• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Shikari Ki Bimari (completed)

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
39,827
101,052
304
Behad hi shandar or jabardast update
Umeed anusar Ridhima aur uska paiwar bhi hai yaha aur ye sulabh hi shayad swrna hai . Ab fekhte hai kya rahshay hai jo ateet ki ladai bhawishy me bhi jari hai dono pariwaro ke beech . Parimal ki bahne hi to kahi Rituparna ki bahnr to nahi hai ateet me . Uske pariwar ka mala gadbad hai to eska asar bhawishy me pad sakta hai .
 
aman rathore

Enigma ke pankhe
4,853
20,197
158
Update 41
Wo dophar ka waqt tha , nadi ke kalraw ke bich Ajanya ke dil me ek ajib si halchal machi hui thi , wo bas bah rahi nadi ki dhaar ko nihare ja raha tha ,

Supriya subah se uska intjaar kar rahi thi lekin jab wo nahi aaya to akhir kar ham dono hi uske paas pahuch gaye ..

“bhai aisa kyo baitha hai , lagta hai ki kisi badi pareshani me hai “

Usne ek bar hame dekha to jaise uska dhyan bahng hua

“are tum log yanha .. main to aane hi wala tha waidya ji ki kutiya me “

“ha wo to dikh hi raha hai , bhor ko aane wale the abhi to surya devta sar par chad chuke hai aur aap yanha pata nahi kis soch me dube hue baithe ho “

(note- yanha likhte hue main arabi, farasi ,turki, purtgali,english aur urdu ke shabdo se bachane ki koshis kar raha hu taki us samay ka kuchh real feel mil sake lekin ye last line likhne ke bad mujhe samjh aaya ki ab hamari bhasha me ye sab shabd itne mil chuke hai ki bahut hi muskil kaam hoga inhe nikal pana.. to kahi ager Sanskrit aur hindi shabdo ke alawa bhi koi shabd mil jaye to maaf kijiyega … us samay ye sabd nahi hua karte the lekin ab koun shabd kaha ka hai ye samjhna mere liye thoda kathin ho raha hai ……… Jaise dubna kis bhasha ka hai mujhe pata nahi :D to utna chala lena

kyoki us samay ki real bhasha kya rahi hogi ye samjh pana bhi kathin hai kyoki hindi ka janm us samay tak nahi hua tha , pali prakrit utter bharat ki bhasha thi lekin wo bhi khatm hone ke kagar par thi …Sanskrit tha lekin wo bhi upyog me kam hi aata tha us samay tak .. to main samanya hindi ka hi prayog kar raha hu us samay ke logo ke batchit ke liye jisme kai bhashaye mix mil sakti hai,lekin fir bhi dhyan rakhunga ki thoda real hi lage :approve:

)

Ajanya ko jaise apni galti ka ahsaas hua

“oohh maaf karna wo main ..”

Wo itna hi bolkar chup ho gaya

“akhir bat kya hai bhaiya ??”

Supriya use dekhkar thodi wyakul ho gayi ,wahi Ajanya mujhe dekhne laga

“ye prem kaisa hota hai ajay ..”

Usne bahut hi halke aawaj me mujhse kaha ,pahle to mujhe samjh hi nahi aaya ki wo kya bolna chahta hai lekin fir mujhe kuchh samajh aaya

“prem ki paribhasha karna mujh jaise samanya manushya ke liye kathin hai Ajanya , aur prem kisi paribhashao ke pare hai ise koi paribhasha bandh nahi sakti ise bas mahsoos kiya ja sakta hai ..”

“to ye mahsoos kaisa hota hai “

Ajanya ab bhi jaise kisi aur hi duniya me khoya hua tha ,isse pahle main kuchh bolta Supriya ke chahare me chinta ki lakire gahra gayi

“bhai kya hua hai tumhe ye bawalo jaisi bate kyo kar rahe ho, kya prem kaisa prem … ham shikari-chudail hai ham prem me nahi padte “

Supriya ki bat sunkar main hans pada wo mujhe gurane lagi jaise puchh rahi ho ki akhir main hans kyo raha hu

“Supriya tum apne bhai ke liye jo chinta dikha rahi ho yahi to prem hai “

Meri bat sunkar dono hi thode chouk gaye , Supriya ne to hath hi jod liya

“shasktishali shikari hamre udhhar karne wale kitane aasani se aap man badal dete hai “ surpriya ke aisa karne par main thoda asahaj ho gaya wahi Ajanya thode ashchary ke bhaw se use dekhane laga

“tum kya kah rahe the ajay ??” wo Supriya ki bato par dhyan na dete hue bola

“yahi ki prem ki koi paribhasha nahi hoti , aur prem bas mahsoos kiya jata hai , wo sarvatra faila hi hua hai , bahan bhai ke prem me , maa bete ke prem me , pita putra ke prem me kahi bhi tumhe wo mil sakta hai ….”

