Naik
Well-Known Member
- 21,576
- 77,466
- 258
Nice update bhaiUpdate 34
Amishka Taiyar hoke ati hai usne ek skin tight jeans aur ek pink colour ka crop top pehna tha ekdm bawaal lg rhi thi...
Uske ate hi Shaurya ka muh se bas itna nikla Gorgeous.... Aur uska muh khula ka khula rah gya...
Tabhi vaha Siya ati hai
Siya : bhaiya muh bnd kr lo makkhi chli jaegi hahahahaha
Shaurya sharma jata hai aur vo bhi taiyar hone chla jata hai...
Udhr Amishka to sharma sharma ke sharmili ban hi chuki thi...
Fir Shaurya taiyar ho ke ata hai ek jeans aur ek T shirt pehni thi vo bhi handsome lg rha tha...
Amishka : Didi ab to bta do kyu taiyar krwaya mujhe..
Ruhi : Gudiya Tu aur Shaurya aaj pura din jaa rhe ghoomne..
Amishka : kyaa par Shaurya ko itna kaam hoga aise kaise.
Shaurya uske muh pr ungli rakhte hue : tumse bhi jruri koi kaam hai bhala..
Fir Shaurya aur Amishka ek bike par nikal jate hai ghoomne aur sabse pahle movie dekhne jate hai ek romantic si movie chal rhi hoti hai to usme ek kissing scene ata hai to ye dono bhi kiss krne lg jate hai aur ye bhool jate hai ki ye kha hai aas paas ke kuch log inhe hi dekhne lgte hai aur jab dono ki kiss tootti hai to un sab ko apni trf aise dekhta pa kr dono sharma jate hai aise hi fir dono hath me hath dale movie khtm krte hai fir dono ek park me jate hai vha ek doosre ke sath baith jate hai...
Shaurya : Amishka I love you tumhe kbhi ye to nhi lga ki baki sab ke ane ki vjh se mai tumse pyar nhi krta ya time nhi de pata..
Amishka : Shaurya badal to bhut kuch gya hai kha hm bachpan me guddde gudiyo ki shadi me apni shadi dekhte the fir school me mujhe tumpe crush tha par mujhe hmesha apna bachpan ka pyar yaad ata tha but last me maine socha ki age bdhte hai par jis din tumhe prupose kiya usi din se life badalne lgi phle to ye jaan kr bhut khusi hui ki tum hi Shaurya ho par Aditi didi se jalan hui mujhe pr tumhare na rhte hue unhone mujhe itna pyar diya sambhala ki mai tumhe unke sath share krne ko ready ho gyi fir Riya ke bare me jaan kr mujhe khusi hui ki use tumne sirf mere liye reject kr diya lekin fir mujhe uska pyar dikha usse jab mili to usme mujhe khud ki parchai dikhi fir Ruhi Didi aur juhi didi unse to mujhe khushi hi hui ki meri jo behane mujhse itne saal door thi vo ab hmesha mere sath hi rahengi par Krishtiana ke time mai jhalla gyi i am sorry but vo meri choti behan jaisi hai usse mujhe koi problem nhi hai...
Fir Shaurya Amishka ke mathe par kiss kr deta hai.
Shaurya : I love you meri jaan i love you
Amishka : bas ho gya ab makkhan mt lagao
Shaurya : acha ji makkhan lga rha hu abhi btata hu
Shaurya use vhi park me hi pakad ke kiss krne lgta hai...
Fir dono lunch krte hai aur ice cream khane jate hai fir dono ek studio jate hai aur trah trah ke dress me ek sath photos khichwate hai aur dono aise hi mje krte hue ghar aa jate hai...
Shaurya : bhai kuch pta lga us doctor ka
Arya : haa bhai Vo US gya tha yha se but vo kbhi vapis nhi aya vha se
Shaurya : mtlb hme age ka surag vhi se milega
Shaurya : Lucy us time ki sari photo videos search kro dekho kya milta hai...
