Rohit ka pariwar middle class pariwar tha.uskha papa railway meya job kar teya tha aur mega ( Rohit ki mummy) ek housewife thi.aur aisa bhi Nahi hai ki ye jawan beta ki kartut bakhubi janti hai
Meya Ghar ka door bell bjaya aunty neya gate khol la.aunty Ghar par lake thi kyu ki unki beti apni nana ka Ghar gai hoye hai. Aur Rohit ka tho pata hai aap ko.
Main: aunty Rohit kaha phone bin nahi utha ra hai.(kise utha yaga uska phone tho Mera pass hai)
Aunty neya koi jab nahi deya .Phir aunty mujhe ghar ke andar bulayi,mai bhi andar gaya aur sofe pe baitha aunty mere aage baithi thi Rohit ki halat theek na hone ke karan aunty bohot hi dughi dikh rahi thi.aunty ne poocha kya ali itna din bad kaise aana huwa toh maine aunty ko kaha ke, Rohit kaha hai aunty. Aunty ka Sakala latak Gaya.aur boli.
Aunty: Ali beta tum ko nahi pata Rohit ka par aur hath Tut Gaya hai.
mein: ( acting )kya kaise .kal rat ko tho thik tha aunty.
aunty: pata nahi beta raat ko daru pekar aaya tha usneya door bell bajaya .jab meya neya gate khola tho dekha Rohit Jamin par leta hai .Mera ko laga daru ke nase meya behosh hogay hoga to meya aur tumhare uncle neyA Rohit ko uska bed par leta deya.
jab tumhara uncle chale gaya tho meya Rohit ke room gayi .useya Datt neya ka liya to dekha Rohit Dard Se Ro Raha Hai.meya neya pucha to bataya ki uska par aur hath tot Gaya hai.tho meya neya Rohit ka papa ko phone kar liya sab bata deya wo aate hogay
aunty: tumhare uncle aate hoge usa hospital lekar Jane ka liya.
Main: ( meya chinta dekha hoya) chaliye aunty mai Rohit ko hosiptal le ke chalta hoon. Toh aunty kehne lagi ke are Ali beta woh uncle abhi aate hi honge maine unko bulaya hai mai Rohit ko lekar chali jaungi unke saath
Toh maine kaha aunty uncle ko aana hota aajate aab tak aap chal leya Rohit ko hospital lekar chaliye chalte hain.toh Chachi aur udaas hogayi ye bhi na apni patni ka aur bacho bilkul bhi khayaal nahi karte. Aunty neya apni phone seya uncle ko phone lagayi aur unse baat karne lagi
Aunty- Hello,aaye nahi abhi tak
Uncle-hello,woh traffic meya fassa ho.
Aunty- thik hai phir aap office chale Jaya meya Ali ke sath jari ho hospital Rohit ko lekar
Uncle-thik hai tum uske saath chali jaao
Aunty- uske saath jaane ke liye aap ko kyun shadi ki main mai usko hi shaadi karleti
Main thoda shock reaction ke saath blush karne laga
Aunty- theek hai mai jaati hoon,aate samay doodh leke aao ghar me khali hogaya hai
Aunty mujhe dekh ke tiredness ke saath dekho ali beta Rohit beemar hai phir bhi woh nahi aapate hai.maine kaha mai hoo na aunty apko jo kuch bhi chahiye kab bhi chahiye mujhe bulaye mai leya auga .chaliye ab Rohit ko hospital lekar chalte hain toh aunty ne shawl liya chappal pehne aur meya Rohit ko shara deya aunty neya darwaza band kiye aur Rohit Ko khande ke sahara deke chalne lagi Rohit ko hospital
Hum thino hospital pahunche token leke baith gaye yahaan local area clinic me token system hota hai humara number aane pe hum dono andar gaye toh doctor ne Rohit ka examine kiya, blood pressure,aur temperature check kiye aur kehne lage fracture hai paar aur hath meya hai isme tablets likha hoon 3 month continue
Kijiye aur plaster kar deya Rohit Keya par aur haath par . meya aur aunty char per jaake baith gayi doctor neya Rohit ke pant loose karne ko kaha toh Rohit mujhe aur aunty dekhne laga toh.
Doctor ne mujh aur aunty se kaha aap dono thoda bahar wait kijiye ye aayenga
Maine aur aunty turant bahar chala gaya aur waiting area me wait karne laga ,kuch minute baad Rohit wheelchair par bahar aayi aur mujhe dekh ke hasne lagi aur main bhi hasne laga , aunty mere paas aake chalo chalte hai karke kehne lagi hum hospital se nikalne lage
.raaste me chalte chalte hum tino kuch baat hi nahi kiye itne me medical shop aaya toh maine aunty se prescription mangi tablets lene ke liye toh aunty kehne lagi are woh uncle ke lenge maine kaha rehne dijiye aunty idhar hi le lenge toh aunty kehne lagi arey woh mere paas paise kam hain toh maine kaha. aunty hum sab ek family hain dijiye karke prescription leke medical se medicines le liya, aur hum ghar ke aur nikal pade,