• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Shivraj Ek Rajkumar (incest, interfaith, adultery)

discover

Member
109
80
28
Update 3

Fir sabne sab kuch thik hone ke bad shalini ne garbh dharan kiya. Tab GD ne ek yagya ka aayojan karwaya aur sabhi mahilaye aur abhayerao ko bithaya unke vamang par Shalini aur Chanda Devi ko baithaya. Aur dusri taraf baki mahilayen. Ek taraf GD baithe. Aur ek traf Bhagwan Shiv ki ek bhavya divya murti aur uske aage ek Divya shivling aur uske baju me ek bahut hi vishesh trishul jo swayam hi urjavan tha.

GD: vats aapko sankalp karna hoga ki 1 mah tak aap pratah se lekar sandhya tak yagya me baithe rahenge. Aur 1 mah tak kisi bhi stree sansarg nahi karenge. Ratri vishram karenge. Aur is 1 mah me mans madira tatha koi bhi vyasan nahi karenge. 1 mah tak har pratah uthkar is is mandir ke pichhe ke sarovar ke aage ke zarne me snanadi karke navin bhagve vastra paridhan karenge mukut adi paridhan kar sakte par koi bhi dhatu ko paridhan nahi karenge. Bhojan bhi AAP maryadit hi kare atyadhik nahi aur satvik hi kare. Jaise falahar doodh aur sharbat aadi. Ab ye gangajal hath me lekar sankalp kare aur yagya kund me dalkar sankalp kare. Aur aap sab bhi.

Fir dhire dhire yagya ki agni prajwalit hui. Aur kawach ke karan bahar kisi ko pata nahi chala par uska Jo Divya Prakash hai vo Shiv Murti aur shivling aur trishul me samahit hota raha. 1 mah pashchat yagya ki aakhri aahuti dali to kuchh kshan pashchat Shiv Murti se 3 alaukik urja punj nikle. Jisme se tino Shalini ke garbh me sama gaye. Aur shivling se 16 punj nikle jo in 6 mahilayen aur 10 putriyon sama gaye. Aur trishul se kuchh punj nikle jo alag alag lokon me kahi chale gaye.

GD : Maharaj yagya sampann huva. Ab aap apna Raj path sambhale. Ab aapko thhik 11 mah bad yaha aakar 3 din rukkar chale Jana hai. Ab aap kal apni sampurna Sena ke sath nikal sakte hai. Aapka karya ab samapt huva.

Abhay: ji GD aapka koti koti dhanyawad. Hum kal pratah alpahar ke bad prasthan karenge.

GD: Maharaj ab aapko Sena me vriddhi karke sabko aapsi sehmati se bharat ke vayavya Seema par kamboj gandhar aur takshshila ki or ek sainyatal banaiye aur vijaynagar suryanagar chandranagar gandhar kamboj takshashila paurav rastra se milkar bahut badi sanya bharti karwa kar akhand bharat ki seema ke rakshan karna hoga. Fir hum aapke Putra tatha putriyon ko uchit shikshan yuddhkala me itna saksham karenge ki sansar ka koi bhi yodha to chodiye. Sampurn Sena bhi inka kuchh nahi bigad payegi.

Abhay: GD hum tatpar hai. Parantu vijaynagar aur suryanagar aur baki sabhi rajya mane na mane. Chandrangar ko hum manayenge baki ka hum bat karenge.

GD: chinta nahi rajan hum humare shishya se kahenge vo aapki sahayata karenge.