Lucy : Sir mushkil hai kuch bhi milna kyuki US ke mostly Cctvs ki photages 1 saal ke baad delete kr di jati hai but mai check krti hu ho skta hai kuch mil jae Sir.
Shaurya : haa puri koshish kro Lucy
Fir sab log dinner table par baithte hai thodi der me..
Amishka : To krishtiana suhagraat kb h tum dono ki...
Krishtiana : vo vo darsal hmne island par hi mna li thi (aur sharma jati hai)
Aditi : tum dono to bade fast nikle par yha bhi to suhaagraat manani pdegi na...
Shaurya : haa but abhi nhi abhi krishtiana ki reports ana baki hai jab tk uski body me kya prblms hai clear nhi ho jata tab tk hme kuch nhi krna chahiye i think...
Riya : hmm ye bhi shi hai..
Aditi : vo nhi to tum mna lo suhaagraat meri jaan hahahahaha
Riya : nhi mai Amishka ke baad hi kuch krungi ya uske sath hi hehehehehe
Amishka : mere sath krogi to Shaurya ke sath mai bhi le lungi tumhari hahahahaha
Riya : ha ha q nhi mai tumhari hi to hu.. Par mai bhi tumhari.....
Tabhi Siya aa jati hai vha jo abhi tk padh rhi thi..
Shaurya : Are Siya tum abhi tk pdh rhi thi
Siya : haa bhaiya vo bsc ki cheeze abhi thoda smjhne me time lgega
Krishtiana : bsc tum to 6 me ho na beta
Riya : hahahah tum bhool gyi hm dono dusre earth se hai
Krishtiana : ohh haa didi sorry bhool gyi thi mai to..
Siya : vaise bhaiya kal guardian's ki meeting hai school me aapko ana pdega ....
Shaurya : kal to mujhe college bhi jana hai kitna lmba time ho gya..
Siya : bhaiya meeting shaam ko hai school ke baad aap aram se college se ho ama..
Fir aise hi sab sone chle jate hai Riya Amishka Krishtiana ek sath nikal jate hai dono ko island ki kahani sunni thi
Ruhi juhi apne room me
Aditi apne room me to Shaurya bhi aa jata hai aur jam ke uski dono trf se bajata hai
Aditi : Shaurya mai soch rhi thi ab job chhod du..
Shaurya : kyu..
Aditi : vo isliye buddhu raam ki mai tumhari wife hu aur mai hmesha tumhare sath hi rhti hu aur job ki vjh se duniya samaj bhi mujhpe najar rkhta hai meri age shadi ki age se jyada hone vali hai samaj galat sochega hmare bare me aur isse tumhari aur Amishka ki life affect hogi yha...
Shaurya : to isme job chhod ke kya fayda
Aditi : buddhu job chhod ke ye fayda ki mai hmesha yhi rhungi tum logo ke sath bahar nhi jana pdega department me bol dungi ki mai vapis apne gao jaa rhi hu aur yha tumhare paas rhungi yha to hme is earth par chip kr hi rehna hoga ye nhi bta skte ki hm tumhari wifes hai
Shaurya : theek hai tum hm sb se smjhndaar ho jo faisla tumhara hai vhi hmara bhi hoga lekin Ruhi juhi ka fir kaise krenge kyuki company to vhi dono sambhalti hai na...
Aditi : vo dono lesbians bhi hai to dono ki shadi krwa do samaj ke samne aur ghar me vo dono tumhari wife... Riya aur krishtiana aur mai aise reh lenge hme kn sa yha bahar jana hai jitne mje krne hai dusri earth hai na hehehehe
Shaurya : waah tumne to sari prblms hi solve kr di kamal kr di ...
Aditi : akhir wife kiski hu
Shaurya : meri hehehe
Fir dono vaise hi so jate hei ek doosre ki baho me..
