- 964
- 1,650
- 124
Update 6
Hum so kar uthe. Pas ke pathar ke piche hum nityakram kiye. Vastra to hum laye the. To vo pehen liye. Pratah Kal humne dhyan kiya 1 ghadi tak. Firse matsya ahar kiya. Aur chal pade. Agle padav par. Vaise bhi hum chhupkar jaa rahe the. To hum durgam shtan se jaa rahe the. Aur jate huye ek khet dikha. Jaha par ek kisan tha.
Mai: kaka hume thoda jal mil sakta hai.
Kisan: are beta le lo us ghade me hai. Dopehar ka samay tha. To humne Pani Piya aur namak lagi matsya khane lage. To
Kisan: beta sirf namak lagi matsya kha rahe ho. Kuchh masale ka prayog hi kar lete.
Mai: kaka masale to humare pas hai nahi.
Kisan: ruko. Are sunti ho.
Mahila: ji kahiye. Kya huva.
Kisan: are kamli jara masala le aana. Aur aa jana khana khane.
Kamli: ji layi bas kuchh kshan rukiye.
Mai: dhanyawad kaka. Aap humari madat kar rahe hai.
Kisan: ye koun hai.
Mai: kshama kare. Ye humari mata Shalini hai. Ye humari badi behen rudra aur ye meri judwa behen Gauri aur mai Shivraj hoo.
Kisan: yaha kaise.
Mai: kaka hum himalay jaa rahe hai.
Kisan: kyon.
Mai: kaka hum vaha par darshan karne ja rahe. Suna bahut pavitra sthan hai. Vaha par bahut tirth bhi hai. Vaha par Divya mandir tatha Shakti sthal hai.
Kamli: beta kya hume le chalenge. Vaise bhi hum bhi vaha santan kamna hetu darshan karna chahate hai. Vaise bhi hum samaj se bahishkar kiya hai. Ye Chhota sa khet aur ye jameen ka tukda diya hai. Isse khane layak hi milta hai. Aur vastra bhi hume khud banane padte hai. To hum chale.
Kisan: ha beta. Aur is saal to barish bhi ati alp huyi hai. Keval adhe sal ka hi dhan upja hai.
Mai: kaka koi baat nahi. Aap chal sakte hai. Parantu aapko samaj se bahishkar kyon kiya hai.
Kisan: kyonki ye humari patni aur behen bhi hai. Uske sath hum prem karte hai. Aur yaha riwaj ke mutabik rishte me hi byah hota hai. Aur vo bhi gaon me. Par sage rishte me nahi. Par humare mata pita chal base bahut jaldi. Aur na koi humara rishtedar hai na koi aur. To hum aapas me hi rahe. Ek din sampurna gaon me hume range hathon pakada aur bahishkar kar humara dhan ghar tatha jameen hadap li aur ye Chhota sa 5 bigha(1acre) kshetra hume de diya.
Mai: kaka ab hum kya bole. Parantu ab hum aapko apne rajya le jayenge aur aapko Raj mehel me naukri denge. To chaliye hum aage chalte hai.
Kamli: beta Aaj ki raat ruk jao. Hum kal pratah jayenge. Tab Tak mai humare yatra ki taiyari karte hai.
Kisan: to aaj ratri ruk jaye.
Maa: thhik hai. Putra vaise bhi doper bit gayi hai. Ager hum chalte hai to bhi ratri me gaon par karte huye. Ho jayegi. To Aaj raat yahi bitate hai.
Mai: jo aagya mata.
Fir aise hi unse bate karte huye. Raat ka bhojan kar hum so gaye. Aur pratah uthkar nityakarm dhyan yog kar taiyar hokar chal diye. To kisan ne apne bailgadi taiyar ki. Aur bail gadi me kuchh ration aur khane ka saman dal liya. Aur vastra. Tatha bahut se uni vastra bhi Dale. Vaise bhi 4 bail jote the gadi ko. Kyonki uske pass 4 bail the. Aur unhe vo chhod kar Jaa nahi sakta tha. Aur bailgadi bhi bahut vishal aur upar se puri kavar thi. Aur niche pure rui se bhara bistar bhi Dale the. To ab hum aaram se yatra kar sakte the.
Mai: kaka hume pahuchane me kitna samay lag sakta hai. Himalay me.
Kaka: abhi hum malwa ke dakshini kshetra me hai. Aur yaha se himalay 500 Kos se bhi adhik door hai. To hume Jane me karib 20 din lag sakte ya usse bhi adhik.
Mai: thhik hai. Hume vaha Jane me 1.5 mah ya usse adhik lagte.
Maa: Putra hum Jaa to rahe hai. Parantu hum kisi gaon ya kasbe me na rukkar gaon ke bahar ya kisi khet ya van me hi rehna hoga.
Kamli: sahi kaha. Aur hume niche utarna keval khana banane me ya fir Pani bharne tatha nityakram karne ke liye hi utarna hoga. Rat ko bail ko yaha ghas khane ke liye kisi ped ke niche bandhakar hariya ji ghas ka bandobast karke unhe Pani vagaira pila denge.
Mai: ji kaki sahi kaha aapne.
Rudra: maa ye sthiti kitni uttejak hai na. Hum bailgadi me aram se Jaa payenge. Aur Anuj bhi aur meri behen bhi.
Gouri: didi hum apne karya hetu tatha ye apni santan prapti hetu Jaa rahe hai. Aur lautate vakt hum purn tarah se karya karke samay se purv lautna hoga.
Mai: meri pyari goura. Hum to Jaa rahe hai. Parantu hume samay se purv apne gantavya tak jana hoga. Aur vapas apne mantavya tak pahuchana hoga.
Kaka: ab chaliye Surya devta nikal aaye hai.
Hum sab anjane yatra par nikale pade. Ram jane kab tak pahunch paye.
Aaj ke liye itna hi raghvendra humne Aacharya ka naam diya hai. Vaise bhi hum soch rahe the parshuram ho.
Aaj ke liye itna hi.