Fir aise hi samay gujra rudra gouri aur Shivraj ka janm huva. Shivnagar me utsav manaya gaya. Aur fir 5 varsh pashchat gd ne Shiv ki shiksha prarambh ki shastra ki shiksha di gayi. Sabhi ko ek sath. Fir 2 varsh aur bite Shiv ko sabhi shastra uske man me jaise chhap gaye the. Aur ab sharirik Bal ko badhane ka samay tha. To GD ke ek shishya prithvi vaha par padhare aur Shiv ko kasrat tatha sabhi kanyaon ko bhi. Aise kasrat karwate karwate 2 sal bit gaye ab acharya pavan ka aagaman huva kasrat ke sath sath veg gati ka bhi dhyan dena pada tivra daudana aur apne sharir ko gati se halchal karna. Fir shastra ke siksha ka samay huva. Aur dhire dhire bhala talwar dhanushya ban ki shiksha prarambh hui. Aur isi ke bich 2 sal aur bit gaye.

Ab GD ne 11 sal ki aayu me hi shiv ko shivalay me dhyan yog tatha anya durgam kathin sadhana me baithaya aur har din yahi karwate sabhi Mata kanyaon ko bhi aur dekhte dekhte sabhi dhyan yog me baithe rahe har pratah se sandhya tak iska prabhav itna huva ki sabhi ka tej badhne laga mataon ka kuchh tej bada aur unme sabse adhik tej Shalini ka tha. Tatha Shalini ke jitna hi tej kanyaon ka huva. Aur kanyao bhi rudra ka tej adhik tha aur rudra se adhik Gouri ka tha. Aur sabse adhik shiv ka. Aise hi dhire dhire sabhi ki kundalini shaktiyan jagrit hone lagi. Aur 1 varsha tak keval 1 hi kundalini Shakti jagrit ho payi. To GD ko aur adhik samay dhyan yog me Dene ko kaha. To aise hi karte huye 1varsh aur bita to abhi ke Manipurak Tak aur Shivraj anahat ko par kar vishuddhi chakra tak pahuch chuka tha GD bahut prasanna huye. Fir aise hi 3 varsh pashchat aagya chakra bhi prapt huva aur Shalini chhod sabhi Manipurak par hi atki aur shalini vishuddhi tak pahunchi aur baki kanya bhi ab 3 lok hi aagya chakra tak pahuche the. To ab sabhi usi PE dhyan kendrit karne lage aur aagya chakra sidh hua. To ab saharar chakra ki or chalte rahe. Parantu GD ko pata tha. Saharar chakra ko bina bhagwan ke sidh nahi kiya ja sakta. To

GD: vats ab aap 15 varsh ke ho gaye hai aur sabhi bhi 15 varsh ke upar hai. To ab aap sabko apni mahabhuto me se jo aapko sabse shaktishali panch mahabhut koun sa hai. Uska pata lagana hai. Aap dhyan me baitho aapko sab dikhega. Jo mahabhut prabal hoga vo aapke samksh dikhega.

Aaj ke liye itna hi.

Aur aap sab ne abhi tak GD ka naam nahi sujhaya.
Jabardast story
 
Bro continue kro
 
Shivraj Singh

Active Member
962
1,641
124
Update 4

Aise hi dhyan karte karte. 1 hafta gujra koi Bina khaye piye dhyan me hi rahe. Par somvaar ke din sabhi ke mahabhut prakat huye. Sabhi mataon ke 2 Shalini ke 3 sabhi kanyaon ke 3 rudra ke 4 gauri ke 5 to shiv 7 urja prakat hui. Ab sabke naam ke sath hum batate hai. Kis ko koun si urja prapt hui. Jante hai.

1. Chanda Devi. Jal aur pavan
2. Jevelina.. agni aur Prithvi
3. Gulnaz.. pavan aur jal
4. Rose.. pavan aur agni
5. Maria.. Prithvi aur pavan

Shalini.. agni, pavan aur aakash

Ab aate hai. Kanyaon ko koun se mahabhut jagrit huye.
1.Chandrika.. jal pavan aur prithvi
2. Chandralekha.. agni jal aur pavan
3. Javeria.. pavan agni aur Prithvi
4. Juliana.. prithvi jal aur aakash
5. Rukhsana.. agni prithvi aur pavan
6. Helen.. jal pavan aur aakash
7. Roselina.. agni prithvi pavan
8. Romisha.. jal agni aakash
9. Mehreen.. jal pavan agni
10. Sheerin.. prithvi pavan aakash
11. Rudra.. prithvi jal agni pavan
12. Gouri.. prithvi jal agni pavan aakash
13. Shivraj.. prithvi jal agni pavan aakash ke sath do agyat shaktiyan bhi prakat hui. Par vo abhi agyat hongi. Uska khulasa jab GD batayenge jab unhe prapt karne ka samay aayega.

