• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Simple shurvath

🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
46,163
124,433
304
Shaandar update
 

Mad Dog

New Member
4
2
3
Zoya : app bhi nahi chal raheho mai jakar kya karu . Sirf adnan Jake ghumkar aajayega

Faisal: arre thume peacock nahi dekna kya bolker hasne laga

Zoya : kya mai apko bachi lagthi hu


Faisal: arre agar adnan shararth karne laga waha tho kya karega Sushanth. Thume bhi tho intrest hena Ghum avo na . Mera sir dard kar rahihe aur mechanic aaya tho koyi hona chahihai na

Zoya : mai kya karungi waha

Adnan : chalo na ammi. bhaiya ke sath ghumkar aathe hai please ammi please

Faisal: zoya jao na . Thume intrest tha na pehele dekhe aavo

Sushanth: aavo bhabhi sabzi bhi laana hai . App thoda madad bhi kar sakthe ho .

Zoya : theek hai 5 min mai face wash karke aathihu

Fir Zoya nikli Sushanth aur adnan ki sath . Sushanth 2 bag leker aaya tha ek bada ek chota Sabzi lanekeliye .

Jathe huve male peacock feather open karke nach rahithi . Wo dekh kar adnan bohoth kush huva aur khudne laga


blue-peacock-pavo-cristatus-peahen-Indian-Males-harem-females

Zoya : sushanth bhoth more hai thumari farm mai

Sushanth: ha bhabhi app aneko mana kar rahithi . Roz Faisal ko dekthe hona . Aaj isko bhi deklo

Zoya : thum bhi na . Patha hai mai thumse pehle kisise itna bath hi nahi Kiya tha peheli mulakath mai .

Sushanth: batha rahatha Faisal kal arif bhai ko ye bath . Waise bath karne mai kya problem hai bhabhi

Zoya : mera nature aisa hai . Aur kya bath huvi kal kuch bol rahi thi thum dono ne Nasha mai

Sushanth: aagle weekend hum log yahi aaneko decide Kiya tha .

Zoya : ayesha bhabhi aur arif bhai ke sath

Sushanth: thum dono aur wo dono sath mai bache aur mai bhi

Zoya : hum fir ayenge agle weekend. Thoda excitement bhi thi q ki ye jaga bhi acchi lagi thi aur ayesha ki sath bhi zoya ko accha lagthatha . Ye ek picnic jaise lag raha tha zoya ko .

Fir kuch sochne ke baad . Aisa har hafthe aana theek bhi nahi laga . Fir thoda udas bhi hone laga ye sochke

Fir Bola arre ye theek nahi rahega . Apko bhi privacy disturb hoga .Faisal kaise agree kasaktha hai

Sushanth: bhabhi mai apko anese disturb dikh rahu kya . Mai tho bahuth kush hu nahi tho mai akele rehtha yaha . App tho muje paraya karne mai laggi huvi hai . Mai itna bhi bhura nahi hu ( sushanth ko mouke pe chowka maar na adath tha aur zoya ki jaise aurath ki sath flirt karna uske nature tha . Tho aise mauka kaise chod saktha hai )

Zoya ko ye bath bura laga . Tho usne bola Aisi bath nahi hai sushanth . Thum bura math man na .

Sushanth: cholo bhabhi ye sabzi collect karke dalo bag ki Ander . Thoda udas hoker Bola

Zoya : arre mai bhi bahuth kush hu Sushanth . Yaha muje bhi bohoth acchi lag rahi hai .

Sushanth kuch nahi Bola
Jaga thoda neeche jana tha tho Sushanth hath badaya Zoya ki aur . Zoya bhi sushanth ki hath pakad kar uttri


1

Sushanth man mai ( Kitna soft hai hath . Faisal ko Kitna maza aaya hoga )

Fir dono sabzi ukad kar bag mai collect karne lage .

