• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Soldier

king101

Member
160
688
109
Hello Friends, Actually mai pahle hi ek story is website pe post kar rha tha lekin mere laptop ki windows crash ho gayi thi jiski wajah se wo story aadhe me hi chhut gayi thi jise fir mai apne job ki wajah se fir se start hi nahi kar paya.
Isliye use fir se likhane ke liye mujhe kafi waqt lagega tab tak mai chahunga ki aap log is story ka luft uthaye.
 
  • Like
Reactions: Sanki Rajput

Sanki Rajput

Abe jaa na bhosdk
5,759
14,516
189

Ok bro
 
king101

Member
160
688
109
INDEX​
Update 1Update 2Update 3Update 4Update 5Update 6Update 7Update 8Update 9Update 10
Update 11Update 12Update 13Update 14Update 15Update 16Update 17Update 18Update 19Update 20
Update 21Update 22Update 23Update 24Update 25Update 26Update 27Update 28Update 29Update 30
Update 31Update 32Update 33Update 34Update 35Update 36Update 37Update 38Update 39Update 40
Update 41Update 42Update 43Update 44Update 45Update 46Update 47Update 48Update 49Update 50
 
Last edited:

king101

Member
160
688
109
UPDATE 1​
The End and the beginning

Tick tock, tick tock, tick tock. Is samay saat saal ka ek ladka sirf ghadi ki ticking ki awaj hi sun sakta tha. Is pal hatho me banduk liye ek anjaan aadmi uske ghar me aaya aur uske mata – pita ko maar dala, kyuki we use wah nhi de rhe the jo use chahiye thi. Is baat ka gussa us aadmi ke chahre pe saaf najar aa rha tha. Isliye jaise hi us aadmi ki najar us ladke pe gayi usne use maarna start kar diya. Us ladke ke saris par jagah jagah choto ke nishan ban gaye the. Uske choto ke khun bahne lga tha lekin fir bhi wo ladka na to behosh ho rha tha na hi wah chikh rha tha.

Ye dekh ke us hathyare ne apni banduk us ladke pe taan di lekin pta nhi kyu lekin wo goli nhi chala rha tha. Aur goli na chala pane ka reason tha us ladke ka us tarah se dekhna. Na krodh tha, na bhay tha, na udasi thi, agar kuchh tha to wo tha uske bhawhin chahre pe afsos. Hathyara ladke ke beparwah hone se dar gya tha, wah dar se ladke ko goli marne ja rha tha, bas is drishya ko khatam karne ke liye. Wah trigger khichne ke liye taiyar tha.

Bang!

Hathyara marker jamin par gir gya, uske mathe me ek chhed ho rakha tha. Ladke ne us wyakti ko dekha jisne us hathyare ko goli mari thi. Us ladke ke samne ek aadmi khada tha jo apne pita ke saman umar ke aaspass dikhta tha. Us saksh ne black suit aur black pant pahna hua tha, wah aage bda. Usne ladke ko dekha aur cigarette pina suru kar diya, aur fir apni banduk ki taraf ishara karte hue kha. “ kya tum jina chahte ho?” ladka ghayal hone ki wajah se turant jawab na de ska, lekin usne us aadmi ko dekha aur apni takat ke antim bit ke sath jawab diya| “ mai majbut hona chahta hun.” Ladke ke jawab ko sun kar wo aadmi muskuraya. “ hahaha, bahut khub bahut hi achcha jawab hai. Lekin……agar tum jina chahte ho aur majbut banna chahte ho to tume pahle……………marna hoga.” Ye kah ke us aadmi ne banduk ko us ladke ke taraf kiya aur goli chala di.

Bang!

Isse pahle ki ladka behosh ho jaye, usne us aadmi ko bolte hue suna “ Aaj se tum mere bete ho aur tumhara naam hoga Veer Raghuvanshi.
 
Nice start bro, waise kyaa mai puch sakta hu ki kyaa tumne story ko kisi anime yaa novel se liya hua hai, Sorry for this but mughe update 1 ki starting kuch jaani pahchani lagi, Again sorry agar aisa nhi hai to kyunki mai kisi writter ki insult nhi krna chta bro
 
  • Like
Reactions: Xabhi

king101

Member
160
688
109
Yeah actually maine kuch time pahle ek web novel padi thi aur wo mujhe abhut achchi lagi esliye maine usi se inspire hoke ye story likhi thi. Uska naam to abhi mujhe yaad nhi lekin kahani bahut jabardast thi
 
Sanki Rajput

Abe jaa na bhosdk
5,759
14,516
189
Yeah actually maine kuch time pahle ek web novel padi thi aur wo mujhe abhut achchi lagi esliye maine usi se inspire hoke ye story likhi thi. Uska naam to abhi mujhe yaad nhi lekin kahani bahut jabardast thi
Wahi to Socha mai bro ki mere dimag me tumhari ye puri 1st update padh kr purani novel padhi hui yaad aagayi , nice bro keep it up,well uss novel name to sayad mughe bhi yaad nhi lekin uske collection kaa name saayad 'BLACK ENDURANCE' se juda hua hai ,well maine ye guess to kiya hai saayad yahi name ho unn collection of novels kaa
 
Last edited:
Top