Ab sab dhyan me baithe the. Aur unke samne unke mahabhut unke samaksh prakat huye ek gole ke swarup me. To uspar GD bahut khush huye ab inke Shakti to Sindh huyi. Parantu niyantran me nahi thi. To GD ne sabko maidan me bulaya tatha sabhi prithvi varun agni pavan aur amber ko bulaya. Isme agni ek mahila hai. Aur vo sab un mahabhuto ko niyantrit kar chuke hai. GD ke Priya shishya hai.

Sabhi guruon ne hum sabko dhyan me bithaya alag alag samay par aur uspar laksh kendrit karne ko kaha. To sabhi lag gaye apne kaam par aur un guruon ke dekhrekh me unhe uska upayog is maidan me karaya. Par GD ne pehle hi us maidan par kavach lagaya taki aaspaas ke parisar ko kshati na pahunche. Aur sab ne uttam kaam kiya. Aur apne antim padav ko bhi samay se purv hi samapt kar liya. Aur ab bhi 9 month baki the. To GD ne hume ek karya karne ko kaha. Jisme Mai gouri rudra aur maa shamil the. Unhone hume samay yantra ko lane ka karya diya. Jo ek gufa me tha. Aur vaha keval panch mahabhut dhari aur uski Mata behen hi Jaa sakte hai. Kyonki ek hi maa se utpann hui ho. Aur unki Mata me bhi vahi raqt behta hai.

Mai: GD bataye hum kaha jaye. Hum avilamb jayenge. Aur kya hum akele jaye to aapatti to nahi hai. Hum apni Mata tatha bahenon ko sankat me nahi dalna chahate.

GD: vats aapko stree ki jarurat padegi. Kyonki us yantra ko dharan karne hetu 4 vyakti ki aavashyakta hoti hai. Aur gyat rahe vats vo charon ek hi raqt ke ho. Aur vo us yantra ka ek bhag hai. Jisse aap aaram se abhyas kar sakte hai.

Mai: jo aagya GD. To ab hum prasthan karne hetu sajj hai.

GD: abhi nahi vats. Kal pratah nikal sakte hai. Parantu vahan par aapko apni Shakti buddhi Bal ka purn upyog karna padega. Aur haa aapko ek nai Vidya bhi shikhini hogi. Aur vaha Jo ho vo aapke adhin hoga. Aur aapko karna hoga.

Mai: jo aagya GD.

Maa: GD kya vo Shakti prapt karna aavashyak hai.

GD: putri hum samaz sakte hai. Ek Mata ke liye. Apne Putra ke liye chinta ho Rahi hai. Ye swabhavik hai. Parantu bhavishya me yahi chij aapke Putra ko labh dengi. Aur Kshatriya ko kisi sahas ke liye bhay kaisa.

Maa: ki GD hum samaz gaye.

Rudra: Mata aapko chinta karne ki aavashyakta nahi hai. Hum sabko Anuj(Chhota Bhai) ki Shakti Banna hai. Na ki kamjori.

Gouri: aur sabse badi baat hum sadharan nahi. Balki GD ka gyan aur unki vidya hume prapt hai. Hum GD ke karan aaj indradev se bhi loha le sakte hai.

GD: sahi kaha gouri ne. Parantu putri devta to amar hai. Aur unke liye aise nahi bolte.

Rudra: hum Maa ki chinta dur kar rahe hai. Aur gouri uchit hi ke rahi hai.

Gouri: kshama kare GD. Ab se nahi bolenge. Aur didi ki baton ke liye unhen kshama kare.