Sushanth: bhabhi ye dekho ye chota madhumakkhi ka chatta ( small honeycomb) . Ye Kat the nahi bhabhi aur iski shehed bhi bohoth maild hothahai kabhi Kaya hai apne

Zoya : nahi Sushanth kuch mat karo . Muje bohoth dar lagtha hai madhumakki se .

Sushanth: kuch nahi hoga bhabhi bolker aadha hissa thodkar aaya aur adnan aur zoya ko Dene laga .

Adnan shehed Khakar bohoth Mita hai bhaiya aap aadha hi q thoda pura lasakthe the

Sushanth: nahi adnan Fir madhumakkhi kaha jayenge unko bhi ghar chahiye na

Zoya ye dekh kar acchi lagi . fir wo bhi shehed kakar aage badhne lagi.

Zoya ki dupatta ek khata (thorn) mai pas gaya . Uski chappal mai bhi ek khata ghus gaya .

Sushanth jakar usko khate se nikalne laga . Fir bhabhi app ek pair pe khadi rahiye bolker khata nikal ne ke liye pair upper utake Katta nikala .

Zoya ki pair bhi bohoth mulayam tha

Sushanth man mai (ye tho sir se pav thak chmne keliye hi bani hai . Aisa shehed Faisal ko roz pineko mil raha hai . )

Sushanth ko zoya bohoth pasand ayithi agar wo shadi shuda nahi hotha . Tho kuch bhi karke zoya ko pata letha . Fir bhi uske paas rehna usko abb both accha lagne laga .

Zoya ye dekh kar acchi lagi . Usko Sushanth ki caring bohoth acchi lagi . Sushanth tha bhi attractive. Zoya khud na jante huve Sushanth ki aur thoda attractive hone laga ( mathlab koyi galath tharike se nahi Fir bhi sushanth Zoya ki dil mai ek bohoth chota hi sahi lakin ek ghar banaliya tha )

Kair dono ye socha bhi nahi tha aage wo kis had thak aage badenge. Sushanth ko zoya ki upper crush tha . Zoya sushanth ki aur thoda attracted tha . Lakin wo khud ye nahi jantha tha .

Sushanth ko tho zoya ke sath time spend karna uske sath mild flirt karna both maza arahatha . Usne man mai socha agli weekend bhi unko Lana hai zoya ki sath bath karne mai hi maza aaraha hai . Q mai itni attract horahu iski sath . Iski number lelu kya . Nahi ye bohoth jaldi hojayega. Mai ye jald bazi pehele ek bar karchuki hu dobara nahi karna hai .( ye bath app ko 2-3 update mai pata lagega)Zoya bohoth sharmili hai aur typical orthodox type ki hai . Pehle inse aur nasdik jana hoga .

Fir dono sabzi bag mai barke wapas Anne laga .

Sushanth farm ki Ander ek bada water tank ( ek lake ki thara banaya tha ) .

Zoya ye dek kar . Sushanth Intna bada talab q banaya thumne

Sushanth isko rain water harvesting Kehte hai bhabhi . Iski Ander both fish hai . Agli baar pakad kar inhe kayenge hum . Apko tho humse dur hi bhagna hai .

Zoya : nahi Sushanth aisa nahi hai . Theek hai agar wo sab aneko thayar huva mai zarur ahunga agle weekend

Sushanth: muje ye bath chahihai tha bolker hi five Dene laga

Zoya bhi hath milaya . Aur hasne laga

Fir sushanth papaya aur guava fruits thod kar bag mai dala .

Zoya : itna sabzi aur fruits kya karogi thum . Isko bechogi kya

Sushanth : thum nahi hum ye bada bag apke liye . Ye chota bag mere liye .

