• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Shubham - Ek Rakshak ya Bhakshak

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,061
188
Fantastic update bhai
 
Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,998
37,200
304
Update 118

Pichle update tak aapne dekha tha ki kaise Elika na apne ander maujood Satrangi Shaktiyo ko azad kar diya tha aur vahi dusri taraf Willy ko ek khanzar mila jisse saupne vala koi aur nahi bulki achayi aur burayi ka do behad bada Prateek tha. Vahi dusri taraf AS, Alvance aur Mariana kisi baat ko lekar pareshan ho chale tha aur islye vo kuch logo se milne chal diya tha…..

Ab Aage….

Willy: Usne uss khanzar ko apne haath mei rakh Paristan ka ussi khubsurat jungle mei rahe kar dhyan lagana shuru kar diya tha jaha usse Mayro se ya khanzar mila tha. Vo pichle do teen dino se sab kuch bhul kar bus dhyan mei laga hua tha par usse abhi tak kamyabi hassil nahi ho rahi thi. Vo har nakamyabi ka baad firse pyras karta par fir vifal hota chala gaya.

Abhi bhi kuch essa hi hua behad der dhyan mei rahena ka baad jaise hi usse khanzar dikhne laga uske sharir mei ashaniya dard uthna laga aur uss dard ko Willy bardash nahi kar saka aur uska dhyan tut gaya. Vo ek baar firse dhyan lagane ka liya baithne vala tha tabhi usse ek awaj sunayi di jisse sun vo turant piche palat gaya…. Ya awaj thi Marium ki jo iss waqt Iszy ka saath yaha aayi thi…..

Marium: Khudko shant karo aur aram bhi…. Shayad tumne kabhi Mayro ka baremei suna nahi hai…..

Willy: Tum Mayro ka baaremei kaise janti ho aur usse badi baat tumhai kaise pata ki mujhe Mayro se……

Marium: Willy ya baat sach hai ki tum mujhc behad ache jadugar ho par ya baat bhi sach hai ki bachpan se hi mujhe jaduyi duniya ka baare mei padhna aur usko jaana ka behad shauk bhi hai aur islye mei behad si kitabe padhi hai jismei ek kitab mei Mayro ka jikar bhi tha.

Willy: Toh fir tum mujhe unke baare mei batao

Iszy: Essa nahi…. Phele hum teeno RajMahal mei chal kar raat ka khana khate hai aur uske baad itminan se baith kar Marium hume Mayro ka baare mei batayegi aur saath hi hume tumse aur bhi kuch baat karni hai……

Willy: Aur kis baare mei baat karni hai…..

Iszy: Bola na sab khane ka baad….. To bus abhi ka liya hum ander chal rahe hai aur tum bhi iss khanzar ko iske box mei rakh do.

Willy: Vo bhi chup chap unn dono ka saath ander chal diya aur teeno na saath mei baith kar khana khaya aur fir teeno hi bahar bagiche mei aakar baith gaye…..

Willy: Acha Marium ab toh batao tum kya janti ho Mayro ka baare mei…..

Marium: Ha toh suno……

Short Intro of Mayro…..

Uss kitab ka lekhak ka hissab se na hi Mayro aur na hi Mayro se phele janme unka kisi vansh mei jaadu ya usse judi koi khubi kabhi nahi thi…Mayro ka purvaj behad samanye log tha jo kheto mei ko sich kar anaz ka utpadan kiya karte tha aur usse apna ghar chalate tha…

Iszy: Par fir….

Marium: Ha Iszy yahi toh interesting baat hai Mayro ka baare mei…..

Asal mei kaha jata hai ki Mayro ko na jaadu se koi matlab tha aur na hi vo usmei kisi prakar ki ruchi rakhte tha par kaheta hai na samaya ka aage kabhi kisi ki nahi chali aur essa hi Mayro ka saath bhi hua…. Ya baat uss samaya ki hai jab Mayro humari umar ka hoga uss samaya ek shyam vo apne kheto mei kaam kar rahe tha tabhi unka hi gaav ka ek mitr bhaga bhaga aaya aur usne Mayro ko unki Maa ki maut ki khabar sunayi.