GD(man me): putri hum koun hote hai. Inhe kshama karne wale. Mata ke ugra roop to aise hi bolengi.

GD: thik hai. Aap sab so jaiye. Kal pratah chale jaiye.

Aur gurudev ka naam suggest kare.

Aaj ke liye itna hi.
 
discover

Member
109
80
28
Nic

Nice
 
Shivraj Singh

Active Member
962
1,641
124
Update 5

Hum pratah uthkar dhyan kiya. Kasrat ki aur fir chal diye GD ke pass unhe pranam kiya

GD: tumhara sada Kalyan ho. Ab aapko apni Shakti se sarv pratham sankalp kare. Ab aap samay yantra prapt karne ke liye prasthan kar rahe hai. To aapko har ek sambhav prayas ke sath use prapt karenge.

Mai: mai vachan deta hoo. Apne guru raghvendra ko sakshi mankar hum har sambhav prayas karenge. Har Har Mahadev.

Fir GD ek man chintra dete hai. Jisse hume Jana tha. Ab tryambakeshwar se himalay me Jana tha. To hum chal pade.

Maa: Putra. Hum chal rahe hai. Jungle paar karne se purva kuch fal tatha khane ke liye kuchh liya jaye. Aur paidal pravas karna bhi sambhav nahi hai. Humari putriyan kaise chalegi itni dur.

Mai: maa aapko pehle batana chahiye tha. Parantu hume chhupakar jana hoga. Ghode ya rath humari or dusro dhyan aakarshit kar sakte hai.

Rudra: ha maa Anuj sahi keh rahe hai. Hum paidal hi chalenge.

Gouri: maa hum itne to saksham hai. Hum chalkar himalay chal sake.

Aise hi hum jungle paar karte huye Sandhya hui. To hume ek sarovar ke samip apna padav dala. Humne fal Jo laye the. Vo to dopahar me hi kha liye the. Ab khane ka bandobast karna tha. Par yaha par dur dur tak ped ya fal nahi the.

Maa: Putra ratri ke liye khane ko kuchh nahi hai. To hum kya khaye.

Mai: maa yaha par dur dur tak na koi ped hai. Aur na koi khane yogya satvik aahar. Hume ab Aaj ki raat tamsik aahar hi grahan karna hoga.

Maa: parantu Putra yaha par koi pashu bhi najar nahi aa raha.

Mai: maa sarovar me to bahut se matsya hai. Jisse hum aahar ke liye upyog me laa sakte hai.

Maa: thhik hai. Par unhe pakade kaise.

Rudra: maa ye to bahut hi saral kaam hai. Aur kehte hi usne ek Pani ka bahut bada gola sarovar se uthaya. Aur 20 badi badi matsya nikale. Usme se baki fir us gole ko sarovar me hi dal diya.

Mai: bahut achhe Rudy didi.

Maa: ab hum ye pakaye kaise.

Gouri: bahut saral hai. Agni par pakayenge.

Maa: hum jante hai. Parantu humare pas na to Lavan( namak) hai. Na hi koi masale.

Mai: mate hum Lavan prapt kar sakte hai. To maine apni shaktiyon ka aavahan karke. Apne jal tatva ko samudra ke Pani se bhi jada namkin kiya aur use turant agni ki aanch se sukha diya. To usne Hume prapt huva Lavan.

Mai: maa itna paryapt hoga aage ke pravas ke liye. Aur ab Bina masale se bhi kha sakte aaj ki raat.

Maa ne kuchh sukhi huyi ghas aur kuchh gadiyon ko kata apni talwar se. Jisse ek dher saman thi. Usme unhone agni se un lakdiyo ko jalaya aur uspar namak lagi machhliya bhun di. Aur humne Khan khaya. Aur sone se purva humne ek agni kavach charo or bana diya. Jisse koi manav aur na bhediya jaisa pashu na hi koi sarp hume apay kar paye. Parantu. Hume kya hai. Jovpashu kuchh kar sake .
 