“ha ajay lekin kya ek aourat aur ek mard bhi prem kar sakte hai , hamare samuh me to prem koi janta bhi nahi …

Main shikariyo ko dekhta aa raha tha aur khud bhi insaan se shikari hone ka mujhe ahsaas tha , main prem ko pahchan paya tha kyo ki pahle main insaan tha mujhe rishto ki mariyadao ka bhaan tha aur pahle bhi mujhe prem ki jhalkiya mil chuki thi lekin ab inhe main kaise samjhata ..

Jinhone kabhi gud nahi chakha ho unhe main uski mithas kaise samjhau , aur yahi sabse badi dikkat mere samne aa rahi thi , aur yahi dikkat Dr. Chutiya ke samne bhi rahi hogi jab unhe mahapurush samajh kar shikari aur chudailo ko prem shikhane bhej diya gaya …..

Dr. Chutiya ne kya kiya hoga?????

Ab Dr. Chutiya to yanha the nahi jinse main ye puchh saku ki aapne kya kiya aur uska kya result aaya lekin ek dusare roop me Dr. sahab yanha moujud the waidya ji ke roop me , lekin kya wo meri madad kar sakte hai ???

“wo sab chhodo Ajanya ye batao ki akhir aisa kya hua ki tum ye prashan puchh rahe ho “

“kuchh nahi aaj ek chudail ko dekha , hamesha se hi use dekhta hu bachpan se hi , kai bar hamne yahi isi nadi ke kinare sambhog bhi kiya hai lekin waise hi jaise ki har chudail ke sath main karta hu , jab hawas ki aag badhti hai to koi na koi to chahiye hi hota hai us aag ko mitane ke liye fir jo samne mil jaye ham shikari usse hi sambhog kar lete hai .. ye hamare samajh me aam si bat hai ..

Lekin us ek ke liye pata nahi kyo kuchh alag hi sanvedana man me uthne lagi hai “

Ajanya ki bat sunkar mujhe Ridhima ki yaad aa gayi , ho na ho is janm me bhi Ridhima aur mera koi Rishta raha hoga ..

“koun hai wo ladki yani chudail ..” maine jhat se puchha

“rituparna ..”

Ajanya ke mukh se nikla naam sunkar Supriya ka chahra tamtama gaya ..

“kitani bar tumhe kaha hai bhai ki tum usse aur uski dono bahano se to door hi raha karo , lekin tum mante hi nahi wo aur uske pita bambata … uska pura pariwar milkar hamare pita ke pad ko chhinna chahta hai taki bahari duniya ke logo par akraman kar unki samptti ko aur aourato ko laya ja sake, jyada se jyda insano ko shikari aur chudail banaya ja sake .. aur wo swarna ..”

Supriya bas itna hi boli thi ki Ajanya ne hath dikha kar use rok diya sath hi sath use gusse se dekhane laga jaise Supriya ne kuchh aisa kah diya ho jo use nahi kahna chahiye tha ..

“kya rituparna ki do bahane bhi hai ..aur ye swarn ki bat par tumne ise kyo rok diya ??”

Ye sawal maine puchha tha

“ha uski do bahane bhi hai raruka aur Anushka … aur yanha tak Swarna ki bat hai wo hamare samudaay ka mamla hai tum is me naa pado …”

Ajanya ne Gambhir swar me kaha

“lekin bhaiya ye to shaktishali shikari hai aur yanhi wo hai jo hamara udhdhar karne yanha aaya hai ..”

Supriya ne chahakte hue kaha tha wahi Ajanya mujhe thode ashchary se lekin bhedane wali nigaho se dekhne laga ………
:reading1:
 
:superb: :good: amazing update hai dr sahab,
behad hi shandaar aur lajawab update hai bhai,
to aakhir kar ab Riddhima ki bhi entry hone hi wali hai,
aur iss janam mein bhi vo dushman samudaay ki hai,
Ab dekhte hain ki aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
32,733
79,284
304
Ridhima of the past will also be lovely,:love: Well, tell us little about the present, what is happening there.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...

???
 
Top