Mayro toh ya khabar sun besudh ho gaye aur vo jis hal mei tha vo ussi hal mei apne ghar ka liya bhag nikale…. Jab vo apne ghar pahuche to uss samaya unke ghar par unke Pita ka saath ek aur vyakti maujood tha aur ya koi aur nahi bulki uss gaav ka jaane mane vaid tha jinka jaadu mei itni takat thi ki vo kisi bhi rog ka niwaran behad aasani se kar sakte tha….

Jab vo vaha pahuche to unke Pita uss vaid ka aage haath jod unki patni ko bachane ka liya unse vinti kar rahe tha par vo vaid behad lalchi thi aur vo gaav ka logo ka illaj tab tak nahi karta tha jab tak vo unse behad moti rakam nahi le leta tha par Mayro ka Pita ka pass itna paisa nahi tha ki vo usse de sake islye uss vaid na illaj karne se mana kar diya…..

Bus uss din Mayro ka dil mei se logo ka liya humdardi khatam ho gayi aur unhone uss vaid ko peeda dena ka liya har sambhav prayas shuru kar diya par vo usse pida toh dhur ek kharoch bhi nahi laga sake. Beeta waqt ka saath Mayro alag alag chijo ki khoj karne lage jisse vo uss vaid ko pida pahucha sake aur essi hi ek khoj ka samaya unko mila tha ya khanzar…..

Willy: Kya…..?? Toh kya ya khanzar kaali taqat ka Pratik hai toh fir mei isse kabhi dharan nahi karunga…..

Marium: Willy puri baat suno….. Ya khanzar na achayi ka Pratik hai aur na hi burayi ka Pratik hai….Ya khanzar behad shakti shali hai par iski shakti na achayi ki hai aur na hi burayi ki….

Iszy: Essa kaise ho sakta hai, iss duniya mei shakti ya toh achayi ka Pratik hoti hai ya fir burayi ka….

Tabhi inn teno ka piche se aayi awaz se teeno na hi palat kar usse dekha…. Iss waqt unke picha khadi thi Nancy

Nancy: Ho sakti hai Iszy…. Iss sansar mei behad kam chije hai jismei shakti apar hai par vo na burayi ka Pratik hai aur na hi achayi ka Pratik hai…. Vo bus shakti ka bhandar hai jo aapki shakti ko iss kadar badha deta hai ki aap soch nahi sakta par aapki shakti achayi ki hogi ya burayi ki ya faisla aapka man par nirbhar karta hai…

Yadi aap uss shakti ko dharan karta hua achayi ka soch rahe ho toh ya achayi ki taqat ko badha degi vahi yadi aap burayi ka baare mei soch rahe ho toh ya aapki kaali taqat badha degi…

Willy: Aur yadi vichar dono hi ho toh….. Aur vaise bhi ya faisla kaise hota hai ki jo mei soch raha hu vo achayi hai ya burayi…. Kyunki kisi ek ka liya kiya gaya acha kaam kisi dusre ka liya bura bhi ho sakta hai na….

Nancy: iss baat ka faisla ki tumhare vichar ache ya bura iska faisla ya khanzar khudse hi karta hai islye tumhai vo sochna ki jarurat nahi hai bus tumhai vahi vichar rakhne hai jo tumhare drashtikon se ache aur sache hai na ki burayi ka….

Ab dusri baat ki yadi vichar ache aur bura dono ho toh…. Essa mei ya khanzar tumhare ander se tumhari saari urja ko hi nahi chin lega bulki isse dharan kar tumhai vo peeda hogi ki tum khud apni jaan de doge aur tabhi tumhai uss dard se mukti milegi…. Islye isse hassil karte samaya apne man ko shant aur ek hi raha par chalne ka liya majbur karna hi tumhari sabse badi chunauti hogi…..

Dusri baat jab dhyan mei ya khanzar tumhai najar aaye toh yaad rakhna Willy ki tumhai iss khanzar ka pass nahi jaana hai aur na hi apna dhyan ispar lagana hai….. Tumhai bus dhyan mei rahena hai aur apne man ko achi soch ki taraf rakhna hai jisse ya khanazar khudse tumhare pass aayega aur jab usse pura vishwas ho jayega ki vo tumhare ander ab sama sakta hai toh fir vo khud tumhare ander pravesh kar jayega…..

Willy: Vaise tumhai ya sab kaise pata Nancy…..??

