#Update 2
Mohabbat Ki Adhuri Kahani – Kaun Thi Woh?
Scene 1: Subah ka manzar
Rama: "Sir, chai!"
Meri nend to jaise uske awaaz se hi udd gayi thi. Darwaza kholte hi wo ek kadam peeche hat gayi, aankhein jhuka li... Tab mujhe samajh aaya – Arre! Mai toh sirf boxer mai hoon aur tambu bhi..."
Mai jhat se pant pehanta hoon, "Sorry, sorry Rama!"
Usne bina kuch kahe chai table pe rakhi, nazar jhuki rahi. Jaise hi jaane lagi, maine uska haath pakda. Wo halki si "Ahh..." bolke sisk gayi.
Maine dheere se uske kareeb aake kaha, "Rama, kya tum mujhe dekhogi bhi nahi?"
Usne nazar uthakar mujhe dekha, phir apni pakad chhudai aur bhaag gayi. Bhagte bhagte muskurai aur boli, "Main aapse kabhi door nahi jaungi sir, aap chinta mat kariye!"
Main ek pal ke liye wahin jam gaya. Fir ek gehri saans li, cigarette jalai aur chai ke sath ek lamba sip liya. Tabhi... Neelam Aunty mela se wapas aayi.
Scene 2: Neelam Aunty aur Meri Shararat
Neelam Aunty: "Aap cigarette peete ho?"
Main: "Kabhi kabhi, kyun meri jaan?", Tume accha nai Laga to nahi karunga" mane unki aakhome dekhthe huwe kaha
Neelam: "Agar kahun toh chod doge?"
Main: "Tum bolo to jaan haazir, yeh cigarette kya cheez hai?"
Maine josh mein apni cigarette ka packet fek diya. Wo khush ho gayi aur Jo jua Jo Maine Kabi nahi Socha tha unhone apna sir mere seene se lagakar khadi ho gayi. Kuch der tak yunhi rahi, phir jaise hosh aaya toh tez tez bolti huyi bhaag gayi, "Sorry!" Kehkar. Main Kuch Samaj pata wo yahase chaligai. Fir mai dhop Mai bathna Chala gaya.
Scene 3: Bachpan ki Yaadein aur Rama ki Khatti Meethi Baat
Sadak par bachhe chungi khel rahe the. Unhe dekh kar mujhe bachpan yaad aaya. Main unke sath khelne laga. Ek ladka bola, "Sir bhi hamari tarah khelte hain, haha!"
Main muskuraya aur chal diya. Tabhi Rama ne roka, "Sir, khaana tayar hai, aapke liye maine machhli banayi hai!"
Main: "Sacchi?"
Maine uske gaal par haath rakha, hum ek pal ke liye ek doosre ki aankhon mein kho gaye. Tabhi pairon ki aahat sunai di, aur Rama bhaag ke kitchen mein chali gayi.
Scene 4: Neelam Aunty ka Dubidha
Neelam Aunty aayi, par nazar milane se katra rahi thi. Maine uska haath pakda, "Meri jaan, kab tak sharmaogi?"
Neelam: "Hari, yeh galat hai… Humein ruk jana chahiye."
Main kuch kehne hi wala tha ki tabhi Rama chilaai, "Khaana thanda ho raha hai!"
Neelam ne baat badal di. Aur hum done kitchen par chale gaye.
Scene 5: Khaane ke Dauran
Hum jameen par baith gaye. Rama hame serve ka rahi thi. Rama mujhe extra fish de kar Deere se kahi "Mere pyare Sir ke Liye", Maine bhi Dheere se "Thank you, Meri pyari Rama" kaha toh wo sharma gayi. Neelam mujhse bach rahi thi, maine bhi usse space dena theek samjha. Khaane ke baad main haath dhone gaya, toh Rama bhi muh fulakar piche-piche Piche aayi.
Main: "Kya hua?"
Rama: "Maine pyar se khana banaya, aapne kuch kaha hi nahi!"
Main hans ke bola, "Yeh sabse best tha, bilkul tumhari tarah meetha!"
Rama: "Sacchi sir?"*
Main: "Teri kasam!"
Uske aankhon ki chamak dekhne layak thi. Wo hansi, aur daud ke bhaag gayi. Jate jate cheekh ke boli, "Thank you, mere pyaare sir!" Main uski masumiyat bhare chehere par fida ho Raha tha.
Aur phir wo pal…
Main nahaane gaya… Par bhool gaya ki maine darwaza lock nahi kiya!
Tabhi koi andar aa gaya…
Pani ki chhataakein… ek pal ki sannata… aur phir aankhein mili…
Par sabse bada sawal
Woh kaun thi? Rama? Meena Mam? Neelam Aunty? Ya koi aur…?
Mohabbat, jazbaat aur ek naya mod... Agla din kya layega? Janne ke liye bane rahiye!