Ng21G

Niku21G
313
309
63
Introduction

Is story me Jo bhi character aur ghatnaye hongi. Jo puri tarah se kalpanik hogi. Ye kal saltnat kaal se pehle ka hai. Prachin kal hi samze is story me incest interfaith aur adultery chalegi.

Bharat me paye Jane Wale mukhya rajya

Suryangar: ye aakar me bahut bada rajya hai. Ye bharat ke purvi rajyon me aata hai. Jaise aaj ka bangal bihar odisha aur Bangladesh.

Chandranagar: ye rajya akar me 2 ra bada rajya hai. Parantu ye andar se adhik shaktishali nahi hai. Rajsthan aur gujrat sindh ye prant aate hai.

Vijaynagar: ye rajya shaktishali bhi hai aur majbut bhi aur suryanagar ka Mitra bhi. Ye aarthik tatha vyaparik mamle me adhik pragat hai. Aajke Telangana aandhrapradesh tamilnadu ye bhag aate hai.

Shivnagar: ye bharat ke pashchim tatrekha se sata huva bada hi sunder rajya hai. Jo ki sabse adhik shaktishali hai. Inke pas sabse shaktishali sena tatha nausena hai. Aur hathiyon ki bhi bahut badi Sena hai. Aaj ke Maharashtra Goa karnatak keral ye rajya aate hai. Inki aur vijaynagar ki shatruta hai.

Ab aate hai patro par.

Abhayrao: ye Raja hai shivnagar ke. Aur inki 2 patni aur 5 santan hai.
Chandadevi: ye chandrangar ki rajkumari thi. Aur abhayrao ki patni hai. Inki 2 putriyan hai.
Shalini: inki sundarata sampurn vishva me koi nahi hoga. Aur ye vijaynagar ki rajkumari thi. Ye rato rat rajmehel chhodkar jungle me abhay se mili aur vahi mandir me shadi kar shivnagar me aa gayi.

Ajay: ye rajya ke mahamantri tatha abhay ke bhai hai. Vidur ke jaise inki niti nyay aur chaturai abhay ko musibat se bahar karti hai. Inki 2 patniyan hai.
Jevelina: ye Baltic Pradesh ki rajkumari hai. Inki 2 putriyan hai.
Gulnaz: ye mesidoniya ki rajkumari thi. Aur inki bhi 2 putriyan hai.

Vijay: ye rajya ke senapati hai aur kushal yoddha hai. Sampurn aaryavart me koi aisa yodha nahi jo inhe hara sake. Inki 2 patniyan hai.
Rose: ye ek Russia ki rajkumari hai. Inki 2 putriyan hai.
Maria: ye Arebia ki rajkumari hai. Inki 2 putri ya hai.

a baate hai inke Santano ke bare

chandadevi: 1. Chandrika ye Shivnagar ki Sabse badi Santanhai.
2. Chandralekha ye Shivnagar ki Rajkumari hai.

Jevelina: 1. Javeria Ye bahut ghamandi hai.
2. Juliana ye bahut jyada Sunder aur Samizder hai.

Gulnaz: 1. Rukhsana Ye bahut ghuman di hai.
2. Helen Ye atisunder hai. Samadar hai.

Rose: 1. Roselina ye Sunder tatha hoshiar hai.
2. Romisha ye Sunder to hai. Par Chula kh hai.

Maria: 1. Mehreen ye bahut hi hoshiyar hai.
2: Shereen ye chalakh aur shatir hai.

Shalini: 1. Rudra ye ek Kanya hai. Par atyant shaktishali aur ugra kridh aane par.
2. Gouri ye purn vishva inse Sundar koi nahi apsara aur deviya bhi nahi.
3. Shivraj ye Gouri ke judwa hai. Kuchh kshan bad paida huye. Yahi story ke hero hai.
Nice 👍 👍 👍 🙂
 
Nice👍
 
Top