Kal shaam tak aa jayegawaiting for the next update....
Intezaar rahega...Kal shaam tak aa jayega
Nice and beautiful update....UPDATE 11
Ayush:Mai bhi toh bhagysali hun maa,aap hamari pyari si achi si maa ka beta hun.
Dono aise thodi der gale lagne ke baad sarita kin azar ayush ke locket par jati hai jo megha ne diya tha phir ayush se puchne lag jati hai
Sarita:Beta,yeah tere gale mai locket kaisa hai,pahut pyara locket hai kisne diya tujhe
Ayush:Acha yeah locket,megha ne diya hai maa,mere janamdin ka tohfa ek din pahile de diya
Sarita:Bahut mehenga lagta hai,ise bahut sambhalkar rakhna beta,teri dost ne bahut pyar se tujhe diya hai uska bharosa mat todna,waise mujhe teri dost se milna hai,humesha uski tariff karte rehta hai,mujhe dekhna hai kaisi hai teri dost,kal tera janamdin hai use ghar pe bhulana milkar tera janamdin banayenge………….
Ab AAge........
Sarita Ki baat sunkar Ayush ki ankhon mai anshu aa jate hai,par ayush apni ankhon ke anshu ko chupa leta hai,aur apne maa sarita ko bolta hai
Ayush:Maa,megha kal nhi aa payegi,woh apni maa pitaji ke sath bahar ja rahe hai ghumne ke liye,kafi samay baad uske pitaji aye hai seher se isliye.
Sarita Ayush ke ankhon ka anshu dekh leti hai aur yeah bhi samaj jati hai Ayush jhuth bol raha hai,tabhi Sarita apne bete Ayush ko kehti hai
Sarita:-Tu itna bada bhi nhi hua hai ki,tu apni maa se jhuth bolne laga hai,Maa hu teri teri ankhon ke main jo anshu hai saaf saaf dikh raha hai tu kuch chupa raha hai.
Ayush apni maa ki baat sunta hai toh juthla deta hai,sarita ko kehta hai
Ayush:-Aisi koi baat nhi hai maa,sach bol raha hun,mai kyu jhuth bolunga,kal peheli baar megha mere janamdin mai nhi rahegi na isliye thoda taklif hui isliye ankhon mai anshu aa gye maa,aur koi baat nhi hai maa
Sarita:-Beta,megha ke papa jabhi bhi aye hai,megha har saal tere janamdin mai rehti hai,itna toh mujhe bhi pata hai jab bhi tera janamdin ata hai us din kuch bhi tere sath humesha tera janamdin banati phir sara kaam karti,vidyalaye toh jarur ati hai tere janamdin ke din,ab bata kya baat hai tujhe meri kasam hai.
Ayush samaj gya ab maa se baat chupa nhi sakata isliye woh sabkuch sach batane ka faisla karta hai.
Ayush:-Thik hai maa mai sabkuch sach batata hun,mai apse baat chupa nhi paunga,agar chupaunga toh apko taklif hogi toh mai batata hun
Sarita:-Jab tu itna samajdaar hai kyu apni maa se jhuth bolta hai,ab bol kya baat hai
Ayush sabkuch sarita ko bata deta hai aur use vidyalaye se late hone ki wajah bhi bata deta hai jisse sunkar sarita ke ankh mai anshu aa jate hai woh nhi dekh paa rahi thi apne bete ko dard mai,ayush bol kar fufak fufak ke rone lagta hai,jo anshu jo kabse chupa raha tha akhirkar woh rone lag gya,use bahut dard aur taklif ho rahi thi megha ke jane se
Sarita Ayush ke gale lagkar use shant karati hai aur bolti hai
Dusri Taraf raniganz ke station mai Megha aur uske mata pita udhar baithkar train ka wait kar rahe hai.Megha ko ek ehsaaz hota hai uski dil ki dhadkane phir tez hoti hai,use lag raha hai Ayush bahut ro raha hai is samay apne dost megha ko bahut yaad kar raha hai,chahkar uski megha uske pass nhi ja pa rahi hai,isliye megha ke ankhon mai bhi anshu aa jate hai.Namrata yeah dekh leti hai apni beti megha se puchti hai
Namrata:-Kya hua laado kyu ro rahi hai,tu toh bolti thi na kabhi nhi royegi,use wada karke ayi hain na,toh phir kyu ro rahi hai,use taklif hogi beta ja Ayush ko pata chalega tu ro rahi hai.
