Koun sa Sunday bola tha bhai ye to bata deteSunday ko deta hun update shaam tak aa jayega koshish jarur karunga kal ek update dal dun nhi toh sunday pakka
Koun sa Sunday bola tha bhai ye to bata deteSunday ko deta hun update shaam tak aa jayega koshish jarur karunga kal ek update dal dun nhi toh sunday pakka
Dont be sorry bro problem sab ke sath hote hai and as a student me bhi samjhta hu ki assignment kitna dimag khata hai so first complete your work then continue with your storysorry mere college ke assignments the usse complete ka raha tha mujhe laga sunday tak ho jayega
Nhi Ho paya tha khair ab maine apne sare assignments complete kar diye aram se is kahani ko continue karunga mujhe maaf kar dena
Likhna chalu kar diya hun shaam ko updates dal dunga
Oksorry mere college ke assignments the usse complete ka raha tha mujhe laga sunday tak ho jayega
Nhi Ho paya tha khair ab maine apne sare assignments complete kar diye aram se is kahani ko continue karunga mujhe maaf kar dena
Likhna chalu kar diya hun shaam ko updates dal dunga
Intezaar rahega....sorry mere college ke assignments the usse complete ka raha tha mujhe laga sunday tak ho jayega
Nhi Ho paya tha khair ab maine apne sare assignments complete kar diye aram se is kahani ko continue karunga mujhe maaf kar dena
Likhna chalu kar diya hun shaam ko updates dal dunga
Achi hy storyUPDATE 10
Ayush:apni ankhen kholo
Megha apni ankhen kholkar jab dekhti hai use jhatka laga tha yeah aam motiyan nhi thi iske bare mai kitabon mai likha tha,aj use hakikat mai dekhne mila hai
Ayush:tum jo soch rahi ho woh sach hai,yeah wahi moti hai,ise sambhalkar rakhna,tumhe humesha meri yaad dilayega iske alawa aur kuch hai nhi mere pass tumhe dene ko
Megha:mai moti ko jaan se jyada samabhalkar rakhungi
Yeah bolkar ayush gadi ka darwaja band kar deta hai namrata gadi lekar chali jati hai,Megha ke ankhon mai anshu aa hi rahe the ab us anshuon ko rokhna namumkin ho gya tha,Namrata ke ankhon mai anshu the,Ayush udhar khada hote hote unlogondekhta hai woh tab tak use dekhta hai jab gadi uski ankhon se ojhal nhi ho gay,uska bhi shabar ka ban tut gya tha uske bhi ankhon mai anshu aa gye the……
AB AAGE........
Ayush thodi der udhar baithkar ankhon mai anshu liye udhar baitha hai suraj ko dhalte hue dekh raha tha,un sab palon ko yaad kar raha tha jo megha ke sathe usne bithaya hai,who sab ko yaad karke uske ankhon ke anshu tham nhi rahe the,thodi der udhar baithne ke baad Ayush apne ghar chala jata hai.
Idhar Sarita kafi pareshan thi,idhar udhar tahel rahi thi,apne man mai soch rahi thi
Sarita:- Kahan reh gya Ayush,kabhi bhi use itna samay nhi laga humesha samay par ghar pahuch jaya karta tha,Aj itna samay lag gya use,kahi koi musibat mai toh nhi phas gya,kahi kallu ne mera badla ayush se toh nhi nikal raha,kahi kallu ne uske sath kuch kiya nhi,nhi yeah mai kya soch rahi hun,aa jayega ghar kuch nhi hua hoga,agar yeah sach nikla toh,mujhe jakar dekhna hoga kaha reh gya ayush,agar kallu ne uske sath kuch kiya hoga mai use zinda chorungi.
samay ke sath sath sarita ke andar yeah darr baith gya tha kallu kitna kamina hai apna badla nikalne ke liye kisi bhi had tak ja sakta hai,sarita ne faisla kar liya tha ayush ko jakar bahar dhundegi,isliye sarita ghar se bahar nikalne hi wali hoti hai,ayush ghar par ata hua dikh jata hai,wahi gate par khadi hokar uskar ane ka intezaar kar rahi hai,Ayush jaisa hi ghar ki auri ata hai,woh dekhta hai uski maa uska intezaar kar rahi hai,Ayush samaj jata hai uski maa usi ka intezaar kar rahi hai,use aj kafi samay ho gya tha.
Jaise Ayush Ghar mai pahuchta hai,sarita ke bolne se pahile ayush bol deta hai
Ayush:-Maaf kar do maa,who vidyalaye mai padne ke liye ruk gya tha uski wajih se samay ka pata nhi chala,meri wajih se aapko pareshani uthani pad gyi,uske liye mujhe maaf kar dijiye,agli baar apko bata diya karunga.