Fir agle din Shaurya subah 4 bje baba ke paas jata hai aur unhe thor ki belt aur mionir dikhata hai
Baba : waah beta kismat ne tumhara kya acha saath diya hai ye shaktiya bhi bhut kaam ayengi age ane vale yuddho me..
Shaurya : ji baba..
Baba : beta ab tumhe us laghutantra kawach ko khojne jald se jald nikalna hoga vo bhut awashyak hei...
Shaurya : jrur baba
Fir Shaurya vha thodi der meditation krta hai aur vapis aa jata hai...
Fir vo aaj college jata hai...
Principal : beta ab kaisi tabiyat hai mujhe pta lga tumhare accident ke bare me aur coma me jane ke bare me beta tum hmare one of the brilliant student ho to abhi to kafi studies piche ho gyi hongi maine jo ache bacche hai unki ek saal ki notes manga ke tumhare ghar bhijwa di hai vaise to sab tumhare hi frnd circle ke hai par fir bhi mera farz bnta hai...
Shaurya : Thanks Sir for your concern and notes
Fir Shaurya class me jata hai Sare teachers usse poochte hai uska haal chaal quantum physics vali mam to Shaurya ko bhut hi jyada mnti thi vo Shaurya ko dekhte hi gale se lga li..
Mam : beta kitne din ho gye keede pde us truck vale ko..
Shaurya : mam i am all ok dont worry
Mam : hmm beta
Fir aise hi recess ho gya
Canteen me Ankita Shaurya ko dekh kr bhut khus hoti hai vhi Samriddhi ki naak chadh ati hai...
Ankita : kaise ho Shaurya ab
Shaurya ko gussa to bhut ati hai uske upr but vo college me koi tamasha nhi krna chahta tha...
Shaurya : i am ok
Ankita : Good to aaj khi bahar chale ghoomne..
Shaurya : no aaj meri sister ki school me gaurdian meeting hai
Samriddhi : isse phle to tumhari koi sister nhi thi ye kha se aur tum to do ma baap ke bete ho aur dono hi nhi rhe Anukriti to hmare sath college me hi hai... Ya fir use hi khi le ja kr uske sath raasleela krne ka irada hai kyuki sagi behan to hai nhi...
Shaurya : jaban sambhal kr baat kro samriddhi nhi to mai bhool jaunga ki tum ek ldki ho smjhi
Tab tk usko gaal pr ek thappad pdta hai ye kisi aur ka nhi Anukriti ka tha..
Ankita Samriddhi ko le kr chli jati hai
Kriti : kamini hai dono ..
Anukriti : hmm bhai tum un dono se door hi rehna..
Shaurya : hmm
College ke baad fir vo nikal jata hai Siya ke school...
Vha Sare teachers Siya ki tareef hi krte hai kyuki vo bhut talented thi ab of course bsc ka pdhne vali ldki 6 me pdhegi to kya hoga...
Siya ke principal to siya se bhut jyada khus the usne interstates championship me unke school ko first prize dilwa diya tha kul mila kr Siya ho gyi thi famous..
Fir aise hi dono vapis ate hai
Siya : bhaiya maine aapko isliye bulaya kyuki mera ek daant sad gya h mujhe dentist ko dikhana hai lekin didi ko mt btana vo meri chocolates bnd kr degi plzz bhaiya choti si bacchi ki baat maan jaiye plzzz bhaiya mai aapki pyari sister hu na plzzz
Shaurya : acha baba theek hai lekin ek hafte tak no chocolates
Siya : ok bhaiya bas didi ko mt btana
Shaurya : ok
Fir dono dentist ke paas jate hai vo uska daat nikal deta hai aur fir dono ghar aa jate hai Siya aaj jyada bol nhi rhi thi kyu ki dentist ne mna kiya tha vo kisi trh chipa rhi thi Riya se haahaahaha
Age next update me...............