Zoya : sushanth ye bohoth hai hum kya karenge inka

Sushanth: bhabhi sab organic food yaha . Banglore mai paise dekar bhi karid nahi Paogi. Aur arif bhai ka ghar bhi apki paas hena . Unne bhi dedo

Zoya : thum hamari liye itni sab kuch q kar raheho

Sushanth: aisa kya kardiya Maine. Aap chalo yaar breakfast karthe hai . Faisal intezar kar raha hoga . 1 gante ki upper time hogaya

Zoya : theek hai wo bada bag thum utalo ye chota bag mai uttalungi

Sushanth: aise kaise bhabhi app se kam karvavungi mai

Zoya : ab paraya Kaun kar raha hai

Dono smile Kiya aur Vapas anelage...
Really chamatkar, lajawab aur zabardast writings!
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

Imranpasha939393

New Member
99
383
69
Jab dono wapas aaye Faisal unika intezar kar raha tha . Fir Faisal bag ko dekh kar itna sabzi aur fruits ka kya karogi bhai .

Sushanth: bada bag apke liye . Ye chota bag mera hai . Mai kuch nahi karidunga bhai banglore mai

Faisal : bhai thum q itna sab kuch kar raheho .

Sushanth: thum chodo wo sab . Mai mechanic ko call karthivu

Zoya : Fir mai biryani garam kar lungi . App dono aajao . Adnan thum bhi avo nasta karo

Sushanth fir mechanic ko call lagaya . Tho wo Bola adha gante mai anevala hai . Fir sushantha Bola bhai agar app shower Lena hai tho tauliya wardrobe mai hai .

Fir theeno nasta Kiya. Baad mai sushanth upper chala gaya rest karne

Room mai sushanth sochne laga . Zoya ek magnet ki thara keech rahi hai . Mai q uski aur itna attract horahahu. Wo shadi shuda hai . Fir bhi sirf uske sath time spend karna muje bohoth maza arahahai. Next weekend pe ayesha bhabhi bhi hoga sath mai agar mai unko laya tho fir Zoya ki sath kaise time spend karu .

Fir usne socha nahi mai mera maqsad nahi bhul saktha ( wo maqsad kya hai uske liye intezar karna padega app ko ) . faisal aur arif dono mera kaam keliye zaruri hai . Sath mai agar zoya ki sath kuch flirt tho chaltha hai . Lakin mai apni maqsad ko aage rakhna hoga .

Fir sushanth shower leke niche aaya . Faisal shower lene gaya tha . Aur zoya abhi shower leke aayi thi thakiya sar par bandhi huvithi . Kapde wahi the q ki wo koyi kapde nahi laye the but fir bhi zoya Kamal ki lag rahithi . Wo sushanth ko dek kar smile Kiya.

how-wrap-a-towel-around-your-head
Zoya : sushanth thum tho banglore mai rehteho tho fir thumari farm aur ye murgi sab koun dektha hai .

Sushanth: mera hi gav ka ek admi hai ranga . Wo sab dektha hai .

Itine mai mechanic aagaya .

Sushanth: Farid bhai bohoth time lagadi thumne aaj

Farid : kya karu bhai iss fuse ko bangalore se mangwana tha .

Sushanth: cholo isko fix kardo .

Fir dono gaye car ki tharaf . Farid adhe gante mai fix Kiya ithne mai Faisal bhi aagaya

Farid : car ko start karo abb .

Faisal ne car ko start Kiya tho car start hogaya .

images(2)

Sushanth: ab koyi problem nahi na farid.

Farid: bhai car bohoth purani hai . Lagta hai is ki engine mai kuch karabi hai . Isko jald theek karvavo.

Sushanth: kya yaar ye kya nahi nautanki hai

Farid: arre bhai bohoth purani car hai . Apke hothe mai abb tha bikwadethe isko .

Faisal : chodo yaar bath tho sahi hai iski . Ye bohoth purani hai

Sushanth: bhai agar problem aatha rahega tho bechdo isko. Farid bikwa dega ye . Farid kitne mai jayega hai

Farid : bhai sirf app ke liye 60 hazar Dunga .

Faisal : arre arre bhai ruko . Mai kya karunga car bech kar . Muje idhar udhar jane keliye chahiye.

