- 112
- 594
- 109
Sushanth dono ke sath bath kar rahi thi . Utne mai waha Ajay aaya .
Ajay : sushanth bath karni hai thum se
Sushanth: bathayiye sir kya bath hai
Ajay : mai thume bathayatha muje cross math karo thum .
Sushanth: Maine kya Kiya sir .
Ajay : thum siddesh ki sath preliminary report discuss karthe samay muje waha hona zaruri nahi samja .
Sushanth: nahi samja sir .
Ajay : gusse se what do you mean .
Sushanth: I mean ye sirf preliminary stage pe hai final report nahi . App bhi bohoth busy rehte ho Kitna kaam hoga appke Liya tho mai disturb q karu . Isiliye nahi bataya sir .
Ajay : ye bohoth important deal hai . Mai Kitna bhi busy rahu thum muje inform karthe raho .
Sushanth: Kitna important hai sir . (Sarcasum ko Zahir nahi hone di but Faisal aur arif samaj gaye )
Ajay : usse thume kya . Thum sirf muje inform karo buss .
Sushanth: OK sir I will keep you posted.
Ajay : aur thumara sanghatan sahi karo .
Arif : mathlab kya hai thumara .
Ajay : jis ko samajna ho . Wo samaj jayega.
Sushanth arif ko Kat thehuve . Sir muje cfo se suppliers ki sath financial negotiation se milna hai . Mai akela ja rahatha. Why don't we go together. In fact give me a minute I will inform them . App aaraheho sab discuss karne .
Arif aur Faisal thoda hasne lage
Sushanth: kya huva .( kuch nahi jante huve)
Ajay : mai abh bohoth busy hu . Thum jakar sarah se ache se discuss karlena .
Sushanth: sir financial negotiation important hai . Why don't you make some time
Ajay : mai kaha na mai busy hu .
Sushanth: theek hai sir fir mai sarah madam ko bol dungi . Koyi decision lene se pehle ek baar app ko inform karne keliye .
Ajay : ( hadbathe huve ) nahi thum aisa kuch nahi karogi . Wo itna professional nahi hai . Wo kuch aur samajlega .
Sushanth: (Ajay na chod the huve) aur kya samaj lega sir .
Ajay : thum chodo inn batonko. Thum apna kaam karo .
Sushanth: wahi kar rahihu sir .
Ajay : muje kaam hai . Mai jarahihu.
Faisal aur arif jor se hasne lage
Faisal : man Liya guru .
thuje aaj manliya mene
Arif : bhai dil kush kardi Thune aaj .
Faisal : chappal ko towel me lapetke Marna koyi thumse sike .
Arif : bhai puch teri bhai se aaj koyi favour . Uss sarah ki paas Jane ki Alava .
Sushanth: sarah ko mai manage karlunga . Iss weekend app koyi natak nahi karoge . Hum sab mera farm house jarahehai buss
Faisal : yaar har hafthe kya sahi rahega .
Arif : chup kar thu mu se ek bath man mai kuch aur . Ayenge dost is weekend. Hum sab jayenge
Faisal : theek hai bhai. waise bhi maza tho aayega waha
Arif : bass ek bath bathade kya thum Sach mai uss chutye ko final report ki barmai discuss karega.
Sushanth: land dicuss karunga mai uske sath .
Arif : Fir ye bath katham nahi huva dost .
Sushanth: I know . But Mai isse ajay se kuch discuss Nahi karunga .
Faisal : bhai bahuth kutthi cheez hai ye .
Sushanth: choda yaar thum bhi . Kitne deke hai uss jaise logonko.
Arif : purchase department se kisko leke jayega.
Sushanth: koyi hai apko Jaan ne wala
Arif : han bhai hai . Mera dost ki bhai . Wo bhi delhi se hai. Salman naam hai uska .
Sushanth: kaisi hai. Kaam ki banda haina.
Arif : han bhai . Aur Bohoth accha ladka hai . Mera har bath manega Faisal jaisa .
Sushanth: experience Kitna hai bhai . Siddesh ko experience banda hi chahiye .
Arif : 8 Sal ki experience hai . Ab promote hona chahiye uska.
Sushanth: siddesh bhi internally kisiko promote karnekeliye meri raai mang rahatha .
Arif : Fir bhai mere liye ek ye favour karde . Accha banda hai . Shadi karne ladkhi bhi dund rahihe uski ghar wale .
Sushanth: kaisi bath bol raheho bhai . Samajlo hogaya kaam . Pehle unko sath leke chalte hai . Fir batadenga siddesh ko banda kaam ka hai .
Arif : thanks bhai .
Sushanth: chodo yaar . Mai chalti hu sarah madam ki lene .
Faisal : mazak math kar . Apni had mai rehna uski saamne . Samje
Arif : bhai Sachme wo chalti firti bomb hai .
Sushanth: app log na adat dalo har tharike ki log ko handal karne ka . Kya karlega wo . Uski sath sex karne thodi jarahahu . Professional matter professionally handle karna hai buss .
Arif : deklena Hume jo kehna tha hum ne kehdi .
Sushanth: theek hai bhai mai chalti hu.
Faisal : arif bhai kaisa laga sushanth
Arif : Faisal sirf ek hafthe mai aisa lag raha hai ki hum bohoth saal se dost hai iski . Bohoth nazdik aagayi ye.
Faisal : bataya thana Maine. Banda bohath accha hai
Arif : chalaq bhi . Ye sirf acche logonko ache hai . Thum bhi Dekliya na Ajay ko kaisa jawab di
Faisal : bhai wo bhi insan hai . Ajay ki gamand ko koun bardast karega .
Arif : wo bhi Sach hai .
Faisal : bhai highway ki bagal mai 10 acre zamin hai . Banglore mai khud ka ghar . Fir bhi down to earth hai . Aur dostonko help bhi kartha hai . Ek accha dost milgaya Hume. Aur kya chahiye
Arif : hum bhi waise hi the na Faisal. Sirf humara luck sahi nahi tha tho jo tha sab chale gaye .
Faisal : sahi bol raheho bhai . Muje tho hamara gav ki Keth yaad aagayi iski farm dek kar .
Arif : chodo yaar . Jo khuda socha hai wahi hoga .
Faisal : batha hai bhai. tho kya aap ko yaad nahi aatha jisne apki abbu ko taga tha .
Arif : yaad kisko nahi ayega Faisal. Hum kya kar sakthe hai . Jo huva so huva .
Faisal : sahi hai bhai . Chalo chalte hai kaam ki tharaf .
Arif : han . Chal .......