Superb updateeUpdate 35
Udhr Max ki halat kharab thi use kuch smjh nhi aa rha tha ki ho kya rha hai sala... Ek aur super power
Chaliye Max ko thodi der sochne dete hai chlte hai vapis hero ke paas
Shaurya aur baki sab college me hote hai
Tabhi principal sir kuch anounce krte hai...
Principal : Hello everyone hmare research college ne Greenland ki spacelights pr research aur vha ke janwaro pr research etc. Aur thoda ghoomne us trh ke barfeele area me business ko smjhne ke liye ek college trip plan ki aur ye plan hmare hi ek student ka plan hai jo mujhe acha lga to maine haa bol di hei aur team kitne bacche honge ye aap sabko list de di jaegi teachers ki aur baccho ki Thankyou everyone I hope you all will enjoy this amazing trip mai to nhi aa paunga but i will miss this amazing experience...
Fir thodi der me list sab ko mil jati hai...
Escorts
Shabana Mam (Quantum Physics professor)
Ayushi Mam ( Neurology proffessor)
Manish Sir ( Nature Habitat expert)
Ritesh Sir ( Business expert)
Students
Arnav, Shaurya ( Captains boys)
Amishka, Kriti (Captains Girls )
Boys
Vishnu,Arya, Ujjwal, Dipendra(Shaurya n party)
Baki kuch boys
Girls
Anukriti, Mahi, Sriddhi, Shrishti , Ankita, Samriddhi..
Aur bhi kuch girls..
Flight ki tickets sabki booked thi agle din ki
Fir shaam ko sab ghar pahuchte hai
Amishka : ye plan kiska tha vaise hai to mst
Shaurya ne abhi kisi ko kuch nhi btaya tha ki gangadhar hi shaktimaan hai hahahahaha
Fir sab khush the trip pr jane ke liye
Aditi ne aaj apni job se resign kr diya tha aur permanently sift ho gyi thi Shaurya ke ghar hi....
Fir agle din Trip thi to sab so jate hai
Next day on Airport
Shabana : Shaurya ye rhi sabki tickets aur visa sabko de do aur check kr lo sab aa gye na..
Shaurya : sure mam
Fir Shaurya sab kuch check veck krta hai sab flight me baithte hai college trip thi to Girls aur boys alg alg baithe the...
Jyada kuch nhi hota flight me Shaurya aur Arnav apas me baar krte krte rasta nikal dete hai sab vha greenland pahuchte hai to vha kadake ki thand thi par Amishka Anukriti Kriti aur Shaurya n frnds ko kuch frk nhi pd rha tha unki super powers ki vjh se...
Sab log Airport se bahar ate hai Arnav sab ko check krta hai sab hai sath me hi ya nhi fir sab log jaise hi bahar ate hai to dekhte hai ek ladka ek chips ke packet ke peeche chota sa bacha beech sadak par chla jata hai aur truck se takrane hi vala hota hai ki Shaurya kood jata hai par jyada full powers na use krte hue thoda sa truck se takrate hue taki kisi ko shak na ho bacche ko bacha leta hai...
Uski maa ati hai
Bacche ki maa : thanks so much you are God for me thanku so much
Shaurya : it's ok
Fir shaurya apne kandhe par hath rakh kr aisa, show krta hai ki use chot lgi hai...
Aur Amishka bhale jnti thi shaurya ki powers ke bare me par khte hai na pyar ye sab nhi dekhta vo ghabra jati hai aur daud ke Shaurya ke paas jati hai...
Shaurya : tum theek to ho na jyada lgi to nhi kha lgi kandhe pr kya jrurt thi aise koodne ki mai kitna dar gyi thi pagal ho kya..
Shaurya uske muh par ungli rkh deta hai aur use gale lga kar uske kaan me
Shaurya : are buddhu mujhe kya hoga truck pura bhi mujhse takrati to kuch na hota mujhe pagal.