Megha:-Ayush apna wada tod raha hai uska kya maa,mere jane se who khub ro raha hai,mere samne kuch nhi bola haste haste jane diya mere pith ke piche ro raha hai,mujhe yaad karke ro raha hai maa,aise bolkar Megha apni maa se lipatkar rone lagti hai.
Namrata:-Yeah baat tujhe kaise malum padi ki who ro raha hai,use taklif ho rahi hai
Megha:-Mujhe abhi ehsaas hua aisa laga woh taklif mai hai,mujhe yaad karke bahut ro raha hai,mujhe bhi bahut dard ho raha hai maa,Ayush ko kuch hoga toh nhi na maa,bolkar phir rone lagti hai
Train aa chuka tha,Shreyas bolta hai
Shreyas:-Jaldi Jaldi Train,lag gya hai platform par,Jaldi Jaldi chalo
Apni beti megha ke ankhon mai anshu tab dekh nhi paya tha,sab ko bol raha tha jaldi jaldi chalo,train nikal jayegi
Namrata jaldi se apna saman uthati hai megha ko bolti hai jaldi chalo beta,upar wale par bharosa rakh use kuch nhi hoga,sahi samay ane par dono jarur miloge yeah mera viswas hai beta.
Megha bhi kuch nhi bolti,aur saman lekar chalne lagti hai,jaise hi woh train mai chadti hai,Megha apne man mai bolti hai
Megha:-Mai tumse milne jarur aungi Ayush,kuch saal ka intezaar kar lo phir tumhari megha tumhare pass ayegi.
Megha yeah bolkar train mai chad jati hai,humesha ke liye Raniganz gaon chorkar ek naye seher mai,jahan uski nayi zindagi chalu hogi.
Yahan Dusri taraf Sarita apne bete ka rona chup karati hai Ayush ko bolti hai
Sarita:-Beta,kya hua woh chali gyi beta,tum uske sabse ache dost ho na uski bhalai kisme hai tum ache se jante ho,uske mata pita megha ke liye sahi nirnay kiya hai beta,uske jagah mai hoti mai bhi yehi nirnay karti,humari badkismati hai beta tumhe yahan se badi seher bhej sakti,Yeah bolkar sarita ka ankhon mai anshu aa jate hai
Ayush:Nhi maa,aisa mat boliye aap jitna karti ho use jyada koi nhi kar sakta,mai janta hun aap kitni taklif uthakar itne bade vidyalaye bhejti hai,mujhe padane ke liye,yahan gaon ke sabhi bachon mai mai hi hun jo itne bade vidyalaye mai pad raha hun,isee mujhe koi shikayat nhi maa,bas roiye mat
Sarita Aur Ayush ek dusre ke anshu pochte hai Sarita bolti hai
Sarita:Beta,megha ki khushi usi mai,tum uske sache dost hon na,dil se dua karo jahan rahe khushi se rahe,duniya ki sari khushiyan tumhari dost ko mile,mai dua karungi tum dono ek din jarur miloge.
Ayush:Ji maa
Ayush apne man mai bolta hai,Megha ek din jarur milunga saal baar ka intezaar aur hai Megha….
Sarita apne man mai bolti hai maine kabhi megha ko nhi dekha hai bhagwan tu hi jodiyan banata hai,tumse yehi dua hai indono bacho ko jaldi se mila dena.
Namrata bhi yehi dua karti hai woh toh pahile se hi ayush ko apni beti ka humsafar man chuki hai
Dono maaon ne apne bacho ke liye dua mangi dono dost ne bhi ek dusre ke liye dua mangi hai………..
Bhot pyara update chota tha per koi na umeed ha jald naya denge aap updateUPDATE 11

Nice and superb update...UPDATE 11