. Kisi se dill nahi lagaungi.
Raziya par lina ke jadui zaher ka asar to khatam ho gaya tha. Par fir bhi lina ki esi pyari masum bate sun kar raziya ki ankho me anshu aa gae. Raziya khadi hui or rasoi ke Darwaje tak pahochi. Tabhi raziya ke ghar ke darwaje ko bahar se kisi ne pita. Vo sattu tha.
Sattu ; are rani kholo. Raziya re khol de meri jaan.
Sattu ne lina ka khel bigad diya. Raziya ko pata chal gaya ye chudel chhal kar rahi he. Raziya ne anshu pochhe or kuchh dhudhne lagi. Vo apni chandi ki payal dhudh rahi thi. Raziya ko payal to nahi mili par diwali puja ka ek chandi ka sikka mila. Bahot purane jamane ka asli chandi ka sikka. Raziya ne sikka hatho me liya or mutthi band kar di. Sattu ka darwaja pitna band ho gaya. Raziya ye to jan gai thi sattu lina ko bachane aaya he. Raziya ne rasoi ke pas gai or darwaje par latki lahesun ki mala hata kar darwaje ko halke se dhakela. Andar andhera tha. Andar lina ek lal kapda odhe masum ban kar muh fere khadi thi.
Lina ne ahista se raziya ki taraf bahot hi dayniya muh baba kar rote hue dekha.
Lina ; (rote hue) kyo kar rahi ho mere sath ese. Me tumhari sagi nahi hu is lie. Kya me tumhari chhoti bahen jesi nahi hu.
Lina ne bol kar sar rote hue zuka liya.
Raziya ko fir lina par daya aa gai. Uski ankho me fir se anshu aa gae.
Raziya ; (rote hue) nahi meri bahen muhe maf kar de. Tu to meri chhoti bahen he.
Lina ne apne anshu pochhe or raziya ki taraf bade pyar se ek pyari mushkan se dekha. Lina ne fir ankho se mohit karna jadu karna suru kiya.
Lina ; (pyari mushkan) mene to tumhe sahi se jina sikhaya. Tum kitni khubshurat ho. Kya is sundar jawani ko tum jayar kar dogi sss aao mere pas aao.
Lina ne apne badan se kapda fek diya or jamin par late gai.
Lina ; sss aao mere pas aao. Tumhe nine ka asli tarika me tumhe sikhaungi. Sss aao.
Lina ese bolne lagi ki uski aavaj se raziya ke badan me ek zur zuri si hone lagi. Ek ajib sa nasha hone laga. Dono tango ke bich gilapan mahesus hone laga. Lina palat gai. Or ek billi ki tarah palat kar sar utthate hue boli.
Lina ; aao ssss tumhe pyar ki jarurat he. Sss aao me bhujaungi tumhari pyas. Aaao.
Raziya dhimi kadmo se apne aap hi lina ki or jane lagi. Lina ne raziya ka hath pakda or ahista se apni baho me le liya lina ne raziya ko letaya or uske hottho par apne hotth rakh diye. Ek ajib si tadap raziya ke dill me hone lagi. Lina ne raziya ke muh me kuchh ajib sa dhuaa chhodna suru kar diya.
Lina ke muh se dhuaa nikal raha tha or vo raziya ke muh me jane laga. Achanak raziya ne ek zapta mata or chandi ka sikka lina ke muh me andar tak thus diya. Lina tadap ne lagi. Raziya ne ekdam chust lina ko baho me jakad liya. Vo sikka lina nigal chuki thi. Lina tadap se khadi hui.
Raziya bhi uspar latak gai. Lina ne raziya ko ek khich kar mara. Raziya jamin pe giri. Tadap se lina rasoi par kar ke ghar ka main darwaja tak tod ke nikal gai. Vo galti se bhari dhup me aa gai. Sattu darwaje se lina ko bachane ke lie bich me aaya. Lina use bhi lapet te hue chali gai. Sattu to side me gira par lina dhup me aag ki tarah jalne lagi. Aas pas jo log raziya ke ghar ki taraf aa rahe the. Unhone bhi kina ko jalte hue dekha. Lina chilate hue jalne lagi or dhire dhire rakh ho gai. Raziya ke chahere par khoon nikal aaya tha. Raziya ek yodha ki tarah apne chahere par laga khoon hatho se pochhti he. Or khadi hui.
Raziya ; (josh me) narak me jao.
Sham ho chuki thi or dhima ko khule ashman ke niche pesh kiya gaya. Shukuda rani ki tarah bethi hui thi.
Sukhuda ; hame maf karna thodi sakhtai baratni padti he. Tum hamari rani ke jode ho.
Dhima gusse me bola.
Dhima ; muje samaz nahi aa raha tum log itni der kyo kar rahi ho. Jab ki vo tumhari rani he.
Sukhuda ; kyo ki ham chudele he. Pishaj he. Chimkadad ki prajati se hamara janam huaa he. Ham suraj ki roshni badash nahi kar sakte. Hame andhera hone ka intjar karna hoga.