- 33,356
- 22,018
- 274
Mai to aata rehta hun idhar tum gayab ho
bas tension me hu to yaha aana kam ho gaya hai .Howdy men kidur busy ho aajkal
matlab ab aap gundagardi karke dusro ko loot rahe hoNaah man apan ko jarurat hai to apan kisi ke bhi thread ko apna bana leta
Liii bruuMe soch raha hu ek naha thread open karu jiska title hoga ------- BANNED HUYE MEMBERS KI DETAIL ?
matlab jo banned hua hai usne kya comment kiya jiski usko saja mili ban .
sabko pata chalna chahiye ki uski galti kya hai aur dusra koi wo galti naa kare .
Moon Light Aakash.