Sushanth: Farid mera swift kitne pe lega thu .

Sushanth ki swift bhi purani thi Lakin bohoth acchi condition mai thi .

Farid ki akhe chamak gayi . Bhai abhi 3 lakh dungi

Sushanth: 75000 dedo aur leke jao ye alto .

Farid: bhai mai theek karke zyada se zyada 1 lakh mai bech paungi ye car . Spare parts mai 10 se pandra hazar Karch hojayega. Fir muje kya hi milega

Sushanth: farid math bulo hamari riste . Kya kya help kiya hu there liye . Jab thum garage khola tha Kaun thuje loan diya wo bhi bhina intrest ke

Faisal : arre bhai meri bath tho suno . Kya kar raheho thum .

Sushanth: mera swift Lelo bhai thum. faird 75 k dega thum sirf 1.25 lakh dedo thum .

Faisal : kush bhi huva fir bhi bola bhai mai kaise thumara faida uthalu. Rahne do yaar muje yahi car theek hai .

Sushanth: chup karo thum . Leke jao ye car mai paisa bad mai lelunga thumse.

Farid : car leke Jane laga . Aur Faisal ko Bola ye aisa hi hai . Lelo bhai swift bohoth acchi condition mai hai . Maine hi iski service karthi hu

Faisal : kya yaar thum bhi mai kaise lelu aise aur mera paas abh utna paisa bhi nahi hai . Ab personal loan Lena padega .

Sushanth: koyi zarurath nahi . 10 hazar dedena ek Sal ke liye . Bhai he yaar thu mera .

Faisal : thum kya karega abb .

Sushanth: bhai mere paas ek maruthi desire hai aur abb ek toyoto Innova lene Vala hu . Muje bhi sasthe mai acchi condition ki car mil raha hai Ek dosth se .

Faisal ko patha tha koyi bhi aaram se swift ko 3 l dedega aur yahu sushanth usko 2 l mai deraha hai . Usko laga Kitna acchi dost Mila usko

Faisal : bohoth thanks bhai Lakin mai thuje 2lakh Dunga 10 k every month . Aur aage koyi bath nahi karenge hum
Faisal waise bhi self respecting banda tha

Sushanth : theek hai bhai . Thum bhai ho mera chalo abb . Doper ka kana kya khavogi thum .

Faisal : bhai kuch nahi chahiye abb . Sirf curd rise khalenge . Digestion mai problem hoga muje kal se heavy meals karahahu

Sushanth: theek hai yaar chalo Ander chalte hai .

Zoya : theek huva kya car .

Sushanth: ha

Zoya : kaha hai ab .

Sushanth: mechanic leke gaya garage.

Zoya : abhi tho app Bola car theek hogaya

Sushanth: apki car bech di hum ne .

Zoya : kya . Q

Faisal : sushanth ne apni car dediya humko . 3 l ki car 2l mai Dene walatha . Maine 80 hazar force karke extra diya usko .

Zoya : sushanth ki aur dekha kuch Bola nahi

Faisal kaha hai adnan .

Zoya : bath room mai . Abb shower karvana hai usko. Mai jarahihu abhi

Faisal : thum thoda rice banalo . Mai karvavungi shower . Hame jana bhi hai

Sushanth: muje drop karke jana bhai .

Faisal : koyi bath nahi bhai . Bolke Jane laga

Zoya : q itna kar raheho app

Sushanth: arre meri bhabhi ko us katara se ghumne dhu kya .

Zoya : sushanth thaks for everything. You are really good to us

Sushanth: you are always welcome. Lakin muje apnonse thanks ki zarurath nahi hai .
( Bola tha na sushanth aisa chance kaise chod saktha hai )

Fir sara kam nipta kar teeno kana khaliya. Aur wapas Jane lage . Faisal drive kar rahatha . Zoya uski bagal mai baiti thi . Sushanth aur adnan peeche ....
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
Top