Nancy: Vo ek pal Willy ko dekh muskurayi…. Jaise tumhai ya khanzar mila hai vaise hi……

Willy: Toh kya tumhai bhi Mayro na kuch diya hai….??

Nancy: Mayro na khud nahi par uss sunhare baaz na mujhe bataya tha ki tum teeno ko aane vale samaya ka liya tayar karne mei jo tumhari sabse badi badha hai usse par karne mei mujhe tumhari madat karni hai….

Willy: Teeno ko…. Toh kya inn dono ko bhi kuch mila hai….??

Nancy: Vo unn dono ko dekhna lagti hai…..

Iszy: Ha aur hum tujhe yahi batane yaha aaye tha…. Hume bhi youdh mei shamil hona ka liya kuch khaas mila hai par ya Mayro na nahi bulki Krayo na diya hai…

Par tumhari tarah hume usse dharan karne ki jarurat nahi hai bus hum usse dharan kar chuka hai hum uska istemaal sahi samaya par sahi tarika se karna sikhna hai aur uske liya hume tumhari jarurat padhne vali hai….

Willy: Meri jarurat…. Batao mujhe kya karna hoga….??

Marium: Abhi nahi….. Sabse phele tumhai isse dharan karna hai aur uske baad hi kuch aur islye kal subha se tum firse isse dharan karne ka prayas shuru karoge…. Abhi ka liya hum sabhi ko jakar so jana cahaiye….

Sabhi log uth kar sona chale jaate hai….. Vahi inse behad dhur ja pahucha tha Imosopher…..

Draco ko kuch shaktiyo ko sambhalne ka liya dekar Imosopher ek essa raste par chal pada tha jaha har kadam aur har pal maut kisi ka aane ka intezar mei hi raheti hai…. Imosopher Draco ko piche chod thoda dhur aage chala aaya jaha uske raste roke maujood tha ek behad bada pathar jiske paar jane ka liya kewal ek hi rasta tha aur vo tha uss pathar ka ander se jaane ka jaha ander jane ka koi rasta najar nahi aa raha tha…..

Vo pathar itna bada aur vishal tha ki uske paar jaane toh dhur ki baat ka uske paar dekha bhi nahi jaa sakta tha aur essa mei uss pathar ko dekh muskura raha tha Imosopher…

Imosopher: Aakhir kaar vo samaya laut aaya hai jab ek baar fir mei iss duniya mei apne kadam rakhunga jaha mera bhai na meri unn sabhi taqato ko chupa diya tha jiski vajah se pichle youdh mei meri haar hui thi par isbar essa nahi hoga…. Iss baar mei Imosopher iss duniya se jab bahar niklunga toh uske saath hi iss duniya mei maut tandav karegi aur saath hi saath mei uss Shubham ko bhi nahi chodunga jo khudko mera samne behad taqatwar samajhta hai…..

Ya sab kahe kar usne apna haath uss pathar par rakha aur uss pathar na bina samaya gawaye usse apne ander khich liya…. Ya pathar kabhi kisiko apne ander aane jane ka liya rok nahi lagata tha par ek baar jo ander chala gaya vo bahar tabhi aa sakta hai jab vo yaha se bahar nikalne ka dusra Darwaja dhund le aur uss darwaje ko khol iss darwaje ko band karde.

Par ya darwaja behad lambe samaya ka liya band nahi hota tha bulki kuch hi palo ka liya yadi uss samaya mei aap dusre darwaje se paar nahi ho sake toh vo darwaja vapas band hokar apni jagah badal lega aur aap usse dhundta rahe jaoge aur fir saath hi aapki jagah bhi apnea ap badal jaati thi jiski vajah se aapke aur darwaje ka bich ka fasla kitna badh gaya aur kitna ghat gaya hai ya koi nahi bata sakta tha…..

Par Imosopher ko bahar aane ki koi jaldi nahi thi aur na hi usse yaha aane mei koi bhaye tha par vo bhi janta tha ki ya jagah apne aap mei behad khatarnak jagah hai kyunki iska nirman uska bhai na kiya tha aur yaha ki suraksha essi hai ki koi bhi agyat vyakti iske ander dakhil ho jaye toh vo kabhi bhi yaha se jinda ya murda bahar nahi jaa sakta tha….