Amishka : ohh sorry sorry mai to bhool hi gyi
Dono gale hi lage hote hai ki
Ankita : ohh romeo Juliet ho gya dono ka chlo bhi ab yha se taxi aa gyi hotel bhi jana hai..
Dono alag ho jate hai aur sharma jate hai
Anukriti bhi sab jnti thi bs dikhawe ke liye poochti hai
Anukriti : bhai tum theek ho na
Shaurya : haa behna ek dum badhiya
Fir sab hotel aa jate hai aur sab ko unka una room dikha diya jata hai
Shaurya aur ujjwal ka ek room tha aise hi do do ke pair me sabko room de diye gye the yha abhi raat thi aur 6 mahine tk bhut hlka hi light difference hoga raat aur din me kyuki ye north pole pr hai sab khana kha ke so jate hai...
Par Shaurya nikal pdta hai kuch khojne
Aap sab soch rhe honge shaurya ko raat me hi ye sab krna tha to vo teleport ho kr yha aa skta tha aur ruk kr yhi search kr skta tha but Shaurya ke phle se bhut college days choot gye the isliye vo aur college miss nhi krna chahta tha
Vo khojne ke liye ek special device use kr rha tha jisse pracheen energies ko trace kiya ja skta tha par vo chauk jata hai jab use pta lgta hai ki ye pracheen energy pure green land ke aasman me bikhri pdi thi aur yha ka aurora bhi kuch different dikh rha tha pichle kuch dino se Shaurya ne study ki thi...
Shaurya hawa me upr jata hai aur aurora ko test krta hai scan krke to use pta lgta hai usme normally bnne vale auroras ke solar flares ki energy ke alawa ek pracheen energy ke bhi kafi jyada ansh maujood hai jiski vjh se vo device pure greenland me hi pracheen energy bta rha tha ab Shaurya bhi comfused tha ki kya kre isliye vo hotel chl kr aram krne ki hi sochta hai vo balcony me enter hota hai aur apna LUCIFER suit utaar deta hai aur shiftless hota h ki bagal ke room se balcony me Shabana mam aa jati hai...
Shabana : Shaurya tumhe thand nhi lg rhi is trah ghoom rhe ho...
Shaurya : vo vo mam abhi abhi naha ke aya garam pani se isliye
Shabana : tumhare baal to bilkul sukhe hue hai balki inpe to brf giri hui hai
Shaurya : mam vo abhi ek barf ka jhoka aya tha aur kanpne lgta hai jhooth moot ka aur khta hai mam mai kpde pehan ke aya..
Fir Shaurya kapde pehan kr ata hai garam kapde
Shabana : ok tumhe bhi nind nhi aa rhi kya..
Shaurya : itni sundar place me aa ke soyega kn man dekhiye aurora kitna sundar h alg bhi hai baki natural auroras se
Shabana : haa ye alg hai aur maine research ki to paya isme ek alg hi trh ki energy hai solar flares ke alawa syd koi mystic energy
Shaurya : vo energy kha se ayi hogi mam.
Shabana : mere khayal se yha me kisi kone ke part me koi aisi cheez hai jo energy emit kr rhi hai aur usi vjh se ye ho rha hai aur vo jo bhi cheez hai vo mystic hai jadui hai ya to kuch aisa scientific jise hm sayad smjh na pae...
Shaurya : haa mam mtlb agr hme us energy ko khojna hai to hme is country ki boundaries par yani kono par ghoomna chahiye..
Shabana : par hme kyu khojna hai use
Shaurya : sochiye mam agr vo mystic energy hm khoj lete hai to kitna naam hoga hmara.
Shabana : shi kah rhe ho we should go on search of it..
Vaise body bhut achi bnai hai tumne ekdm fitness freak type
Shaurya : Thank you Mam ..
Shabana : Amishka ke alawa koi girlfriend hai..
Shaurya : nhi mam bilkul nhi koi aur k kya krna hai mujhe...aur koi aur kyu hogi bhi..
Age next update me.....