Sarita:-Arey pagal mai kahan naraz hun terese,fikar ho gyi thi teri,tune kabhi aisa der se ghar nhi aya na kabhi isliye pareshan ho gyi thi,ab tu aa gya hai pareshani bhi gayab ho gyi,chal hath pair dho kar aa ja mai khana taiyaar karti hun.
Ayush chala jata hai,sarita apne kaam mai lag jati hai,thodi der baad Ayush Fresh hokar ata hai,Sarita use khana dene lagti hai,Komal udhar baithkar muskura rahi thi bha bhai karne lag gyi.
Sarita:dekh raha hai apni behen ko,tujhe itna samay se nhi dekhi toh mayush baithi thi,jaise tujhe dekhi muskurane lagi bha bha karne lag gyi,itna toh use apni maa ke liye fikar nhi ki hogi,jitna tujhe na dekhne se karti hai
Sarita komal par hath ferkar yeah sab bol rahi komal apni maa ki awaaz sunti hai mukurane lagti hai khil khilakar hasne lagti hai waise komal nandaan hai use kuch malum nhi hai lekin samaj leti hai bhai se bahut hi jyada pyar karti hai apne hi andaaz mai ayush ko pyar karti hai,jab nhi dikhta mayush baith jati hai,jab ayush dikh jata hai khil khilakar hasne lagti hai.
Ayush khana khate apni behen ke sath khelta hai pyar se bolta hai
Ayush:-Maaf kar do meri gudiya rani,meri wajih se tu mayush baithi thi,tu fikar mat kar agli baar se aisa kuch nhi hoga kabhi deri hogi tujhe apne sath le jaunga,milkar padaai karenge aur khelenge.
Ayush ki baat sunkar komal khil khilakar hasne lag jati hai,jaise bol rahi ho haan bhaiya agli baar apko kahi nhi jane dungi jidhar jaoge mai bhi aungi apke sath khub masti karungi aur padhai bhi karungi
Sarita apni nakli gussa dikhate hue,bolti hai
Sarita:-Acha mera kya,mai idhar akela achar dalungi,mai bhi ayush ke sath chalungi,dekhungi padta bhi hai ki sirf maa ko dikhane ke padne ka bahana karta hai,tu chuhiya has rahi hai,tujhe kuch samaj ayega ayush kya padai karta hai.
Ayush mukurate hue bolta hai
Ayush:-Gudiya,maa ko bolo,uska bhai hai na tujhe shikhayega,padayega,tu bhi badi hokar ek acha insaan ban sake,duniya mai khub naam kama sake,tension mat le maa kuch nhi bolegi,udhar baithkar hume dekhegi unke ankh mai bhi anshu aa jayega apne dono bacho ko padta hua dekhkar,jaisa abhi aa raha hai.
Sarita jab sunti hai ayush ne dekh liya hai uske ankhon ka anshu toh phat se poch deti hai,ayush ko kehti hai
Sarita:-Khushi ke anshu hai beta,apne dono bacho ko yu hasta khelta dekhkar mere ankhon mai anshu aa gye,har maa ko khushi hoti hai jab uske bache aage badhte hai,duniya mai naam kamate hai,dono bacho ke bich mai itna pyar dekhkar har maa ko garv hota hai bhagwan kare tum dono ke bich mai atut pyar humesha bana rahe koi bhi kali parchai tum dono ke upar na pade humesha aisa khushi khushi se rahe yeah bolkar sarita ke ankhon mai phir anshu aa gye the.
Ayush sarita ka anshu pochte hue unke gale lagte hue bolta hai
Ayush:-Maa hum log humesha aisa humesha khushi se rahenge koi bhi taklif nhi ayegi agar ayegi mai use bhaga dunga humesha hum log aise hi haste khelte rahenge.
Sarita bhi ayush ko gale lagte hue bolti hai
Sarita:Mujhe bahut khushi tumhare jaise bete ko maine janam diya,aise beta bahut bhagyasali maaon ke nasib mai hota hai
Ayush:Mai bhi toh bhagysali hun maa,aap hamari pyari si achi si maa ka beta hun.
Dono aise thodi der gale lagne ke baad sarita kin azar ayush ke locket par jati hai jo megha ne diya tha phir ayush se puchne lag jati hai
Sarita:Beta,yeah tere gale mai locket kaisa hai,pahut pyara locket hai kisne diya tujhe
Ayush:Acha yeah locket,megha ne diya hai maa,mere janamdin ka tohfa ek din pahile de diya
Sarita:Bahut mehenga lagta hai,ise bahut sambhalkar rakhna beta,teri dost ne bahut pyar se tujhe diya hai uska bharosa mat todna,waise mujhe teri dost se milna hai,humesha uski tariff karte rehta hai,mujhe dekhna hai kaisi hai teri dost,kal tera janamdin hai use ghar pe bhulana milkar tera janamdin banayenge………….