Jaise hi Imosopher ander pahuchta hai toh charo taraf bus andhera hi andhera dikhayi deta hai…. Uss darwaje ka ander aane par sabhi taraf sirf andhera hi andhera raheta tha jiska bich apne liya sahi rasta dhundna aur saath hi vaha ki suraksha karte hazaro ki sankhiya mei undekha aur unjaane hathiyar aur alag alag kism ka jadu jisse bachne ka liya aapko kewal ek shan ka samaya hi milta tha. Yadi aapki satarkta ek pal ka liya bhi giri toh fir kya hua ya samajhne se phele hi aap jinda hai ya nahi ya bhi ek sawal banker rahe jaane vala hai…..

Imosopher: Usne ander pravesh karne ka baad ek baad sabhi taraf apni najar ghumayi aur usse ya baat ka pata chal chuka tha yaha roshni kisi bhi prakar se nahi ki jaa sakti hai kyunki gufa ka jadu hi essa tha ki roshni ki ek kiran bhi yaha ander dikhayi jaaye toh ya gufa khud hi samapt hokar kisi dusri jagah prakat ho jaayegi aur roshni jiski vajah se hui vo chij humesha humesha ka liya usmei kaid ho jaane vali thi. Issi vajah se usne koi bhi roshni karne ki jagah apni aankho ka par apne haath rakhe aur ek mantr bolna laga… Essa karta hi uske haatho se ek kaali roshni nikal kar uski aankho mei samane lagi aur essa hota hi……. AAAAAAHHHHHHHHHHHH….. Essi dard se bhari chikhe uske muh se nikalne lagi thi….

Ab aap soch rahe hoga ki essa kyu toh bata deta hu, asal mei abhi Imosopher na jo jadu abhi kiya tha vo koi samanye jadu nahi tha usne khudko iss andhera mei dekhna ka layak banane ka liya apni khudki aankho ko fod diya tha aur vaha apni kaali urja ko isthapit kar diya tha jiski vajah se ab vo andhera mei bhi dekh sakta tha….. Imosopher ki aankhe ab uske saath nahi thi aur jo kaali urja thi vo usse kewal andhera mei hi dekhna mei madat karne vali thi par Imosopher ko iss baat se koi matlab nahi tha usse iss waqt agar kisi chij se matlab tha toh vo urja aur shakti se tha jiske liya vo yaha aaya tha.

Kuch der apne dard ko sehane ka baad jab Imosopher vapas samanye hua toh ab vo uss ghera andhera mei bhi sabhi kuch saaf saaf dekh sakta tha….. Usne ek baar sabhi taraf apni najare ghumayi aur jaise hi niche dekha vo turant hi piche ki taraf ho gaya….

Par shayad yaha usse galti ho gayi thi kyunki samne se aane vale khatra se toh vo piche ho gaya tha par piche se hona vala humle ka vo aur pass ho gaya aur essa hota hi piche se hona vala humla jo der se hota vo turant ho chala aur uss gufa mei ek jor ki AAAAAAAAHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHH…….. gunj gayi…..

Iss awaj mei jo peeda aur dard tha vo aaj tak kabhi kisine nahi suna hoga iss gufa mei iss kadar tha aur yahi vajah thi ki vo awaj behad lambe samaya tak uss gufa mei gunjati rahi……

Ya awaj kiski thi aur ismei itna dard kyu tha aur abhi toh gufa ka ya safar bus shuru hua tha aage jaane ka liya ki Imosopher ko kis tarah ki kathinayi ka samna karna padega aur saath hi Shubham apni talwar ko hassil karne ka liya kya kya pariksha dena vala tha vahi dusri taraf Zanabiya jisse Shubham na ek alag banzar duniya mei chod diya tha vaha kya hota hai ya sab jaane ka liya bus bane rahe… Aaj ka liya itna hi

Stay Tunned……….
Great update

Keep writing
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,162
112,360

Awesome Update.
Shubham ke dosto ko bhi badi badi shakhtiya mil rahi hai taki wo sab uski madad kar sake . Udhar Imosopher bhi shaktiyon ke liye anjan jaagh me hai filhal .
 
Reza

Well-Known Member
4,858
13,247
158
Superb Update Bro...
Waiting For Next
 
Top